• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Anutha prem kahani

aalu

Well-Known Member
3,073
13,048
143
chhatwa adyaya shuru hua ek confectionary store se... rahul yehan pe hi kaam karta hain lekin uske maalik usse naukar nahin balki ek bete jaisa mante hain... na hi wo balki unka pura pariwar... saath khana,,, baate karna uski parwah karna... sarda devi jaisi ek maa... samar aur ratna jaisi bhaiya bhabhi..

***
kya rahul anath hain agar yeh wastawiikta hain phir bhi yeh jhooth hain... akhir itni parwah karne waala pariwar ke hote hue koi anath kaise ho shakta hain... saas bahu mein nok jhonk hoti hain lekin wo bhi ek maa beti jaisa pyar barkrar hain unke beech...

***
kahani ab dheere dheere khulti jaa rahi hain... kirdaro ke prisht bhoomi lagbhag tayaar ho chuki hain.. dekhte hain wo accident waali aurat jiske liye rahul itna chintit hain kya wo wajeeb tha... kya wakai mein uska pati nirmohi nishthur tha ya phir uske profession ne usse aisa bana dia... khair dekhte hain aage kee kahani..

***
 
aalu

Well-Known Member
3,073
13,048
143
mr. baldev ek pita kee tarah putra kee parwah karte hain,,, chahte hain wo unka waaris bane,,, lekin shaan ke alag sapne hain... kya wakai game banana uska passion hain ya phir wo udhar bas tafri marne hi jata hain... khair swabhaw se toh sanjeeda maloom hota hain... ab umar ke iss parav pe aksar insan ko rebelious hone ka junoon sawar hota hain... thora bandhano se mukt hone kee triv ikchha...

***
bado ka har chhoti baat pe jo chhoti umra tak tokne kee aadat hoti hain chahe wo parwah se hi kyun na ho... wo bhi pareshan karti hain... wo josh duniya jeet lenge,, hum kuchh bhi kar shakte hain,, yahee toh umar hoti hain sambhalne sudharne bigarne kee... mata pita ko strict hona chahiye lekin ek dayre se thori doori se najar bana ke... parwah kare lekin pata na chalne de..

***
khair mr. and mrs.. baldev toh thandi mein garam ho rahe hin... ab deal se pehle freshness bhi jaroori hain... keeping the machine running...

****
khair yeh rabha kant bhasya ka kya chakkar hain... ek upanyaskar ek aise jarjar halat mein rah raha hain... ek kahani iss kahani ke bhitar hi chhipi hain...
***
 
jayantaDS

Aao kabhi haveli pe
475
1,858
124

Aapke comment se bahar aage sirji .........gustakhi maaf nirmohi shabd aapke lekhan se churane wala hoon.......is prerna ke liye naman aapko......🙏🙏🙏
 
jayantaDS

Aao kabhi haveli pe
475
1,858
124
mr. baldev ek pita kee tarah putra kee parwah karte hain,,, chahte hain wo unka waaris bane,,, lekin shaan ke alag sapne hain... kya wakai game banana uska passion hain ya phir wo udhar bas tafri marne hi jata hain... khair swabhaw se toh sanjeeda maloom hota hain... ab umar ke iss parav pe aksar insan ko rebelious hone ka junoon sawar hota hain... thora bandhano se mukt hone kee triv ikchha...

***
bado ka har chhoti baat pe jo chhoti umra tak tokne kee aadat hoti hain chahe wo parwah se hi kyun na ho... wo bhi pareshan karti hain... wo josh duniya jeet lenge,, hum kuchh bhi kar shakte hain,, yahee toh umar hoti hain sambhalne sudharne bigarne kee... mata pita ko strict hona chahiye lekin ek dayre se thori doori se najar bana ke... parwah kare lekin pata na chalne de..

***
khair mr. and mrs.. baldev toh thandi mein garam ho rahe hin... ab deal se pehle freshness bhi jaroori hain... keeping the machine running...

****
khair yeh rabha kant bhasya ka kya chakkar hain... ek upanyaskar ek aise jarjar halat mein rah raha hain... ek kahani iss kahani ke bhitar hi chhipi hain...
***
Insaani fiddrat ka kuch kaha nehi jaa sakta kabhi bhi mood me aa jate 😃😃😃 support ke liye bohot bohot dhanyawad sir ji..............ab kaya kahu wordless........
 
Last edited:

jayantaDS

Aao kabhi haveli pe
475
1,858
124
Congrats for the new thread.story abhi tak suspense se bahara hua he..shan hero ya Rahul hero me confuse hnu.Amazing story keep updating keep entertaining.
Support ke liye thank you mahodoy.........jaldi hi khulasa hoga.......hero ek hi banega..........bas puri Kashish ke saath entertain karne me lga hoon....
 
Villain1825

its villain
636
2,368
123
ᔑᑌᑭᗴᖇᗷᗷᗷᗷ update bhidu
 
Top