- 941
- 1,385
- 124
Bhaag 2
"Cmmon Ruchi, kitni der aur lagegi tumhe?"
Ayush ready hoke kehne laga aur apne patni ke liye intezar karta gaya. Aaj unke padosiyon ke taraf se ek welcome dinner jo tha.
Aakhirkar room ka darwaza khulta hain aur bahaar aati hain Ruchita, jise dekhke koi bhi deewana ya aashiq ka mann bigad sakta tha. Ek behad akarshit gulabi rang ki top ke niche ek skin friendly jeans pehni hui thi aur hamesha se Ayush ko pagal kar dene wala lambe gol jhumke. Aadat ke anusar uski honton pe ek halki lal gloss bhi thi, jo uski rasbhare pankhuryion ko aur bhi rasile pesh kar rahe the.
"Aise khud ko pesh karogi, to kahin koi anjaan pagal na ho jaye aur deewano ki tarah tumhara peecha kare!"
Ayush apne biwi ko upar se niche aur phir niche se upar tak dekhke kehne laga. Ruchita apni pyari si muskaan deti hui kehne lagi...
"Kahin tum Rohit ki to baat nahi kar rahe ho? Ummmmm abhi se jalan hone laga?"
Is baat pe dono hans dete hain aur phir ghar se nikal jaate hain. Lekin chaukhat tak aate hi..
"Areeeee waitttt!!!!! Shit! Main to bhool hi gayi thi!"
Achanak Ruchita bol uthi aur Ayush uske aur dekhne laga.."are kya hua?"
Ruchita apne pati ko rukne ke liye kehti hain aur foran ghar ke andar jaake, agle do minit ke andar bahaar aa jaati hain. Uski haath me ek plastic bag thi, jisme kuch vastu maujud thi. Ayush kautohal ho utha aur puchne laga..."kya hai yeh?"
"Umm Ganpati ki ek tasveer, behad khubsurat! Maa ne di thi mujhe, humare naye ghar ko sajane ke liye, lekin hey! Humare paas kaafi pics hai! Soch rahi thi yeh wali agar humare naye..."
Ruchita keh rahi thi, ke Ayush beech me tok deta hain...
"Ohhh ok! Okay madam, samajh gaya main! Aapke dariya dil ko salam! Ab chale?"
Ruchita muskurati hain aur dono apne bagal wale ghar ki disha ki aur chal dete hain. Par kuch kareeb aate hi, dono ek cheez gaur karte hain. Ghar ke chaukhat me ekdam ghani laal batti lagaye huye the, jo us ghar ko ek ajeeb sa astitva de raha tha. Ruchita aur Ayush dono ruk se jaate hain aur ek dusre ko dekhne lage.
Ruchita : chaukhat pe aise laal batti kaun lagata hai? Kuch ajeeb choice hai inki..
Ayush : woh to hai, but hey! Apne apne choices hai. Shayad unke hisab se yeh cool hai! Hm? Ab chale madam?
Ruchita : hmmm right.... chalo! (Muskurake)
Dono aakhirkar darwaze ki aur pahuch jaate hain aur Ayush ghanti bajane hi wala tha ke ekdam se darwaza khul jaata hain, jisse kuch pal ke liye Ruchita aur Ayush dono thode se ghabra jaate hain, ek pal ke liye!
Saamne Rohit tha, normal t-shirt aur trackpant pehna hua.
Rohit : oh! What a surprise! Finally tum dono aa gaye! Aajao! Bindaas!
Rohit dono ko andar bulata hain aur phir ek baar dono pati patni hairan hote hain, kyonki ghar ke andar bhi sirf aur sirf laal battiyan thi. Lekin is baar in battiyon ke watt kam the, aur laal aur peele ke beech ki rangat ko pesh kar rahe the.
Ruchita : aapke color choice kaafi dilchasp hai....
Rohit : oh you mean yeh laal battiyan? Hahahaha...mujhe kuch mat kaho! Yeh choice mere better half ki hai! Lal rang uski favourite hai!
Ayush : vaise Jyotika bhabhi hai kaha?
Isse pehle koi aur kuch bhi kehta, ek madhur vaani seedhe jaake teeno ke kaan tak aati hain...
"Kisi ne yaad Kiya mujhe?"
Ayush sabse pehle mudke us baju dekhta hain aur uska dil utsah se jhoom utha. Thodi door se ek kaale rang ki top aur tight si nile rang ki jeans shorts pehne hui Jyotika uske aur aa rahi thi. Kuch pal tak Ayush ke nazre apne padosi ke makhmali janghon par teeka rehta hain, jo shorts me behad akarshit nazar aa rahe the.
Jaise hi Ruchita apne pati ke nazron ko bhaampti hain, voh ahista se apni kohni se ek kasske mukka maarti hain uske pet par, jisse Ayush normal khada ho jaata hain.
Ayush : bhabhiji, Rohit to sachme lucky hai, manna padega!
Ruchita mann me kehti hain..."uff! Phir shuru ho gaye!"
Jyotika : hehe! Sach me? Hmmm Rohit ne to aaj tak yeh nahi kaha mujhse! Aur vaise Ayush! Yeh bhabhi bhabhi kya lagi rakhi hai? Sirf Jyotika bhi chalegi!
Jyotika ki haseen labon par jo khili hui muskaan thi, voh Ayush ke dil ko palbhar me bhaa jaata hain. Ek ajeeb kashish thi Jyotika ki ada me, choti si choti harkato me. Khair, Hall me khamoshi ko aakhir Rohit tod hi deta hain.
"Ummm kyon na kuch badiya sa red wine ho jaye, kya khayal hai?"
Ayush aur Ruchita muskurake raazi hote hain aur Jyotika "abhi aayi!" kehke vapas ek disha ki aur jaati hain, jo hall ke us taraf tha. Is baar phir ek bahana Ayush ko mil jaata hain, apni padosan ki lehrati balkhati nitamb ko dekhne ke liye, tight si jeans me.
Kuch hi pal me, red wine chaar chaar glaaso me daal diye jaate hain aur phir Rohit toast lagaye keh utha...
"Cheers humare is naye dosti ko! Humare naye padosiyon ko!"
Ayush aur Ruchita bhi cheers karte hain, lekin Jyotika keval muskurati hain aur apni sip leti hain. Chaaro ab ek typical gupshup me ulajh jaate hain.
Ayush : vaise Rohit, kab se ho yaha pe? I mean...yeh pura ilaka kaafi sunsaan hai aur..
Rohit : main aur Jyotika to yaha hamesha se hain!
Ayush : matlab? (Sankoch me)
Rohit : hahaha...are mera matlab, kaafi arse se! Jab se shaadi hui hai hum dono ki!
Ruchita behad utsukh thi aur janne ke liye...
Ruchita : umm so...vaise tum dono ki pehli mulaqaat kahaan aur kaise hui? (Utsahit bhav liye)
Rohit : well.... Hum dono to 'Narak' me hi ek dusre ko mile! Aur bas pyar ho gaya!
Ayush aur Jyotika is jawab se kuch sankoch me aaye aur in dono ki shaklo ko dekhke dono Jyotika aur Rohit hasne lage, ekdam khulke. Dono ki hansi se Ayush aur Ruchita pehle ek dusre ko dekhne lage, aur phir vapas un dono ko.
Aakhirkar hansi rukti hain!
Jyotika : are yaar, Rohit ki to aadat hain pehliyan banana! Iska matlab yeh hai ke hum dono 'Hell' club me mile pehli baar!
Rohit : sorry guys! Mujhe zara Suspense maahol banane me maza aata hai! (sip leke)
Ab hasne ki baari Ayush aur Ruchita ki thi aur ab mahol aur bhi khil utha!
Ayush : manna padega Rohit! Kaafi acchi sense of humour hai tumhara!
Ruchita : oh wow...umm yeh to kuch mere aur Ayush jaisi story lagti hain!
Jyotika : kyon Ruchita, dono love stories ek jaisi nahi ho sakti kya?
Ruchita : (sip leke) heyy! Aisi baat bilkul nahi! Infact....kaafi dilchasp hai yeh baat ke na jaane kitne couples aise hain, jinke kahaniyan ek jaisi hai almost!
Rohit : kyon nahi! Bilkul ho sakta hai!
Dono jodiyan yunhi yaha vaha ke baatein karne lage ke achanak, Ayush ka glass khatam ho jaata hain aur uske haath galti se center table pe rakhe cactus podhe ke aur chala jaata hain, jisse hota yeh ke uska ungli thoda sa kat jaata hain...
"Ssssss ouch!" Ayush sisak utha thoda sa.
"Damn... sorry koi first aid....vagera?
Is bahane Ruchita ne gaur ki ke agle hi pal Rohit aur Jyotika ki chehre ke bhav kuch badal sa jaate hain aur Jytoika bina kuch kahe Ayush ke ungli ko apne haath me leke bina jhijhak ke apni mooh me leleti hain aur haule haule chusne lag jaati hain. Is nazare se Ayush aur Ruchita hairan hote hain aur khaas karke Ruchita, jo kuch asahaj hoke Rohit ki aur dekhne lagi, jo ke bas muskurake bindas apne wine lene laga. Ayush bhale hi thoda hairan tha, lekin uske andar ka kaamuttejna use majboor karne laga bas Jytoika ki mulayam laal laal honton ko apne ungli ko chuste huye dekhne ke liye.
Lekin is nazare se Ruchita ko apatti ho rahi thi aur voh andruni krodh me apni wine ki chuskiyan bhi thik se nahi le rahi thi. Bina kuch kahe voh jhat se apni wine ek hi ghont me khatam karti hain aur uth jaati hain aur itne me Jyotika bhi chusna band kar leti hain aur foran Ruchita ko tokti hain..
"Hey kya hua? Lao mujhe glass dedo, main bhar leti hoon!"
Lekin Ruchita kuch chid gayi thi...
"Nahi, zaroorat nahi!"
Rohan : anyways!! Ab bina deri kiye, mehmano ko dinner me shamil kar lete hain, kyon baby?
Jyotika : bilkul! Hume khilana aur KHAANA dono acche lagte hain!
Jyotika ki chehre pe ek ajeeb si bhav ko Ayush ne to nazarandaaz kar liya, lekin Ruchita ko kuch ajeeb si lagi. Charo ke charo vaha se uthke dining hall ke aur jaane lagte hain aur tabhi Ayush aur Ruchita, dono ko kuch ajeeb si awaazein sunayi diya. Awaaz kuch aisi thi jaise zanjeeron me koi kaid ho aur voh khud ko churana chahta ho, aur iske saath saath bahut bahut gehri karhaane ki awaazein bhi aa raha tha.
Dono pati patni ne gaur kiya yeh awaaz upar wale male kisi ek kamre se aa rahi thi. In dono ko dekhke Jyotika aur Rohit bhi gambhir hoke ek dusre ko dekhne lage, lekin phir vapas normal bhav chehre par laane lage.
Ayush : yeh....awaaz kaisi? Upar se......
Ruchita : kuch ajeeb si awaazein aa rahi hai! Seriously....
Rohit chup rehta hain, lekin Jyotika ek pyari si muskaan deti hain.
Jytoika : unn darasal, voh humara bimaar kutta hai! Lucy!
Ayush : oh! Kya hua use? I mean...zanjeeron me...
Rohit : well....baat yeh hai ke Lucy ki maansik halat thik nahi hai! Kahin use akela chor diya to... pareshani khada kar sakta hai! So.....
Ruchita : oh! Poor doggy! Kaash main use seene se laga sakti!
Ab awaazein apne aap hi ruk jaata hain aur charo khaana khaane aage badhte hain. Ek baat jise Ruchita gaur nahi karti, voh yeh thi ke uski matakti nitamb ko piche se baar baar Rohit taar raha tha. Lekin tharakpan me Ayush bhi kam kaha tha. Voh bhi Jyotika ke behad haseen taangon ko dekhe jaa raha tha, jo chote shorts me ekdam chamak rahe the.
In do jodiyon ke zindagi me aage kya kya hone wala hai, yeh to samay hi bata payega!