Naina
Nain11ster creation... a monter in me
- 31,619
- 92,285
- 304
Kya khub likh rahe hai aap..... fabulous..
Brilliant update Immo ji..... Great going...

Thanx venom BhaiSuperb starting immo agle update ki waiting
Sukriya Neo biraadarMere alias for new thread
Kaise original hai mera jise ishtory ke baare Mai hi pata nhi haiupdate acha tha, par ek confusion h, jo year 2040 likha h, vo sahi likha h ya galat h
Sukriya Kirti ji apke bahumulya review ke liyeCongrats for new story sir ji
First update was awesome. aryan ka character kafi lga rich family se belong krta h shayad lekin us mein ghamand zara bhi nhi hai baki toh story jaise jaise age badhegi pta chal jayega
Sukriya blue Bhaimacchi...
for the new thread immo bhai..
Nice updateUpdate 2
At Aryan's house
"Good morning uncle , good morning aunty" ek three seater sofe par Aryan ke dad mom aur bich Mai Aryan baithe hue the , aur inke dono taraf Annie aur Ronny baithe the single seater sofe par Aryan ke Ghar mai. Kal ke kahe anusaar Ronny aur Annie aaj Sunday ko Aryan ke Ghar par Aaye hue the , aur samne Aryan ke mom dad ko baithe Dekha toh greetings karte hue baithe gaye ye dono .
"Haan to Aryan ab koi subh mahurat ka wait Kar Raha hai kya , jaldi se aur Jaise bhi tujhe pata hai wo love story suna " thodi der chup rehne ke baad Ronny apni curiosity rok Nahi paya aur usne puch hi liya jiske liye wo log Aaye the.
Kal se hi Annie aur Ronny dono bohat exited the is love story ke baare mai janne ke liye , dono Raat bhar yahi sochte rahe ki Aisa kya is story mai jo Aryan jaise deep thoughts rakhne wale writer ke liye bhi likhna muskil hai , Kuch toh khas hai isme , Jaise taise din bita , raat gujari aur ab Ronny ki sahan sakti jawab de gayi aur usne puch hi liya.
"Actually ye story mai nhi mare dad sunayenge" Aryan ne Apne dad ki taraf dekhte hue Kaha .
Kal saam ko hi Aryan ne Apne dad se baat Kar li thi annual function ke baare aur request ki is love story ko Apne friends ke sath share Karne ki . Aryan ke dad usse bohat jyada pyar karte the aur usme apna bachapan dekhte the , reason ye tha ki wo Apne bachpan ko Kabhi jee hi Nahi paye unhe pata hi nhi tha ki bachapan kitna khubsurt hota hai, unhone Kabhi Kisi cheez ke liye Aryan ko manaa nhi Kiya tha, toh Apne Bache ki is request ko wo bhala Kaise manaa Kar sakte the.
"Ok bachho ab mere bete ne request ki toh mujhe use Pura to Karna hi hai , Aryan ke dad ne Aryan ke baalo ko sehlate hue Kaha .
"Lekin usss pehle ek baat batao …" isse pehle ki Aryan ke dad aage Kuch bolte usse pehle Ronny jhatke se khada hua aur unke pair pakad liye .
"Bas uncle ab aur suspense create mat Karo aur jaldi suru Karo is love story ko , ye Dekho meri heartbeat kitni badhi hui hai " Ronny ki is harkat se sab ek dam chounk gaye aur fir sab ek sath hasne lage .
"Are Mai toh ye keh raha tha ki story First person sunoge ya 3rd person " , Aryan ke dad ne Ronny ko uthate hue Kaha .
"Aap bas suru Kar do uncle " Ronny ne apni seat par baithate hue Kaha .
"Theek hai but story suru Karne se pehle ek baat dhyan se suno " Aryan ke dad ne fir bolna suru Kiya , aur Ronny ne apna sir pit liya .
"Story ko samajhna hai toh dhyan se sun aur bich Mai mat boliyo Kuch " ye baat Aryan ne Kahi jab Ronny ko apna sir pit-te hue Dekha .
"Agar do Dil Milne ke liye bane hai , toh chahe Kitna bhi lamba intezaar kyu na ho ,chahe kitni bhi lambi doori kyu na ho , wo koi mayne nahi rakhte , humne bhale hi tay Kar liya ho , hum apni zindgi kiske sath bitayenge, lekin asal Mai hum apni zindgi jiske sath bitane wale hai , uska faisla koi taqdeer nhi Karti , ye hota hai Pure Love Jise log Magic Bolte hai and this is something unforgettable" ye bolne ke baad Aryan ke dad ne story suna-ni suru ki .
Aap ne toh surprise kr diya yha toh hm soch rhe the ki aryan main character hoga lekin woh side character nikla acha hua aap ne phle hi bta diyaSukriya Kirti ji apke bahumulya review ke liye
Aryan se jyada expect mat Karna wo story Ka main character nhi hai .
Update posted, thoda chhota hai update adjust Kar Lena kal se bade update dunga.
Update 2