• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Taqdeer [Completed]

NewWriter23

Member
368
2,071
123
Update 50
Udhar Raj Ruhi ko terrace per le kar aaya tha, janha dono apni aane wali jindegi ke baare mai soch rahe thy.
Ruhi : kabhi socha na tha ki ham dono yese ek sath honge…yakin nahi tha apni taqdeer per ki wo mere sath degi kyun ki hamesha daga hi deti aayi hai.
Raj ne Ruhi ko apni baho mai le leta hai,
Raj : yakin to mujhe bhi apni taqdeer per nahi tha ki tum se kabhi mil bhi paunga, per han apne bhagwan pe bharosha tha ki wo kabhi na kabhi to hamme iss jindegi mai mila hi denge, per ye yakin tha ki sath bhi hoga tumhara kabhi mere sath.
Ruhi : aaj apse ek wada chahiye mujhe….
Raj ne Ruhi ke chehra apne hath mai leke : jitna chahiye wada le lo mai to pura tumhara hi hun.
Ruhi Raj ki baate sunke hasne lagti hai,
Ruhi : janti hun…baas yanhi wada chahiye ki aab kabhi bhi kisi bhi baat ko leke kisi galat-fhemi mai bhi ek dusre se kabhi dur nahi honge….ye kehke apna hath aage badha deti hai…
Raj ne Ruhi ka hath apne hath mai le leta hai,
Raj : wada raha kabhi tumhe khud se dur nahi karunga….
Ruhi : mai apko aur kuch bolna chahti hun….Je t’aime….
Raj : je t’aime aussi….
Ruhi : apko French aati hai….
Raj haste huye : tum bhul rahi ho ki mai agent bhi hun….
Fir ek dusre ko gale lag jate hai aur wese hi wanhi bethe rehte aur baate karte rehte….
Idhar Rohan Zara ko ek room mai leke aaya tha jisme charo aur lights lagi thy aur Zara ki photos bhi…ye Zara ki wo photos thy jaab wo mumbai gayi thy. Har din ka photo tha. Zara to ye dekh kar hi heran thy.
Rohan ne kabhi bhi yese apna pyaar jahir nahi kiya tha, Zara charo aur ghum kar dekh rahi thy. Fir Rohan ke gale laag gayi aur Rohan ke galo pe kiss kar leti hai.
Rohan bhi Zara ko kaas leta hai fir aane wali jindegi ke bare mai sochne lagte hai.
Udhar Kabir aur Nibi ke paas,
Nibi baas herani se Kabir ko hi dekhe ja rahi thy,
Kabir : kya hua..pehle chup thy per aab to hil bhi nahi rahi ho…ajib ho yaar tum bhi.
Nibi : ajib aur mai..aare ajib to aap ho…
Kabir : mai..wo kese….
Nibi : kabhi school mai bhi achi tarah baat nahi kari hamesha chidhate thy wo to hamesha Viren ji hi bulate thy mujhe…aur to aur fir jaab aaj mili hun to bhi pehchana bhi nahi….aur….wese bhi aap jese handsome ladka mujh jesse ladkiyo mai interest kanha….
Nibi kuch aur bolne hi wali thy ki Kabir usse khinch ke gale laga leta hai, jisse Nibi ki ankhe badi ho jati hai herani se….
Kabir : aare baas pagli rulayigi kya…itna kuch tha dil mai…wese tujhe chidata tha iss liye ki tu bahut cute se face banati thy to mujhe badi pyaari lagti thy, aur chal sidhe sidhe sun….
Aaj jaab se tujhe dekha hai tujhe baas tu hi tu Nazar aarahi hai…pasand aagayi hai tu mujhe…samajh gayi…teri han na ka wait nahi karunga…Zara ka nikah ke baad hi Abu se baat karke tere ghar aajaunga tujhe tere papa se mangne ke liye..to ready rehna.
Kabir jaab tak bolta raha Nibi uski baho mai nikalne me liye machalti rahi per Kabir ne usse nahi choda. Jesse hi choda to Nibi bina Kabir ko dekhe hi bhag jati hai, Kabir wanhi grass pe leet jata hai aur muskurane lagta hai.
Viren Anu ko leke pool side aagaya tha, aur baas hath pakade dono bethe thy, aaj Viren ne Anu ko apne chest le laga liya tha. Viren ne jaab dekha ki Anu uske cheast pe hi sar rakh ke so gayi hai, to sabki nazar bacha ke Viren Anu ko uske kamre mai leke sula deta hai. Anu ke face pe smile thy sote huye bhi Viren aage badh ke uske mathe pe kiss kar deta hai fir aake garden mai Kabir paas grass pe let jata hai.
Dono hi pyaar ke nashe mai muskura rahe thy aur kisi baat ki hosh nahi thy.
Agle din mehendi ki rasam huyi, saab ne haala kiya aur apni apni wali ke hatho mai thodi mehendi lagayi. Bichara Kabir saab se bach ke Nibi ke paas jata to Nibi wanha se bhag jati. Nibi to dil hi dil mai khush thy per baas ghabra rahi thy. Pasand to Kabir ko pehle se hi karti thy per jaab Kabir ne yesa saab kaha to ander se hi hil gayi thy usne kabhi socha nahi tha ki yesa kuch hoga.
Akhir kaar kuch saman lene jaab Nibi ek room mai gayi to Kabir bhi wanha aagaya aur Nibi ke hath pakad ke bed pe beth gaya aur apni naam ka mehendi lag diya, aur Nibi ki gaal ko chum kar bhag gaya.
Saab kuch ache hai ho gaya aur shadi ka din bhi aajata hai.
Din mai Zara aur Rohan ka nikah tha, Ruhi ne bhi dono tarah se shadi ki jid ki to unka bhi sath mai hi nikah padhwa diya gaya. Fir raat ko do mandap lage aur in dono jodiyo ka shadi karwaya gaya.
Shadi ke baad saab ki bidayi bhi ho jati hai, Rohan Zara ko leke Bangalore apne ghar nikal jata hai aur Raj Ruhi ko leke Bangalore apne banglow mai. Anu aur Nibi ne mil ke Ruhi aur Raj ka ghar prabesh karwaya. Fir kuch rashme ki aur Ruhi ko apne sath leke nikal gaya. Puri raat thakan se saab so gaye thy, per raat ko Anu aur Nibi ne Raj ka karma saza diya tha aur Ruhi ko wanha betha diya tha. Yu to ruhi Raj ke behed paas aagayi thy per aaj ghabra rahi thy.
Kuch der baad Raj aata hai kamre mai aur darwaja band karke Ruhi ke paas beth jata hai aur ek dairy mai kuch likhke Ruhi ko de deta hai. Ruhi ne jaab dairy dekha to usme likha tha.
Raj : kya mai ghungat utha sakta hun….
Ruhi ko school ki din yaad aajati hai, aur hasne lagti hai.
Ruhi bhi kuch likh ke Raj ke taraf badha deti hai,
Ruhi : nahi
Raj : kyun
Ruhi : pehle mujhe koyi toufa dijiye fir….
Raj : apna pair aage karo….
Ruhi na samajhne wali stiti mai pair aage kaar deti hai Raj ne apni jeb se payal ka joda nikal ke Ruhi ko pehena deta hai.
Ruhi jaab payal dekhti hai to khush ho jati hai aur ghungat utha ke Raj ke gale lag jati hai.
Raj : aare…aare…rani sahiba kya kar rahe hai…..
Ruhi : apko kese pata chal jata hai ki mujhe kya pasand hai….
Raj : sans ho tum meri…to itna to janta hun na….
Pata hai kabhi socha nahi tha ki meri taqdeer meri jindegi mujhe de degi.
Ruhi ne jaab Raj ko dekha to uska ankhe naam thy. Ruhi ne apna hath aage badha ke Raj ke ansu ko poch leti hai aur gaal pe ek kiss kar deti hai.
Raj : pata hai aaj mai bahut khush hun….
Ruhi : mai bhi….
Raj : acha ji….
Fir aage badh ke aaj Raj aur Ruhi taan maan se ek ho jate hai (sorry friends mujhe nahi aata likhna sex scean acha).
Rohan aur Zara bhi Bangalore pahunch ke so jate hai unke ghar mai koyi nahi tha to Rohan ne hi saab rasme kiye aur rat ko ye bhi ek ho jate hai.
Abhi so rahe thy ki subha subha Rohan utha ta hai to dekhta hai ki Switzerland ki ticket booking ki confirmation ka message tha. Tabhi Kabir ka bhi call aajata hai.
Kabir : maine tere hi phone se booking kar di thy aaj sham ki flight hai tum dono ki to packing kar liyo….
Rohan : thank you….
Kabir : chal be phone rakh aur sone de mujhe, tujhe batane ke chakar mai maine apni nind kharab ki…kuch din ki hi chuti hai to nind bhi puri karni hai mujhe.
Rohan : tu sach mai pura kumbhakaran hai….
Kabir haste huye call cut kar leta hai. Idhar Raj aur Viren Sharma ji se saab kuch sikh rahe thy, Ritika ji aur Ron mumbai wale ghar mai rehte aur Sharma ji Bangalore mai.
 
mashish

BHARAT
8,032
25,910
218

Lovely update
 
Ajay

Well-Known Member
6,895
33,149
218
Update 49
Ruhi ki baate sunke Ram ji gusse mai pagal ho jate hai,
Ram ji : itni hi mere faisla ki yehmiyat hai to mujhe ye bilkul bhi pasand nahi hai, to teri shadi isse nahi ho sakti.
Ruhi : acha per aap mujhe koyi ek wajah denge ki kyun nahi pasand Raj apko….
Ram ji : baas nahi pasand baat khatam…
Ruhi : mai apki han ka intezar karungi papa….
Ram ji : to puri jindegi karti rehna..aare kya hai isma…isse acha ladka dund dunga tujhe….
Viren (mann mai) : yaar ye kya DDLJ ka Amaresh puri ban rahe hai..itne nakhre to ladki bhi nahi karti hai jitna ye kar rahe hai. Fir gusse se Kabir ko ghurne lagta hai.
Kabir (mann mai) : maan jao uncle..kyun bache ki jaan lene per tule huye ho. Wo mujhe sach mai nahi chodenge…maar maar ke jaan le lenge….
Ruhi : kya yesa ladka dund sakte hai jo 6 saal taak bina kisi umid ke mera intezar kare.
Ram ji herani se : kya…..!!!!
Rohan : mai batata hu uncle….
Fir Rohan Sharma ji ko pichle 7 saalo mai kya kya hua wo saab batata hai, Ruhi ke maa papa dono hi heran thy, Ruhi ke mom ke ankhe bhi naam ho jati hai.
Rohan ki baate sunke Sharma ji ka dil dighal jata hai jo pehel se hi tha, per dikhate nahi thy,
Ram ji : barkhudar…jaab tumne apne ishq ka itna intezar kar hi liya hai to aur kar lo….
Sharma ji ki baate kisi ko bhi samajh nahi aata hai, to Sharma ji aage badh ke Raj ke paas aajate hai,
Ram ji : ek hafte ka intezar aur kaar lo mere bete ke sath meri beti ki bhi shadi hai….aare meri pyaari Ritika ji beti ki shadi ki tayari suru karo…..fir hasne lagte hai,
Sharma ji to kaab ka maan gaye thy wo baas inko sata rahe thy. Saab ye sunke khushi se chilane lagte hai. Raj jo kaab se chup tha wo sidha jake Ram ji ke gale laag jata hai.
Raj : thank you uncle….
Viren dhire se khud mai hi badbadata hai : wah…ye to sach mai Amaresh puri ban gaye baas ek hi baat ki kami hai…..
Piche se Kabir bhi Viren ki ye baat sun leta hai, to wo Viren ke paas aake mai bataun….
Dono ek dusre ko dekhte hai fir,
Dono : ja Ruhi ja…ji le apni jindegi…iss ladke se jyada koyi tujhe pyaar nahi kar sakta….hahahahaha….
Ye dono itne jor se bolte hai ki saab unki aur dekhte hai fir hasne lagte hai.
Viren : kamal karte ho Sharma ji aap…dil hi jit liya apne to….
Ram ji : aare Sharma ji nahi uncle bol…uncle….
Viren : aare ek hi dil hai kitne baar jitenge…..
Saab bahut khush thy, wese bhi Sharma ji bina kisi ko bataye do do shadiya ki tayari kar rahe thy. Ritika ji ne to saab rishtey daro ko pehel hi shadi per bula liya tha, ye saab dekh ke Ram ji bhi heran thy….
Saab kuch ache se ja raha tha aab to Viren ki bhi Sharma ji se ache se patne lagi….
Yese hi dekhte dekhte sangit ka din bhi aajata hai, jesse hi teeno ladkiya tayar hoke aate hai to saab dekhte reh jate hai. Kabir aab bhi apne akele hone ka rona ro raha tha.
Dono jodiyo ko betha diya gaya, sabse pehle Anu ne dance kiya, aur baas Viren ko dekh ke hi dance kar rahi thy. Viren bhi Anu mai hi kho gaya tha, jo ki Sharma ji ne notice kar liya,
Ram ji : Viren babu hamari bachi ko yese maat dekho nahi to nazar lag jayegi.
Tabhi pata nahi Kabir kanha se ghumte ghumte aaya aur Ram ji ka baat sunke : uncle nazar to laag chuki hai…ye hamare Anu ke hone wale wo hai…kyu Viren babu….
Kabir ke baat sunke Ram ji Viren aur kabir ko dekhne lagte hai,
Ram ji : aare tum loog bhi dhire dhire dhamake kar rahe ho..ek baar mai hi saab kuch bata do….
Ram ji ki baat pe Viren hasne lagta hai aur Kabir saab kuch bata deta hai.
Fir ek ke baad ek performance ho rahi thy, Ram ji aur Ritika ji ne bhi dance kiya wanhi Mallik sahab Zara ke sath Kabir bhi unke sath ho liya.
Achanak Kabir ko ek phone aata hai to wo bahar ke taraf chala jata hai. Jesse hi baat karke ander aata hai to kisi se takra ke gir jata hai, jesse hi nazar utha ke dekhta hai to ek khubsurat ladki uske upar thy. Kabir to usko dekhta reh gaya. Fir dono khade ho jate hai wo ladki Kabir ko dekhne lagi fir ek daam boli,
Ladki : aap Kabir ho na….
Kabir (mann mai) : aare wah..mai itna famous ho gaya hu ladkiya bhi pehchan ne lagi hai…per yesa to koyi kaam kiya nahi maine…..
Kabir soch hi raha tha ki wo ladki ek aur baar puchti hai aap Kabir ho na….
Kabir : han..per aap….
Ladki : aare maine to apko pehchan liya per aapne nahi pehchan na….
Kabir : ham pehle se hi ek dusre ko jante hai kya….
Ladki : aare Kabir mai Nibi..Anu ki dost…ham ek hi school mai hi thy. Aap aur Viren dono hamare senior thy
Kabir herani se : tum Nibi ho..sach mai…tum to bilkul badal gayi ho…
Nibi : kya sach mai badal gayi hun…achi nahi lag rahi hun aab…..
Kabir usme hi khoye huye : han badal to gayi ho per ek baat jo bilkul nahi badli….
Nibi kabir ko dekhte huye : wo kya….
Kabir : yanhi ki tum bahut cute ho..pehle bhi thy..aab bhi ho….
Ye sunke Nibi muskurane lagti hai,
Nibi : thank you kabir aap bhi bahut handsome lag rahe ho…
Kabir khushi se : thanks…..
Taab tak Anu bhi aajati hai aur Nibi ko apne sath leke chali jati hai, Kabir bhi piche piche aajata hai, aur Nibi ke samne hi khada ho jata hai, Kabir Nibi ko bade hi dhyaan se dekh raha hota hai,
Gora rang, gol gol badi ankhe, gol matol sa chehra, hasti hai to gaal pe dimple padte hai, gumrale baal jo kandhe niche taak aate thy, na jyada moti na jyada patli, ek daam cute si. Kabir to baas Nibi mai hi kho gaya tha.
Viren Kabir ke paas aake : oye chal hamara dance hai aab….
Kabir kanha hosh mai tha to Viren hilane se Kabir wapas hosh mai aata hai aur Viren kya keh raha hai sunne lagta hai, sunne ke baad,
Kabir : han..chal yaar dance karne ..
Fir dono chale jate hai. Dono jodiya stage ke samne bethe thy, unka bhi dance baki tha, tabhi stage pe Viren aur kabir aate hai aur dance karne lagte hai.
Dance karte karte Rohan aur Raj ko bhi stage ke upar khinch lete hai fir charo mil ke dance karne lagte hai fir ek dusre ke gale lag jate hai, charo ki ankhe naam thy, charo ki yesi dosti dekh ke sabhi ki ankhe gili ho gayi thy. Sharma ji to heran thy ki kuch rishtey khun ke rishtey se bhi aage hote hai.
Charo bilkul ek dusre ki jaan hi thy. Sabhi inki dosti dekh ke khush thy.
(Wo kya hai na aaj ke jamane mai sache dost milna bahot muskil hai per meri ye kahani mai maine dosti hi yehmiyat dikhayi hai)
Fir Zara aur Rohan ka bhi dance hota hai fir Raj aur Ruhi dono jodi to baas apne apne partner ka hi yehsaas mai hi khoye huye dance kar rahe thy, sabhi loog behed khush thy.
Sharma ji bhi in charo ko dekh ke behed khush thy, sangit ke ek din baad shadi thy, aur kaal mehendi to saab jaldi jaldi uth ke tayari bhi karni thy. Anu ne Nibi ko rok liya tha, Kabir to bahut khush tha Nibi ke rehne se.
Raat ko saab bade sone chale jate hai to baki saab ne Raj ke banglow ke piche party rakh ki, jisme Rohan, Kabir, Viren, Raj, Ruhi, Anu, Zara, Nibi, Ron thy.
Sabhi ladke to pehle se hi moujud thy baas ladkiya hi nahi thy, thodi der baad wo charo bhi aajate hai, sabhi ke sabhi saree mai thy aur kayamat dha rahe thy, ladkiyo ko dekh ke ladko ka munh khula ka khula reh jata hai, Jisko Ron ne dekh liya to wo ladko ke samne aake,
Ron : mun to band karlo bhai…..
Ron ki baat sunke sabhi hosh mai aajate hai, Rohan aur Raj to apni wali ko leke nikal gaye aur yanha Anu Viren ko ishara kare ja rahi thy aur Viren usse andekha jisse Nibi ne dekh liya to Nibi jhatke mai Anu ko pakad leti aur puch leti hai,
Nibi : tune Viren ko bol diya…kaab..unhe kya kaha..mujhe bataya kyun nahi…bol na….
Anu : shant ho ja meri maa..batati hun fir Anu saab batane lagti hai….
Nibi Anu ki baate sunke apni munh pe hath rakh leti hai : kya….tune Viren ko kiss kiya pagal….
Anu : yaar pagal ho gayi thy baas..Kuch soch samajh kar nahi hua….
Nibi : wow yaar…tum dono finally ek sath…mai bahut khush…ruk mai apne jiju se bhi baate karta hun…..
Nibi sidhe Viren ke paas aajati hai wo Anu ko kuch bolne hi nahi diya to Anu bhi uske piche piche aagayi.
Idhar Viren Kabir aur Ron se baat kar raha tha.
Nibi : hi….
Viren : hey Nibi kesi hai…tujhse baat bhi nahi ho payi function mai….
Nibi : bahut achi, aur function mai aap busy thy it’s ok…chalo aapne to pehchan liya warna to kuch loog ne pehchana hi nahi tha mujhe….
Ye kehke Kabir ki aur dekhne lagi jo usse hi dekh raha tha, ye kehn aa sahi hoga taad raha tha.
Viren : kisne nahi pehchana….
Nibi : wo saab chodo ye batao ki aaj se mai apko jiju bol sakta hun na….
Viren ne Nibi ki baat sunke uske piche khadi Anu ko dekha to wo aaj pehli baar saram se niche dekh rahi thy. Kabir ne bhi jaab Nibi se dhyaan hata ke Anu ko dekha to drink pite pite khasne lagta hai….
Kabir : partner tu sarma rahi hai..sach mai..per isme itna sarmane wali baat kya hai…..
Anu : wo…na…Nibi ne jaab Viren ji ko jiju kaha tha to ander se badi khushi wali feeling aayi ki sach mai aab Viren baas mere hai…..
Kabir : oohhhooo…waah dekho to hamari ladki kitni romantic hai….
Viren ne Anu ki dekha fir Nibi se,
Viren : Nibi mujhe Anu se baat karni hai….
Kabir : han…han…jao tum bhi…..
Ron : per yanhi kaar lo na baat ..di aur Raj jiju bhi chale gaye….Rohan bhai aur Zara bhabhi bhi….
Kabir : aare rehne de Ron..ladki ka chakar…Ron ladki ka chakar….
Viren Kabir ke sar pe maar ke Anu ko le ke side mai chala jata hai. Nibi bhi Ron aur kabir ke bich mai jake beth jati hai. Kabir to baas Nibi ko hi dekh raha tha jo Ron se baato mai lagi thy. Pata nahi itna bolne wala Kabir aaj chup tha.
Ron : to Nibi di apka koyi boy friend hai kya?
Nibi : tujhe lagta hai mere jese gol matol ladki ko koyi pasand karega….
Ron : kya di apko pata hai aap kitni pyari ho, cute ho….
Nibi hass ke ron ka gaal khinch deti hai : tu chota na hota to tujh hi bana leti…
Ron : sachi…per aab to chota hun..wese han Kabir bhayiya hai na…wo to single bhi hai..aur aap dono ki jodi bhi mast lagegi….
Ron ne to Kabir ka dil ki baat bol di…Kabir mann hi mann Ron ko sabasi de raha tha, wanhi Nibi haste haste shant ho gayi….
Nibi : kya Ron kuch bhi bolta hai….
Ron : nahi manna hai to maat mano per sach bola hai maine, chalo mai chala sone bye…di and Kabir bhai….
Kabir : good night Ron….
Ron to chala gaya per Nibi ko shant karwa gaya.
Kabir ne Nibi ko yese chup chap bethi dekha to,
Kabir : tum kyun chup ho gayi…aagar Ron ki baat buri lagi to I am sorry…per kya mai itna bura hun ki mazak mai bhi tu apna naam mere naam ke sath jod nahi sakti.
Nibi kabir ki baat sunke herani se usse dekhne lagti.
Nice update bhai
 
Ajay

Well-Known Member
6,895
33,149
218
Update 50
Udhar Raj Ruhi ko terrace per le kar aaya tha, janha dono apni aane wali jindegi ke baare mai soch rahe thy.
Ruhi : kabhi socha na tha ki ham dono yese ek sath honge…yakin nahi tha apni taqdeer per ki wo mere sath degi kyun ki hamesha daga hi deti aayi hai.
Raj ne Ruhi ko apni baho mai le leta hai,
Raj : yakin to mujhe bhi apni taqdeer per nahi tha ki tum se kabhi mil bhi paunga, per han apne bhagwan pe bharosha tha ki wo kabhi na kabhi to hamme iss jindegi mai mila hi denge, per ye yakin tha ki sath bhi hoga tumhara kabhi mere sath.
Ruhi : aaj apse ek wada chahiye mujhe….
Raj ne Ruhi ke chehra apne hath mai leke : jitna chahiye wada le lo mai to pura tumhara hi hun.
Ruhi Raj ki baate sunke hasne lagti hai,
Ruhi : janti hun…baas yanhi wada chahiye ki aab kabhi bhi kisi bhi baat ko leke kisi galat-fhemi mai bhi ek dusre se kabhi dur nahi honge….ye kehke apna hath aage badha deti hai…
Raj ne Ruhi ka hath apne hath mai le leta hai,
Raj : wada raha kabhi tumhe khud se dur nahi karunga….
Ruhi : mai apko aur kuch bolna chahti hun….Je t’aime….
Raj : je t’aime aussi….
Ruhi : apko French aati hai….
Raj haste huye : tum bhul rahi ho ki mai agent bhi hun….
Fir ek dusre ko gale lag jate hai aur wese hi wanhi bethe rehte aur baate karte rehte….
Idhar Rohan Zara ko ek room mai leke aaya tha jisme charo aur lights lagi thy aur Zara ki photos bhi…ye Zara ki wo photos thy jaab wo mumbai gayi thy. Har din ka photo tha. Zara to ye dekh kar hi heran thy.
Rohan ne kabhi bhi yese apna pyaar jahir nahi kiya tha, Zara charo aur ghum kar dekh rahi thy. Fir Rohan ke gale laag gayi aur Rohan ke galo pe kiss kar leti hai.
Rohan bhi Zara ko kaas leta hai fir aane wali jindegi ke bare mai sochne lagte hai.
Udhar Kabir aur Nibi ke paas,
Nibi baas herani se Kabir ko hi dekhe ja rahi thy,
Kabir : kya hua..pehle chup thy per aab to hil bhi nahi rahi ho…ajib ho yaar tum bhi.
Nibi : ajib aur mai..aare ajib to aap ho…
Kabir : mai..wo kese….
Nibi : kabhi school mai bhi achi tarah baat nahi kari hamesha chidhate thy wo to hamesha Viren ji hi bulate thy mujhe…aur to aur fir jaab aaj mili hun to bhi pehchana bhi nahi….aur….wese bhi aap jese handsome ladka mujh jesse ladkiyo mai interest kanha….
Nibi kuch aur bolne hi wali thy ki Kabir usse khinch ke gale laga leta hai, jisse Nibi ki ankhe badi ho jati hai herani se….
Kabir : aare baas pagli rulayigi kya…itna kuch tha dil mai…wese tujhe chidata tha iss liye ki tu bahut cute se face banati thy to mujhe badi pyaari lagti thy, aur chal sidhe sidhe sun….
Aaj jaab se tujhe dekha hai tujhe baas tu hi tu Nazar aarahi hai…pasand aagayi hai tu mujhe…samajh gayi…teri han na ka wait nahi karunga…Zara ka nikah ke baad hi Abu se baat karke tere ghar aajaunga tujhe tere papa se mangne ke liye..to ready rehna.
Kabir jaab tak bolta raha Nibi uski baho mai nikalne me liye machalti rahi per Kabir ne usse nahi choda. Jesse hi choda to Nibi bina Kabir ko dekhe hi bhag jati hai, Kabir wanhi grass pe leet jata hai aur muskurane lagta hai.
Viren Anu ko leke pool side aagaya tha, aur baas hath pakade dono bethe thy, aaj Viren ne Anu ko apne chest le laga liya tha. Viren ne jaab dekha ki Anu uske cheast pe hi sar rakh ke so gayi hai, to sabki nazar bacha ke Viren Anu ko uske kamre mai leke sula deta hai. Anu ke face pe smile thy sote huye bhi Viren aage badh ke uske mathe pe kiss kar deta hai fir aake garden mai Kabir paas grass pe let jata hai.
Dono hi pyaar ke nashe mai muskura rahe thy aur kisi baat ki hosh nahi thy.
Agle din mehendi ki rasam huyi, saab ne haala kiya aur apni apni wali ke hatho mai thodi mehendi lagayi. Bichara Kabir saab se bach ke Nibi ke paas jata to Nibi wanha se bhag jati. Nibi to dil hi dil mai khush thy per baas ghabra rahi thy. Pasand to Kabir ko pehle se hi karti thy per jaab Kabir ne yesa saab kaha to ander se hi hil gayi thy usne kabhi socha nahi tha ki yesa kuch hoga.
Akhir kaar kuch saman lene jaab Nibi ek room mai gayi to Kabir bhi wanha aagaya aur Nibi ke hath pakad ke bed pe beth gaya aur apni naam ka mehendi lag diya, aur Nibi ki gaal ko chum kar bhag gaya.
Saab kuch ache hai ho gaya aur shadi ka din bhi aajata hai.
Din mai Zara aur Rohan ka nikah tha, Ruhi ne bhi dono tarah se shadi ki jid ki to unka bhi sath mai hi nikah padhwa diya gaya. Fir raat ko do mandap lage aur in dono jodiyo ka shadi karwaya gaya.
Shadi ke baad saab ki bidayi bhi ho jati hai, Rohan Zara ko leke Bangalore apne ghar nikal jata hai aur Raj Ruhi ko leke Bangalore apne banglow mai. Anu aur Nibi ne mil ke Ruhi aur Raj ka ghar prabesh karwaya. Fir kuch rashme ki aur Ruhi ko apne sath leke nikal gaya. Puri raat thakan se saab so gaye thy, per raat ko Anu aur Nibi ne Raj ka karma saza diya tha aur Ruhi ko wanha betha diya tha. Yu to ruhi Raj ke behed paas aagayi thy per aaj ghabra rahi thy.
Kuch der baad Raj aata hai kamre mai aur darwaja band karke Ruhi ke paas beth jata hai aur ek dairy mai kuch likhke Ruhi ko de deta hai. Ruhi ne jaab dairy dekha to usme likha tha.
Raj : kya mai ghungat utha sakta hun….
Ruhi ko school ki din yaad aajati hai, aur hasne lagti hai.
Ruhi bhi kuch likh ke Raj ke taraf badha deti hai,
Ruhi : nahi
Raj : kyun
Ruhi : pehle mujhe koyi toufa dijiye fir….
Raj : apna pair aage karo….
Ruhi na samajhne wali stiti mai pair aage kaar deti hai Raj ne apni jeb se payal ka joda nikal ke Ruhi ko pehena deta hai.
Ruhi jaab payal dekhti hai to khush ho jati hai aur ghungat utha ke Raj ke gale lag jati hai.
Raj : aare…aare…rani sahiba kya kar rahe hai…..
Ruhi : apko kese pata chal jata hai ki mujhe kya pasand hai….
Raj : sans ho tum meri…to itna to janta hun na….
Pata hai kabhi socha nahi tha ki meri taqdeer meri jindegi mujhe de degi.
Ruhi ne jaab Raj ko dekha to uska ankhe naam thy. Ruhi ne apna hath aage badha ke Raj ke ansu ko poch leti hai aur gaal pe ek kiss kar deti hai.
Raj : pata hai aaj mai bahut khush hun….
Ruhi : mai bhi….
Raj : acha ji….
Fir aage badh ke aaj Raj aur Ruhi taan maan se ek ho jate hai (sorry friends mujhe nahi aata likhna sex scean acha).
Rohan aur Zara bhi Bangalore pahunch ke so jate hai unke ghar mai koyi nahi tha to Rohan ne hi saab rasme kiye aur rat ko ye bhi ek ho jate hai.
Abhi so rahe thy ki subha subha Rohan utha ta hai to dekhta hai ki Switzerland ki ticket booking ki confirmation ka message tha. Tabhi Kabir ka bhi call aajata hai.
Kabir : maine tere hi phone se booking kar di thy aaj sham ki flight hai tum dono ki to packing kar liyo….
Rohan : thank you….
Kabir : chal be phone rakh aur sone de mujhe, tujhe batane ke chakar mai maine apni nind kharab ki…kuch din ki hi chuti hai to nind bhi puri karni hai mujhe.
Rohan : tu sach mai pura kumbhakaran hai….
Kabir haste huye call cut kar leta hai. Idhar Raj aur Viren Sharma ji se saab kuch sikh rahe thy, Ritika ji aur Ron mumbai wale ghar mai rehte aur Sharma ji Bangalore mai.
Mast update bhai
 
parkas

Well-Known Member
28,478
62,812
303

Nice and superb update...
 
DAIVIK-RAJ

ANKIT-RAJ
1,442
3,835
144
Brother lagta hai ab ek ya do update Baki hai

We wait to next update
Also

Soul land thread both
 
Top