????????? ?????????
kaun thi..freya armaan ki freya...!!
lady ke address batane ke kuch der baad hi armaan uske ghar ke bahar pahuch chuka tha.
ghar city se bahar ki taraf tha. ghar ko dekhkar armaan ke alawa william ki aankho ne bhi aansuo ka sath chodh diya. tab armaan ko laga ki sach me wo lady kis condition me hai.
kyonki ghar ke naam pe us jagah par ghar kr naam par ek dhancha khada tha jiske hisse ladki ke the. aur us ghar ke aas paas kuch door par hi aise kuch gire hue ghar bhi the. us ghar ko dekh kar rahne walo ki halat ka andaja bhali bhati lagaya ja sakta hai.
armaan yahi sab kuch soch raha tha. jab us lady ne dekha ki us bacche(kyonki armaan ne apna naam nahi bataya tha) aur uske sath aaye hue dono ne ek driver aur dusra william un dono ne koi reaction nahi diya na hi kuch kaha tab us lady ko feel hua ki wo uske baare me kya soch rahe hai. aur ye dekhte hue wo bhi rone lagi. insab ki tandra tab tuti jab us ghar se ek pyari si khubsurat si cute si mano jaise duniya bhar ki masumiyat uske andar daal di ho wo bahar aayi aur jab us bacchi ne apni maa ko dekha to wo bhagte hue apni maa se jaa mili. usne abhi tak armaan aur baki sab ko nahi dekha tha. matlab itni pyari thi humari freya. usko dekh kar aisa laga ki duniya bhar ki khushiya bhi agar kadmo me daal de to bhi kam ho.
freya - mom aap kaha chali gayi thi. aapko pata hai main kita dar gayi thi. aap mujhe aise chodh kar mat jaya karo aur agar aapko lag raha hai ki main un berries ke liye jid karungi to aapko pata hai ki wo ab mujhe bilkul bhi nahi pasand. but please aap dubara mujhe akele chodh kar nahi jaoge.
lady - main kaise apni princess ko chodh kar jaa sakti hoon. aur aapko apni favourite berries chodhne ki jarurat nahi hai. kyonki main aapke liye le kae aayi hoon.
freya - sacchi mo
lady - yes my darling.
tabhi armaan bola.
aunty aap freya ko mujhse nahi milwayengi.
ye aawaj sun kar freya ne jab armaan ki taraf dekha to paaya ki usi ki age ka ek ladka khada hai. beautiful green eyes dark brown hair aur ek pyari si innocent si smile jo kafi waqt se kho gayi thi.
freya ne armaan ko ek najar dekha aur fir apni mom ki taraf dekha ki jaose puch rahi ho ki ye sab kaun hai.
tab freya ki mom ne bola ki main berries inke yanha se hi laayi hoon.
ye sun kar freya ne armaan se bola ki thankyon aap ka jo aapne meri mom ko berries di.
armaan - aapko thankyon kahne ki jarurat nahi hai freya kyonki aap itni pyari ho ki ye berries kuch bhi nahi hai. aur main in berries ke alawa bhi kuch laaya hoon aapke liye aur wo hai in berries se bana hua cake.
itna bol ke armaan ne William ki.taraf isharq kiya jisse William ne wo packet khola aur usme se ek beautiful sa cake nikla..jise dekhte hi freya to chalo bacchi hai par uski mom ki aankho me bhi nami aa gayi kyonki is cake ko kharidne unke bas me nahi tha filhal to.
itna bada cake dekh ke waha William aur driver sahit sab ki aankho me khushi ke aansu the. unhe lag raha tha ki ek baacha itna soch sakta hai. par aaj shayad freya ki halat par us upar wale ko bhi taras aa gaya..kyonki ye abhi shuruaat thi khushiyo ki freya ke liye.
freya cake ko dekh kar khushi se uchalne lagi aur usko khush dekhkar armaan to double khush aur aaj shayad dusri baar freya ki mom ke aankho me aansu aaye honge. first time tab jab unko pata chala ki unke andar ek nannhi si jaan saans le rahi hai. aur aaj jab wo apne khas din par sabse jyada khush hai.
unhone kratagyata ke bhav se armaan ki taraf dekha aur man me yahi socha hoga ki mahaj kuch time pahle mila ladka itna kuch kar sakta hai unke liye par armaan ne abhi kuch kiya hi nahi tha. tabhi apna amy bola ki ab hume cake cut karna chaiye isse pahle wo kharab ho.
uski ye baat sunte hi freya bhaag ke andar gayi. par shayad aunty ko abhi bhi jhijak thi. ki wo kya dikhayaegi gahr ke naam par apni bebasi. par shayad armaan ne unki mano sththi ko jaan liya tha. usne unka hath pakadte hue bola..
armaan - aap shayad ye soch rahi hongi ki ek baccha jo mahaj kuch time pahle aapse mila hai. wo aap ke liye ye sab kyon kar raha hai. ya fir ye ki mere mom dad ya fir family kya sochegi. but the truth is..ki unhe kuch fark hi nahi padta to bas aap sirf aur sirf freya ke baare me sochiye.
tabhi freya ki aawaj aayi ki aap sab bahar kyon khade hai andar aayiye jaldi nahi to cake kharab ho jayega.
sab hanste hie andar aaye. aur kuch time baad cake bhi cut ho gaya freya jo aaj se pahle shayad hi kabhi itna khush hui ho..uske chehre par se khushi kam hone ka naam hi nahi le rahi thi.
kuch time baad lady ne armaan ko thankyu kaha..aur freya to cake enjoy karne me lagi thi. joki usne apne face aur kapdo par laga liya tha. tab armaan bola
armaan - ye kya freya tumne to apne kapde kaharab kar liye..
armaan ki baat sunte hi freya ne jab gaur kiya apni halat par to usne apni mom ki taraf dekha..jise shayad uski mom ne dekh liya tha ki unki daughter kya kahna chah rahi hai. aur badle me unhone bhi apni aankh jhapka kar kaha ki koi baat nahi main saaf kar dungi.
aise hi to hoti hai maa jo bina kuch kahe apne bacche ki baat samajh leti hai.
tab armaan ne phir kaha ki ek kaam karo tum cake ko pack kar do aur isko baad me khana ab aone kapde change karo aur ready ho kae aao hume bahar jana hai.
ye sun ke freya ki mom...
Awesome update bhai????????? ?????????