• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Thriller THE KILLER

Warinlove

New Member
26
7
3
UPDATE 3
RA&W Delhi

Is wakt RA&W ke HQ mein deffense secretory aur I.B. and N.I.A. ke sath ek emergency joint meeting bulayi gayi thi. Meeting hall mein is wakt pin drop silence tha koi kuch bol nhi raha tha sab ke sab apne apne soch mein the to koi dar ke saye mein the.

Is dead silence ko break karte huye deffense sec.. bole ki to gentelman koi batayega kya kar sakte hai kisike pass koi suggestions hai. Lekin lagta hai ab tak sab soch mein the kisne suna nhi ki D.S. ne kya kaha
To D.S jara uchi awaj mein aur pahle ae thoda gusse mein kaha come on speak damnt it.
Finally sab hosh mein aye aur sabse pahe RA&W cheif vikram bakshi ne kahna shuru kiya.
v.b- so gentalman jaise ki sabko malum hai ki hamare sare servers hack hone ke chances bataye jaarahe hai.
to sab samjh sakte hai ki hamare servers hack hona yane hanare desh ki suraksha aur hanare jitne bhi agents hai sab ki info sab break hona hai iske sath sab se badi aur aham baat hai ki hanari desh ki sab se clasifies info break ho sakti hai. Itna kah kar V.B ne ruk kar pani piya aur phir se bolna shuru kiya to mera manna hai ke is emergency pr sirf 1 hi option hai sare secres agencies ko kuch time ke liye shut down kiya jaye aur hamare local agents ki ek behatrin team tayyar karke jahase 1 hacking threats arahe hai waha ke liye bheja jaye aur is threats ko drstroy kr diya jaye. To ap bata sakte hai ap sabka kya kahna hai.itna kah kar V.B shant hogaya aur sab ki aur dekhne laga.
I.B. cheif- i agree

NIA cheif – i am with vikram too
D.S- phir is pure mission ki leadership bhi vikram ke deta hu mein aur team ko select karke jaldi hi bhejne ki tayyari krdi jaye aur isi ki sath sare agencies kuch samay ke liye shut down ki jati hai .
Aur isi ke sath ye meeting desimiss ki jati hai .
 
  • Like
Reactions: Naina
Top