- 4,493
- 3,988
- 159
Saare patte saare raaz khul he gaye akhir
Ritika jo Rahul ke paise aur show off ki chakachaundh me dubi he uska roop bahar aaya, Bhabhi jo itne der se Maanu ke pichhe thi uska bhi kaaran pata chala aur manu ne uska kya karna he ye bhi bata diya. Tau ji ko ye shadi mehej ek samaajik rutba badhane ka jariya dikh rahi he, Pitaji ke liye unke bete ka unki baat na manna aur Ritika ki kundli ka dosh ka Kand chhupana ye daga laga to unhone Manu ko ghar se aur jaydaat se nikal diya.
Iss bich 3 log he khamosh rahe, ek Maa jiski khamoshi chubh gayi sabse jyada, 2ri Bhabhi jo kuchh na keh sakti inke bich, 3ri Ritika jo kehti thi "You are only mine!" aur aaj wahi chupchaap dekhti rahi !
Ek member jo yaha kahi nahi dikha wo he Chandar (shayad kisi KAAM Se bahar gaya hoga)
Saket ne dosti nibhayi he hai akhir me bhi, bhale he itne time tak Manu out of contact tha par usne yaari jarur dikhai he
Aur iss sab me agar koi Maanu ko sambhale tha to wo thi Anu madam
Dono ki Jindagi lagbhag ek he jaisi ho gayi he, dono ko unka pyar nahi mila, har jagah bewafai he mili, ghar se bhi thukra diya Maa baap ne, aur kismat he ya sanyog dono he ab ek dusre ka sahara he, jo bina bole samaz gaye ke kya hua tha gaon me.
Literally this story is making its own place in our hearts
Will wait for another update