• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance >>> Too Young !! Too Old (Completed) <<<

11 ster fan

Lazy villain
2,961
7,007
143
उंसठवाँ भाग

बहुत ही बढ़िया

तो सोम उस कॉलेज को खरीदने आया है लखनऊ। सिया ने सोम और दीक्षा को सब बता दिया जो कॉलेज कैंपस में हुआ था। वो तो सिया का ममेरा भी निकला।। व्यास भी और जानना चाहता था लेकिन सिया ने उसे और बात बताने से मन कर दिया। दोनों खरीदारी करने गए कपड़ों की तो व्यास ने सिया को ट्रायल रूम में खींच लिया। यहां पर कहीं व्यास गलती तो नहीं कर रहा है। कही सिया उसका गाल न लाल कर दे इस काम के लिए।

देखते हैं आगे क्या होता है।।

Pahalwan se Sikh ke aaya hai ye Vyass..
 
nain11ster

Prime
23,612
80,679
259
Agar aap log kahani me jabardasti ka incest angel de kar usse fun samjh rahe hain then I am going to close this story... Mujhe ye bakwas katai pasand nahi...

And mr 11 ster fan ji... Aap ko update par comment ke naam se bukhar rahta hai baki duniya bhar ke comments aa jaye hai thread par...

Stop this....

Aur sabhi members ko main strictly kahna chahunga... Reply aur counter reply apni ek limit me honi chahiye... Uske baad yadi lagta hai aap ko ki counter reply dena hai to commnet quote kar ke CC thread istamal kare...

Ek comment ke upar 5 counter reply ka culture abhi band kar de... Achha nahi lagta mujhe thread dekhne me jahan ek hi baat ko sabhi reply aur counter reply me khinch rahe hain...

Areee yeer 1 counter Ok.. chalo dusra counter bhi thik hai... Uske baad behatr hai ya to chhod dijiye ya bhi comment quote kar ke cc kar lijiye...

Janhit me jari....

And stop this nonsense discussion of incest... Jise fun lagta ho isme wo man ke ander fun masti kare... Don't do hare :vangry:
 
nain11ster

Prime
23,612
80,679
259
Update dene aaya tha mood offu ho gaya... Ab 3 baje se aaunga mood refersh karke... Hone chune 4-5 comment se jyada na kisi ne update psr likha hai... Bakwas chhod kar update par comment kijile...

Be assemble at 3.pm full josh me aane ka... Usse idhar show karne ka... Apan bhi aap ke utsah ko dekh kar decide karwane ... Aage update kitni der me post karun
 
9,934
41,561
218
अपडेट ५९ & ६०.

गजेन्द्र मिश्रा की प्रोपर्टी थी कालेज जहां सभी लड़के और लड़कियां पढ़ रहे हैं । कौन है गजेन्द्र मिश्रा ? शायद पहले के अपडेट्स में इनका नाम आया हो पर याद नहीं है । कहीं कपेन्द्र मिश्रा के फादर तो नहीं !
सोम और दीक्षा का लखनऊ आने का मकसद कालेज भी था जो कि उनके हिसाब से किसी कारणवश चर्चा का विषय बना हुआ था । शायद कालेज का प्रबंधन सही हाथों में न हो ।

वाटर सर्वे की बार बार बातें हो रही है । कुछ खास होने वाला है क्या ?

सिया और व्यास पहली बार इतने नजदीक आए कि दोनों एक दूसरे की सांसें महसूस करने लगे । लेकिन जब लबों से लब मिलने का टाइम आया पर्दा गिर चुका था । बढ़िया है ऐसा मौका फिर आयेगा ।

उधर अलका शास्त्री जी , मास्टर साहब , निराली और मीरा मथुरा के लिए प्रस्थान कर गए । प्लान तो पहले से ही बना हुआ था बांके बिहारी जी की दर्शन करने के लिए पर लगता है कुछ वहां भी होने वाला है । कुछ खास ।

कासिफ शहनवाज सिया का मामा निकला । इसी लिए उसका नाम सुनते ही वो भौंचक्का हो उठी थी ।
लेकिन कासिफ की बहन कौन है ? सिया की मम्मी या लता मिश्रा ?
सिया के बातों से लगता है लता मिश्रा ही उसकी बहन है । देखते हैं कासिफ और उसके फेमिली इनके जिंदगी में कौन सा हाल लाते हैं । अच्छा या बुरा !

जुरूल इमाम को घेरने की तैयारी हो चुकी है । और यह तैयारी सोम ने वहां के पिछले फेरे में ही कर लिया था जब उसनेे वहां मौजूद कुछ टेररिस्ट लोगों को देखा था । मेजर साहब भी इसमें इनभोल्भ है । इसके अलावा एन आई ऐ , आर पी एफ और कुछ स्नाइपर भी इस मुहिम में शामिल हैं ।
काफी लम्बी चौड़ी प्लानिंग बनी हुई है और हो भी क्यों नहीं ! वो पावरफुल नेता है । सेंट्रल मिनिस्ट्री तक पहुंच है । टेररिस्ट एक्टिविस्ट में शामिल है और अल्पसंख्यक है । अल्पसंख्यक के नाम पर दंगे करवा सकता है ।

जहां पर उन्हें टारगेट किया जाना है वहां पर संयोग से सभी लोग पहुंचे हुए हैं । मिश्रा जी , माखनलाल जी , सिया , व्यास सभी उसी एरिया के इर्द-गिर्द है ।
देखते हैं वहां क्या कोहराम मचने वाला है !

आउटस्टैंडिंग एंड अमेजिंग अपडेट नैन भाई । जगमग जगमग अपडेट ।
 
11 ster fan

Lazy villain
2,961
7,007
143
Kya mere UK jane ke pichhe ki koi aur vajah bhi hai... Kya kuchh aisa jo tum dono mujh se chhipa rahe ho aur mujhe un sab chijon se dur rakhne ki kosis kar rahe ho. Aur kya main jis campus me padhti hun wo wakai me students ke padhne ki jagah hai? kyonki wahan ke chhote jhagde jis hisab se deal hote hain poore bharat hi nahi poore vishv me waise students nahi jhagadte"…

Diksha:- Tumhe aisa kyun laga Sia… .
Kahi bhawar Wala seen na ho Jaye ,har ghatana ke pichhe bahut bada mystery ,vishav bhar me nhi jhagadate matalab missile se war karte hai kya🤣🤣🤣🤣...
Sia:- Nahi yahan ka mahol aur logon ki harkaton se stabdh hun. Log bure hote hain ye to janti thi, lekin samne se apni buri juban se jab gandgi nikalte hain tab khud ko shant rakhna muskil ho jata hai... ..

Sia ki baat sun kar Som aur Diksha ek dusre ko dekhne lage.… "Kisne pareshan kiya tumhe Sia"… Som ne bade hi shant lahje me puchha..

Sia:- Nahi pahle mere sawalon ka jawab do...

Diksha:- Nahi tumhare UK jane ke pichhe ki kewal ek hi kahani hai aur wo tum janti ho. Haan log aur unke juban gande hote hai aur bahut kam lekin kabhi kabhar aise log samne se takra bhi jate hain. Koi baat nahi sab ko jawab denge... Kewal isliye nahi kyunki uss ek ne bahut hi ghatiya shabd kahe hain tumse, lekin isliye bhi kyunki usse dekh kar 4 aur himmat karenge apni gandi juban kholne ke liye. Kabhi kabhi shanti banaye rakhne ke liye ashanti jaroori hota hai.. Som...

Som:- Iske college campus ki baat hai na julush to wahin niklega. Poora parivar sath khade rah kar ye tamsa dekhenge... Bus tum dil chhota na karo Sia.

Sia:- Nahi maine nipat liya. Ye mere campus ka mamla hai aur main nahi chahti ki hum students ke bich tum sab aao. Even main nahi chahti ki tum dono pata tak karne jao ki wahan kya hua? Kya tum dono meri baat samjh rahe ho ya apni manmani kar ke interfare karoge hi...

Diksha:- Wahan tum apne doston ke bich ho. Main Som ke ore se bhi kahe deti hun, zero interfare. Haan lekin kabhi hume iss baat ka ratti bhar ka bhi afsos na ho ki tumhari baat kyun mani..

Sia muakurati apne dono baanh poore failati... "Aisa kabhi ho sakta hai ki main apne vajah se Som aur Diksha ko afsos karne ka mauka dun".
Oh to diksha ne kharij Kar di baat ko ki ,koi plan nhi tha ..lekin lekin lekin mujhe in charactero par bharosa to hai lekin is writer par nhi ...ye pakka kuchh na kuchh khichadi paka rahe honge...
Sia:- Nahi yahan ka mahol aur logon ki harkaton se stabdh hun. Log bure hote hain ye to janti thi, lekin samne se apni buri juban se jab gandgi nikalte hain tab khud ko shant rakhna muskil ho jata hai...
Swagat hai India me...ab jakar original India dekh rahi hai sia...
Diskha:- Jane de chinta mat kar abhi to hain hum Lucknow me, aur aur aur... Jayega kahan. Tera matter udhar raha, jis din kisi dusre matter me fansa na.. fir agla pichhla sab barabar kar denge. Som filhaal meri ek ikchha ho rahi hai ki kyun na Nanda se mil liya jaye..

Som:- Nanda bhi to anjaane me hi samne aaya hoga na. Usse bhi pata kahan hoga ki Sia ne uski beti ko maara hai.

Sia:- Haan sahi kah rahe...

Som:- Bus fir aaram se so jao. Jab kismat kharab hogi to uljhega aur iss baar hum alag-alag to honge nahi jo ignore karne me vishwas rakhenge.

Diskha:- Yep Purusom.. you are right.. Chal issi baat par thoda ghum kar aaya jaye...

Som:- Chal hum teeno bhi maa pitaji aur Pranshu ke pichhe chalte hain. Thoda fun masti unke sath bhi ho jaye...

Diksha:- Nahi aaj ke din ka kafi tha... Waise bhi unhe (Pranshu) kal sham uddan bharni hai isliye sasurali gift aaram se kharid lene do. Hum chalte hain Meera ke pass aaram se apni nanad se milungi... Kya kahte
Matlab aage jakar kasif Miya ki gardan tangani tay hai...to Chalo ab ye chale meera ke yaha ...bechara som Tikka boti hona to tay hai aaj..
Som:- Nana tum dono jao..
Hey dar gaya kya ye purusom mard ban aur ja launde Jeet le Kila....
Diksha:- Kyun kuchh jyada hi tujhe chhed di jo dil me tere chhed ho gaya hai...
Chhed di ye kaho ki Dil ke taro ko jhanjhana ke chali gayi...
Sia:- Dosh unka nahi tumhare look ka hai bhai... Kitna bejjat karwayega, katwa le baal..

Diksha:- Haan Som katwa le baal...

Som:- Haan taki tum dono matrimonial ad de sako. Meera ke bare me sun kar to dono ne shadi me nachne tak ka plan kar liya hoga…

Sia:- Huhhh !!! Jyada oversmart na bano. Warna main apni sweeto ka brain wash kar sakti hun..

Diksha:- Som, dimag mat kharab kar. Ek baar bilkul clean shave aur baal katwa le...

Som:- Baal apni jagah par rahenge… Koi agar mujhe pasand karegi to in balon ke sath pasand karegi. Haan main kisi ko pasand karun to usse dikhane ke liye main baal katwa sakta hun jo ki aisa sambhav nahi. Ab chale tumhari sweeto se milne. Jab wo chhedti thi kafi dara sa rahta tha ekin ab mamla barabari ka hoga… .

Diskha aur Sia dono aage nikalte... "Diksha iske haav-bhav kuchh badle se hai na.."

Diskha:- Kuchh nahi bahut jyada badle hai... Chup ho ja aa raha hai baad me baat karte hain...
Aise Baal nhi katwayega Bhai ...lekin laundiya kah de to karwa lega ,samajh rahe ho...mamala barabari ka nhi hai abhi som babu ,abhi bhi Meera ju se jyada romantic hai aur shararati bhi....
Vyas:- Free ho gayi..

Sia:- Haan free hun..

Vyas:- Kya hum mil sakte hain..

Sia thodi mayus hoti... "Aaj subah ki baat puchhoge"…

Vyas:- Milne do na please…

Sia:- Hmmm !!! Cafeteria aa jao.. Wahin apne campus wale road me jo hai..

Kuchh waqt baad dono aamne samne the. Vyas, Sia ke chehre ko dekh raha tha aur Sia apne najren chura rahi thi...

Vyas:- Sia...

Sia apni najren upar karti... "Kaisf Sehnavaj meremaa ka apna saga bhai hai. Parivar ka koi ladka mujhe aisa bol gaya, shayad maa ye bardast nahi kar pati. Aur shayad ye bhi ho sakta tha ki maa ko ye baat itni jhkjhor jati ki wo Faisal ko goli maar deti... Shyad mujh se bahut jyada bada Sadma unhe lagta. Bus issi baat ka sadma uss waqt mujhe laga tha."

Vyas kuchh bolne ko hua.. tabhi Sia hath dikhati... "Bus ab na to iss par koi baat hogi aur na hi tum mere nanihal ke bare me kuchh baat karoge aur na hi iss bare me kisi ko bataoge"..

Vyas:- Haan lekin Gajendra Mishra…

Sia:- Tumhe mere nanihal par hi baat karni hai to main ja rahi hun. Sab bata di na bina puchhe to achhe bacche ki tarah tum bhi aaram se subah ki baat bhul jao. Jab meri maa mere pass thi aur main unke chehre par khushiyan dekh rahi thi tab mere dil ke sare gum dur ho gaye. Bhagwan ka shukr tha ki unhe campus ki baat pata nahi chali...

Vyas:- Aur wo jisne tumhare atmsamman ko thes pahunchaya…

Sia:- Ek baat dhyan se utar gaya tha, abhi yaad aaya... Wo tum mujhe apne besharm hone ka kissa sunane wale the na. Wo atmsammna par kuchh to bolte.. wo baat kab bataoge…

Vyas:- Siaaaa...

Sia:- Areee uss Faisal ko to poore bejjati ka manjar dikha hi di thi. Haan bus uski akad yani ki uske baap ko sabak sikhana rah gaya. Abhi iss matter me dhil do... Kyunki meri maa ko gahra Sadma lagega. Baki abhi main bhi Lucknow me hun aur wo bhi. Bus dua karo ki agli baar unka samna mujh se na ho... Fir to sab ka hisab barabar hoga... Kya samjhe
Nhi Bhai in vyas mahanubhav ko Puri ramayan hi suna do...are yaar jitna wo Bata wo kam hai kya jo ek hi baat ko lekar rat rahe ho...
Sia:- Haan to mujhe ab normal dekh liye na. Aur main sach me normal hun isliye ab tum kya khana pasand karoge..

Vyas:- Ab ye khana kahan se aa gaya bich discussion me...

Itne me waiter ne ek pizza aur cold drink serve kar diya... "Tumne ye kab order kiya"..

Sia:- Tumhe jab darwaje se aate dekhi... Sadme me main thi aur khana tumne tyag diya ..

Vyas muh bichkate... "Ji nahi aisi koi baat nahi thi"…

Sia:- Girlfriend se jhoot bolne ka anjaam jante ho na... Zindgi ulti latak jayegi Shahstri ji... (Fir Sia Pizza slice apne hath se badhati) … Chalo kha bhi lo jaldi.. fir kuchh shopping karne chalenge…

Vyas ek bite lete... "Tum mere ander ki baat kaise janti ho Sia"..

Sia:- Pagal kuchh hi to log hai, unhe bhi nahi janugi. Aur waise bhi aaj Neerav jayega Delhi aur Meera Mathura jane ka plan bana rahi hai. So tumhari combined study sidha college ke baad shuru ho gayi hogi. Uske baad tum ghar nahi gaye apne doston ko chhodne nukkad tak aaye hoge ya study baad aise hi casully nikal kar bahar aaye aur mujhe call laga liya... Am I right Shashtri ji..

Vyas:- Mere upar settelite lagayi ho jo pal pal ki khabar hai...

Sia:- Nahi buddhu... Study baad ghar gaye hote to pata chalta ki Diksha aur Som tumhare yahan hi gaye hain..

Vyas:- Ohhh nooo...

Sia:- Ab kya hua...

Vyas:- Maine maa se jhut kaha tha ki flight aur mathura ka poora arrangements Bade bhaiya dekhenge. Mujhe ghar jana hoga kahin kuchh gadbad na ho jaye..

Sia:- O' mere bhole balam..

Vyas:- Kyaaaaaa??

Sia:- Chaunk kyun rahe ho mere bhole balam.. jaise subah tum wahan upar se normal aur ander se mere bare me itna khyal chal raha tha ki apna khana tak bhul gaye. Thik utni hi gahrai Meera me bhi hai... Aur tum yakin karo wo hanste-hanste aur khud ko pagal sabit karte har kaam smoothly kar degi... Itne din baad to mauka mila hai... Chalo chup chap khao fir shopping...

Vyas, Sia ko dekh kar hanste... "Tum me aur Meera me bus ek hi anter hai. Wo kisi anjaan ko bhi pagal bana sakti hai aur tum bus apne logon ke sath mahakti aur chahakti rahti ho..."

Sia apni aankhen sikudti... "Shahstri ji, bahut jyada mere bare study karne ki kosis nahi kar rahe"..

Vyas:- Tum to mera reserch subject jo jis par main umr bhar reaserch kar ke thesis likhta rahunga…

Baten jo sun'ne me pyari lag rahi thi. Sia muskuati hui usse pyar se dekhne lagi. Vyas bhi jaldi se khana finish kar ke Sia ko le kar nikla. Dono pahunche mall. Jahan Sia bade pyar se Vyas ke liye shopping kar rahi thi aur Vyas, Sia ko manaa karte kah raha tha ki ghar par kya kahunga..

Sia, Vyas ke hath me kuchh shirts de kar trial room ke ander dhakelti... "Tumhare ghar ke log sham ki flight se udan bharenge. Tumhe kisi ko kuchh batane ki jaroorat nahi hai... Jaoo ab"..

Vyas hanste huye gaya aur kuchh second baad darwaja kholte... "Sia ab ye kya hai"… "Kya hua"… jaise hi Sia kya hua kahti Vyas ke pass pahunchi, Vyas uska hath khinch kar ander lete... "Thik se mil nahi paya main"..

Sia apni aankhen badi karti… "toooo"

Vyas:- To ye jagah achhi hai na..

Sia, Vyas ke sine par hath rakh kar usse dur karti.… "Kuchh jyada nahi ho raha hai ye"…

Vyas, Sia ko jhatka de kar deewar se chipkaya aur apna chehra Sia ke chehre ke karib laate... "To tum hi thoda kam me mamla nipta lo. Main ussi me khush ho jaunga."..

Dono ke shwans chadhi hui thi. Najren ek dusre ko nihar rahi. Honth bilkul farak rahe the. Chehre par pyari muskaan fail rahi thi. Dono ke dil gudguda rahe the. Ek mandur ehsas me khone lage the...
Ham kisi ke romance par comments nhi karte ,so lage raho dono apne me...ab dekhate hai Meera kya gul khila rahi hai waha...Meera ko dekhana wakai majedar hota hai....owsm update sir...
 
11 ster fan

Lazy villain
2,961
7,007
143
Update dene aaya tha mood offu ho gaya... Ab 3 baje se aaunga mood refersh karke... Hone chune 4-5 comment se jyada na kisi ne update psr likha hai... Bakwas chhod kar update par comment kijile...

Be assemble at 3.pm full josh me aane ka... Usse idhar show karne ka... Apan bhi aap ke utsah ko dekh kar decide karwane ... Aage update kitni der me post karun
Bahane to dekho...
 
Agasthya

I am vengeance
Staff member
Moderator
30,944
14,696
259
Update:-59

"Kya mere UK jane ke pichhe ki koi aur vajah bhi hai... Kya kuchh aisa jo tum dono mujh se chhipa rahe ho aur mujhe un sab chijon se dur rakhne ki kosis kar rahe ho. Aur kya main jis campus me padhti hun wo wakai me students ke padhne ki jagah hai? kyonki wahan ke chhote jhagde jis hisab se deal hote hain poore bharat hi nahi poore vishv me waise students nahi jhagadte"…

Diksha:- Tumhe aisa kyun laga Sia… .

Sia:- Nahi yahan ka mahol aur logon ki harkaton se stabdh hun. Log bure hote hain ye to janti thi, lekin samne se apni buri juban se jab gandgi nikalte hain tab khud ko shant rakhna muskil ho jata hai... ..

Sia ki baat sun kar Som aur Diksha ek dusre ko dekhne lage.… "Kisne pareshan kiya tumhe Sia"… Som ne bade hi shant lahje me puchha..

Sia:- Nahi pahle mere sawalon ka jawab do...

Diksha:- Nahi tumhare UK jane ke pichhe ki kewal ek hi kahani hai aur wo tum janti ho. Haan log aur unke juban gande hote hai aur bahut kam lekin kabhi kabhar aise log samne se takra bhi jate hain. Koi baat nahi sab ko jawab denge... Kewal isliye nahi kyunki uss ek ne bahut hi ghatiya shabd kahe hain tumse, lekin isliye bhi kyunki usse dekh kar 4 aur himmat karenge apni gandi juban kholne ke liye. Kabhi kabhi shanti banaye rakhne ke liye ashanti jaroori hota hai.. Som...

Som:- Iske college campus ki baat hai na julush to wahin niklega. Poora parivar sath khade rah kar ye tamsa dekhenge... Bus tum dil chhota na karo Sia.

Sia:- Nahi maine nipat liya. Ye mere campus ka mamla hai aur main nahi chahti ki hum students ke bich tum sab aao. Even main nahi chahti ki tum dono pata tak karne jao ki wahan kya hua? Kya tum dono meri baat samjh rahe ho ya apni manmani kar ke interfare karoge hi...

Diksha:- Wahan tum apne doston ke bich ho. Main Som ke ore se bhi kahe deti hun, zero interfare. Haan lekin kabhi hume iss baat ka ratti bhar ka bhi afsos na ho ki tumhari baat kyun mani..

Sia muakurati apne dono baanh poore failati... "Aisa kabhi ho sakta hai ki main apne vajah se Som aur Diksha ko afsos karne ka mauka dun"..

Teeno aapas me gale lag kar kuchh der ke dusre ki bhavna ko muskura kar mehsus karne ke baad alag huye...

Sia:- Mere ek sawal ka jawab ab bhi adhura hai. Kya uss campus me koi kahani chal rahi hai...

Diksha aur Som dono hi usse ghurte.… "Wo campus kiske jamin par khadi hai"..

Sia:- Mananiya shriman Gajendra Mishra.

Som:- Main yahan kyun aaya...

Sia:- Bade mama ke naam se college hai aur bade mama chahte hain ki pitaji ab iss poore campus ko dekhe. Isliye chupke tum dono ander hi ander poora kaam karwa rahe...

Diksha:- Ye baat kitne logon ko pata hai..

Sia:- Sirf hum teen...

Diksha aur Som dono Sia ke mathe par maarte... "To tere dimag me ye khyal aaya kaise ki hum uss jagah ke complete takeover me lage hai, iss vajah se log tumhe pareshan kar rahe honge..."

Sia:- Sorry thoda stupid sa khyal tha? Kya wo log aasani se maan jayenge...

Som:- Kaun log..

Sia:- Uss university ke current partners..

Diksha:- Slow process hai. Pahle to hume khud samjhne de ki ye University run kaise hoti hai. Abhi isme waqt lagne wala hai aur hume koi jaldi bhi nahi hai. Aur koi doubt mann me hai..

Diksha:- Haan mujhe ek aur doubt hai..

Diksha:- Dil me daba le doubt. Chal thoda fun kiya jaye... Pata na aaj college me tere sath kya hua hoga. Hume bhi pata karne se manaa kar di… Jab aisa tha to baat ki charcha hi kyun ki pagal..

Sia:- Areeee, parehan kyun ho rahi hai. Bata deti hun jyada chinta karme ki jaroorat nahi hai, lekin maa ya pitaji ko mat batana..

Som:- Pakka nahi batayenge…

Sia:- Nanda ki beti bhi wahan padhti hai. Medical second year me hai. Kuchh issue huye the aur maine usse ek chipka diya. Uska badla lene ke liye Nanda ne Kasif Sehnavaj se contact kiya aur aaj mere sath gatiya juban jo istamal kiya wo tha uska dusra beta Faisal..

Som aur Diskah bhi apne mathe par hath rakhte... "Pareshan hai abhi tu Sia"..

Sia:- Nahi maa ko dekhi na to sare gum chale gaye...

Diskha:- Jane de chinta mat kar abhi to hain hum Lucknow me, aur aur aur... Jayega kahan. Tera matter udhar raha, jis din kisi dusre matter me fansa na.. fir agla pichhla sab barabar kar denge. Som filhaal meri ek ikchha ho rahi hai ki kyun na Nanda se mil liya jaye..

Som:- Nanda bhi to anjaane me hi samne aaya hoga na. Usse bhi pata kahan hoga ki Sia ne uski beti ko maara hai.

Sia:- Haan sahi kah rahe...

Som:- Bus fir aaram se so jao. Jab kismat kharab hogi to uljhega aur iss baar hum alag-alag to honge nahi jo ignore karne me vishwas rakhenge.

Diskha:- Yep Purusom.. you are right.. Chal issi baat par thoda ghum kar aaya jaye...

Som:- Chal hum teeno bhi maa pitaji aur Pranshu ke pichhe chalte hain. Thoda fun masti unke sath bhi ho jaye...

Diksha:- Nahi aaj ke din ka kafi tha... Waise bhi unhe (Pranshu) kal sham uddan bharni hai isliye sasurali gift aaram se kharid lene do. Hum chalte hain Meera ke pass aaram se apni nanad se milungi... Kya kahte ho...

Som:- Nana tum dono jao...

Diksha:- Kyun kuchh jyada hi tujhe chhed di jo dil me tere chhed ho gaya hai...

Sia:- Hahaha... Kya kuchh rahat de den isko..

Diksha:- Olleee bechare ka muh to dekh...

Sia hansti hui Som ke gaal khinchti... "Meera ko koi aur ladka pasand hai. Isliye tumhe darne ki jaroorat nahi...

(Oopss !!! To in dono ko ye nahi pata ki Meera kise chahti hai. Haan to ab mujhe bhi kahan pata.)… Man me jaise hi vichar aaya.…. "Main waise bhi nahi dar raha tha. Dar to Shashtri family se lagta hai. Sochte kam hai aur react jyada karte hain…"

Diksha:- Areee mahol hi aisa tha. Tu tha nahi warna Alka aunty ka shakl dekhte. Maa ne mujhe aur Sia ko awaz di aur pahle main nikal kar aayi. Bechari ka chehra aisa tha mano hairani se aankhen bahar nikal aayegi...

Som:- Haan tabhi to kah raha hun. Darvaje par mujhe dekh kar to teeno maa beti bilkul statue ban gaye...

Sia:- Dosh unka nahi tumhare look ka hai bhai... Kitna bejjat karwayega, katwa le baal..

Diksha:- Haan Som katwa le baal...

Som:- Haan taki tum dono matrimonial ad de sako. Meera ke bare me sun kar to dono ne shadi me nachne tak ka plan kar liya hoga…

Sia:- Huhhh !!! Jyada oversmart na bano. Warna main apni sweeto ka brain wash kar sakti hun..

Diksha:- Som, dimag mat kharab kar. Ek baar bilkul clean shave aur baal katwa le...

Som:- Baal apni jagah par rahenge… Koi agar mujhe pasand karegi to in balon ke sath pasand karegi. Haan main kisi ko pasand karun to usse dikhane ke liye main baal katwa sakta hun jo ki aisa sambhav nahi. Ab chale tumhari sweeto se milne. Jab wo chhedti thi kafi dara sa rahta tha ekin ab mamla barabari ka hoga… .

Diskha aur Sia dono aage nikalte... "Diksha iske haav-bhav kuchh badle se hai na.."

Diskha:- Kuchh nahi bahut jyada badle hai... Chup ho ja aa raha hai baad me baat karte hain...

Teeno Meera ke pass nikalte, tabhi Sia ke department ke ladke ka phone aa gaya.… Sia phone dekh kar Diskha aur Som ko chale jane boli aur khud apne department ke ladke se milne chali gayi.

Subah jo survey team bani thi, poori toli wahin maujood thi. Sia sab ko "Hi" kahti... "Abhi to college se sab laute hain. Kuchh jaroori tha to wahin kah dete"..

Sonali:- Uss abhi ko 6-7 ghante se upar ho gaye Sia. Pahle ye batao tum thik ho aur wo Kasif Sehnavaj koi close pahchan ka nikal gaya kya?

Sia:- Haan.. Bus ummid nahi thi.

Raman:- Haan mujhe bhi laga tha. Khair, abhi hum baat kar sakte hain…

Sia:- Haan kyun nahi?

Sabhi baith kar mangalvar se shuru hone wale survey par kuchh der charcha karne lage. Takriban aadhe ghante ki charcha me Sia ke pass Vyas ke 25 sandesh aa chuke honge.

Jaise hi Sia ke classmates wahan se nikle Sia ek cup coffee oreder karti Vyas ko call laga di...

Vyas:- Ghar par thi…

Sia:- Nahi, Tuesday se on field survey hai. Ussi ke vishay me classmates se milne chali aayi thi.

Vyas:- Free ho gayi..

Sia:- Haan free hun..

Vyas:- Kya hum mil sakte hain..

Sia thodi mayus hoti... "Aaj subah ki baat puchhoge"…

Vyas:- Milne do na please…

Sia:- Hmmm !!! Cafeteria aa jao.. Wahin apne campus wale road me jo hai..

Kuchh waqt baad dono aamne samne the. Vyas, Sia ke chehre ko dekh raha tha aur Sia apne najren chura rahi thi...

Vyas:- Sia...

Sia apni najren upar karti... "Kaisf Sehnavaj meremaa ka apna saga bhai hai. Parivar ka koi ladka mujhe aisa bol gaya, shayad maa ye bardast nahi kar pati. Aur shayad ye bhi ho sakta tha ki maa ko ye baat itni jhkjhor jati ki wo Faisal ko goli maar deti... Shyad mujh se bahut jyada bada Sadma unhe lagta. Bus issi baat ka sadma uss waqt mujhe laga tha."

Vyas kuchh bolne ko hua.. tabhi Sia hath dikhati... "Bus ab na to iss par koi baat hogi aur na hi tum mere nanihal ke bare me kuchh baat karoge aur na hi iss bare me kisi ko bataoge"..

Vyas:- Haan lekin Gajendra Mishra…

Sia:- Tumhe mere nanihal par hi baat karni hai to main ja rahi hun. Sab bata di na bina puchhe to achhe bacche ki tarah tum bhi aaram se subah ki baat bhul jao. Jab meri maa mere pass thi aur main unke chehre par khushiyan dekh rahi thi tab mere dil ke sare gum dur ho gaye. Bhagwan ka shukr tha ki unhe campus ki baat pata nahi chali...

Vyas:- Aur wo jisne tumhare atmsamman ko thes pahunchaya…

Sia:- Ek baat dhyan se utar gaya tha, abhi yaad aaya... Wo tum mujhe apne besharm hone ka kissa sunane wale the na. Wo atmsammna par kuchh to bolte.. wo baat kab bataoge…

Vyas:- Siaaaa...

Sia:- Areee uss Faisal ko to poore bejjati ka manjar dikha hi di thi. Haan bus uski akad yani ki uske baap ko sabak sikhana rah gaya. Abhi iss matter me dhil do... Kyunki meri maa ko gahra Sadma lagega. Baki abhi main bhi Lucknow me hun aur wo bhi. Bus dua karo ki agli baar unka samna mujh se na ho... Fir to sab ka hisab barabar hoga... Kya samjhe…

Vyas:- Ji maim samjh gaya...

Sia:- Haan to mujhe ab normal dekh liye na. Aur main sach me normal hun isliye ab tum kya khana pasand karoge..

Vyas:- Ab ye khana kahan se aa gaya bich discussion me...

Itne me waiter ne ek pizza aur cold drink serve kar diya... "Tumne ye kab order kiya"..

Sia:- Tumhe jab darwaje se aate dekhi... Sadme me main thi aur khana tumne tyag diya ..

Vyas muh bichkate... "Ji nahi aisi koi baat nahi thi"…

Sia:- Girlfriend se jhoot bolne ka anjaam jante ho na... Zindgi ulti latak jayegi Shahstri ji... (Fir Sia Pizza slice apne hath se badhati) … Chalo kha bhi lo jaldi.. fir kuchh shopping karne chalenge…

Vyas ek bite lete... "Tum mere ander ki baat kaise janti ho Sia"..

Sia:- Pagal kuchh hi to log hai, unhe bhi nahi janugi. Aur waise bhi aaj Neerav jayega Delhi aur Meera Mathura jane ka plan bana rahi hai. So tumhari combined study sidha college ke baad shuru ho gayi hogi. Uske baad tum ghar nahi gaye apne doston ko chhodne nukkad tak aaye hoge ya study baad aise hi casully nikal kar bahar aaye aur mujhe call laga liya... Am I right Shashtri ji..

Vyas:- Mere upar settelite lagayi ho jo pal pal ki khabar hai...

Sia:- Nahi buddhu... Study baad ghar gaye hote to pata chalta ki Diksha aur Som tumhare yahan hi gaye hain..

Vyas:- Ohhh nooo...

Sia:- Ab kya hua...

Vyas:- Maine maa se jhut kaha tha ki flight aur mathura ka poora arrangements Bade bhaiya dekhenge. Mujhe ghar jana hoga kahin kuchh gadbad na ho jaye..

Sia:- O' mere bhole balam..

Vyas:- Kyaaaaaa??

Sia:- Chaunk kyun rahe ho mere bhole balam.. jaise subah tum wahan upar se normal aur ander se mere bare me itna khyal chal raha tha ki apna khana tak bhul gaye. Thik utni hi gahrai Meera me bhi hai... Aur tum yakin karo wo hanste-hanste aur khud ko pagal sabit karte har kaam smoothly kar degi... Itne din baad to mauka mila hai... Chalo chup chap khao fir shopping...

Vyas, Sia ko dekh kar hanste... "Tum me aur Meera me bus ek hi anter hai. Wo kisi anjaan ko bhi pagal bana sakti hai aur tum bus apne logon ke sath mahakti aur chahakti rahti ho..."

Sia apni aankhen sikudti... "Shahstri ji, bahut jyada mere bare study karne ki kosis nahi kar rahe"..

Vyas:- Tum to mera reserch subject jo jis par main umr bhar reaserch kar ke thesis likhta rahunga…

Baten jo sun'ne me pyari lag rahi thi. Sia muskuati hui usse pyar se dekhne lagi. Vyas bhi jaldi se khana finish kar ke Sia ko le kar nikla. Dono pahunche mall. Jahan Sia bade pyar se Vyas ke liye shopping kar rahi thi aur Vyas, Sia ko manaa karte kah raha tha ki ghar par kya kahunga..

Sia, Vyas ke hath me kuchh shirts de kar trial room ke ander dhakelti... "Tumhare ghar ke log sham ki flight se udan bharenge. Tumhe kisi ko kuchh batane ki jaroorat nahi hai... Jaoo ab"..

Vyas hanste huye gaya aur kuchh second baad darwaja kholte... "Sia ab ye kya hai"… "Kya hua"… jaise hi Sia kya hua kahti Vyas ke pass pahunchi, Vyas uska hath khinch kar ander lete... "Thik se mil nahi paya main"..

Sia apni aankhen badi karti… "toooo"

Vyas:- To ye jagah achhi hai na..

Sia, Vyas ke sine par hath rakh kar usse dur karti.… "Kuchh jyada nahi ho raha hai ye"…

Vyas, Sia ko jhatka de kar deewar se chipkaya aur apna chehra Sia ke chehre ke karib laate... "To tum hi thoda kam me mamla nipta lo. Main ussi me khush ho jaunga."..

Dono ke shwans chadhi hui thi. Najren ek dusre ko nihar rahi. Honth bilkul farak rahe the. Chehre par pyari muskaan fail rahi thi. Dono ke dil gudguda rahe the. Ek mandur ehsas me khone lage the...

<---------------{ }------------>
Ishq ki mauj mein aa
Aaja behne ke liye
Tu zaroori, zaroori sa hai
Mujhko zinda rehne ke liye
<---------------{ }------------>
Yess bahut din see kaunoo romantic update nahi padha ab maza aa rela h padhne me..
In dono ki chemistry bahut hi badhiya lagi mere koo..
Jiss hisab see sia kaa haath pakad kr trail room me kicha kitnaa excitement hogi vyas ke andar..
Yaar ye soch-2 kr hi mai excited ho gya..
Bahut hi umdaa update bhai..
 
Top