And now my review for Usska naam hai Sahana by Casinar
yeh sabse best kahani hai jitne kahaniyon ko main ne contest mein padha hoon, mere hisaab se.
itni achi aur behtareen se likha gaya aur pesh kiya gaya kahani naseeb walon kp hi milta hai padhne ko.
main itne dinon se intejaar mein tha ke yahan itne saare writer hein k koyi to iss kahani ka review likhe magar sab apne apne mein lage hue hein jeise kissi ko yeh kaha i dikha hi nahin
ye ek aurat ki kaha i hai Sahana naam ki
Aur casinar bhai ne sirf do character ke beech ek baat chit ke dauraan pura kahani humko suna diya yeh ek badi kamaal ki baat hai. sirf 2 character, sahana aur OPareeniti. iss ke ilawa sirf wo lady guard haio jo khada raha magar ek do baat kaha ussne magar main protagosnist rahe Sahana aur agarwal maam.
sab kuch itne detail mein casinar ne bayaan kiya, samjhaya ke sirf sahana ke bayaan karne se ehum sab ko kahani ka pata chala
usska dard ghuttan, pareshani sab kuch khud sahana ne apne zubani bayaan kiye.
aur jo guzra sahana par wo kissi par bhi guzarti to ant kuch eisa hi hona tha magar!!1 magar Casinar ne isska ant eisa dikhaya jo kissi ne socha bhi nahin hoga padhte waqtg... kahani ke ant hone tak sab ko pata chal gaya ke chalo itne bipat ke sahana ko rehaayi to mili, kaam bhi wapas mil gayi magar kiss ne eisa socha hoga jiss ant ko Casinar ne socha aur likha?
aur bilkool hi sahi aur justified likha bhai ne....
kyunke wo bilkool mumkin end hai.... sab jab thik hogaya to ek dushman ka chota bhai apne mare hue bhai ke badla lene k liye sahana ka ant kar diya
dukh bahri end hai magar bilkool justified hai..
thanks very very much casi bhai eisi dilchasp aur behtareen kahani ke liye bhai , hamare liye eise aur behtareen kahaniyon ko jaroor likhna bhai hamein maloon hai aap ke dimaagh mein ek bhandaar bhara hua writing ki to humko nawaajna eise writin g se.
thanks bhai for this wonderful and amazing short story which marks your signature.