Update 52 Suman….
“Yeh kia kar diya tum dono mere bacho? Kia kar diya? Mujhe shak to tha, haan pata bhi tha magar mera dil tum donon ko juda nahin karna chahti thi, ab kia munh dikhaayeinghe hum dunya ko? Tum donon ka jeena mushkil ho jaega mere bacho….Vihaan kia yeh sirf tumhari Ashu? Meri nahin? Tum donon mere jigar ke tukde ho!! hey bhagwaan ab kia hoga? Pura mohalla thoo thoo kar rahe hein sab hanss rahe hein, yahan se door door tak logon mein baat feyl gayi hai!!!! Ab kia karun main? Hey bhagwaan!!!” log hamaare ghar ke saamne group bana ke khade hein sab andar jhaank rahe hein…… “
Ab aguey…..
Anirud bahot hayraan hua Suman ko uss tarah se Vihaan aur Ashita ko gale lagaate hue dekh kar. Suman zameen par baithi thi Ashita ko apne anchal mein chhupaaye hue aur Vihaan ke sar ko apne kaandhe par haath se pakre hue aur roti jaa rahi thi donon bachon ko sehlaate hue. Khud Anirud ke enkh se paani agaye wo manzar dekh kar. Ab Suman mein maa ki maamta chalak rahi thi, ab Anirud ko laga ke wo akele nahin hai apne bachon ko support karne ke liye, to ab ussko aur ek sahara mil gaya tha uss se Anirud ko ek taaqat mili aur jaldi se apne ghar ke saamne gaya un logon ko face karne jo group bana kar usske ghar ke saamne khade the.
Aur jab teenon ne andar se suna Anirud ko unn logon ko galiyan dete hue to Suman ne kaha,
“Beta lo, tumhare papa unn logon se bhid rahe hein jaldi jao dekho kahin kuch ho nah jaaye.”
Vihaan ghusse mein utha aur apne angan ke gate khol kar chillate hue unn sabko kuch yun kaha,
“kyun be madarchodon jao apne ghar mein apne maa behen ko dekho yahan kia mela laga hua hai?!”
Tab tak Ashita bhi nikli apne gate ke paas apne papa ke seene se lagte hue, jabke Vihaan kariban raaste par nikal gaya tha bahot hi ghusse mein tha, to unn logon mein se 3 log bike par the; aur unn mein se ek Ashita ko dekhte hue hanssa aur kaha,
“are wo rahi, yahin issi gate ke paas munh mein munh issko ko kiss kar rahi thi usski chuhiyon ko dekho bhai ne daba daba kar kitna bada kar diya hai, haye chamiyaa bhai se kia maja milega hamaare paas aja tujhe khush kar denge hum!”
Aur ek dusre ne kaha,
“Dekh keise baap se chipki hui hai shayad wo bhi peylta hoga re issko ghar ke andar kia pata?!”
Vihaan ne ekaat pathar uthaaye aur chillate hue chalaaye unn logon par, tab tak Suman bhi nikli ek loha lekar aur daudti hui unn logon ke taraf badhi to sab bhaagne lage kuch daudte hue aur bike wale bike start karke……
Jiss waqt Suman raaste par thi uss waqt Vihaan aur Ashita apne papa ke karib the to Anirud ne donon se kaha,
“ek lavz bhi nahin batana mere aur Pooja ke bare mein, ghalati se bhi usska zikr nahin hona chahiye samjhe tum log, ussko iss baare mein kuch bhi nahin pata!”
Vihaan apni maa ko weise dekh kar usske piche dauda, usske haath se loha khud liya aur jo bhaag rahe the unnke piche laga aur unn mein se ek ko pakra aur le dhanadhan diya ussko wo girr pada niche, lohe se usski haddiyan tut rahe the wo chilla raha tha tab tak Anirud wahan agaya aur vihaan ke haath se loha chhina aur wo aadmi langdaate hue waha se bhaaga….
Yeh sab hote hue jo padoss ke log the apne khidkiyon se sab kuch dekh aur sun rahe the. Jab Vihaan apne mummy papa ke saath apne ghar ke andar wapas ja rahe the tab tak sabhi pados ke khidkiyan band hone lage.
Unn khidkiyon mein se ek tha Mishra ji jiss ne Anirud ko awaaz diya. Unnka talukaat Anirud se kaafi achi thi aur ussne haath ke ishaare se Anirud ko bulaya apne ghar ke taraf.
Iss mohalle ke log ziada ek dusre se bhidte nahin the, har koyi apne apne ghar ke andar rehte aur sirf utsav ke time par sab ekathe hote ya kissi problem ke dauraan sirf ek dusre se milte aur discuss karte. Roz mara ki zindagi mein kissi ko kissi se milne ya purane zamane ki tarah ek dusre se khade hokar baat karne ka time hi nahin tha kissi ke paas aaj ki zamaane mein. Sabhi pados ke log har subha ghar se nikalte kaam par jaate aur shaam ko thake haare wapas aate aur ghar ke andar jaate to baahar nikalne ka time hi nahin hota tha kissi ke paas. Haan jo nawjawaan log the idhar udhar bhatakte the kabhi jeise Vihaan jata tha part time job karne….
Magar ek baat thi – mohalle ki society group wale. Koyi 4000 ghar the is society mein aur Anirud bhi tha iss society mein. Election ke time kayi baar Anirud ko society ki president ke liye khada hone ko kaha gaya tha magar ussne har baar inkaar kiya. Sirf ek member raha. Actual president society ki Mister Raghunaath the aur Mishra ji assistant tha.
Anirud gaya Mishra ji se milne aur jaate hi kaha,
“Mishra ji agar iss issue ke baare mein aap ko baat karni hai to bhai main mood mein nahin hoon iss waqt baat karne ki please kuch aur ho to bataiyega.”
Mishra ji ne kaha,
Are bhai main to hamesha ki tarah tumko phone karke hi kehne wala tha ke comitee hai aur Prsident sahab ne sabko bolne ko kaha tum baahar dikh gaye to bula liya bataane ko.”
Mohalle mein comitee tab hota tha jab mohalle mein koyi issue ho jeise electricity ki supply ya water supply ko lekar issues hote the ya tyohar jeise Diwali, holi ya ganesh chaturti ya Eid ke mauke par kuch taiyaariyan karne ko hota tab baithak lagta tha comitee members ke aur iss bare mein discuss kiya jata tha ke keise kia kiya jaaye, chanda ekatha hota tha har ek member se aur dhoom dhaam se sab manaya jaata tha.
Comitee walon ne sirf do baar peronal issue ko lekar baithak lagaaye gaye the wo the mohalle ka ek naujawan jo drug addict tha aur mohalle ke dusre naujawnon ko uss drug se mutabik access karaane ki koshish kar raha tha. Uss issue ko lekar aakhir mein police walon ki madad li gayi thi aur uss naujawaan ko rehab centre lejaya gaya tha. uss naujawaan ke mata pita bahot gidgidaaye the comitee walon se ke police ko involve nah kare, magar kissi ne unnki nahin suni thi, comitee wale ne jo decide kiya so kiya! Dusra case tha ek ladki thi mohalle mein jo dhanda karti thi ussko lekar baithak lage the aur ussko mohalle se bahaar kiya gaya tha.
To abhi Anirud ne pucha,
“kiss bare mein baithak hai bhai?”
Mishra ji ne kaha,
“Anirud bhai aap aaye to sahi pata chal hi jayega nah? sab arahe hein aaj raat ko hi hai baithak 9 baje.”
Anirud wapas ghar gaya to Suman ne pucha Mishra ji kia keh rahe the, to Anirud ne kaha aaj comitee hai raat ko 9 baje. To Suman ne kaha,
“Mat jaana. Issi baare mein baithak lagega, Vihaan aur Ashita ko lekar baat karenge sab! Tamasha banaenge sab aap ka!”
Sab lounge mein baithe the uss waqt. Vihaan aur Ashita bhi wahin the. Vihaan aur Ashita ek dusre se satt ke baithe the, Ashita ka sar Vihaan ke seene par tha, aur Vihaan kar haath usska sar sehla raha tha. Bilkool husband wife dikh rahe the donon, bahot pyar chalak rahe the donon ke beech to suman donon ke taraf dekhte hue kaha,
“Dekho, yehi main pichle 4/5 saalon se kehti arahi thi ke yeh donon pati patni ki tarah rehte hein iss ghar mein, sab dikhta tha mujhe, sab samjh rahi thi main magar tum donon itne karib the, itna pyar tha donon mein ke ek dusre ko dukh nahin dena chahti thi, aur tum sab kia samajhte ho ke mujhe tumhare papa aur usski behen Pooja ke bare mein nahin pata hai kia? Zaroor issne tum donon ko bata diya hoga hai nah? Mujhe sab pata tha aur tum donon ko bachpan se ek saath dekh kar mujhe wohi darr tha ke tum donon ke beech bhi kahin weisa nah ho jo tumhare papa aur isski behen ke beech hue the…. Isska mujhe bahot darr tha sirf issi liye main tum donon ko alag karna chahti thi, magar main naakaamyaab rahi kyunke yeh tum donon ke side le rahe the har waqt, magar inka bhi kusoor nahin yeh apni khud ki sapne ko pura karna chahte the tum donon ke zarye.!”
Teenon ko bada jhatka laga yeh sunkar ke Suman uss baat se waqif tha.
To be continued in the next post immediately….
Last edited: