• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Werewolf

Kiya is story mein incest add kiya jaye

  • Total voters
    25
  • Poll closed .

The Immortal

Live Life In Process.
Staff member
Sr. Moderator
57,994
42,932
354
Hello everyone.

We are Happy to present to you The annual story contest of XForum

"The Ultimate Story Contest" (USC).

Jaisa ki aap sabko maloom hai abhi pichhle hafte hi humne USC ki announcement ki hai or abhi kuch time pehle Rules and Queries thread bhi open kiya hai or Chit Chat thread toh pehle se hi Hindi section mein khula hai.

Well iske baare mein thoda aapko bata dun ye ek short story contest hai jisme aap kisi bhi prefix ki short story post kar sakte ho, jo minimum 700 words and maximum 7000 words tak ho sakti hai. Isliye main aapko invitation deta hun ki aap is contest mein apne khayaalon ko shabdon kaa roop dekar isme apni stories daalein jisko poora XForum dekhega, Ye ek bahot accha kadam hoga aapke or aapki stories ke liye kyunki USC ki stories ko poore XForum ke readers read karte hain.. . Isliye hum aapse USC ke liye ek chhoti kahani likhne ka anurodh karte hain.

Aur jo readers likhna nahi chahte woh bhi is contest mein participate kar sakte hain "Best Readers Award" ke liye. Aapko bas karna ye hoga ki contest mein posted stories ko read karke unke upar apne views dene honge.

Winning Writers ko Awards k alawa Cash prizes bhi milenge jinki jaankaari rules thread mein dedi gayi hai, Total 7000 Rupees k prizes iss baar USC k liye diye jaa rahe hain, sahi Suna aapne total 7000 Rupees k cash prizes aap jeet shaktey hain issliye derr matt kijiye or apni kahani likhna suru kijiye.

Entry thread 7th February ko open hoga matlab aap 7 February se story daalna shuru kar sakte hain or woh thread 28th February tak open rahega is dauraan aap apni story post kar shakte hain. Isliye aap abhi se apni Kahaani likhna shuru kardein toh aapke liye better rahega.

Aur haan! Kahani ko sirf ek hi post mein post kiya jaana chahiye. Kyunki ye ek short story contest hai jiska matlab hai ki hum kewal chhoti kahaniyon ki ummeed kar rahe hain. Isliye apni kahani ko kayi post / bhaagon mein post karne ki anumati nahi hai. Agar koi bhi issue ho toh aap kisi bhi staff member ko Message kar sakte hain.

Rules Check karne ke liye is thread ka use karein — Rules & Queries Thread

Contest ke regarding Chit Chat karne ke liye is thread ka use karein — Chit Chat Thread

Prizes
Position Benifits
Winner 3000 Rupees + Award + 5000 Likes + 30 days sticky Thread (Stories)
1st Runner-Up 1500 Rupees + Award + 3000 Likes + 15 day Sticky thread (Stories)
2nd Runner-UP 1000 Rupees + 2000 Likes + 7 Days Sticky Thread (Stories)
3rd Runner-UP 750 Rupees + 1000 Likes
Best Supporting Reader 750 Rupees Award + 1000 Likes
Members reporting CnP Stories with Valid Proof 200 Likes for each report

Regards :- XForum Staff
 
F@ckYouBitch

Take the risk or lose the chance
1,286
3,510
144

F@ckYouBitch

Take the risk or lose the chance
1,286
3,510
144
Update 28:- Honorable Fight

Pehle Sahil ko ek daily quest poora karne ke baad 10 exp milti thi lekin level 2 par jabse woh pahuncha hai use system 5 exp hi de raha hai. Is wajah se Sahil ko next level mein pahunchne ke liye dugni mehnat karne ki jarurat hai. Aur jaise jaise woh apne level ko increase karta jaye ga vaise vaise hi exp collect karna mushkil hota jaye ga.

Phir v iska matlab yeh nahi ki mein mehnant karna band kar de aur uske pass daily quest ke ilava ek aur tarika hai exp points ikatha karne ka toh woh kyun aisa moka hathon se jane de.

Beete samay mein jayda se jayda exp Sahil ko sirf fighting se hi mili hai jaise Eton High ke satra ja anya log. Aur mujhe lagta hai ki mein is tarike se aur v point hasil kar sakta hoon jise mein apni Endurance ko increase kar sakta hoon.

Sahil bahr gali mein nikal kisi v gang ke member se lardhe ko ignore karna chahta tha kyunki woh isse sabki nazron mein a sakta hai isiliye Sahil ne karate club mein fight karna sahi samja. Karate class ka teacher ek umer daaraza aadmi tha jo Sahil ke fight karne ke challenge se heran the.

Karate teacher:- i like your spirit, par bache yeh koi movies nahi chal rahi hai. Yeh ek university ka karate club hai aur tum aise hi akar mere kisi v student ko challenge karke unse ardh nahi sakte ho.

Vishu ko teacher ki baat sahi lagi aur woh yeh baat jaan kar khush tha ke teacher use lardhne nahi dene wala. Isse pehle ki teacher Sahil ko class se bahr nikale Vishu ne Sahil ka hath pakrda ta ke woh use bahr jane ka keh sake lekin Sahil ne varde hi ajeeb tarike se Vishu ki aur dekha.

Yeh Sahil mujhe asie kyun dekh raha hai…? Vishu ko dar sa feel huya jab usne sahil ki akhon mein dekha aur woh Sahil ka hath shoordh kar kuch kadam peeche ho liya.

Teacher ka jawab sunkar Sahil muskureya, aur bola.

Mein toh bass yeh janna chahta tha ke ajj ke samaya mein karate sikhna kisi kaam ka hai v ja nahi. Jaise ki aap sabko pata hi hai ajjkal hamare jahan altered fight ko hi pasand ki jata hai aur meine toh kisi v altered fighter ko karate use karte huye nahi dekha fight mein.

Sahil ko pata tha ke sports teacher aur combat teacher kayi saloon se sikhe karate par bahut garv karte hai, aur karate teacher ki black belt se yeh pata chal raha hai ki uhno ne bahut sal mehnat ki hai agar woh unke ahem ko chanoti dega woh jarur use lardhne denge.

Aur huya vi aisa hi Sahil ke jawab ko sun kar teacher ne apni class ke ek behtreen student Dhruv ko agge ane ko kaha.

Karate teacher:- Dhruv zara hamre is naye dost ko dikha do ke karate hota kiya hai. Jisse isne jo apne dimag mein beham paal rakha hai woh nikal jaye.

Teacher ke order ko sunte hi ek student agge aeya jisne green belt pehni huyi thi. Uske baal vishu ki tarah hi shote the aur woh dono sahil aur vishu se lambha v tha. Haan woh ek rugby player jitna hata kata nahi tha lekin ek karate ke students ke jaise bahut fit tha.

jaise hi sahil aur dhruv dono changing room mein apne kaprde badlne gye peeche se karate club ke baki students ne milkar fighting arena tiyar kar diya unho ne karate fight ka mat v visha diya aur khud kuch dur mat ke as pass kharde ho gye dekhe ke liye agge hone wale match ko.

Jaise hi dono students bahr aye dono ne white colour ki uniform pehni huyi thi aur dono ne puri tarah se head legs stomach par guard v pehne huye the jisse sahil ko chalne mein dikkat ho rahi thi.

Guard pehnne ka ek hi reason tha ke teacher nahi chahta tha ke dono student ko jayda chot lage. Aur sahi v tha yeh koi street fight toh thi nahi aur koi sahil jaise itni jaldi heal thordi ho sakta hai. Lekin kiya mujhe aisi fight se exp mile gi v…? Isi chinta mein sahil jakar ring mein position lekar kharda ho gya.

Aur kismat se system ne wohi notification di jiska use jarurat thi.

[New Quest Received]

[Honorable Fight!]

[tumhara opponent karate mein green belt hai]

[win the match]

[quest reward 120 exp]

Jab mein peechle var kisi aur se larda tha toh mein dar raha tha. Lekin aaj mujhe is fight se pehle excitement ho rahi hai.

Aise fight karke jeetna se jo exp milti hai. Uske karan sahil ko level up karna asaan lag raha tha. Kyunki is se woh level 3 par jaldi pahunch sakta hai aur apne stats ko v jaldi bda sakta hai.

Tabhi teacher ne match ko shuru karne se pehle instruction dena shuru kiya…..sahil aaj tumhe dhruv bataye ga ke karate itna v asaan nahi hai jitna tum samaj rahe ho aur dhruv tumhe acha sabak sikhaeye ga.

Je fight ka faisla hoga jab tum dono mein se jo pehle give up kare ga….aur agar tum dono mein se koi v ek mat ke bahar jata hai toh match reset hoga aur tum dono dobara se mat ke veech mein akar match shuru karo ge. Aur haan yaad rahe yeh sirf ik friendly match hai tum dono mein se koi v ek dusre ke sirr(head) aur chehre par vaar nahi kare ga.

Dono sahil aur dhruv ne teacher ki baat par haan mein sirr(head) hilaeya aue baki bache zameen par hi mat ke ird gird beth gye aur match shuru hone ka intezar karne lage. Un bacho ke liye yeh aam din se alag tha. Toh vishu ko kuch samaj nahi a raha tha wo kiya kare aur aage kiya hoga woh toh yeh v nahi bol sakta tha ke sahil bas mazak kar raha tha kyunki mamla bahut aage bdh chuka hai.

Tumhara dost toh rugby team mein tha na toh woh jahan kiya kar raha hai…. "yeh awaz thi simran ki jisne vishu se yeh sawal kiya tha.

Jaise hi vishu ne peeche palat kar lrdki ko dekha toh veh pehchan gya ki yeh simran hai. Toh usne usko jutha jawab dete huye kaha ke. Kayi students khush nahi the sahil ke rugby team mein hone se toh usne socha kyun na karate sikhe jaen.

Lekin mujhe lagta hai tumhare dost ne abh in students ko nirash kar diya hai…agar woh aram se teacher se kehta toh veh yakenan use rakh lete lekin tumhare dost toh abh pitne wala hai."simran ne vishu se kahan".

Teacher ne fight shuru karne ka ishara kiya.

Jaise hi teacher ne fight shuru karne ka signal dia vishu ke mn mein bas ek hi khiyal aeya mujhe nahi lagta sahil bilkul v peeche hate ga aur khud ki power ko control mein rakhe ga.

Jaisi hi match shuru huya sahil ne jhat se apni skill ko activate kar dia.

[Charging Heart]

[-10 Energy]

Sahil ke sare stats skill ke activate hote hi double ho gaye uski strength 10, endurance 16 aur speed 6. Halanki uski speed kafi kam thi lekin fer skill ki bajah se woh normal toh ho gyi thi.

Sahil ne mn mein socha bhale hi mere speed stats kam hai leiin yeh lrdka underground wale lrdke se shota hai. Mujhe lagta hai hum dono mein kuch punches roh exchange ho sakte hai.

Match shuru hote hi jaldi se dhruv ne yeh soch kar ek jordar kick sahil ko de mari ke bas ek kick aur match kahtam. Lekin huya iske ulat hi sahil kahrda raha jaise kuch huya hi na ho.

Apne stats dugne hone ke karan sahil ko yeh kick se kuch v fark nahi pda par jaise hi sahil ne dekha ke dhruv thorda confused hai usne moke ka fadya uthey aur ek jordar punch teji se dhruv ke stomach ke thorda upar jardh dia.

Protective gear pehna rehne ke baad v dhruv ke liya yeh punch bahut jordar tha. Usse aisa laga tha ke jaise koi hawa chali ho aur aakar uske pet se takrai ho. Dhruv kuch kar pata ja us punch se ubar pata usse pehle hi sahil ne uske dono kandhe pakrde aur apna ghutna uske pet mein de mara.

Dhruv zameen pe lita huya tha. Aur jo sabne dekha ta ke kaise furti se sahil ne dhruv par vaar kiye hai….sahil jeet chuka hai.

[Quest Reward 120 exp]

[Congratulations! Aap level 3 par pahunch chuke hai]

[Apko ek stat point milta hai]

Sahil ko pata tha ke dhruv abh nahi uth sakta. Kyunki sahil abhi tak jin se v lrdha tha dhruv mein woh baat nahi thi. Woh sirf ek karate student tha aur jinse Sahil pehle lrdh chuka hai woh the gunde aur underground fighter.

Teacher dhruv ko aise gira huya dekh kar jaldi se uske pass baghe. Unhe apne student ki bahut chitna thi. Unko pata chal chuka tha ke unho ne sahil ko misjudge kar liya. Haan unhe yeh v pata chal chuka tha ke sahil pehle v lrdh chuka hai bhale hi uske lrdhne ka style technically correct nahi tha.

Jahan dhruv sirf competition mein hi lrdha tha. Dhruv apni skill dikhana chahta tha toh wahin sahil bas is fight ko jitne ke liye lrdh raha tha.

Baki bache apas mein batein karne lage……

Sahil ne sirf do hits mein hi dhruv ko hara dia tha.

Sahil ke punch kafi jor se dhruv ko laga hoga bhale hi usne protection gear pehna tha.

Mujhe toh lgata hai dhruv ne sahil ko underestimate kiya aur apna full potential use nahi kiya usse sahil ke sirr(head) par vaar krna chaheye tha.

Toh wahin karate teacher ke dimag mein bas jahi chal raha tha ke agar yeh aaj aisa hi chala gya toh yeh bacha karate ko bekar style mane ga.

Toh karate teacher ne ek vaar phir se apne students se kaha agar koi aur hai jo sahil se lrdhna chata hai woh aage aye.

Tabhi simran samne ayi aur boli mein fight karoongi sahil ke sath sir.

Vishu ne simran se kaha tum. Tum kyun ja rahi ho fight karne.

Phir simran boli kyunki agar koi dhruv se kamjor fighter tumhare dost se lrde ga toh woh pointless hoga. Aur tumhe kiya lagta hai akela dhruv hi is class ka behtreen student hai.

Is update mein itna hi. Milte hai agle update mein. Kahani ke sath bane rahe aur likes and comments jarur kare. Thank you!
 
Last edited:

Amrit_#0

Active Member
1,783
3,864
143
Romanchak aur shandar update bhai 💗💗
Update 27:- Honorable Fight

Top