Niks96
A professional writer is amateur who didn't quit
- 3,851
- 4,679
- 159
My review for
JAD
by Niks96
Ye kahani mujhe bahot hi passand aayi.
Ek budhe aadmi ne ek naujawaan ke dil mein wo baat bitha diya ke wo naujawaan
ab har saal keise bhi karke apne gaon jata hai taake wo bhi apne jadon se juda rahe.
Sirf ek train ke safar ko ek kahani banake likhna bahot badi baat hai.
Sweet and simple.
very well written and described.
Assal mein jab umar ho jaati hai tab log apne uss jagah ke taraf khud ba khud khinche jaate hein yeh sahi baat hai aur wohi uss uncle ne dikhaya aur kaha.
Lekhak ne issko baakhubi likha aur pesh kiya hai.
all the best for this lovely story.
Sabse pehle to Casinar Sir ko ek baar aur shukriya unke lovely review ke liye.
Asal me ye koi kahani nahi thi ye ek real incident tha jo mere saat hua tha 2014 me...is incident se me kafi prabhavit hua tha aur mene ise us waqt apni dairy me note kiya tha...abhi kuch dino phele diwali ke time safai karte waqt wo dairy mere haat lagi..aur wo incident ek bar fir yaado me taza ho gaya...khuskismati se theek usi time ye story contest chalu tha...to mene socha is contest me ye incident zarur batana chahiye...is trah is rachna ka janam hua.
Last me aapke precious review ke liye ek bar aur apko shukriya kheta hu.
Dhanyewad