• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Werewolf

Kiya is story mein incest add kiya jaye

  • Total voters
    25
  • Poll closed .
499
809
93
Update 29: Lover boy

Dhruv ko haraane ke baad sahil ka poora focus ek cheej par tha, veh tha uska system. Itna focus ki, ki veh is baat se poori tarah anjaan tha ki is samay uske aas paas kya chal raha hai, kaise anya students use prashansa aur shatruta ke mile jhule bhav ke saath use dekh rahe hai.

level 2 par pahuchne par, usne apne mile ek stat point ko apne energy stat mein dala tha, jis se uska energy stats ko 10 points tak badha diya tha. abhi vah dhyaan se vichaar kar raha tha ki agle stat point ko kis category mein dale.

ise strength mein dalna bekaar hoga agar main apni strength ko gym jaakar bada sakta hoon. Aur meri endurance v khud v khud badh rahi hai jab mein maar khata hoon par mujhe is baare mein koi jankari nahi hai ki speed ko mein kaise badhayon. Halanki abhi tak toh meri strength aur endurance badh rahi hai par agge ka pata nahi, toh mein yeh stat point kis mein daloon?

health mein 10 aur points add karna ek bura vichaar nahi hai. 0 HP hona achi baat nahi hai, mujhe nahi pata jab yeh 0 hogi toh kiya hoga. isi liye mujhe ise itna low hone se bachna chahiye. toh phir, health stats hi mujhe jayda important lag rahi hai. na keval iska upyog healing ke liye kiya jata hai, balki bhavishya mein mere paas charging heart jaise kayi skills ho sakti hai. Jisme bahut se energy points lage ge. Usme meri jyada energy stats kaam ayen gi.

jab sahil apni soch se bahr aaya, toh usne dekha ki dhruv aur uske jaise white uniform pehne ek lardki usake saamane khardi thi, sahil ne us lardki ko bass shan bhar ke liye dekha kyunki uska dhyan uski stats screen par tha. lekin jab sajhil ne ek var phir us lardki ko phir se dekhne ke liye jaldi se apna sir utha.

"ek second ruko, tum—tum—tum..." sahil surprised look ke sath bola.

"tum yahan ladai karne aye the, hai na? Mujhe lagta nahi ki tum thake ho. Kyunki pichla match inti der chla v nahi. Simran ne baat karte huye apna haath uthaaya aur sahil ko uske upar attack karne ka ishara kiya.

Jitne v students class mein majood the unhe simran poori confident lag rahi thi jaise woh sahil ko hara degi. Aur use apne upar vaar karne ke liya nimantran de rahi thi.

sahil ne teacher ki aur dekha, is ummeed se ki veh aage aaenge aur kam se kam use ladai se piche hatne ke liye kahenge. kyunki usne dhruv ko itni aasaani se hara diya tha, jis par teacher ko kafi vishwas tha. haalaanki, veh dhruv ki dekhabhaal kar rahe the, jo abhi hosh mein a chuka tha.

kya vah sach mein is ladai ko hone dena chahte hai, lekin ... veh ek ladki hai! sahil ne socha. aisa nahi tha ki use lagta tha ki ladkiyaan kamajor hoti hain, lekin sahil ke charging heart skill ki wajah se, uske paas apne se dogune vyakti ki sath lardne ki taqat hai.

sabse mahatvapoorn baat, sahil jis lardki se lardhne wala tha woh lardki uska crush hai.

Mein sahil ko is lardki se lardhne nahi de sakta hoon…..vishu ke mn mein jahi chal raha tha ki agar simran se lardhte wakt sahil ki dil ki dhardhkane badh gayi toh pata nahi kiya ho jaye.

Sahil ne simran se kaha tumhe meri baat shaed old fashioned lage lekin mein lrdki se fight nahi kar sakta hoon.

Sahil ki baat par karate teacher hasta huya bola. Bache yeh tum dhruv ko harakar kahi yeh toh sochne nahi lag gaye ki yeh lrdki tumhare aage kuch v nahi. Toh tum galat soch rahe ho karate mein lardka lardki nahi hota bass karate hota hai koi v apni technique aur training se kisi ko v hara sakta hai. Tumhe lardhta dekh kar mein yeh keh sakta hoon ke tum pehle v tin char var lardh chuke ho iska yeh matlab nahi ke simran tumhe hara nahi sakti hai. Aur fight ka ek rule kabhi mat bhulna….ki tumhara opponent kamjor hai.

Vaise toh sahil lardki se v fight kar leta. Lekin saamne jo lardki thi woh uska crush thi. Aur upar se use dekhar sahil ka dil dhak dhak kar raha tha.

Sahil aur simran ik dusre ke amne saamne kahrde ek dusre ko dekh rahe the ki vishu veech mein bola. Woh sahil isi liye tumse nahi lardhna chahta kyunki….kyunki woh tumko pasand karta hai.

Vishu ki is baat par sahil, simran aur sari class hi shant ho gayi.

Sahil jor se chilaya….. vishu tumne yeh baat kyun boli. Mein use yeh baat khud bolna chahta tha.

Sahil ka kaal is wakt yeh tha ke dharti phate aur woh usme sama jaye. Upar se jitne v bache te karate class mein sabko pata chal gaya. Sahil ki heart beat v 150 BPM par pahunch gayi thi.

Simran:- acha toh yeh baat hai….tum mujhe like karte ho…? Lekin

Sahil toh bass jahan se baghna chahta tha. Agar use pata hota ke uske karate club mein aakar fight karne ke karan aisa hoga toh woh jahan aata hi nahi.

Sahil:- I'm sorry mein tumse nahi lardh sakta.

Sahil ne itna kaha aur apne headgear nikal kar neeche dekhne laga. Kyunki uski himmet nahi ho rahi thi ke woh simran se najre mila sake.

Sahil ko kaise roka jaye….karate teacher kuch soch hi raha tha ki simran hi bol pardi…….ruko…toh kiya jo tumhara dost keh raha hai ke tum mujhe pasand karte ho yeh sach hai…?

Sahil ne himmet karke simran ki taraf dekha aur kaha. Haan….mujhe maaf karna ke mere jaisa lardka tumhe pasand karta hai.

Sahil ki baat par simran boli…acha toh kyun na hum ek date pe chale. Agar tum mujhe hara do toh. Girlfriend toh baad ki baat par hum date par toh ja hi sakte hai.

Sahil ke sath sath class mein majood sabhi is baat se heraan reh gaye. Kyunki simran ek bahut hi khubsurat lardki hai. Jisko girlfriend banna na karate class ka har ek lardka chahta hai. Usse bahut sare lardko ne poocha v lekin usne direct unhe reject kar diya. Aur dhruv ne v try kiya tha. Lekin simran ne us se kaha ke agar woh us se match mein jeet jaye toh woh soche gi. Aur ant mein huya yeh ke dhruv har gya aur use class me second best student ka tag mil gaya.

Simran ne smile ke sath sahil ko kaha mein chahti hoon ke mein jiske sath v date par jayoon woh mujhse strong ho.

[New quest revived]

[Win the date!]

[tumhare sapno ki rajkumari ne tumhe chunoti di hai. Us se harayo, lover boy!]

[Quest reward: Instant level up + date]

Apne system se asisi notification sun kar sahil ko system par gussa a gya aur mn mein bola……sala yeh system ik number ka bhen ka lorda hai.

Milte hai abh agle update mein. Agar update acha laga toh like and comment karke batana. Thank you!
Nice update bro
 
Amrit_#0

Active Member
1,783
3,864
143

Awesome update bro 💗💗
 
Emre

Update time se de diya kro...bs aur Kuch nhi kehna
141
276
63

Bhai please ye story continue rkhna ..majedar story hai...so keep updating... thanks 🙏
 
F@ckYouBitch

Take the risk or lose the chance
1,286
3,510
144
Update 30: Simran’s skills

Sahil ka toh bas jahi soch raha tha ke woh class se bagh jaye. Woh nahi chahta tha ki simran se woh fight kare. Aur upar se jo sari class ke samne tension create huyi hai uske karan v sahil uncomfortable mehsus kar raha tha.

Lekin system ne use quest de diya tha aur reward mein sidah level up hona tha. Lekin simran se fight karne se instant level ka reward kyun. Jab meine dhruv se fight ki tho toh mujhe exp mili thi. Toh kiya simran se fight karna mushkil hai. Toh kiya simran dhruv se jayda strong hai…?

Abhi tak sahil ne jitna v system ko samja tha ki yeh difficulty ke hisab se hi reward deta hai. Aur uska system usse hamesha hi surprised karta hai.

Abh sahil ke pass fight karne ke ilava koi rasta nahi tha kyunki use reward mein keval instant level up mile ga aur sath mein simran ke sath date.

Date ke vare mein sahil sochne laga…..mein pehle kabhi date par nahi gaya. Mein date mein simran ko kaha lekar jayunga….. Movies….? Restaurant….? Nahi jahan lekar jayunga toh mere pass paise v nahi hai itne, toh kyu na mein simran ke sath park mein ghumne le ke jayon. Aur park ke pass toh river v hai….agar aisa ho gya ke park mein ghumte mere upar phir kisi ne hamla kar diya aur isi ke veech simran nadi mein gir gayi aur use swimming na ati huyi toh mujhe nadi mein kuud kar use bacha hoga …….woh gili ho jaye usko mein pakrduga……sahil ke mn mein yeh sochte hai sexy sexy khayal aane lag jate hai.

Sahil ke dimag mein yeh khayal chal hi rahe the ki use awaz sunai deti hai……….kiya abh tum mere sath lardo ge v ja aise hi kharde raho ge…..?

Tabhi sab students mein se koi lardka bola……kya tum lardo ge ja mein tumhari jagah simran se saath fight karu.

Sahil gusse se us lardke ko dekhta hai aur simran se kehta hai lets fight.

Sahil ko dum serious dekh kar sare students ko lagne lagta hai ki abh hogi fight aur hoga uska entertainment. Ho sakta hai ik acha match dekhne ko mile.

******************

Sabhi students toh excited dikh rahe the. Lekin ek student tha jo chinta mein tha woh tah vishav woh wahan kharda apne nakhun chaba raha tha.

Vishu baas khud ko shant rakhne ka soch raha tha……uske dimag mein bas jahi tha ke jaise hi use lage ga ki sahil werewolf mein badalne wala hai woh jaldi se sahil ko pakrde ga aur bahar le jaye ga.

Karate teacher v apni referee ki position mein akar kharde ho gaye the, dhruv v abh bench par beth kar dono ko dekh raha tha.

Ready! Karate teacher ne kaha

Sahil ki charging heart skill deactivate ho chuki thi lekin uski heartbeat phir v itni tez thi ke use lag raha tha ke use dowara se charging heart skill ki jarurat hi nahi parde gi.

Abhi sahil position le hi raha tha ke usne dekha simran uski tarah baghti huyi aayi, usne hawan mein ghumte huye ek lat ghuma ke sahil ke ser(head) ko nishana baneya. Halanki….charging skill activate nahi thi …..sahil ki movement slow thi ….lekin phir v sahil ne simran ki kick ko dodge kiya aur dusri jagah roll karke reposition kiya.

Sahil simran ki itni speed dekh kar achambit reh gya….uske mn mein vichar aeya…..agar je kick mujhe lag jati,toh pakka woh zameen mein parda hota aur uski naak se khoon beh raha hota……kiya yeh mujhe marna chahti hai jo bookhi sherni ki tarah mujh par vaar kar rahi hai.

Sahil ko mushkil se simran ki kick ko dodge karte dekh……class ke majood students sahil ka mazak udane lage……kyun abh kiya huya…..bach kar bagh kyun rahe ho…..pehle ki tarah apni taqat kyun nahi dikhate jaise dhruv par dikhayi thi…..aur hasne lage.

Sahil ne socha mein simran ko easy le raha tha, aise toh mein haar sakta hoon…..activate charging heart.

[Skill activated]

[Apki sari stats double ho chuki hai]

[-10 energy points]

Sahil ne abh simran ko dekh kar fight stance le liya.

Simran: yeh huyi na baat. Jahi toh mein chahti thi.

Abh sahil ne socha ke abh woh…..pehle var kare ga…..sahil simran ko punch marne ke liye aage brdha…..simran v usko khardi dhyan se dekh rahi thi….aur jaise hi sahil uski range mein usne fer se ghum kar ek kick sahil ke sirr(head) taraf brdha di.

Sahil ne us kick ke vaare mein nahi socha use apni recovery skill pe pura zakeen tha woh agge brdhta raha……simran ki kick use brdi zor se lagi……sahil ko us kick se hone wali dard se hi mehsus ho gaya ke simran ki kick kitni powerful hai.

Phir woh yeh sochte huye agge brdha ke agar ek vaar simran uske hath mein a gayi bass woh jeet jaye ga….. Lekin kick ki wajah se uska sirr dard se ghum raha tha….woh simran ki taraf brdha lekin simran wahan se hat gayi aur sahil momentum ki wajah se mat ke pass kharde students ki taraf jane laga woh unse takrna hi wala tha ke sahil ne khud ko sambala ek ghunta tekte huye apni dure hath se mat ka support liya aur phirse kharda ho gya.

Vishu ne kafi altered fight dekhi thi….toh use itna andaza tha ke simran ki kick kitni zordar thi aur woh lagi v sahil ke kan ke pass tahi.

Simran v heran thi use nahi laga tha ke sahil uski kick ko direct apne upar le lega. Aur upar se uski kick itni perfect thi ki usse zakeen tha ki sahil bas gaya. Lekin sahil toh dowara utha kharda huya……jis hisab se usne perfect kick mari thi ajj tak koi v uski kick se nahi utha tha.

Simran ne ajj tak kisi ko v uski kick se itna jaldi recover karte nahi dekha tha.

Sahil round 2 ke liye ready tha. Match reset huya aur teacher ne phirse dono ko mat ke vecho veech aane ka ishara kiya.

Isiveech sahil ko notification v mil gayi thi ki.

[Quest failed]

[Tum is quest ko poora karne mein asmarth rahe]

Jab se sahil ko yeh system mila tha aue woh ek werewolf bana tha uski yeh pehli haar thi aur pehla failed quest.

***************

Is update mein itna hi. Milte hai abh agle update mein. Thank You!
 
Top