Carewoks
Naughty Harry
- 129
- 112
- 58
Superb update keep posting quickly.UPDATE 43 {2} : Manali Had Argument With RaHuL!!
Flashback mei jaaye toh dekhenge ki jab Manali Rahul ke room mei aaye thi tab Rahul uth kar apna takiya (pillow) leke teesre room mein chala gaya tha. Halaki mere flat mei har room ki bed pe sufficient pillows reheta hei hain. Pad phir bhi Rahul Manali ko apna gussa dekhane ke liye uske (Manali) samne se takiya samet khud room se nikal gaya tha!! Aur gaya tha flat ke teesre room mei thoda aaram karne ke liye. Kuch der baad jab Manali ek gahere nind mei chali gayi the tab Rahul wapas apne room mei aaya tha, aur phir apne bag se ek diary nikaal kar again teesre room mein wapas chala gaya tha.
**FLASHBACK END, BACK TO THE STORY**----
Manali uss room (teesre room/ third Bedroom) mei aayi. Dekhe Rahul soya hai. Pass mei uski tashvir (Manali's Laminated Photo) bistar pe pade the jiske upar hath rakkhe Rahul gahere nind mei soya hua tha. Manali ko yeh dekh kar thodi "Aww!!" [[different shade and shape with heart emojii]] type feeling hue. Usne dekhe pass mei ek diary pada hua hai. Ek naya Diary, aur sayed kuch aor naye baatein! Usne soche ki jaroor Rahul ne abhi uss naye diary mei apne zindegi ke kuch aor 'raaz' likh raha tha.
Yahan pe mai aap logo ko ek baat clear kar deta hun ki baad mein maine Rahul ke sare diaries pada tha. Later (baad mein) chori chhup ke voh diaries nikaal kar sab written pages ka photo khinch kar maine voh sare likhe hue Rahul ke baatein pada tha. Samay nikaal kar sare diaries ka ek ek panne (pages) ko maine apne phone ke camera mei kaid karke rakkha tha, aur free time pe uss pictures ko padhta raheta tha. ** Pictures of Pages of Diaries of RAHUL....**
That's why, while I am writing this story now, mujhe har tarah se aur har angle se idea (knowledge) hain ki uss samay pe (in the year of 2013) mere absence ya presence mein ghar pe mere kya kya chal raha tha.....
Manali wahein par (third room) voh diary khol kar padhne (read) lag gayi. Jaise maine kahan voh diary naya tha, tab recently Rahul ne voh diary likhna suru kiya tha. Diary mei Rahul kya kya likkha tha from the very first page, voh sab toh mai in detail mei ekdam accurately aap logo ko aise elaborate nehi kar sakta, aur karke bore bhi nehi karna chahta.
Anyway, Manali Rahul ke voh writings padh kar kuch sochne lage. Phir usne diary jahan tha wahein pe hei rakh diye. Rahul nind mei soya hua tha. Manali kuch der tak Rahul ke taraf dekhte rehi aur kuch sochte rehi. Phir wo (Manali) room se chali gayi.
Kuch der baad Rahul nind se utha. Manali tab kitchen mei the. Rahul kitchen mei gaya. Phir wo Manali ko kuch kahene laga.
Rahul: Mujhe tumse kuch kahena hai. Kuch jaroori baat hai tumse.....
Manali kitchen mei apna kaam karte hue kahein, "kya kahon? mai sun rahe hun.."
Rahul Manali ke peeche khada tha. Rahul said, "kuch baat hain jo tumhe baatana jaroori hai. Agar tumare pass time ho toh apna kaam nipta kar dinning room mei aana, mai sofe pe tumara intezar kar raha hun. Ok.."
Ye keh kar Rahul kitchen se chala gaya. Manali thodi der baad dinning room mei aayi aur sofe mei Rahul ke pass aa kar baithe.
Manali: Batao kya kahena chaate ho tum?
Rahul: Manali, mujhe nehi lagta ki tum mere bacche ko carry karna chahogi. Agar aisa hei hai toh abhi pill lea lo, kahein der naa ho jaye. Agar tum khud maa banna chaho toh hei conceive karo, mujh par koi ehsaan karke nehin.
Manali: Aise koi baat nehi hain Rahul.. Mai tum par koi ehsaan nehi kar rahe hun..
Rahul: Agar sachmuch tum mere bacche ko duniya mei lana chahte ho toh tumhe mere kuch baate rakhne padegi.
Manali: Kya?
Rahul: I just need a promise from you....
By making a questioning face, Manali asked him, "what promise??"
Rahul answered, "the promise is...., in future agar kabhi tumhe aisa koi mauka mile apne zindegi ko sudharne ka, azad hokar jeene ka, tab tum apne iss conservative mentality ke wajah se peeche mat hatt jana. Kyunki uss waqt mai nehin rahunga tumhe samjhane ke liye ki actually mei kya sahi hain aur kya galat. Mai tab nehi rahunga tumhe batane ke liye ki kyun ek affair rahena tumare zindegi mei necessary ban chuka hai apne zindegi ko jeene aur behtar banane ke liye. Tab agar tum peeche hatt gayi toh sayed tumare zindegi ka sare hope (asha) khatam ho jayega. Aur yaad rakhna zindegi humhe sirf ekbar mauka dete hai apne zindegi ko sahi tarah se sudhaar kar right track mei laane ke liye. If you miss that chance then you will definitely regret for that. Aur mujhe darr hai iss baat ka hei, ki uss aaham mauke pe tum khud ko give up naa karlo."
Rahul thoda ruk kar phirse kahan, "that's why I need a promise from you to not give up yourself from that type of situations if anyday it will somehow occur in your life, then.... If someday, someone will come in your life for giving you lots of pleasure and happiness, then please don't throw out him from your life."
Manali thodi soch kar phir apne thoghts ko Rahul ke samne rakh kar kahein, "pad dekha jaaye toh, Ajit kabhi mere alawa kisi aur ke sath......."
Rahul fauraan Manali ko uski baaton ke beech mei interrupt karte hue kahan, "kisi aur ke sath nehi pad apne kaam ke sath toh kiya hai. Sex ko hum bohut gande nazar se dekhte hai. But actually we don't know what is the definition of sex?"
Manali: Accha?? So, tell me what is the definition of sex from your point of view??
Rahul: It is not only from my point of view. I am giving you the definition of sex from universal point of view, which you are unaware of that.
Manali: Ok, then tell me what is the definition of sex which I may not know till now....
Rahul: Sex is nothing but a pleasurable thing which gives you physical as well as mental satisfaction. It helps us to live our life in a beautiful way. Aab yeh mental satisfaction ka source alag alag insaano ke liye alag alag hain. Kisi ko sex mei apna mental satisfaction milta hai, toh kisi ko apne professional career banane mei. Ajit ko sex ke jaroorat nehin hain, pad tumhe hai. Ajit ko sirf 'Kaam' (official work) ke jaroorat hai, 'Kaam-Sutra' ke nehin. Because Ajit ka mental satisfaction ke source uske khud ka kaam hain, sex nehin.
Rahul thoda ruk kar kahan, "Manali agar mere pass time raheta toh mai tumhe kabhi nehin kaheta ki tum jaa kar kisi aur ke sath sex karo. Mai tumare har jaroorato ko poora karta jo Ajit nehi kar pata. Mai tumara dhiyan humesha rakhta agar mujhe yeh bimari nehi hota toh. Pad kya karein, honi ko kaun taal sakta hai. Mera mrityu anivarya hain. Toh phir mere jane ke baad tumara kya hoga??"
Rahul phir khud ke sawalo ka khud hei answer karte hue kahan, "tum toh tab akeli pad jaoge. Tumare shaadi ko toh bass kuch hei time hua hai. Sare zindegi kaise betauge? Aise!!??"
Again khud hei khud ke prasna ka uttar dete hue ek conclusion draw karke kahan, "nehi rahe paogi tum akeli. Tumhe jaroorat aur haq dono hai voh sare khusi paane ke jo ek shaadi shuda aurat deserve karti hai."
Manali: Toh tum kya chahte ho,, mai jaa kar abhi kisi gair aadmi ke sath sex karu? Voh kya kehte hain..... haa, 'Friend with Benefits' karu?
Rahul: Nehin Manali, mai aisa kuch nehin kahein raha hu.
Waise dekha jaaye toh asal mei "Friend with Benefits" Rahul aur Manali ke beech hei hua tha.
Manali: Toh tum kehna kya chahte ho? Mai Ajit ko dhoka du, kya bass yehin chahte ho tum?
Rahul: Dhoka?? Matlab?? Tum kis cheez ko dhoka keh rahe ho??
Manali: Kyun? Tumhe nehi pata? Tumhe nehi pata ki extra marital affair karne ka matlab apne pati ko dhoka dena hei hain? Apne husband se baat chhupa kar, jhoot bol kar mai kab tak apne zindegi ko jee sakti hun? Tumare baato mei jiss ko ek acche zindegi jeena kehte hain.. Kya issi ko ek acche zindegi jeena kehte hain?? Ek naa ek din toh Ajit ko sab pata chal hei jayega. Kyunki sach kabhi nehi chhupta. Tab Ajit ke samne mere image kya rahegi? Ek disloyal, dishonest, unreliable wife?? Batao..
Rahul: Sach kabhi nehi chhupta yeh mujhe bhi pata hai. Pad jo sach bhale ke liye chhupaya jaata hain, jo jhoot bhale ke liye kahan jata hain, voh kabhi expose hokar samne nehi aata, humesha ek raaz ban kar rahe jata hain. Chahei tum kisi aur ke bacche ka maa bano, ya phir tum extra marital affair mei engaged ho jao, iss se tumare life mei koi harm nehi hoga, I can assure you that. Ajit ko bhi kuch paata nehi chalega tumare doosre affairs ke bade mein; agar in future tumara koi affair hua toh.....
Rahul (Again): Now don't think that you will going to cheat Ajit by taking this type of step in your life. No..... It's not.... Because at the end of the day, your intentions are right. Your ways are not wrong, as you have no option left now. Yeh humara dogla (hypocrite) samaaj (society) hai jo ek sharafat ke parde (curtain) ya mukhota (mask) daal kar raheta hai humesha. Tum toh padhe likhi ho, tum hei batao, kya humare ancient books mei extra marital affairs ke bade mei likkha nehi hai? Kya tab ek ladki ki paanch pati (five husbands) rahene ka zikaar nehi tha? Kuch communities mei ek aadmi ka ek se jyada biwi rahena legalize hai. Toh agar ek mard ko haq hai eksath 3-4 biwiya rakhne ka, toh ek aurat ko voh haq kyun nehi hai? Kyunki humara samaaj hei dogle hai. Yeh samaaj sare sharafat ke niyam sirf aurto (women) ke liye kyun banaye hai? Humare cultures mei bhi polygamy ka ullekh hai. Polygamy ka matlab pata hai na tumhe? Ek time pe eksath multiple partners rahena.
Manali thode soch kar kahein, "what if the boy whom I choose to do sex, comes out an unreliable person, and if he become unfaithful towards me, then?"
Rahul: I am not telling you to advertise yourself for being fucked. I don't want you to be prostitute. I just say that if someday a man like me are falling in love with you and with having the knowledge that you are a married woman, still he wanted to be with you, then you should whole-heartedly allow him into your life. Do you get my point??
Manali become totally numb then.??
Rahul again said, "if that person wanted to give you company, wanted to fill your life with colours and will be able to throw out all the loneliness from your life, then please don't reject that lover. Accept him. If that dream man has come in your life in my presence, then I will become more happy. Because only then, I will die a peaceful death after knowing that 'my love' (Manali) is now in a safe hand for future. Then my tension related you that what will happen with you after my death, will gone over, forever."
Manali said, "now you are creating emotional pressure on me. That's not fair. You say now that you can die peacefully if I will find another person for my life!! How can you say that??"
Rahul replied, "I am not telling you to find that person immediately, not even tell you to find him in the near future. But my gut feeling says me that he finds you someday, and for that point of time, I request you to not reject him from your life if or when he will come in your life. Understood?"
Manali: I don't know what to do. I am very much confussed. Is there only way to be happy in the life? no other options are left?
Rahul: If you want to compromise with your life then there are a lots of options left to be chosen. But if you wants to become real happy, then there is only one way, through where you will finds all the answer of your questions, and that will not harm your married life ever, I can bet you on that circumstances.
Manali took a long breath and then asked Rahul, "now what you expect from me? What I do now?"
Rahul: I don't expect anything from you now. Mere jaane se pahele kuch baat clear karna tha, voh maine kar diya.
Manali thodi ashcharyachakit (haeran) ?? hokar pooche, "jaane se pahele matlab? Kahan jaa rahe ho tum??" ??????
Rahul: Arrey babah, mai marne ke baat kar raha hun. Seedha upar jane ke baat kar raha hun. Mera toh time aa gaya hain naa!!.....
Manali ki thodi mood off ho gayi. Usne kahein, "please, mai tumhe baar baar kehte hun ki aise baat maat kiya karo. Tum mere ek bhi baat nehi sunte...."
Rahul: Oh! Come On, Manali.... Jo sach hain, jo reality hain usse humhe har haal mei manna padega hei.... Anyway, mai tumhe aor taklif nehin dunga. Sach kahoon toh aaj tumara behaviour se mai bohut hei hurt hua hun. Pata nehin mere liye tumare dil mei aab kya feelings rahe gaya hai!! Pata nehin tum mujhe lekar kya sochte ho? Sayed mere maut (death) ke baad hei tumare yeh akal thikane pe aayegi. Mujhse dur ho kar hei tum mere baato ke ehemiyat ko samjhogi. Aur tab sayed tum sex ko lekar thodi liberal ho sakogi. Samajh paogi ki there is nothing wrong to do sex outside the marriage if it requires.
Rahul thoda ruk kar phirse kahan, "aab toh bass Ajit ke aane ka intezar hai. Phir mai uske yeh amaanat (Manali) usse saump (hand-over) kar waise bhi humesha humesha ke liye chala hei jaunga."
Manali: Rahul, I understood ki tum jo kahein rahe ho voh sayed galat nehi, agar deeply socha jaye toh. Pad mujhe thoda time chahiye. I will think about it. But tell me how can you be so sure that someday a person will definitely come in my life?
Rahul: Manali, you don't have any fucking idea that how much pretty girl you are!!!! You don't know Manali that you are the sweetest girl on the earth. Yes, you are.....!!!! I am not telling any lie..... Many men will dying for you. I am quite confident that there are and will be always some plenty of secret admires available for you. I am 100 percent (%) sure that like me, many men were, are, and will flattered on you.. But you have to pick the right person from that 'List'. Who knows, may be someone is waiting for you at somewhere, who is better than I and Ajit also.. He can belongs to any cast, creed, religion or any age. So, don't judge anyone on any type of societal parameters (like age, caste, creed, colour or religion etc etc); who comes in your life with having lots of love. And I know, you will choose the right one for getting support to your own life. You can do it, Manali, you can....
MANALI (HONEY DEMON)
Manali: If that so, if your assumption become right, if really someone at somewhere is waiting for me, then just tell me one thing.....
Rahul: What?? Say.....
Manali: Where do I find that guy?
Rahul: As I said before (earlier) that he will find you.... don't worry.... Just wait until he finds you..?☺
Manali thodi soch kar kahein, "Rahul I need some time to think about it. So, I can't give you any promise now. I hope tum samajh sakte ho mere baat aur situation ko. Mai khud se hei ladayi kar rahe hun abhi. That's why, I still don't get any clear answer from my own heart. So, please give me sometime to think about it."
Rahul said, "as you wish my baby. Take your time sweetheart. Because it's your life, your decision. What can I say more on this??"
Phir Manali kuch nehin boli. Wo uth kar kitchen mein chali gayi. Dekh kar lag hei raha tha ki Manali aab bohut gahere soch mein padh chuki the. Mujhe acche se andaza lag chuka tha ki yeh bastard Rahul mera hei 'paan' kha kar mere hei upar thookne (spitting) wala tha.??
Meetha Paan
Acche se sajaye (decorated) hue mere shaadi shuda zindegi ko Rahul barbaad karne mein tula hua tha. Aakhir kiss janam ka badla wo lea raha tha mujhse!! Aab toh sirf ek hei baat mere dil mein aa raha tha, "accha sila diya tune mere pyar aur vishwas ka, yaar ne hei loot liya ghar yaar ka.." ????
Dopaher ko khana khane ke baad Rahul Manali ko ek pen drive diya aur kahan, "yeh tumare liye hai. Sayed tumhe iski jaroorat pade."
Manali pen drive ko dekhte hue kahein, "aab iss mei aor kya hai Rahul? Aor kya dekhna baaki hain?"
Rahul: Iss mei aisa kuch khass nehin hai, jo hai voh sun kar aur dekh kar tumhe thode awkward lag sakti hain. Pad mujhe laga yehin cheez tumare liye aab essential hogi. Iss pen drive mei kuch aor porn movies and sex stories hai. Kabhi agar bore feel karo yaa phir sexually horny ho jao toh yeh sab dekh kar aur padh kar apne chahat mitane ke kosish karna. Actually tumare life mei kisi cheez ke kami nehin hai sewaye (except) sex ke. Pad tum toh ek pati-vrata patni ban kar aise hei apne sare zindegi guzar ne ka iraada rakh rahe ho sayed. Mere baat toh sayed tumhe kateyi manzoor nehin. So that maine socha zindegi se alvida lekar jaate jaate agar kuch dena hai tumhe toh yehin du. Anyway, isse dekhna yaa naa dekhna tumare marzi.
Yeh keh kar Rahul apna lunch khatam karke apne room mei chala gaya. Manali aab kya karti, kuch kaam (chores) nehin the karne ko, isliye wo humare room mei aake apna laptop nikal kar pen drive ko insert kiya. Rahul ke pen drive mei Rahul ne naya kya daala hain, aor kya kya hai, voh check karne lagi Manali. Uss mein (Pen-drive mei) kuch models ke photos the saree pahene hue.
Sath mei ek note bhi tha, "My Likes and Dislikes" ke naam par. Manali voh e-document khol kar padhne lage.
Wo Rahul ka khud ka likha hua ek digital note tha, I mean a Notepad Document. Rahul ko apne baate likhna pasand tha, isliye usse jahan pe bhi mauka milta, wahein pe kuch na kuch likhta raheta tha apne bade mei, whether it was in the Diary or in a Notepad Document file.
Manali voh (Rahul ka "My Likes and Dislikes" Note file) padhne lagi. Uske baad wo thori der kuch porn videos bhi dekhe. Yeh sab karte karte sham ho gaye. Rahul nind se uth kar chupchap apne room mei baitha tha. Manali apne khud ki laptop off karke Rahul ke room mei aayi, yeh check karne ke liye ki Rahul tab tak utha hai ki nehin.
Rahul ko baitha hua dekh kar Manali kahein, "ooh.... tum uth gaye? davai liye?"
Rahul haan mei apna mundi hilaya. Phir dono thodi der chup rahe. Then Rahul ne kahan, "tumhe pata hai Ajit kab aayega (lautega)? I mean, do you know the exact date of his returning to the home??...."
Manali: Nehin....
Shayad Manali ko tab koi phadak nehi pad rahe the iss baat se ki mai ghar lautu yaa naa lautu.... Wo tab sirf Rahul ko lekar soch rahe the, Rahul ke "Likes aur Dislikes" ke bade mei soch rahe the. ????????
Manali (again) : Ajit ko jab aana hoga, aayega. For now, leave that topic.... Anyway, maine tumare voh 'Likes and Dislikes' wali note padhe; pen-drive ke through apne laptop mei.
Rahul: Ooohh shit!! Kya voh note mere pen drive mei tha??
Manali: Yah!..... So, do you like woman in sarees with sleeveless low cut blouse?? Am I Right??
Rahul: howw.... how do you know that??
Manali: I have seen some photos of some random models who are wearing saree with low cut blouse. The photos are saved in a folder of your pen drive.
Model in Sleeveless Low cut Blouse
Rahul: I am sorry.... Actually, I forgot to delete those photos and also that Notepad note of mine ("My Likes and Dislikes" of RaHul).
Manali: no, it's ok. That's help me to know and understand more about you, your likes and dislikes.
Rahul: So what?? What will you do after you know about me? Everything is finished now. Aab kya karoge mere bade mei jaan kar jab sabkuch khatam hei hone wala hain bohut jald?......????☹
Manali: So, you have decided that you are not doing anything more with me?
Rahul: Maine aisa kab kahan? Maine bass yehi kahan ki mere zindegi mei aab din hei kitne bache hain ki mai khud ko aor explore kar saku tumare sath....
Manali: Yeh tum keh rahe ho abhi? Kya,, ho kya gaya hain tumhe Rahul?? Tum achyanak itna udaas kyun ho gaye ho??
Rahul: Kyun udaas naa rahu?? Tum hei batao....
Manali: Why?? Udaas rahene ka kaaran kya hain??
Rahul: Mai udaas hu tumare bhavishya (future) ke bade mei soch kar.. I am tensed by thinking about your future..
Manali: About My future?? Why??
Rahul: Ohh, dear Manali, mere jane ke baad tumara kya hoga??
Manali: Wahi hoga jo manzur-e-khuda hoga..
Rahul: Har cheez uparwale ke hath mein nehi chhor sakte hum..
Manali: Toh hum kar bhi kya sakte hain.. Jo humare hath mei nehi hain uske bade mei soch kar aankhir kya faida?? Future ke bade mei soch kar hum apna aaj kyun kharab kar rahe hain?? Why??
Rahul: But still, you have to take a decision about your future.. Otherwise I have to take my own decision..
Manali: Accha?? Toh tum kya decision lena chahte ho?? Batao....
Rahul: I have already told you at the morning about what I feel and think for you. So, I take a decision now, that jab tak tum apne future ke bade mei ek concrete decision (thos kadam) nehi lete, jab tak tum aise kashmakash (dilemma) ke stithi mei doobe rahoge tab tak ke liye humare sare 'physical bonding' (Sharirik Sambandh) mai sthagit (stay / postponed) karta hun.
Manali: So, is this your final decision??
Rahul: Yess....
Manali: Kya tum apna decision nehi change kar sakte? at least mere khatir....
Rahul: Kyun change karu main apna decision? Mujhe toh lagta hain main abhi tumare nazro mein bohut gir chuka hun. Kyunki tum mere baato ko samajh hei nehin paa rahe ho. Main tumhe samjha kuch raha hun aur tum samajh kuch aur rahe ho.... Anyway.... Naa yeh mere zindegi hain aur naa tum mere ho. Mai toh bass kuchi dino ka mehmaan hun, iss ghar ka aur iss duniya ka bhi..
Manali: Nehi Rahul, tum mehmaan nehi, tum apne ho. Yeh tumara hei ghar hai Rahul, aur sayed mai bhi aab tumari ho chuki hun poore tarah!
Manali winked (?) at him by saying these things. Rahul uski baat sunkar ek gahere saans liya. Manali Rahul ke hath pakad kar usse apne baato ko convince karwane ke kosish kar rahe the. Pad Rahul apna hath uski hath se wapas lekar bistar pe ulte disha (opposite direction) mei muh karke chupchap baitha raha!
Manali samajh gayi ki Rahul aab uski ek nehi sunega. Manali niraash hokar chupchap room se nikal kar chali gayi. Manali kitchen mei jaa kar khana banaye aur table pe rakh diye. Then wo kahein jaane ke liye taiyyar hone lagi!
Abhi wo achyanak kahan jayegi sham ke 7 baaje?? Wo taiyyar hokar Rahul ke room mei jaa ke kahein, "Rahul maine tumare liye khana bana kar rakh diya hain table par. Khaa lena. Mai abhi nikal rahe hun. Mujhe jana hai ek jagah pe. Raat ko lautne mei thodi der ho sakti hai. Khane mei intezar maat karna, khaa lena. Mai bahar se khana kha kar aaungi. Mai 9:30 se 10 baje ke aas pass aa jaungi. Don't worry.."
Manali (Honey Demon)
Rahul thoda ascharyachakit hokar kahan, "where are you going now at 7 PM?"
Manali: That's none of your business Rahul. Tumhe kya mai kahein bhi jau toh! Tum mere ek bhi baat mante ho? Maine tumhe kitni baar bohut kuch kahein hain, phir bhi tum mere koi bhi baat nehi sunte, sirf apne zid par ade (stick) rahete ho. Tum jo thaan lete ho wahi karte ho. Mere words ki agar koi value hei nehin hai tumare pass then why should I tell you that where I am going now?
Yeh keh kar Manali apne hand bag lekar seedha ghar se nikal gayi. Rahul haeran rahe gaya, aur padeshan bhi!! Wo kuch kahe bhi nehi paya.. Mujhe bhi samajh mei nehi aa raha tha ki Manali aankhir karna kya chahti the?? Wo achyanak kahan gayi? Kyun nehi batayi Rahul ko ki kahan jaa rahe hai wo??
Khair mere pass toh koi moving security cam nehin hai jo mai jaan saku ki Manali kahan jaa rahe hai, aur kya kar rahe hai bahar. So, mai bhi Rahul ke tarah intezar kar raha tha uski lautne ka, halaki mai yeh sab highlights dekh raha tha. Isliye mujhe bilkul bhi chinta nehi ho raha tha uske liye, because agar baad mei kuch hota toh Rahul mujhe jaroor call karta in that time.
Maine video thoda forward kiya. Dekha Rahul Manali ko call kar raha hai. Manali pahele do baar (first two time) call receive nehi kare. Manali sayed thodi ruthi hue the Rahul se. Teesri baar (3rd time) jab Rahul call kara tab usne receive kiya.
Rahul: Kahan ho yar? 9 baaj chuke hai? Abhi tak tumara koi aata pata nehi. Phone bhi receive nehi kar rahe ho? What happen?
Maine recording ko gaur se suna toh pata chala, Manali ne jawab mein Rahul se kahein ki 'wo ek ghante ke ander aa jayegi. Rahul ko uski chinta karne ke koi jaroorat nehi hain'.
Rahul: Pad (But)......
Manali cut the call....
Rahul: hello.... hello.... Manali? Are you there? hello....
Rahul apne phone ko dekha, aur samjha ki Manali call cut kar chuki hain.
Kuch Der Baad (After Some Time) ---------------------------------------
Ghari mei tab 9:40 PM baja tha. Calling bell baja. Rahul darwaza khula toh dekha Manali khadi hai. Manali ghar ke ander aayi. Wo Rahul ko bina kuch kahein seedha apne room mei chali gayi. Room mei apne bag aur kuch kharide hue samaan rakh kar wo Rahul ke pass aayi aur pooche, "khana khaa liya?"
Rahul: Nehin.. Tumare lautne ka intezar kar raha tha..
Manali: Maine toh kahein the tumhe khana khaa lene ke liye. Phir kyun nehin khaae?? (Then why don't you eat??)..... Mai toh already bahar se khaa kar aaye hu.
Rahul: It's your choice that where and when you want to eat. Pad mai tumare aane se pahele khaana nehi chahta tha. Chahei tum phone par jitna bhi kaho tumare intezar naa karne ke, aur tumare fikaar naa karne ke liye, pad hota hain fikaar mera, tumare liye.
Manali ko uss time pe thode bura feel hone lage yeh soch kar ki how selfish she is. Usne socha nehi tha ki Rahul dinner naa karke wait karega uske liye. Wo soche Rahul dinner kar lega. Isliye wo bahar se dinner karke aaye thi. Wo yeh socha nehi ki Rahul uske liye intezar karega.
Tab usse (Manali) bohut low feel ho rahe the, kyunki ek bimar aadmi uske liye khana naa khaa ke wait kar raha tha, aur wo uske bade mei naa soch kar bahar se khana kha kar aa gayi!! Wo phirse Rahul ke pyar ke samne har gayi the.
Manali: Tum kyun aise karte ho? Kya lagti hun mai tumari?
Rahul: Tum mere liye kya ho yeh mai shabdo mei (in words) baayaan (express) nehi kar sakta. By the way mai abhi notice kar raha hun ki tum round shape hair bun (juda) karke kahan se aayi?? Voh bhi jasmine flowers ke hair bun!! ??
Pic of a Hair-bun girl..
Haan, maine bhi notice kiya ki Manali apne baalo (hair) ko jasmine flowers se round shape hair bun (baalo ka juda) kare the. Uss hair bun style mei wo bohut pretty lag rahe the. Apne round shape hair bun mei jasmine flowers ke border karke sajayi hue the.
Pic of Girl, having hair bun of Jasmine flowers ??
Pata nehin achyanak Manali itni saaji kyun!!?? Kya wo saajne ke liye gaye the kahein par? Pad kyun?? Kya wo Rahul ko kisi tarah impress karna chahti the? Intezar tha mujhe Manali ki reply ka....
Rahul jo uss se sawal pooche ki aankhir wo aise apne mathe par round shape juda (Hair Bun) bana kar kahan se aayi?? Iss sawal par Manali ki jawab ka intezar tha mujhe.... Pad Manali ne jawab naa dea kar, baat ko palat te hue kahein.....
Manali: kaise lag rahe hun mai??
Rahul: Acche.... Bohut acche.... Pad mujhe kuch samajh mei nehi aa raha hai!!.. Kahan gayi the tum, batao toh sahi....?????
Manali: Uuffff.... Tum sawal bohut karte ho. Aab jaldi se khana khaa lo. Baad mei baatati hun sab. Ok..
Ek rahasya (mystery) tha Manali ki baato mei!! Mujhe toh kuch samajh mei nehi aa raha tha ki yeh ladki aankhir karna kya chahti hai?? Aur Rahul ka bhi kuch mere jaisa hei haal tha; haeran, padeshan, aur nadaan bhi ban gaye the hum dono!!
Rahul Manali ki kahene par dinner kar liya. Phir Manali usse apne room mei jaane ko kahan.
Manali: Tum abhi room mei jao. Mujhe thoda time do, mai thodi der mei aake sab baatati hun tum ko, ki mai kahan gayi the, kya karne gayi the etc etc.. But now you should go first at your room.. Go.. go....
Rahul chupchap Manali ki baat maan kar apne room mei chala gaya. Aur Manali khud ke room mei gayi, jahan pe uski bag aur uske hei dwara kuch kharide hue saaman (some buying products) rakkhe hue the.
Manali apne room mei jaa kar ander se darwaza bandh kar diya apne room ka!!???? Bagal wale room mei Rahul baitha hua tha. Udhar Manali ki room ke darwaza bandh tha!!
Aab uss darwaza khul kar Manali kaun se nayi roop mei aayegi voh hei dekhna tha. Mai aor frustrated ho chuka tha tab, aur kya kya dekhna padega mujhe yeh soch kar!! ????