Naina
Nain11ster creation... a monter in me
- 31,619
- 92,285
- 304
Story =Anjel Priya
Writer = Rahul
bina soche samjhe kisi pe vishvaas kar lena woh bhi aaj ke jamane mein, iska parinaam kitni ghatak ho sakti hain.... iski stayata ko writer sahab ne kuch sabdo ke jariye hi humare samne pesh ki hain...
Aaj ke jamane mein online friendship aam si baat ho gayi hain... aur mobile mein Internet suvidha hone ke baad iski izaafa badhti hi jaa rahi hai....
online kayi logo friendship ho kar lete hai .. aur yeh friendship kabhi kabhi gahri bhi ho jati hai... lekin iska matlab yeh nahin ki logo pe aankh mud ke vishvaas kare... jab hum samne khade insaan ke mann kya chal raha ye tak jaan nahi pate, yeh toh bahot dur ki baat hai.... priya ne mata pita ke barso ki laad pyar sneh ko pair tale kuchalkar ek anjan se rishta jodne chali gayi... natiza uske samne hai... ushe toh sudhrne ki ek mauka mil gayi par kya har kisiko milti hai... isliye ishe mahaz manoranjan tak simit rakhe toh behtar hain..
Writer sahab ne aaj jamane ki bahot hi mahatvapoorn vishay ko ek kahani ke jariye humare samaks laye uske liye unko tahe dil se Sukriya....
So Rahul ji Brilliant update with awesome writing skills