• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Waqt.....

Are you enjoy the story?

  • Best

    Votes: 15 68.2%
  • Good

    Votes: 8 36.4%
  • Thik

    Votes: 0 0.0%
  • Bad

    Votes: 0 0.0%

  • Total voters
    22
268
762
93
Update - 44

Paridhi uss chij ko dekh chaunk gayi aur kabhi Rahulji ki aur to kabhi uss chij ki aur dekhane lagi.... vo kafi hairani se uss chij ko bariki se ulat pulat ke dekh rahi thi....

Paridhi hairaan thi kyu ki use samaj nahi aa raha tha ki iss chij se Pavan ki pahechan se kya lena dena?.....

Paridhi ne sawal bhari nigaho se Rahulji ki aur dekhate huve - "Papa... iss se Pavan ki pahechan se kya lena dena?... isme kaha uske chahere ke baare me ya phir vo kesa dikhata hai uske baare me kuch pata chal sakata hai?...."

Paridhi ne phir uss chij ki aur dekhate huve apne hotho se budbudate huve - "Ye to bas aek Ring hai.... aek sidhi saadi aam Ring......"

Ab aage.....

Rahulji muskurate huve – “Beta agar ye aam Ring hoti to kya me iss ring ko apne locker me itne sambhalkar rakhata?...”

Paridhi ki aankhe chaunk ne se aur badi ho gayi Rahulji ki baat se... Rahulji ki baat bilkul sahi thi agar ye Ring mamuli hoti to ve iss Ring ko itna sambhalke kyu rakhate?.....

Paridhi ko kafi utsukata ho rahi thi ki esa kya khas hai iss Ring me..... vo Ring ko ese dekhane lagi jese usme se use koi kohinoor ka hira mil jane wala ho...

Lekin esa kuch nahi mil raha tha.... Ring to har taraf se plain thi.... Ring ka colour pila tha…

Paridhi pile coloue ko dekhate huve apne papa se – “Gold ki ring hai?...”

Rahlji sirf muskuraye… Paridhi phir se uss Ring ko ghurane lagati hai… Paridhi ne aaj tak bahut sari Rings dekhi thi aur paheni bhi thi.... Paridhi ke Ring collection me bhi har tarah ki Rings maujud thi... Gold Ring.... Diamond Ring.... Ruby Ring... Painmite Ring..... aur bhi bahut sari...

Paridhi ke pure jahan me utsukata ka tufan chal pada tha – “Bataiyena isme esa kya khas hai?... jo aapne ise itna sambhalkar rakha tha….”

Rahulji muskuraye aur phir Paridhi ke hatho se Ring apne hatho me li aur phir kitchen ki aur chal diye…

Rahulji – “Mere sath aao… batata hu ki iss Ring me kya khas hai?..”

Paridhi aur Sunitaji Rahulji ke piche piche chal diye jese Rahulji koi bade raaj parse parda uthane wale ho… Rahulji ne kitcen me pahunchate hi gas stove ko ON kiya aur phir uss Ring ko uss gas stove ke burner pe rakh diya….

Paridhi aur Sumitaji hairnai se dekh rahe the ki Rahulji aakhir kar kya rahe hai?.... aur Rahulji dono ko dekh sirf muskura rahe the....

Paridhi – “Papa… ise aag me kyu rakha?...”

Rahulji muskurate huve – “Ruko to sahi do minute….”

Paridhi aur Sumitaji uss Ring pe hi apni najare gadaye huve the… aur kuch minute ke baad jese kuch ajib huva….

Ring ke andaruni hissa chamakne laga…. lekin ye chamak kisi likhavat ke ubhar ke aane ki thi..... Aur kuch hi palo me Ring ka andruni hissa pe likhi koi likhavat puri tarah se chamakne lagi…

Paridhi aur Sumitaji puri tarah se shocked the… vo baar baar kabhi Ring ki aur to kabhi Rahulji ki aur hi dekh rahe the… Rahulji Paridhi aur Sumitaji ke ese hosh ude huve chahere dekh muskura rahe the… aur phir unhone chipiye se uss Ring ko burner ke upper se nikal liya aur Ring ko Paridhi ki aur karte huve.....

Rahulji Ring ko Paridhi ki hathelio me rakhana chahate the – “Paridhi… apna hath aage karo…..”

Sumitaji – “Kya kar rahe hai aap?.... Ring garam hogi… Pari ka hath jal jayega..”

Rahulji muskurate huve – “Are nahi jalega…. Pari… hath aage karo..”

Paridhi ne jo abhi dekha tha uss se uska dimag hi kaam karna band ho gaya tha..... usne apne hath aage badhaye aur Rahulji ne chipye ka muh khol diya jiss se Ring Paridhi ki hateli me gir gayi…

Aur Ring jese hi Ring Paridhi ki hatheli me giri Paridhi ki aankhe aur bhi chaunk gayi… Ring bilkul garam nahi thi…. Balki normal si thandi thi….

Paridhi kafi chuank chuki thi aur Sumitaji ka haal bhi kuch Paridhi jesa hi tha… Paridhi ne Ring ko apni hatheli me hi ghumaya ye dekhane ke liye ki Ring kya wakai me thandi thi?....

Rahulji – “Dekha kaha tha na haath nahi jalega...... Ring garm nahi thandi hai…”

Paridhi ki aankhe badi ki badi aur muh khula ka khula rah gaya tha…. Aur uski aankhe ab aur bhi badi ho gayi jab uss Ring ke andar likhi likhavat ki chamak phir se gayab hone lagi.... aur sath hi vo likhavat bhi gayab ho gayi….

Paridhi aur Sumitaji ka dimag aekdam se sunn pad chuka tha… unhone aaj tak bahut sari Rings dekhi thi lekin esi Ring aaj tak nahi dekhi thi….

Sumitaji ne bhi uss Ring ko apne hatho me liya… aur unhe bhi mahesoos huva ki Ring garm nahi thandi thi…

Paridhi – “Papa…. Ye….. Ye kese ho sakata hai?....”

Paridhi ko apni aankho pe yakin nahi ho raha tha….

Rahulji muskurate huve – “Ab pata chala na ki ye Ring kyu khas hai?...”

Paridhi phir se uss Ring ko apne hatho me leke uss likhavat ko dhundhane lagi jo abhi abhi gayab huyi thi… lekin use kuch dikhai nahi de raha tha.... ye kuch esa tha jese ret pe likhi likhavat pani ki aek laher se gayab ho jati hai....

Paridhi – “Papa… ye Ring…. Matalab ki mene aajtak esi Ring nahi dekhi…. Aapko kaha mili?...”

Rahulji phir se kitchen se hall me aa gaye… aur phir sofe pe beth gaye…

Rahulji – “Uss raat jab uss ladke ki maut hone ke baad… muje Sharmaji ne police case karne ko kaha lekin muje pata tha ki police case karne se police ke sath media bhi aayegi…. Aur main tumhe lekar kisi bhi tarah ka risk nahi lena chahata tha jesa ki doctor ne kaha tha ki tumhe mansik thes bhi pahunch sakati hai…. Isliye maine Sharmaji ko police case ke liye mana kar diya….”

Rahulji ruke aur aek lambi saans lete huve – “Phir Sharmaji ne uss ladke ka kya karna hai vo pucha?... uss ladke matalab ki Pavan ka bhi koi Pariwar hoga…. Aur unhe bhi ye batana jaruri tha ki unka beta ab nahi raha… maine Sharamji se kaha ki unhe uss ladke ke pass se kuch mile jiss se uss ladke ki pahechan ho sake to vo muje de de… main uss ladke ki family ko dhundh lunga….”

Rahulji Paridhi ke hatho se Ring lete huve – “Aur kuch der baad Sharmaji ye Ring lekar aaye aur mujse kaha ki unhe uss ladke ke pass se kuch bhi esa nahi mila jiss se uss ladke ki pahechan ho sake sivay iss maumli Ring ke jo uss ladke ne apni ungli pe pahene huyi thi…”

Rahulji – “Muje bhi tab iss Ring ko paheli baar dekhane se hi mamuli lagi…. Aekdam plain ring…. Ab iss Ring ke sahare me kese uss ladke ke Pariwar ko dhundh pata…. Isliye main kafi nirash bhi huva aur sab bhagwan pe chod diya ki uss ladke ko uski family dhundh le…"

Paridhi – “Aap uska koi photo nikalawa lete shayad uss photo ke sahare hi Pavan ki family mil jati…”

Rahulji ki aankhe aanshuo se chalak gayi – “Yahi to mujse galati huyi…. Muje to charo aur sirf tumhara dara huva chahera hi dikhata tha… muje tumhare siva aur kuch dikh nahi raha tha.... aur isliye main uss ladke ko bhul hi gaya… uss din ke baad main jese uss ladke ko bhul hi gaya tha….."

Rahulji Paridhi ki aur dekhate huve - "Muje to bas tumhari hi parwah thi… maine kabhi uss ladke ke bare me jaan ne ki koshish nahi ki kya uske antim sansakr ke liye uska Pariwar mil gaya tha ki nahi…. Aur mene bhi kabhi uss ladke ke Pariwar ko kabhi dundha bhi nahi…”

Rahulji - "Main to uss din iss Ring ko apni jeb me rakhane ke baad se hi jese sab bhul hi gaya…. Muje to ye bhi yaad nahi tha ki maine ghar aane ke baad iss Ring ko kaha rakh diya tha…. Kyu ki shayad uss ladke ke Pariwar ko dhundh ne ki koi ummid nahi thi… aakhir aek sidhi saadi mamuli Ring se kya pata chal pata?....”

Rahulji ki aankho se aanshu chalak aaye…. Sumitaji ne Rahulji ke kandho pe apna hath rakhate huve unhe sahara dene lage…

Paridhi bhi hatasha aur nirasha se ghir gayi…. Uske pita bhi apni jagah pe sahi the… vo Paridhi ke piche sab kuch bhul gaye the kyu ki ve Paridhi se behad pyaar karte the…

Lekin iss se Pavan ki pahechan aur bhi gaheraio me kahi chip gayi…. shayad uss din Pavan ki koi photo khinch li hoti to bhi Pavan ki pahechan ho pati...

Paridhi – “Phir aapko ye Ring wapas kese mili?...”

Rahulji – “Main to bhul hi chukka tha ki maine ye Ring kaha rakh di thi….. lekin phir karib do saal baad ye Ring achanak se samane aa gayi….”

Paridhi aur Sumitaji chaunk gaye… Vo Rahulji ko kafi hairani se dekh rahe the….

Rahulji – “Uss hadse ke do saal baad aek din hamare ghar ke pichhe ke laun me hamara mali kate huve patto aur ghas ko jala raha tha…. Jiss se charo aur dhuva dhuva ho gaya tha….. to main use batane gaya ki use ye sab yaha jalane ki kya jarurat thi kahi dur jakar jalana chahiye tha…”

Rahulji – “Aur tab ye Ring usi dher me aek kone me jalati huyi dikhi... aur tab shayad meri najare kabhi uss Ring me nahi padati agar ye Ring itni chamak nahi rahi hoti...."

Rahulji – “Uss din mera bhi haal esa tha jesa aaj tumhara tha.... esi Ring ke bare me kya koi soch sakata hai?.... Main pahele to iss Ring ko pahechan naa saka lekin phir jab maine uss Ring ko pass se dekha tab muje yaad aaya ki ye wahi Ring hai jo uss din uss ladke ki ungli me se mili thi….”

Rahulji – “Main esi Ring ko dekh kafi hairaan tha… isliye main iss Ring ko hamare jweler Mishraji se dikahaya… vo bhi iss tarah ki Ring ko paheli baar dekh raha tha.... Unhone sirf itna bataya ki iss Ring ko Gold ke sath kisi Rare dhatu ke misran se banaya gaya hai.... aur iss dusri rare dhatu ko Mishraji ne aaj tak nahi dekha tha...… isliye main iss Ring ko purane antiqueties rakhane wale ko bhi bataya lekin kisi ke pass Ring ke iss rahsya ka koi jawab nahi tha…. Sirf itna pata chal paya ki Ring kafi purani hai… kafi matalab kafi purani… takriban 600-800 saal purani ya phir uss se bhi purani…. Isliye iss Ring ki kimat ko bhi aanka nahi jaa sakata…..”

Rahulji – “Ye Ring khas nahi bahut khas hai…. Tabhi to ye anmol hai….”

Paridhi – “Aur iske andar ki likhawat?...”

Rahulji – “Vo bhi kisi bahut purani language main likha huva hai… jo kisi ko nahi aati…"

Paridhi ka dimag ke charo aur bas ye Ring hi chayi huyi thi…

Paridhi phir Ring ko apne hatho me lete huve apne hotho se budbudai – “Anmol Ring……”

~Gabbar is Back:cowboy2:
 
268
762
93

Arjun Singh 72

Well-Known Member
8,137
15,023
143

Is baar bhi paridhi ko koi khass baat pata nahi chali jise wo Pawan ko khoj sake is ring ye sab pata hi nahi chalega Kyu ki Pawan ko ring ki khashiyat ka pata nahi hoga mujhe lagata h ab kya step hoga paridhi ka bacha to sirf dairy hi h wahi Bata sakta h akhir hua Kya tha hospital se Jane ke baad Pawan ke sath
Keep posting
 
Akki ❸❸❸

ᴾʀᴏᴜᴅ ᵀᴏ ᴮᴇ ᴴᴀʀʏᴀɴᴠɪ
26,801
31,019
304

Wah bhai wah kya update likhe ho, ring, likhawat, chamak,,,, ap kisi movie story ke liye try kyu nahi karte ????
 
Last edited:

Akki ❸❸❸

ᴾʀᴏᴜᴅ ᵀᴏ ᴮᴇ ᴴᴀʀʏᴀɴᴠɪ
26,801
31,019
304
Waiting for update bhai ji
 
Black water

Vasudhaiv Kutumbakam
5,857
21,055
188

Awesome fantastic update bhai
 
268
762
93
Is baar bhi paridhi ko koi khass baat pata nahi chali jise wo Pawan ko khoj sake is ring ye sab pata hi nahi chalega Kyu ki Pawan ko ring ki khashiyat ka pata nahi hoga mujhe lagata h ab kya step hoga paridhi ka bacha to sirf dairy hi h wahi Bata sakta h akhir hua Kya tha hospital se Jane ke baad Pawan ke sath
Keep posting
Main to ye kahunga ki itihas gawa hai ki jo bhi chije khas hoti hai vo chupaye nahi chupati aur uski pahechan samane aahi jati hai... duniya ke kisi kone me koi na koi esa jarur hota hai jise inn anmol chij ki pahechan hoti hai....

Aur jesa ki maine update me kaha tha ki Paridhi ka birthday ka din bahut bada sabit huva tha aur abhi bhi din khatam kaha huva hai.... :yippi:
 
Top