Update-219
Quote:
"ye ab phhir se bore karegi
"Esha ko 'i love you too'bolkar maine man me socha....
.
City aur hostel ke students ka welcome aur farewell ek hee sath ek hee din hoga, ye sunkar pahle to bahut se city me rahne wale bhadak gaye the...actually bahut se nahi balki mechanical fourth year ke ladko ko chhod diya jaye to sab hee bhadak gaye the aur jiski jitni pahuch thi ,usne apni pahuch ka istemaal karke mere agenda ko meri pahuch se door karne ki koshish ki...khaskar ke CS, IT branch ke ladko ne...kyunki wo nahi chahte the ki unki private property par koyi aur hath dale....lekin main hath dalne ka nahi seedha lund dalne ka soch raha tha ,isliye maine un ladko ko pyar se dhamkaya...jiska nateeza ye hua ki wo super seniors(detainers) ko beech me ghaseet laye aur mamle ko aur bigad diya....
Waise ek hisaab se dekha jaye to waha ke local laundo ka sochana sahi thi,kyunki humare college ke hostel me students nahi jaanwar rahte the aur koyi bhi nahi chahega ki uski manpasand shaam kisi dusare ke karan barbaad ho ,upar se jab dono toliya ek sath baithegi to kisi na kisi topic par vad-vivad to hoga hee aur phhir maar-peet....aur maar-peet me to hum hee jeetane wale the,isliye jaise-jaise farewell ka din karib aa raha tha, college ki aadhi aabadi ka gala sookhta ja raha tha aur main hostel ki chhat par khada hokar yahi soch raha tha ki "BC ,kya power payi hai...jo bola,matlab wo hona hee mangta..."
.
School ke dino me mathematics ke sir ne ek baar sari class se ek sawal puchha tha ki"tumhe paisa chahiye ya power..." tab maine har ek ki tarah paise ke naam par apna hath khada kar diya tha, lekin ab mujhe samajh me aa raha tha ki paisa to sach me hatho ki mail hai, mayne rakhta hai to sirf power....mera aisa manna hai ki power se hum jitna chahe utna paisa bana sakte ho ,lekin paise se jitna chahe utni power nahi paa sakte...ab jyada door na jaate hue mere college ka hee example le lo...mere college me bahut se rahis laundo the, lekin unki itani aaukat nahi thi ki wo mujhse aankh me aankh daal kar baat kar sake...
Power aur paise ke is khel ka sabse bada example ye hai ki ek crore-pati ,jiske paas sau truck hai...wo, kuchh hazar ki tankhwah lene wale S.I. Ko sir kahkar bolta hai yadi kisi karanvash us S.I. Ne us crore-pati ke truck ko rok liya ho to....isliye power aur paise ke is khel me meri taraf se first priority power ko thi, hai aur rahegi.
.
College ke dusare branch walo ne jab detainers ko meri dhamki ke baare me bataya to ,khoon unka bhi jala aur unhone mujhse baat karne ke liye parking me meeting fix ki....
"samajh na be...tere se senior hoon na."
"tujh jaise senior mere yaha rahte hai...yaha..."apne lawde ki taraf ungali dikhate hue maine kaha...
"hostel ka support hai ,isliye jyada udi me rahta hai...lekin main itane saal se is college me padh raha hoon aur tujh jaise bahut ko aate-jate dekha hai...."
"dekha hoga...waise bhi jo itne saal se fail ho raha hai, wo dekhne ke siwa kar bhi kya sakta hai....maine kah diya na ki sab sath milkar maza lootunge..."
"tu hota kaun hai be, ye sab decide karne wala...bose dk..."
"dekh lo...jo sahi lage wahi karo.lekin yadi is saal farewell hoga to sabka ek sath hoga nahi to is saal farewell hee nahi hoga aur yadi tum jaise universal chutiyo ne ye sab karna chaha to main tum paancho ko tumhari hee party se nikal kar marunga aur aisa ghaeetunga ki agwada kaun sa hai,pichhwada kaun sa hai,pahchan nahi paoge...chalta hoon"waha se chalte hue maine kaha..
bahut se logo ne bahut chaha ki maine jo socha hai, wo na ho...lekin finally hua wahi ,jo maine chaha aur meri is chahat ka hostel ke laundo par itna asar pada ki unki khushi ka thikana na raha...Waise maine ye sab hostel ke kisi bhi ek bande se puchh kar nahi kiya tha,lekin phhir bhi hostel ka ek bhi banda is mamle me mere khilad nahi gaya...phhir chahe wo Mahant ho ya kaliya ya phhir unke baklol supporters...
.
"abey bose dk...Aradhna ne hostel aate waqt mera raasta rok liya tha..."room ke andar aate hee Arun bola"kya chal raha hai tum dono ke beech..."
"kuchh nahi chal raha be...dar-asal meri aankhe abhi kuchh din pahle khuli to mujhe ahsaas hua ki mere bench-partners...mere class partners...mere room partners...mere gay-partners yani ki tere aur Saurabh ke paas koyi ladki nahi hai aur main ye sab kar raha hoon....meri aatma ne mujhe us din bahut dhikkara aur kaha ki'Aradhna ko chhod de ,warna tera lund kabhi khada nahi hoga'....isliye maine Aradhna se break up kar liya..."
"apni aatma ki baat sunkar tune break up kiya ya phhir use chod-chod kar tera man bhar gaya tha,isliye..."
"aand mat kha ab tu...mere kahne ka matlab hai mutth chahe baye hath se maro ya daye hath se, niklega to mutth hee na...."
"dekh bhai, main to Kabir ke ghar se hoon ,mujhe in sab moh-maya se koyi matlab nahi...lekin ladki kuchh jyada hee pareshan thi..."
"duniya me sab kabirdas nahi hote ,kuchh surdas bhi hote hai...wo sab chhod aur ye bata ki kya bol rahi thi wo..."
"wo mujhe bol rahi thi ki main tujhe samjhaun ki tu wapas uske paas chala jaye aur wo sab kuchh bhool jayegi...."
"lawda jayega mera...aur yadi wo ,wo sab bhoolegi bhi nahi to mera kya ukhad legi....ab tu is topic se related ek shabd bhi mat bolna ,ek shabd bhi kya ek akshar bhi nahi...."
"hey kabira...tere is jagat me hazaro papi...ek nirdosh main akela...meri raksha karna in dust papiyo se..."bolkar Arun apne khatiye par kooda aur mobile nikalkar facebook me apni videshi girl friend se chatting karne laga.....
.
"kya din bhar laga rahta hai be us chudarri ke sath...gand ke jaisi to shakal hai uski aur sar ke baal itne bekar ki yadi real me chhu loon tu mujhe mirgi maar jaye aur lawa tu usase baat kya karta hai, main to kisi bhi ladki se teen-char messege ke baad baat hee nahi kar pata..."
"chup rah lawda...english me sentence banane me dikkat ho rahi hai..."
"pata nahi lawda kya baat karte rahte ho tum log...lawda mujhe to 'hi'..'where do you live' 'what are you doing' puchhane ke baad samajh hee nahi aata ki aage kya baat karu aur phhir khamkha ,usase choot ki mang kar deta hoon,jiske baad wo mujhe block deti hai....pata nahi mera kya hoga..."
"jo hoga ,bahut hee...bahut hee bura hoga....lawda ishq tum farmao aur naam humara kharab ho..."room me gusse se tamtamate hue Saurabh ghusa aur seedhe mere saamne aakar khada ho gaya"kya chutiyapa macha rakha hai be tune...wo kal ki laundi Aradhna mujhe mere dosto ke saamne rok kar kahti hai ki maine ,tujhe bhadkaya hai ki tu use chhod de..."
"chal be...aisa wo bol hee nahi sakti...usme itni himmat hee kaha."
"beta,khidki se neeche jhak...hostel ke bahar wali road par khadi thi,jab main andar aa raha tha to...ab pata nahi hai ya nahi..."
"iski maa ki jai...ise daura to nahi pad raha...."Aradhna ko road se hostel ki taraf aate dekh main bauchakka rah gaya....kyunki jaha tak meri yaddasht jati hai,uske hisab se is hostel me 20-22 saal pahle sirf ek hee ladki aayi thi aur buri tarah chud kar gayi thi....lekin abhi filhal main isliye nahi ghabra raha tha ki Aradhna ke sath mujhe wahi sab kuchh hone ka dar tha, jo 20-22 saal pahle us ladki ke sath hua tha...balki isliye kyunki yadi Aradhna by chance hostel me ghus gayi to bahut bada hungama khada ho jayega....isliye maine Saurabh se kaha...
"tu jaa aur use wapas bhej de..."
"apun nahi jaane wala ,kisi aur ko pakad..."
"Arun ,tu ja..."
"chus..."
"ja na be jaldi...warna wo andar ghus jayegi..."
"chus..."
"jaldi ja...yadi tu abhi gaya to phhir main farewell ke din tujhe apna dunga.....matlab blazer dunga..."
"ghus... lekin tu ab itna bol raha hai to chala jata hoon..."bolkar Arun utha aur blazer ke badle mera kaam karne ke liye maan gaya....
"usase bolega kya..."
"no idea...tu bata kya bolne ka hai usko..."
"tu....hmmm...."sochate hue maine kaha "tu use bol dena ki hum dono gay hai aur ek-dusare ke sath zindagi bhar sath rahne ka faisala kar chuke hai...isliye ab wo humari gay-life me interfere na kare....ye sahi rahega...jaa bol de,jaldi ja...lawde ke baal jaana ,yaha khada kyun hai..."
"wah beta...yadi ye gay wali baat...jo main use abhi kahunga...wo usne college me kisi ke saamne bak diya to...."
"to kisi aur ka naam le lena...kisi ka bhi..."
"kaliya ka naam le loon..."
"bahut mazak sujh raha hai ,tujhe is waqt.... "
"to phhir tu hee bata kya bolu...."
"tu ek kaam kar tu use jakar bol de ki Arman khud se khud ki maar raha hai...matlab wo self-gay hai....bose dk, tujhse hona-vona kuchh nahi faltu me mera time khoti kar raha hai....gand mara tu,Saurabh se ,isi ke layak hai tu aur aaj ke baad yadi tune mera blazer ki taraf aankh uthakar bhi dekha to tere aankh me mutth mar dunga....main hee jata hoon aur use khaded kar aata hoon..."
"tu to dil pe le gaya...main to mazak kar raha tha.tu blazer nikal ke rakh...main do minute me uska kaam tamam karke aata hoon..."
_____________________