Naik
Well-Known Member
- 21,488
- 77,345
- 258
Dadi paute ki jugalbandi bahot badhiya lagti h
Bahot behtareen zaberdast shaandaar update bhai
Bahot behtareen zaberdast shaandaar update bhai
Thanks दोस्तDadi paute ki jugalbandi bahot badhiya lagti h
Bahot behtareen zaberdast shaandaar update bhai
Bohot bohot shukriya Bhai......daadi hain bari mast baate aise karti hain jaise kee pota na ho ke devar ho.... jawani mein bari shaitan rahi hongi... gaon ke budhhe devar se puchhna parega lagta hain inke karname... are abhi ka tak jhank kar raha hain.... itni jaldi suhaagrat na hone waali hain....
waise shaadi ka mahaul hain ghar mein lekin inke baaki rishtedar abhi tak na aaye... shiva kee bua ka jikra na hua tha intro mein kya iski aur koi rishtedar na hain... ya phir chameli kee mayke se koi na aaya aksar aise mahaul mein nani ke taraf waale badh chadh kar hissa lete hain... wasie bhi shiva bhi toh unhe hi apni nana-nani ya phir mama jaise rishte manta hoga... shankar jee ke aane ke toh chances na hain... jab bete se na mile toh shaadi mein kaise aayenge...
haan gaon mohalle kee aurato aise mamlo mein bari kaam kee aati hain... log ghar bhar dete hain jaise lagta hain kee kitna bara pariwar hain... aksar jinse dushmani bhi hoti hain wo bhi betio kee shaadi mein aa ke haath batate hain... aisa mahaul beto kee shaadi mein na dekhne ko milta hain... sala pata nahin hum larko se ekya dushmani hoti hain... shayad iss wajah se hogi kee betio ko iske baat ghar se vida kar diya jata hain lekin launde toh tiki gaar ke baithe rahte hain... jayenge saale toh marne ke baad hi... bhale hi larko shaadi ke baad gaon chhor kar chale jaye... aksar aisa hota hain... jaisa kee shankar charya jee ne kiya...
khair intertaining laga dadi aur shiva ka banter... shaadi ka intejar hain..
गुरुजी pranam................phir ek baar Khushi jhum utha aapke comment paa kar aur has bhi liya bhai . ......... bohot bohot shukriyaBeraham larki aise mardo ke taango ke beech ke aango pe prahar nahin karte... kam se kam unke hone waale bachho ke baare mein toh soch leti.... thora chhera hee toh hoga na chhir leti... toh launda dene ke gum mein laundiya ko hi shankar jee ne larko jaisa pala hain...
shupriya behenjee lagta hain pehle se hi mardo pe apna pyar barsati aayee hain.... isiliye nishana bilkul sateek baitha hain iss baar..
. ab toh bichara doctor hi bacha paye unki aane waali naslo ko....
... Sala yeh toh principal tak kee value
na karti hain... jharu...
...
toh ab tak reader logis ko chutiya kaat raha tha yeh tharkee shankar aur edi spuriya ne mil ke... very bad...
toh tharkee shankar abhi se apni beti ko jaal mein fasa raha hain..... kamal hain 35 ladko ko randwa bana diya... bhagwan hi bachaye aisi aafat kee pudiya se .... Lekin kaisa baap hain thora bhi ankh mein paani na hain... udhar uska beta ko paiso ke liye sochna parta hain aur idhar yeh beti ke manmani kee purti kar raha hain... bhai kee beti ko rishta ke liye dekh soch kar rahna par raha hain aur yeh paisa baha raha hain... lagta hain jaise bete ko bhool hi gaya hain... aur shivanash toh gaon ko hi apni zindagi maan ke jee raha hain... idhar sahar mein uski ek alag hi family hain jo thath se rah rahi hain... jahan pe isse soch ke chalna parta hain... khair abhi toh base hi bana hain kahani ka...
lovely update mitra...