- 12,581
- 10,491
- 214
Index
Chapter 1 :Ulajhte Raaste
Chapter 1 :Ulajhte Raaste
Chapter 2: Wo Ladki Kaun Hai?
Chapter 3: Shayad
Last edited:
kamdev99008 saheb chaliye aaj phir xp ki style hum is story ko khangalte hai... wohi sawalon daud suru karte hai....
Kyun kaise kab..... har ek line ko leke aalochana karte hai...
har ghatana ke piche ek wajah hoti hai.... aur jo hua hai wo bahot pehle se nirdharit tha ki aage chalke aisa hoga... aap, main, lekhika xf pe hai, yahi bhi pehle se hi nirdharit hai.... jab big bang hua tha tabhi se... ishe ek prakar se niyati keh sakte hai
Isliye zyada panic hone ki jarurat nahi... jo ho raha hai ushe hone dijiye.... ishe koi nahi rok sakta... Aap, main ya phir lekhika.. hum mein se koi bhi nahi....
Ok okBtw best gif wale posters chahiye first page ke liye to aap nain11ster saheb se kahiye... wo maafir hai story gif poster create kar mein..
Nain very nicely done ... Kudos... Thank you so much
Are aesa kuch fb par suna tha... Tabse is line ka patent le liya mainehum to aise karing baatein...kyunki mein masoom reader hu na
Yakin na ho to SANJU ( V. R. ), 11 ster fan aalu Mahi Maurya harshit1890, nain11ster se puch lijiye
Btw colour matlab rang badal badal ke to chalak reader logis baat karte hai
Hmmmm toh yeh plan banaya hain L_M.. Naina... aur Vampire Queen ne mil ke....
kabeer ko jail mein daal ke bahar se smriti uski ungli toregi....
aur baad mein kabeer smriti ko badle mein khoon choosega...
Kya khub kaha haiKai kab kyo ye sab puchhana bematalab hai kyoki insan yaha kathputali hai ..unhe niyantrit karke sanchalit koi aur karte hai...aur Jo kuchh bhi hota hai wo akaran nhi hota..isme aap ,ham ,lekhika ji ,kuchh nhi karte ..samay bahut balwan hota hai..wo aapke har sawalo ka jabab jarur dega...isiliye aap uss wakt Tak ka I tejar Kare...kyoki Jo koi bhi samay se pahale sabkuchh pane chaha uska vinash hi hua hai..( ye sab mere line hai ek great reader ne ye Sab kahi thi ek masoom aalu )..
Did the characters feel real to you?
Yes, there are no two opinions that Sasha! ma'am would pay much attention to the fact that the events and the actions that the characters are doing seem genuine. This is also another reason to read her story.
Btw...
.. love the problems are never enough...
In love you have to bow your head...
You have to laugh when in pain..
Why do people add poison in their life
Those who go down the steps of love.. They neither drown nor float
ufff ye nafrat se bhari nigahen
Let's see what happens next
Brilliant update with awesome writing skills
as a hero heroine nischal aur Hella ko lijiyega
Is kahani me to nahi hai koi aesa plan ap log bologe to koi dusri story me vapire witch/warlock aur demons ka masala daal dungi
yeh romance stories kee heroines sundar kahe hoti hain... kabhi thori bahingi ,, ya langri bhi toh dikha shakte the... un logo kee andar bhi toh romance ka keeda bhara hoga na.... log hamesha kehta hain pyar andha hota hain... ab yeh luula langra kahe nahin... pyar ko bas ek hi kharabi kahe milti hain....
Hmmm to beijjati karwane ke baad daru ke yaad aaayee... kya wakai mein saari galti issi kee thee Zaroori To Nahi...
saare achhe lkshan isko college mein hi mil gaye the... waise hamesha se hota aaya hain kee dil toota toh daaru peena shuru ... kabhi toh milk shake ya karele ka juice bhi peeta hua dikhao.... toh IPS banne se pehle chor tha ab chor-police ban gaya hain... ladki kaa saman chura ke rakh leta hain... toh yeh bhi aam bande kee tarah ghurelal tha,,,, ab madam apni dosto se.. ai dekh kaise mereko dekh raha hain... dost.... hi hi hi hi haan lagta hain aage jaa ke yeh IPS banega... hi hi hi hi...
. Log uske mooh par na bol dete usse dur bhagte... colgate max fresh gel use karti, hota hain kabhi kabhi raat mein razma chawal ya mooli ke parathe kha lo toh... Mai itna kho gaya ki pith par barasti lathi ko mehsoos hi nahi kar paya... haan beta ch###ya logo ke saath aisa hi hota hain,, par jo baad mein 2din kamar seedhi kar ke chal raha tha wo na bataya....
bechara sakath launda toh na ban saka lekin smriti sakht laundiya jaroor hain... mardo kee peeth mein nukili kuhni se gara ke maarti hain... lagta hain kabir kee bhi khoob dhulai kari hain usne.... college time se hi samaj ko badalne chali thee... lekin phir wo Madhya Pradesh se posting waalibaat kyun kari usne...abhi tak toh wo ek bekhauf nidar ladki lagee hain mujhe phi wo dar ke apne chacha ko phone kyun kiya usne... mujhe toh yeh aaditya pe bhi shaq hain,,,, sala hamla khud isne hi karwaya hoga aur baad mein samne rah ke shaq ke saye se door... aur smriti ne don't trust anyone kyun kaha... toh phir na shoaid trust ke kabil hain na wo khud... toh yeh trust kispe kare aur kis baat ke liye kare... aise toh sabhi shaq ke ghere mein aa jayenge... aur yeh toh aadhi kahani bhi na janta hain.... shayd iske sawalo ke jawab uss packet mein ho.... lekin launda toh yehan sharab pee ke laundiya tarne mein busy hain....
idhar yeh soya hua hain.... aur ghar mein ghuspaithiya log ghus gaye hain.... waise college mein dosto ke joote mein bhar bhar ke ultiya kari hain... socha bata doon...
चौथा भाग
शानदार, जबरदस्त, लाजवाब
ये क्या था यार।।जिसके लिए कबीर के दिल मे इतना प्रेम है। उसे ही अपराधी घोषित कर दिया आदित्य ने। उसके कहने पुलिस ने कबीर को गिरफ्तार के लिया।
स्मृति पहले मध्यप्रदेश में थी लेकिन कुछ परेशानियों के चलते उसने अपना स्थानांतरण कार्यपालक अधिकारी के रूप में मुम्बई करवा लिया। इसमे उसका सहयोग किया संजीव और नेता आदित्य ने। वैसे ये बात भी सही है कि जिसके पास ताकत है वो कभी भी किसी भी विभाग से कहीं भी अपना स्थानांतरण करवा सकता है। कार्यपालक अधिकारी का पद जो मुम्बई में था उसके पीछे कई लोग लगे हुए था। तो कहीं इस हमले के पीछे उनका हाथ तो नहीं है।।
कबीर स्मृति के पास जाने लगता है तो शोएब के बुलाने पर वो उसके पास जाता है और शोएब उस पागल इंसान के दिया हुआ पार्सल कबीर की सुरक्षा में दे देता है। किसी पर भी भरोसा मत करना का क्या मतलब है। संजीव यास्मीन सुमन समीर आफरीन सब भरोसेमंद नहीं हैं क्याएक रहस्यमय दरवाज़े से बाहर निकल कर स्मृति के पास पहुचता है कबीर जो गहन देखभाल इकाई में भर्ती है और जिंदगी और मौत के बीच जूझ रही है।।
आखिर आदित्य क्यों आंसू बहा रहा है। क्या रिश्ता है आदित्य का स्मृति के साथ।
That's very nice to know that you like the charecters... And hopefully feel connected to them...
I always try to make them as real as possible... But sometimes they all become a bit dramatic (like me)