- 8,948
- 36,821
- 219
Manu ab anu ke karan normal ho raha hai
Ab ye dekhna bahut majedaar hoga ki
Manu puri tarah sahi hokar us bewafa(ritu) ko maaf kar deta hai
YA fir badla leta hai
Ritu ki saadi hote hi Kamya ke sath milkar sara sach sab gaav walo ko beta de
Ritu ek baar pregnent bhi hui thi uski bhi medical reports hogi
Fabulous update.
Bahut buri halat hai manu ki lekin anu ki meharbani se ab kafi had tak thik hai lekin ab manu gau ja raha hai to fir pta nahi uske sath kya ho jai.
Pta nahi wapas wo is halat mai aa paiga ya fir or bura haal kr lega apna.
Dekhte hai kya karta hai wo.
Gau mai maa papa or tai tau sab uska ye halat dekh kr kya kahenge.
Abhi to bahut bure haal mai hoga manu.
Use dekh kr hi manu k parents samajh jainge ki iski tabiyat sahi nahi hai.
To fir desh se bahar kya jane denge.
Dekhte hai aage kya hota hai.
Fantastic update.
Waiting next update.
Update bahut hee jabardast hai ...
Maza aa gaya uska jindagi ko dekhne k nazariya badal raha hai ...
Bus ek test baki hai ritu ko face karke wo kaise react karega ....
Jabardast update.... Badiya h manu ka nazariya badal raha h.. Kahi gaon me ritika ko dekhkar phir se na tut jaye... Ummid h manu anu ko diya promise pura karega... Keep updating..
Nice update dear...![]()
badla....maanu ko to sirf ye faisla lena hai ki ritu ko maaf kare ya na kare...Badla maanu nahi waqt hi le lega ritu se............ kyonki nai aazadi ke josh mein usne khud hi apne aur maanu ke rishte ko usi college me itna pracharit kar diya tha.....jismein rahul bhi padhta hai.....to ye karnama kisi aur ke dwara na sahi kamya-rohit me se ya somu ke circle se kabhi na kabhi rahul ke saamne jarur ayega
maanu khud to ye sach kisi ke samne la hi nahi sakta ..... balki agar ho saka to kisi aur ko bhi nahi lane dega............ kyonki uska aur ritu ka rishta aisa hai ki ritu ke sath achche ka fark us par chahe na pade lekin ritu ke sath bura hone se maanu hi nahi uska poora pariwar prabhavit hoga.........aur shayad bahut jyada hi bura ho jaye ghar mein
ab rahi ghar me ritu se saamna hone ki baat ....to maanu ko ghar me sirf ritu ko face hi nahi karna balki ek normal behavior bhi rakhna padega....gharwalon ke samne
dekhte hain................. kya maanu anu ki ummeedon par khara utar payega.................. aur is ishq ki kaalikh se bahar nikalkar jindgi ki dhoop mein chamakega ya nahi
Ye har roz ki anti addiction wali Jung badi safai se dikhai he aapne rocky bhai
Aur Anu shayad jyada he emotionally attracted ho chuki he maanu se.
Aur ant me Maanu akhir wahi chal pada he jaha se sab shuru hua thaeager for what happening next
![]()
Jab pyaar karne wala dhoka deta hai to pyaar nafrat mai badal jata hai
Mohabbat aur jung mai sab jayaj hota hai
Manu ab ritu se badla kase lega wo Rockstar_Rocky bhai batayge







आप सभी के प्यार भरे कमैंट्स के लिए बहुत-बहुत धन्यवाद! आज की अपडेट में मानु और ऋतू का दुबारा से Face-off होगा और आगे की कहानी की पृष्ठ-भूमि भी तय होगी| साथ ही साथ चन्दर और भाभी के जीवन की झलक भी मिलेगी|