Congratulations
riya singh for completing another splendid story.
Ansh ke jivan ka ek padav khatam hua, ab woh nikal chuka hai ek alag raste par dehradun apni sab patniyo aur maa ke sath.
Action, suspense, betrayel, erotic, sex, romance, black magic sab kuch ek hi kahani me padhne ko mila with awesome writing skill.
Waise dehradun me mujhe laga tha ki ansh ki mulakat anjali ke parivar se hogi kyoki Tushar anjali bhi to wahi shift ho gaye the. Lekin wahan to
riya singh reh rahi hai, ab shayad ju ki pehli story bhi padhni hi padegi.
Ab tak ignore ki thi vo story, sax sux hi tha usme bas.
Ansh aur harday ek hi generation ke hai, is hisab se tushar karan aur Seema ki generation ka hua to anjali arjun singh ke barabar ki hogi lagbhag. Matlab jab a anamika jinda thi usi samay anjali gaon me aayi hogi.
Agli kahani me 2 Seema hongi, ek ansh ki maa aur ek anjali ki beti. Dono ki age lagbhag same hi hogi.
Jis tarah sari kahaniyon ko jodkar ek series ka roop diya hai woh kamal hai.
Bas thoda character ke naam ko dhyan me rakhkar chaliye, kayi jagah mismatch hote hai.
Shandar kahani ka shandar ant aur ek nayi shuruaat.
Keep writing
Waiting for Ek Maa part 2.