कहानी- डेथ ऑफ सुपरमैन
रचनाकार-
psychoknight महोदय
बहुत बढ़िया कहानी लिखी है आपने। कहानी अंग्रेजी में है इसलिए ज्यादा लंबी व्याख्या नहीं कर पाएंगे।
सुपरमैन संतु और प्रिया के किरदार को बहुत अच्छे तरीके से पेश किया है आपने। संतु जैसे व्यक्ति के मन मस्तिष्क की सोच और उसके मन का समाज पर प्रभाव भी खूबसूरत ढंग से लिखा है। संतु ने कुटुम्बनगर की जनता के लिए बहुत कार्य किये। संतु ने जाते जाते कुटुम्बनगर की जनता के बीच चेतना जगा गया। एक चाकू की चोट से वो wounded कैसे बन गया ये यकीन करना मुश्किल है।
Thanks Mahi Ji for reading my story. Agar aap dekhe to Santu ek aam admi hai, ye supermanwala kissa to uske dimag ka bhram ya fantasy aap jo vi kaho. Wo man hi man me sochta tha ke wo ek superman hai, wo ud raha hai, darindo ke sath lad raha hai, lekin asal me wo pagawala harkate karta tha. Aap bachche logo ko dekhe honge ke ek lakdi ke tukge ko sword banakar kalpanik rakshas ke sath ladte huye, ye wasa hi kuch hai.
Kudumnagar me wo bachpan se hai, kabhi violent pagal jaisa bartav nehi kiya is liye uha ka resident log use jhelta tha, or pyar bhi karta tha. Sarir se jawan lekin dimag se bachcha Santu ko wo log aapne ilake ka hissa samjhta tha.
Ye kahani bas Santu ke dimag or haquiquat ke beach pendulam ke tarha hilta hua dono taraf ke kissa bayan karta hai, As an example, Superman high rise building ke upad se udd ke chala gaya, jabke reality perspective me log dikha raha hai ke Santu road se jorse doud kar kahi jaa raha hai. Iss liye jab ye story Superman ke perspective se bayan hua to kevler vest or jabke aam logo ki perspective, tab ek purana t-shirt.
Jab chakku, churi chal raha hai, tab Santu apna dimag me soch raha hai ke usse kuch nehi hua, lekin haqiquat me wo lahu luhan ho raha tha.
Main manta hu, agar ye baat humko baad me likhke explain karna padah, or meri kahani se ye spast nehi hua, to ye meri na-kameyabi hai. Mujhe or behetar kosis karne ka jarurat tha.
Aapne itna dharya ke sath mere story padahe, or apna rai bhi jataya, iss liye I am really grateful. Please also excuse me for this poor effort of replying in Hinglish. I hope you will get the meaning of my explanation. To tell you frankly, comments like this are rewarding enough for any writer, irrespective of the result of this contest.