• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Werewolf

Kiya is story mein incest add kiya jaye


  • Total voters
    25
  • Poll closed .
499
809
93
Update 1……..


Vishav:- Sahil edar ayo mein kal jo altered fight hui thi uski highlights lagane ja rahan hoon. Tum v akar dekh lo.


Jab v class khatam hone ki ghanti bajti thi sabi bacho ke mn mein sirf ek hi baat ati thi ke wo altered fight dekh sake.


Vishav:- Sahil tum a rhe ho ja nhi kyuke mujse abh aur wait nhi ho raha hai.


Par sahil dur bench par betha apne mobile mein aeya message pardh raha tha. Jime likha tha ke ajj 6 baje muje usi jagah milna.


Sahil:- ruku ek sec. Mein v a gya.


Fer sahil aur baki sabhi student vishav ke ird gird ek gera ban lete hai aur dekhne lagte hai altered fight.


Match mein announcer bolti hai. Ring ke ek taraf hain SAM weight 190 pound aur je apni pischli 10 fight se hare nhi hein.


Aur inke opponent hai KRIK aur je apni pichli lagatar 13 fight jitte aye hain.


Dekhte ajj inme se kon jit ta hai. Chalo match shuru kru.


Itna bolte hi dono fighter apne altered form. Mein change hona shuru ho jate hai.


Sam jiski body thordi vardi hoker puri green aur frog jaisi ho jati hai vahi dusri taraf Krik uski body cheetah jaise altered ho jati hai aur uske hath ek dum cheetah ke panje jaise ho jate hai.


Sam frog jaise apne muh se lambhi jeeb niklta hai aur Krik ke right hand ko pakard leta hai. Krik v apne left hand ke panjo se uski jeeb kat deta hai.


Phir sam jump lga kar pische hat jata hai. Krik sam ki taraf bhut tezi se dordta hua ata hai aur apne dono panjo se sam par var kr deta hai pr sam frog jaisa lambha jump lga kar krik ke var ko dodge kr deta hai.


Sam:- krik bhut tej hai agr mein jump na lagata toh mar jata.


Sam aur krik dono fer ek dusre ki taraf dord pardte hai. Ise pehle sam kuch kar pata krik apne panje ko sam ke gale marta hai jo sam ke gale se khoon niklne lgta hai aur sam vhi mar jata hai.


Announcer:- aur is match ke vijeta hai KRIK.


Sahil:- yeah….. Mujhe pata tha krik hi jite ga.


Vishav:- kash hum v altered ho pate


Fer announcer krik ko 10 lakh ka prize diti hai.



Sahil:- 10 lakh itne paise… agr mein v altered ban gya mein v aise asani se paise kma sakta hoon.


Chalo abh chlte hain in do patron ke upr vishav aur sahil.



Sahil aur vishav dono best friend hai. Par khas bat je hai ke vishav aur sahil ka rehn sehn bhut alag tha jaha sahil apne baal ek dum set krke harkhta tha vhi vishav apne bal bhut shote ta ke use ohne maintain na krna parde. Aur wo hamesha apne kmre mein v video games khelta rehta tha na hi use dost banane mein koi interest tha. Vhi dusri taraf sahil ko bhar ghumna dost bana pasnd tha.


Bss jante hai ke je altered kaise bante hai.


Ek bar kuj scientist ko khoj karte hoye kuch prachin fossils (hadian) zameen mein khudai krte wkt mili. Jo abh ke janwaro se bhut powerfull the Phir uni fossils se vigianiko ne ohni fossils ki madad se unke dna ko insano ke dna se match krke altered kaise krkte hain iski v khoj krli.


Toh aise bane altered humans. Jo apne mn mutabik insaan aur altered form mein badal skte hain.


Toh chlte hain hamare hero Sahil ki taraf


Sahil ko ameer ban na hai aur v asan tareeko se paise kamana chahta hai. Isi ke karn hi sahil buri ke raste ke taraf chl parde ga jise uska bahr a pana bhut mushkil hoga.


Isi vich hamara hero ek Werewolf bane ga jo kabhi toh usko ek curse( sharap) lage ga toh kabhi use je vardan. Pr je toh paka hai ke hamara hero apni power…… apno ko bachane mein use kre ga. Abh dekhte hai hamara hero werewolf kaise banta hai aur kaise aur kyu apne panje aur apne varde dant (theeth) kis kis par use krta hai.




Milte hai agle update mein…….. Plzz aap apna piyar banaye rakhe aur apko je kahani kaisi lagi comment krke batein……
Pata nahi tha ki bhai aap dusri story bhi likh rahe ho.
Nice update bro agar dono stories me roz Roz update milte rahe to maza aa jayega😅
 

F@ckYouBitch

Take the risk or lose the chance
1,286
3,510
144
Update 29: Lover boy



Dhruv ko haraane ke baad sahil ka poora focus ek cheej par tha, veh tha uska system. Itna focus ki, ki veh is baat se poori tarah anjaan tha ki is samay uske aas paas kya chal raha hai, kaise anya students use prashansa aur shatruta ke mile jhule bhav ke saath use dekh rahe hai.


level 2 par pahuchne par, usne apne mile ek stat point ko apne energy stat mein dala tha, jis se uska energy stats ko 10 points tak badha diya tha. abhi vah dhyaan se vichaar kar raha tha ki agle stat point ko kis category mein dale.


ise strength mein dalna bekaar hoga agar main apni strength ko gym jaakar bada sakta hoon. Aur meri endurance v khud v khud badh rahi hai jab mein maar khata hoon par mujhe is baare mein koi jankari nahi hai ki speed ko mein kaise badhayon. Halanki abhi tak toh meri strength aur endurance badh rahi hai par agge ka pata nahi, toh mein yeh stat point kis mein daloon?


health mein 10 aur points add karna ek bura vichaar nahi hai. 0 HP hona achi baat nahi hai, mujhe nahi pata jab yeh 0 hogi toh kiya hoga. isi liye mujhe ise itna low hone se bachna chahiye. toh phir, health stats hi mujhe jayda important lag rahi hai. na keval iska upyog healing ke liye kiya jata hai, balki bhavishya mein mere paas charging heart jaise kayi skills ho sakti hai. Jisme bahut se energy points lage ge. Usme meri jyada energy stats kaam ayen gi.


jab sahil apni soch se bahr aaya, toh usne dekha ki dhruv aur uske jaise white uniform pehne ek lardki usake saamane khardi thi, sahil ne us lardki ko bass shan bhar ke liye dekha kyunki uska dhyan uski stats screen par tha. lekin jab sajhil ne ek var phir us lardki ko phir se dekhne ke liye jaldi se apna sir utha.


"ek second ruko, tum—tum—tum..." sahil surprised look ke sath bola.


"tum yahan ladai karne aye the, hai na? Mujhe lagta nahi ki tum thake ho. Kyunki pichla match inti der chla v nahi. Simran ne baat karte huye apna haath uthaaya aur sahil ko uske upar attack karne ka ishara kiya.


Jitne v students class mein majood the unhe simran poori confident lag rahi thi jaise woh sahil ko hara degi. Aur use apne upar vaar karne ke liya nimantran de rahi thi.


sahil ne teacher ki aur dekha, is ummeed se ki veh aage aaenge aur kam se kam use ladai se piche hatne ke liye kahenge. kyunki usne dhruv ko itni aasaani se hara diya tha, jis par teacher ko kafi vishwas tha. haalaanki, veh dhruv ki dekhabhaal kar rahe the, jo abhi hosh mein a chuka tha.


kya vah sach mein is ladai ko hone dena chahte hai, lekin ... veh ek ladki hai! sahil ne socha. aisa nahi tha ki use lagta tha ki ladkiyaan kamajor hoti hain, lekin sahil ke charging heart skill ki wajah se, uske paas apne se dogune vyakti ki sath lardne ki taqat hai.


sabse mahatvapoorn baat, sahil jis lardki se lardhne wala tha woh lardki uska crush hai.


Mein sahil ko is lardki se lardhne nahi de sakta hoon…..vishu ke mn mein jahi chal raha tha ki agar simran se lardhte wakt sahil ki dil ki dhardhkane badh gayi toh pata nahi kiya ho jaye.


Sahil ne simran se kaha tumhe meri baat shaed old fashioned lage lekin mein lrdki se fight nahi kar sakta hoon.


Sahil ki baat par karate teacher hasta huya bola. Bache yeh tum dhruv ko harakar kahi yeh toh sochne nahi lag gaye ki yeh lrdki tumhare aage kuch v nahi. Toh tum galat soch rahe ho karate mein lardka lardki nahi hota bass karate hota hai koi v apni technique aur training se kisi ko v hara sakta hai. Tumhe lardhta dekh kar mein yeh keh sakta hoon ke tum pehle v tin char var lardh chuke ho iska yeh matlab nahi ke simran tumhe hara nahi sakti hai. Aur fight ka ek rule kabhi mat bhulna….ki tumhara opponent kamjor hai.


Vaise toh sahil lardki se v fight kar leta. Lekin saamne jo lardki thi woh uska crush thi. Aur upar se use dekhar sahil ka dil dhak dhak kar raha tha.


Sahil aur simran ik dusre ke amne saamne kahrde ek dusre ko dekh rahe the ki vishu veech mein bola. Woh sahil isi liye tumse nahi lardhna chahta kyunki….kyunki woh tumko pasand karta hai.


Vishu ki is baat par sahil, simran aur sari class hi shant ho gayi.


Sahil jor se chilaya….. vishu tumne yeh baat kyun boli. Mein use yeh baat khud bolna chahta tha.


Sahil ka kaal is wakt yeh tha ke dharti phate aur woh usme sama jaye. Upar se jitne v bache te karate class mein sabko pata chal gaya. Sahil ki heart beat v 150 BPM par pahunch gayi thi.


Simran:- acha toh yeh baat hai….tum mujhe like karte ho…? Lekin


Sahil toh bass jahan se baghna chahta tha. Agar use pata hota ke uske karate club mein aakar fight karne ke karan aisa hoga toh woh jahan aata hi nahi.


Sahil:- I'm sorry mein tumse nahi lardh sakta.


Sahil ne itna kaha aur apne headgear nikal kar neeche dekhne laga. Kyunki uski himmet nahi ho rahi thi ke woh simran se najre mila sake.


Sahil ko kaise roka jaye….karate teacher kuch soch hi raha tha ki simran hi bol pardi…….ruko…toh kiya jo tumhara dost keh raha hai ke tum mujhe pasand karte ho yeh sach hai…?


Sahil ne himmet karke simran ki taraf dekha aur kaha. Haan….mujhe maaf karna ke mere jaisa lardka tumhe pasand karta hai.


Sahil ki baat par simran boli…acha toh kyun na hum ek date pe chale. Agar tum mujhe hara do toh. Girlfriend toh baad ki baat par hum date par toh ja hi sakte hai.


Sahil ke sath sath class mein majood sabhi is baat se heraan reh gaye. Kyunki simran ek bahut hi khubsurat lardki hai. Jisko girlfriend banna na karate class ka har ek lardka chahta hai. Usse bahut sare lardko ne poocha v lekin usne direct unhe reject kar diya. Aur dhruv ne v try kiya tha. Lekin simran ne us se kaha ke agar woh us se match mein jeet jaye toh woh soche gi. Aur ant mein huya yeh ke dhruv har gya aur use class me second best student ka tag mil gaya.


Simran ne smile ke sath sahil ko kaha mein chahti hoon ke mein jiske sath v date par jayoon woh mujhse strong ho.


[New quest revived]


[Win the date!]


[tumhare sapno ki rajkumari ne tumhe chunoti di hai. Us se harayo, lover boy!]


[Quest reward: Instant level up + date]


Apne system se asisi notification sun kar sahil ko system par gussa a gya aur mn mein bola……sala yeh system ik number ka bhen ka lorda hai.


Milte hai abh agle update mein. Agar update acha laga toh like and comment karke batana. Thank you!
 
499
809
93
Update 7………



…………………



Sahil ajj bhut hi dheere chalte huye school ja raha tha. Uske dimag mein bss news aur raka hi chal rhe the. Aur sahil is baat ka dhiyan v rakh raha tha ke kahin uske pische underdog gang ke log toh nhi a rhe hai.


Underdog gang ke leye wo suitcase bhut important hai agar wo us suitcase ke sama ke leye itni berehmi se un logo ko mar skte hai toh mera hal kaisa krenge. Aur upr se wahan per unknown blood mila hai. Aur woh mera hi hoga kyuke mere chaku laga tha. Mein toh bura fas gya hoon.


Tabhi sahil kisi lardki ki cheekh se bahr aeya.


Sahil ne idr udr dekhya aur peya ke je awaz uske paas wali gali se hi a rhi hai. Jab sahil us gali ki tarah gya toh usne dekha char lardke ne ek lardki ko ger rakha hai aur unme se ek ne lardki ko diwar ke against pin kar rakha hai.


Sahil ka praadosh itna v acha nhi tha. Par aisa din mein kabhi kabar hi hota tha. Lagta hai ajj aisa hi din hai.


Sahil ne sabse pehle je hi socha ke kyu na woh jaha se baagh jaye. Kyuke uske sahmne char lardke the aur sahil unke muqable chhota tha aur woh unse lardhne ke v kabil nhi tha. Agar meine unhe rokne ki kohsis v ki mujhe lgta hai woh mujhe peetne ke ilava mar v sakte hai. Jo din mein ek lardki ke sath aisa krne ki himmet rakhte hai jarur unke pass koi hatiyar v hoga.


Charoo lardke lardki ko sabki nazro se door kisi sunsaan se apartment ke pische gali mein le gye. Par jab sahil ne chupke se us lardki ko dekhna chaha toh usne paeya ke je lardki ki uniform uski uniform ke jaisi hi hai.


Lahnat hai mujh par mein is lardki ki madad nhi kar skta hoon. Kyu na mein inhe je bolon ki mein underdog gang ka hisa hoon aur je is lardki ko choordh de.


Nhi aisa nhi ho sakta meri umer ko dekh kar hi veh je jaan jayein ge ki mein sirf ek transporter hoon aur mere jaise transporter ke lye koi gang ek gang se fight nhi kre gi.


Kash je lrdki nhi lardka hota toh mein ise aise chhoord kar chala jata par je lardki hai mein kya karoon.


Tabhi sahil ke dimag mein ata hai ki agr is lardki ki jagah uski behn hoti toh wo kiya krta. Is lardki ka v koi bhai hoga jo bhut pchtaye ga ke woh apni bhen ko bacha kyu nhi saka. Iske maa baap ka kiya hoga.


Phir sahil ne socha kyu na veh hala kare aur logo ko jor jor se bol kr bataye ki jahan kiya ho raha hai par dusre hi pal uske dimag mein aeya ke log kyu apni jaan jokhim mein dalenge kyuke unhe pata tha gangs ko agar koi rokta hai toh wo sab ko mar dete hai.



vaikalpik roop se vah police ko bulaane kee koshish kar sakta tha, lekin underdog mein usne jo kuchh seekha tha, vah yah tha ki police aise maamlon par dheere-dheere pratikriya karti hai, na keval isilie ki ve kam karmachaaree the, balki isilie bhi ki uchch adhikaariyon ko hafta diya jata tha, yah sunishchit karane ke lie pratikriya samay se deree ho. jab tak ve vaastav mein yahaan pahunchenge, tab tak ve log jo bhee yojana bana rahe the, vah tab tak ho chuka hoga.



Sahil ne socha, aisa lagta hai ki mujhe khud hee iski madad krni pardi gi.


jaise hee sahil ne lardki ki madad karne phaisala kiya, uske saamne ek notification screen dikhaee dee.



[new quest received ]



[lardki ko bachao!]



[apne aakalan kiya hai ki koi any vikalp nahi hain aur aap keval ek hee hain jis par vah bharosa kar sakti hai, kya aap vaastav mein ab usse munh modane ja rahe hain? apke lie apne nae skills dikhaane ka sahi samay aa gaya hai!]



nae skills? yah sahi hai, main ab badal gaya hoon! ... theek hai, kam se kam mujhe lagta hai ki main altered hoon. mere paas super healing hai aur ... aur ... achchhee drshti? aree, system, main unhe un cheejon se kaise hara sakta hoon ?! kya tum chaahte ho ki main unke leye ek punching bag ke roop mein kaam karoon?


Mujhe choordh do………


Lardki ki yee awaaz sahil ko sunayi di.


Mere paass vakt bhut kam hai mujhe kuch karna hoga. Aur sahil ke kadam apne aap chal parde gali ki taraf.


Jab sahil unke pass pahuncha toh usne dekha ke je colour gang ke log hai


Colour gang v ek underdog jaisa hi gang hai. Meine je pehle notice kyu nhi kiya.


koi aashchary nahi ki ve din ke ujaale mein itne besharmi se kaam karne mein saksham the. Colour giroh mein vishvavidyaalay ke chhaatr, ya high skool ke chhaatr the, unme se kuchh bade mukhy girohon ke sath v kaam karte the, lekin sahil ke gyaan ke lie, underdog mein koi v colour giroh ka kam nhi karta hai, jo raahat kee baat thee .



"bache, ham apna kam kar rahe hain, to kyon na tum yahaan se chale jayo.


Sahil ne school uniform ko dekha aur pushti ki ke vah aur lardki vaastav mein ek hee school mein pardhte hain. Vese toh sahil maujooda sthiti se bachne ka bahaana dhoondh raha tha, lekin phir usne lardki kee aankhon mein phir se dar dekha. usne bhee sahil ki bahan ke jaisa hee hairstyle rakha tha, bas uske baal kaale the. yah dekh uske andar bhut gussa paida ho raha tha.


Yeh chaar hai, adhik se adhik kiya ho jayega mujhe mar denge, lekin yah chhura ghompe jane se jyaada chot nahi lagne wali, hai na? Sahil ne khud ko samajhaane kee koshish kee. khud ko sthiti ke lie tiyar karte hue, vah ek fighting postion mein kharda ho gaya jaisa ki kirk ne use dikhaaya tha.



ve log hasi ke thahaake lagaane lage.



"oh, aisa lagta hai ki kamse lardhne koi knight aeya hai." Toh theek hai" ek lardke ne aage badhte hue kaha.




Sahil ruka aur uskne lardke ke pair ki ungaliyon par dhyaan kendrit kiya. Aur usnke yaad kiya ke kaise Krik ne use lardhna shikheya tha.


abhi nahi, vah abhi bhi kaafi door hai mujhse.


Jaise hi woh lardke sahil ke kareeb aeya sahil ne furti dikhate huye ek tez punch us admi ko mara. Par us lardke ne varde aram se sahil ke punch ko dodge kar diya aur uska hath pakard liya.


Lardka:- tumhe kiya laga tum jaisa ek nosikhiya mujhe muka mar sakta hai. Agar aisa hamare sath hone lage toh hum woh nhi kr pate ho hum pehle kar rhe the.


Phir us lardke ne sahil ko hath se khicha aur ek muka mara sahil ke ser par. Muke ke lage hi sahil neche gir gya. Lardke ne phir v sahil ko nhi choorda aur uske pet ke apna ghutna de mara.


Jaise hi lardke ka ghutna sahil ko laga usse saans nhi aa rhi hai.


Mein galat tha je toh chaku lagne se v jyda dard de raha hai.


Jaise hi in dono ki lardayi ke karn baki teen lardko ka diyan v bhatka. Toh lardki ne is muke ka faida uthate huye jis lardke ne uska muh band kar rakha tha uske hath ko jor se kaat diya. Aur ek lat mari lardke ke lund par.


Lardke ko iski ummed nhi thi is achanak huye hamle ke karn lardke ke hath se lardki shooot gyi. Aur lardka dard se kahrahta huya apne main point par hath rakh ke neeche gir gya. lardki ko je moka sahi laga aur bagh gyi.


Tabhi unme se ek lardka gusse se bola dekha bache tumhari wajah se woh lardki baagh gyi. Abh use pakrdne ke leye hume phir se mehnat krni parde gi. Bache abh toh tu gya….. Dekhna abh hum tera kiya haal karte hai.


Sahil apne ghutno ke bal neeche betha dard se kahrah raha tha uske pet se lekar ghutno tak dard ki lehr faili hoi thi ke tabhi uske sahmne ek aur notification screen khuli.


[quest completed]


[40 exp rewarded]


Lardki bagh gyi aur mujhe 40 exp point mile hai. Par mujhe lagta nhi hai eska koi faida hai mujhe lag raha hai ke aaj je log mujhe maar denge.


Tabhi woh lardka jiske main point par lardki ne laat mari thi woh utha jo abhi tak kuch theek mehsoos lar raha tha aur pahunch gya sahil ke paas aur ek jordar laat mari sahil ke face pe.


Tabhi dusra lardka bola arre tum use mar doge chhooord do ise hum lardki ko pakrdte hai.


Neeche parda sahil soch raha tha ke kiya mein jeene ke layek hoon.


Aur ek aur laat pardi sahil ke pet pe


Agar mein jagah nhi hota toh wo kiya karte lardki ke saath.


Jaise hi sahil ke dimag mein je vichar aeya uska gussa badh ne laga.


[BMP 85]


Ek aur laat pardi sahil ke pet pe aur ek lhoon ka fuwara nikla sahil ke muh se.


Kiya agr meri behn us lrdki ki jagah hoti.


[BMP 120]



[BMP 125]


Lardka sahil ko ek aur laat marne hi wala tha ke sahil ne uski laat pakrd li aur tordh di.


………………


Lardki jitni tez baagh skti thi utni teez bagh rhi thi aur uske sath mein do police wale v the.


Ji haan police wale darsal baat kuch aisi thi ke jaise hi lardki apne aap ko chuurda kar baghi toh usne madad ke lye idr udr dekhne lgi aur bhut dur jakar use do police wale mile.


Jaise lardki aur police wale wahan pahunche toh ohno ne dekha ke charoo lardke admari halat mein neeche zammeen par gire huye hai. Aur ek ki toh laat bhut bure tarike se tut chuki hai.


Jahan kiya huya..? Kiya je usi lardke ka kam hai jiske varw mein tum bol rhi thi..? Ek police wale ne lardki se poocha.


………………..



Milte gai agle update mein……….
Nice update bro
 
499
809
93
Update 8………..




Jab sahil ne apne class mein pervesh krne ke leye darwaja khola, toh veh je dekhkar heran reh gya ke abhi tak class mein koi student nhi aeya tha. Jab sahil ne time dekha toh paeya ke abhi classes shuru hone mein 15 minutes ka samay hai.


Kiya kaise, mein toh bhut dhere chal raha tha aur upr se mein eoh ghatna mein fas gya tha.


Sahil ke hath abhi v kaanp rhe the. Ussee samaj nhi a rha tha te uske sath abhi thorde samay pehle huya kiya..? Abhi kucch der pehle woh lardko se fight kar raha tha. Aur kuch hi der vaad woh school ki taraf bagh raha tha.


Phir v mein itni jaldi kaise pahunch sakta hoon…… mein kitni teez bagh raha tha…?


Sahil ne apni seat par ja kar apna bag rakh diya aur beth kar intezar krne laga apne dost vishav ka.


Areee tum ajj mere se v pehel kaise a gye….? Aisa toh kabhi nhi huya ke tum……… school mein jldi a jayo, yeh baat vishav ne class mein ate huye sahil se kahi.


Yeh tumhare kaprdo ko kiya huya…? Tum kaha se aa rhe ho tumhre kaprde v gande hai aur upr se tum ajj kuch lag v alag rhe hoo, vishav ne tipni krte huyee sahil se yeh baat khi.


Tumne mujh par diyan dia iske lye apka shukriya.


Sahil apne mn mein kaash je sab pehle jaisa ho jaye. Bss abh ek school hi hai jahan woh aram se jee skta hai jahan use apne dusre jeevan ke bare mein chinta karne ki jarurat nhi hoti.


Halanaki, sahil ke sharer mein ho rhe badlavon ke karn abh use apni dohri zindagi ko alag rakhna kathin lag rhaa tha.


Apni soch se bahar akar sahil ne vishav se pucha…….. Vishav tum toh games aur kitabe pardte rehte ho. Kiya tumhe werewolf ke vare mein kuch pata hai…..?


Yeh sawal sunte hi vishav ke chehre pe ek halki muskan phail gyi.


Oh, mujhe toh lagta tha ke tumhari in sab chezon mein koi ruchi nhi hai. Par abh tum aisa sawal mat puchna ke je batao Werewolf or vampires mein sabse jyda takatvar kon hai.


Sahil:- nhi nhi vampires nhi mujhe bas werewolfs ke vare mein hi jankari chaheye. Ke veh karte kiya hai. Aur tumhe toh pata hi hai mein internet chalane mein itna acha nhi hoon.


Vishav ke leye yeh ek ajeeb baat thi ke sahil in ajeeb cheezon mein achanak kaise dilchaspi lene laga. Kyuke abhi kuch din pehle sahil tennis player ke varre mein comic pardh raha tha aur wo ek professional tennis player banna chahta tha.


Vishav :- acha theek hai toh suno. Yeh un cheezon par v nirbhar hai ke aap jankari kaha se parapt kar rhe hai. Chandi ki bullets, jaduyi plants, bites aur bhut kuch isi traha ki cheeze samne ati hai par yeh sab harek book aur internet par alag alag jankari milti hai.


Haan par ek cheez sab mein common hai aur woh hai full moon. Purnima ki raat. Kehte hai ke purnima ki raat ko ek Werewolf sabse jyda takatvar hota hai. Aur agar woh khud par apna kaboo nhi rakh pata hai toh woh apne doston ko bhi kaha sakta hai.



Yeh sab sun kar sahil ek gehri chinta mein doob giya aur uski haath ki hateliyan parseene se beegh gyi.


Sahil ke aisa dekh kar vishav ne poocha kiya tum theek toh ho na…?


Sahil ne socha ke usse kiya bata dena chaheye vishav ko is ke vare mein. Par sahil abhi v puri tarah clear nhi tha ke veh ek altered hai v ja nhi. Halanki agar veh vishav ko apne vare mein sab bataye toh veh je jaan sakta tha ki veh altered ban gya hai.


Kiya veh vishav ko suitcase ke vare mein v bata de. Aur ke woh ek gang mein shamil ho gya hai. Nhi nhi mein use je sab nhi bata sakta…….. Is se uspar v asar parde ga agar meine use is sab mein shamil kar liya toh kahin underdog gang uske sath v kuch na kar de. Je problem meri hai aur ise mein hi theek karoon ga.


Ek var phir darwaja khula aur adhiyaapak class mein enter huya. Sabhi bache akar apne apne bench par beth gye.


Aur teacher ke peeche ek aur sakhs chalte huye class mein enter huyi.


Uske lambhe kalle ghane baal the. Aur woh class ke sahmne a kar khardi ho gyi.


Jis pal sahil ne us lardki ko dekha.


Use dekh sahil ka dil dhardkane laga. Sahil ka dil itni tez dhardak raha tha ke use uski awaaz v ane lagi thi.


[BPM is increasing]



[BPM 140]


[BPM 145]


Lardki ko ghurte huye use kuch awaz sunai di. Jab sahil ne neeche dekha toh paeya ke usne desk ko vrdi jor se pakard rakha tha. Sahil ki majboot pakard ke karn desh tutne v laga tha aur uske anguthe ke nakhoon vardh gye the aur lakrdi mein guse huye the.


Aree nhi yeh phhir se ho raha hai mere sath. Aur sahil ghabrane laga jiske karn uska dil aur tezz dhardkna shuru ho gya.


[BPM 150]


Yeh system mujhe preshan kar raha hai


[BPM 155]


Sahil ne apne aap ko shant karne ke vare mein socha. Usne apni akhein band ki aur lmbhi lamhi saanse shuru kar diya. Usne apne dimag se sab kuch nikal dia.


Ek sadhu ki tarah kuch mat socho aur jhi baat sahil ek mantr ki tarah apne man mein dorahta raha.


Hello everybody….


Apni mithi awaaz se us lardki ne sari class ka dhiyan apni tarf kendrit kar liya


Mera naam Harsimran Kaur Bawa haihai. Aap sabhi se milkar acha laga. Mein hali mein is city mein ayi hoon. Mujhe umeed hai ki aap sab meri madad krenge aur mein bhut utsuk hoon aap sabhi ke sath agge vardhne ke leye.


Tabhi ek chaatr "Bawa" kiya je mayor ki beti toh nhi hai.


Aree haan ho skata hai je usi ki beti ho. Sunne mein aeya hai ke veh bhut acha bakti hai logo ko naye mayor se bhut ummeden hai.


Yeh sab battein sun kar harsimran thorda peeche hat gyi aur uska chehra thorda laal pard gya.


Sabhi chaattr aps mein battein krne lag gya.


Tabhi teacher uche savar mein bola. Kiya abh sabhi chup karoge. Is se koi fark nhi pardta ki veh mayor ki beti hai. Mein aap sab se je asha karta hoon ki aap ise v sirf ek chaatr ki tarah hi vevhaar krenge.



Harsimran ko ek khirdki ke paas ki seat par teacher ne bitha dia akele. Kiran ek mayor ki beti hai isse toh sabhi ka dhiyan us par tha hi lekin harsimran itni sunder thi ke sabhi lardke usi ko hi dhiyan se dekh rhe the.


Jab se simran class mein ayi thi sahil ki usse nazar nhi hat rhi thi. Sahil var var simran ko hi dekh raha tha. Aur jab v woh use dekhta uske dil ki dhardkan vardhne lagti.


Sahil apne aap ko bss shant rakh raha tha.


Sahil ko dekh kar vishav bola tu use kutte ki tarah kyu ghoor raha hai ve.


Vishav ko bolta dekh teacher bola vishav tum claas mein chup nhi beth sake……. Kiya. Toh tumhari jhi saja hai ke tum ajj harsimran ko pura school dikhayo ge.


Sabhi classes khatam hone ke vad vishav ne sahil se poocha kiya tum chalo ge mere sath simran ko school dikhane..?


Nhi mein nhi chalunga mujhe ek kaam hai. Mein jaldi mein hoon. Aur ise pehle vishav Sahil se kuch keh pata sahil ke apna bag uthaeya aur chal diya.


Jldi se niklne ke peeche ek karn tha ke sahil jab v us lardki ko dekhta tha uske dil ki dhardkan vardhne lagti thi agar use lardki ke itne paaas aur baat krne ki mile gi toh uska kiya hi hoga.


Aur dusra karn tha underdog gang. Abhi toh gang ko uske ghar ke varw mein kuch pata nhi tha kyuke usnrme adress hi galat diya tha sab veh gang mein shamil huya tha. Lekin aisa toh nhi tha ke veh pata nhi laga sakte hai. Isi liye sahil school mein ek bande se milna chahta tha jisne isko gang mein shamil kiya tha.


Sahil ko jata dekh vishav ko ajeeb laga… par jab uski nazar neeche bench par gyi toh usne dekha


Yeh… yeh bench ko kiya huya je tut kaise gya aur is par haath aur ungliyon ke nishan je koi insaan nhi kr sakta hai….. Inti takat kisi insaaan mein nhi ho sakti hai….


……………….



Milte hai agle update mein……….

Nice update bro
 
499
809
93
Update 9 A............




Yeh dekhte hue ki suitcase mein jo kuchh bhee tha, vah sahil ko ek parivartit( altered) mein badalne mein saksham tha, underdog ko ab tak uski talaash mein hona chaahie. haalaanki, abhi tak sahil ne gang ke kisi bhee sadasy ko school ke pravesh dvaar par uski prateeksha karte nahi dekha, vah keval yah maan sakta tha ki Karn ne unhne abhi tak soochit nahi kiya tha, sayed kisi v karan se.



Yah din ka ant tha, isilye sahil ko pata tha ki Karn kahaan hoga. Unke school mein sabhi ko kuchh extracurricular activities mein bhaag lena jaruri tha. Kyuke activity mein baagh lene se manah karna asambhav tha, isliye Karn ne kisi tarah se teachers ko ek jyotish club banane ke lie kaha tha. Aur achi kismat se, vah club ka ekmatar sadasy tha, jiske leye use school mein chuti ke vad v rukna pardta tha.


Chhat kee or jaane vaale daravaajon ko kholte hue, sahil ne karn ko balcony mein khade hokar skool ke maidaan kee or dekhate hue dekha. uske baal jo thorde vaddhe the woh hava nein udh rhe the.


Yeh aisa tha jaise karn photoshoot ke lie poj de raha ho. Aur isme koi doraye nhi hai ke veh modeling mein jaa nhi sakta hai. Aur karn tha v handsome ke koi v lardki uspar mar mite.


"Karn," sahil ne karn ko pukaaravah. Sahil varde dhiyan se idr udar dekhte huye kkarn ke pass gya ke kahin gang ke aur log toh nhi hai ass pass. Yadi yah kisi prakaar ka jaal nikla to vah bhaagne ke lie taiyaar ho gaya. "mujhe aapke saath baat karni hai."



Sahil kee harkaton ko dekhkar, karn ne apne hasi ko dabaane ki koshish ki, jiske karan sahil ko aashchary hua.



Karn:-"tumnhe chinta karne ki jarurat nhi hai, underdog gang nhi jaanta ki tum yahaan ho." "mujhe yakeen tha ki tum mere paas aaoge aur tum sahi samay par aye ho."


Karn:- "tumne vaastav mein kafi hangaama kiya hai. mujhe pata tha ki tum paise kamane ke lie betaab ho, mere hisab se underdog gang tumhe acha paisa v deti hai. maine jo suna hai usse tum kafi saksham aur vishvas wale transpoter maane jaate ho, to mujhe je batsyo dusri side ne tumhe kitne paise dye hai.


Sahil:- "aisa nahi hai!!!" mein kisi v dusri gang se paise nhi leye hai.


…………


Sahil apne man mein…… ( nhi mein karn ko jo kuch v waha huya nhi bata sakta hoon. Aur vese v koi us baat ka zakeen nhi kre ga.)


Karn:- "haan, tum sahi hi bol rhe ho, mujhe kabhi bhi nhi laga ke tum double cross kar sakte hoo. Vese v tum apni bhen Joyti aur maa ki bhut fikar karte hoo.


Apni maa aur bhen ka zikar hote hi sahil ka dil jor-jor se dhadkane laga.


*************


Kuch maheene pahle sahil ke ghar kee sthiti aur bhi kharaab ho gyi thi. usne dekha tha ki gahr par bhut sare letters a rhe hau, aur use sandeh hone laga tha ki uski maa apni muskaan ke peechhe ek bada dard chhipa rahi hai.


Madad karne ke lie betaab, sahil ko paise kamaane ka raasta khojne kee jaroorat thee, sahil ek school mein jata tha jo 10+2 tak hi tha uske paaa koi v degree nhi thi na hi koi skill jiski wajah se use nokri mil nhi sakti thi aur shote mote kamo mein itna paisa v nhi tha.


Aise hi ek din sahil kaam ke baare mein sochte huye ja raha tha ke veh ek chhaatr ke paas se gujra. Toh sahil ne dekha ki usne gold ki ghardi aur gold ki moti chain gale mein dal rakhi hai. Aur uske kprde v bhut mehnge aur branded lag rhe the. Sahil ne socha ke…… isne jitne paiso ki cheezze pehni hai……. Agar uske ghar ki sare kaprde v mila deye jayen tab v kam hi honge.


Sahil ko pata tha ke is lardke ka naam karn hai kyuke jis ilake mein sahil rehta tha waha par kuch gine chune hi ameer log the.


Jo b ho lekin karn sahil se kuch jyda varda v nhi tha umer mein. Lekin uske pass paisa bhut tha jo uske rehn sehn ko dekh kar pata chlta tha.



Sahil apne parivar ki madad karna chahta tha toh ek din veh karn ke pass pahunch gya. Sahil ne dekha ki lunch break chl rhi hai aur karn sabse peecha betha hai aur khirdki se bahr ghoor raha hai.


Usne dekha ke karn kuch kha nhi raha hai bss bahr hi dekh raha hai. Aur koi v uske ass pass nhi betha a woh ekala hi betha tha. Sahil uske pasa gya aur pass se hi ek khali chair utha ke uske sahmne beth gya.


Sahil:- kiya tumhe koi problem toh nhi hai agr mein tumhare pass beth jayon.


Sahil ko pata tha ke students karn ko ingnore karte hai. Kyuke veh lardayi jaggrda karta rehta tha aur je afwaah v the ke karn bure kaam karke paise kamata hai. Lekin je cheez sahil ko karn ke pasa jane se nhi rok saki.


Sahil:- mein tumse je janne aeya hoon ke mein paise kaise kama sakta hoon.


***************



Aaageee ke baagh ke leye milte hai agle update mein……….
Nice update bro sirf ek dikkat he spelling mistake because tum shayad panjabi ho(2 ya 3 update pehle tumne Panjabi me update likha tha)
 
499
809
93
Update 9 B……….



Karn mein jahan tumse yeh janne aeya hoon ke mein tumhari tarah paise kaise kama sakta hoon. Haan mein janta hoon hum ek dusre ko jante nhi hai. Aur na hi muje je pata hai tum kiya kaam karte hoo ja tumhare mata pita ameer hai. Bss mujhe paise kamane hai air uske lye mujhe agar tumhare leye kahan lana hoga mein woh v layon ga. Mujhe koi fark nhi pardta bss mujhe paise chaheye.

Jab karn ne sahil ki baaton ko suna toh use laga ke je lardke ke mn pakka hai. Je paise kamane ke liye agar keh raha hai je kuch kare ga. Toh je kare ga hi kyuke iski akhon mein determination dikh rhi hai. Par dekhte hai ke yeh determination iske andr kitni der tak rehti hai.

Phir sahil ko pata chala ke karn kiya kaam karta hai. Aur phir karn ne sahil ko underdog gang se introduce karwaeya. Aur sahil unka transpoter ban gya.

**************

Tum aram se kharde ho sakte hoo sahil. Meine kuch v nhi bateya hai underdog gang ko tumhare bare mein. Par woh tumhe dhoondh bhut garamjoshi se rhe hai. Pata nhi tumhe unse kiya cheez chura li hai. Par vese v abh woh cheez lotane mein bhut der ho gyi hai. Mujhe lagta hai tumhe woh bhut torture v karenge aur kiya pata mar v de.

Sahil ko je sab pehle se hi pata tha jo larn ne usse bola tha par abh karn ke muh se sun kar use aur v tension ho rhi thi….. Kyuke je bhut serious baat thi….. Uska toh woh jo karna hai krenge hi par uski family use v woh kuch na kuch kar sakte hai.

Lekin sochne ki baat je v hai ke karn ne abhu tak underdog gang ko inform kyu nhi kiya hai. Kiya je mujse kuch chahta hai. Kyuke hum itne v ache dost nhi hai aur itna v hamre mein kuch nhi hai ke karn ko meri fiker ho.

Itna kiya soch rhe ho tum sahil. Jhi toh nhi ke meine unhe kyu nhi bateya toh sunu. Mein khud underdog gang ko chhordna chahta hoon. Aur tumhe toh pata hai hi ke us gang ko chhoordna kitna mushkil hai. Upar se mein unke gang ke vare mein janta v bhut kuch hoon.

Par je namumkin nhi hai ke ho na sake mere paas ek plan hai jisse hum khud ko protect kar sakte hai aur gang ko chhordh v sakte hai.

Sahil ko samj nhi a raha tha ke woh iska kiya jawwab de. Sahil koi v clue nhi tha ke woh agge kre ga kiya upr se underdog gang ka dar or abh karn ka je plan.

Acha toh batayo kiya plan hai tumhara karn. Kaise kro ge tum je sab…?

Sahil dekho hum kisi aur varde gang mein toh ja nhi sakte kyuke underdog gang unhe paise de kar hame kabje mein le legi toh. Hamare pass ek hi option hai ke hum apna hi khud ka ek gang bna le aur tum bano ke mere bafadar kutte.

Karn ke muh se khud me leye kutta shabd sun ke sahil ko bhut gussa aeya. Par woh apna gussa pee gya kyuke je sahi time nhi tha gussa karne ka. Underdog gang toh pehle hi uske peeche pardi huyi hai agr woh karn ke upr gussa krta hai kahi woh underdog gang ko bata na de aur uska kaam tamam ho jaye.

Mein gang ko karn ke is plan ke vare mein bata kat v nhi bach sakta hoon mujhe toh woh mare ge aur ise v mar denge.

Apni soch se bahr atte sahil ne karn ko bola. Kaise je kaise possible hai khud ki ek gang banana aur hme log follow kyu karenge vese hi kitne log toh underdog gang aur colour gang mein shamil hai. Hamare sath kon dega.

Aree sahil jara apne aaspaas dekhi hum kaha khrde hai kitna varda school hai je hume aram se transporter mil jayen ge school se hi. Aur mere pass hai kuch log jo bhut mahir hai strong hai aur lardhne ke leye tiyar hai aur je mere upar hai mein unhe kaisa chalata hoon aur usne kaise kaam nikalta hoon.

Bass der hai kaam shuru karne ki sab acha giya toh hamara v ek varda gang hoga aur koi v dusra gang hamse direct panga nhi lega. Toh kiya kehte ho tum doge mere sath.

Mere pass or koi rasta v nhi hai. Acha theek hai mein hoon tumhare sath. Par tumhe promise krna parde ga ke tum mere vare mein aur mere privar ke vare ke underdog gang ko nhi batayo ge.

Jarur, mein tumse promise karta hoon aur karn ne sahil se hath mileya.


Tabhi sahil ko ek notification mili.

[ deal ho gyi hai. Par kiya tum karn par apna mark lagna chahte ho.]


Par je nhi bateya gya tha kaisa mark or je kiya kre ga. Sahil ne system se is vare mein poocha par utne bakt mein hi karn ne apna hath hata liya. Aur message gayeb ho gya.

Aur karn chal parda ground ki or. Sahil ne v ground mein jane ki sochi kyuke use v extracurricular activity par dhiyan dena tha.

Jaise hi sahil gya…. Karn…. Ke pass ek lardki ayi jo chupi hoi thi.

Karn:- toh je wohi lardka hai jiske vare mein tum bol rhi thi jisne tumhe subah colour gang se bacheya tha..?

Lardki:- haan je vahi hai. Isne hi unko mara tha aur unki halat dekh kar lag raha tha veh abh hospital se mahina bhar nhi niklne bale.

Je sun mar karn ke chehre par ek vardi c smile a gyi.

Lagta yeh sal bhut hi acha jaye ga…….



Milte hai next update mein agge ki kahani lekar……
Nice update bro
 
Top