Abhay yaha padhne aaya hai, aur apne baap ke sawalo ko dhundhane,
Aap logo ke kahne ka matlab hai, mujhe usse footpath par sulate hue dikhana chahiye tha, bhookhe pet 2 ya 3 raate gujarte hue dikhana chahiye tha.
I am sorry brother, but aise bachho ki zindagi do waqt ke khane shundhane me nikal jata hai, Sitara ban kar nahi chamkate.
Kahani agar dhyaan se padhi hogi to zarur pata chala hoga ki, aate hi usne apne gale ki chain bechi, apni padhai start ki aur saath hi saath siber cafe me kaam bhi Kiya, vo aaj bhi sangharsh hi kar raha hai, afsoos aap ki nangi aakhe dekh nahi paa rahi hai,
Sangharsh se jindagi nahi banti, sahi jagah aur sahi raste pe sangharsh karne par banti hai, jo abhi kar raha hai, apni padhai kar ke