- 641
- 4,541
- 124
JADUI PARIVAAR
Main Chuddakad
Main Chuddakad
I NDEX
Last edited:
I NDEX
Abby ki suhagrat nahi hogi, karan ab bhi samiksha ke bare me soch raha haiUPDATE 33
Kharad apne abhedya singhaasan par baitha tha, uske chaaron taraf laal sangmarmar ki diwaaren thi. Uske laal rang ke reshmi vastra hawa mein lahra rahe the jaise koi ugra andhi. Uske haath mein ek chamakdaar chaandi ka pyaala tha, jise vo lagatar mod raha tha, ek chidchidaapan uski har harakat mein jhalak raha tha.
Kharad apne vishalkay sinhasan par baitha tha. Apne aas pass ho rahi baato se vo khasa khush nahi tha. Usne ek najar Apne pass baithe insaan par daali. Vo safed shubhra kapde pahan vaha par baitha hua tha. Uske haav bhav me puri shantata bhari hui thi.
Sujaan jo ki har vakt darr hua Kharad ke pass khada usi aadmi ke taraf dekh raha tha. Phir usne Samiksha yaani Tripti ki taraf dekha. Tripti ke chehre par Achanak se chinta ke bhav dekh use aascharya hua.
Tripti ke chehre par kisi bhavnao ka hona ek aascharya hi tha.
Use samajh nahi aa raha tha ki Kharad kya karne vaala hai.
Kharad ne jaise najar Sujaan ki taraf ki najar karke khada tha.
"Ye khabar pakki hai, mere Sutra kabhi galat nahi hote."
Tripti ne vaha par khade hote hue najar Sujaan se Sachet par ghumayi. Vo kuch bolna chahti thi lekin chup rahi ye dekh Sachet ne tripti ki taraf dekha.
"To thik hai, Sukant tha tab tak main chup tha, lekin mere khilaf jaa kar usne jaan gavayi to uske gaav vaalo ka bhi vahi hashra hoga."
Kharad ne Bina koi bhav dikhate hue ye baat kahi.
"Lekin Maharaj, Aap ko vaha jaana jaruri nahi hai, oziro Is kaam me bhej dijiye." Phir se bolte hue Sachet ne usne tripti ki taraf dekha Tripti kuch samajh nahi paayi.
" Nahi Sachet me ye mauke ko hath se jaane nahi de sakta, shayad vaha par Kamal ho."
" Ye to phir achhi baat rahegi 10-15 ozir bhejdo har ek ozir ke hajaro ozor unhe maut ke ghat utar kar aayenge."
Kharad ne aankhe dikhate hue sachet se puchha.
"Sachet, in sab me, tumhari baat main samajh nahi paa raha, duniya ka sabse buddhiman vyakti kahlate ho to tum ye jaante hi hoge ki dushman ko kabhi bhi kamjori me maarna chahiye abhi Kamal kamjor hai, main use bada khatra nahi hone de sakta."
" Tarif ke liye shukriya, main aapki baat se sahamat hu ki dushman ko pahle hi maar Dena chahiye lekin vaha par ek aur khatra hai jiska hame abhi bhi andaja nahi hai, jo ki samudra."
Kharad Sachet ki baato ko samajh nahi paa Raha tha Jisase sawaliya najaro se usne Sachet ko dekha use shak tha ki Sachet ki koi apni yojana bana raha hai.
Sachet ne bhi apni thuk gitak liya.
"Maharaj us samundra me koi danav hai, Jiska sirf unhe hi nahi hame bhi khatra hai, kyu ki uski shaktiyo ka andaja ab tak koi laga nahi paya. Isliye hame kadam fuk fuk kar lene chahiye."
___________
Meri kahi gyi baato se vo darr gayi, Sulochana ji ki aankhe Puri tarah khuli ki khuli thi.
is darr me bhi unke niche se gile hone ka ahsas mujhe hua. Mera hath jo aag ugal raha tha vo shant ho gaya lekin usme badi badi lakire bani hui thi. Jaise sukhi jamin me se bani lakire laava ugal rahi ho aur ho thanda hokar phirse sadharn hath ki tarah ban gaya.
Ye dekh darrna swabhavik tha.
Mene apna hath niche kiya..
Sulochanaji ki saanse tej chal rahi thi unki dhadkan rukne ka naam nahi le rahi thi. unke bade gol matol labj pasine ki vajah se tej laal rang me chamak rahe the.
Maine apna muh unke pass le jaakar dhire se vinti karte hue kaha.
"Aap samjhti kyu nahi hai, vo dono se main behad pyar karta hu, Ye baate aap samajh nahi payegi, jaanta hu phir bhi main chahta hu ki aap ye baat samjhe."
Kamal ki baat par vo kya pratikriya de unhe samajh nahi aa raha tha. Ek apne bete ki umra ka ladka is tarah unhe diwar me daboche hue, apni do do girlfriend hone ki baat kar raha hai, ye sab hone ke baad bhi vo apni aankho se Kamal ki aankho me dekhne lagi.
Tabhi Kamal ne jibh ko unke hothho par lagakar chatate hue juban andar daal di aur hothhoko chumne laga. Kamal ne der naa karte hue apna muh Sulochanaji ke muh me daal Diya. un aankho me kabhi Mamta dikhayi deti thi usime Kamal ne dekha.
Is tarah ke Mere bartav se unki aankhe badi ho gayi lekin is baar darr se nahi aascharya se. Vo mujhe rok paati tab tak mera pura bhar unke sharir par Daal Diya mere ghutne ab diwar se lage hue the aur vo bich me unke roedar sharir dabne laga.
Saree jo pasine ki vajah se halki si mitti ki tarah khusbu de rahi thi. vahi thandi me dhage se bani patli si blanket ki seyk(सेक/Warmth)aur thoda sa thandapan bhi de rahi thi.
Meri juban unki jibh se ragadte hue andar he ghum rahi thi unhone mujhe phirse dhakelne ki koshish ki lekin is baar Mera hath unki nangi kamar tha, jisase mene unhe jor se Kass liya.
Jald hi unhe chhod kar muh unki sanson me daalkar bola jisase mere saanse unhe apne chehre par mahsoos ho rahi thi.
"Vo dono aapki bahu hai, aur abhi jo hua isase mujhe nahi lagta unhe koi aapatti hogi."
Sulochanaji meri aankho me dekh haa me sar hila diya lekin unhe samajh nahi aaya ki abhi kya hua tha.
___________
Ek darindgi bhari duniya me shaks ghum raha tha.Aas pass sirf aag aur lava hi tha.
Dur dur tak aag ki chamak ke siva kuch nahi dikhayi de raha.
Vo insaan dhire dhire pair barabar maapte hue rakhkar aage badhne laga.
Tabhi saamne se ek ozir aaya,
jiska chehara jo jyada tr baar aag ki lapto ki tarah dikhta tha vo ab yaha laal rang ka dikh raha tha.
Uski aankhe pass bani lakiro jo gaddo ki tarah thi vaha se lava tapak raha tha. Jise koi chu le to jal jaye.
"Kaise aana hua, aap ko pata hai naa yaha agar aap kisi ozor ke hath lag gaye to aapke pichvade lava bhar dega."
"Haa pata hai, aise hi tum logo ek nayi prajati thodi bana di, jo ki aaj tum par raaj kar ti hai. Hawas kya din dikhati hai sabko pata hai."
Ozir ne aankhe unchi ki, jo puri tarah laal pahle se thi.
"Tum bhul rahe ho ki main ek ozir hu mere pass hajar ozor hai jo mere kahne par kuch bhi karenge, aur tum ye mat bhulo ki tum bhi vahi prajati ho jise hamare purvajo ne banaya hai."
"Bilkul nahi, lekin purvajo ke jo benam hai use roshan karna padega."
Vo insaan apni hi baato par muskuraya.
"Baate mat ghumao aur ye batao ki Kharad ko kya patti padhai hai tumne, tum ham ozors ko khatam karvane pe tule hue ho."
"Nahi aisa bilkul nahi hai, main to kuch aage ki soch raha hu, main nahi chahta ki Kharad Karan ki jaan le agar use pata chala ki vaha Karan Raja hai to vo jarur jaan lene pahuch jayega uski chhamiya ke liye."
"To ye sab sirf ...kya kaha 'karan', haa use jinda rakhne ke liye kar rahe ho, lekin tum nahi jaante ki ghor prajati takatvar hogi lekin ozors itni yudhha me kushal nahi hai, yehi hamari jindagi hai darindgi. Tumhari jo bhi mahatvakanksha hai uske badle ham ye rajya phirse Pritam jaiso ke hath nahi jaane de sakte."
______
Amrita aur Ashu ne jab hame bahar se aate hue dekha to unki aankhe bata rahi thi ki unhe kuch to pata hai. Amrita utni hoshiyar to thi hi ye baat mujhe jabki pata chal gayi thi. Aur upar se Ashu ne shayad Sulochanaji ke chehre se andaja laga diya tha ki kya hua hai.
Sulochanaji unke pass aate hi Ashu aur Amrita ke gale mili.
Amrita meri taraf dekh muskurai main muskan matlab Puri tarah samajh nahi paaya.
"Ab meri dono bahue yaha hai, main bass ek insaan ke liye bachake rakhti hu,bhalehi use yaad naa aaye ghar ki." meri taraf ishara karte hue kaha. Maine sar muskurate hue niche kar Diya.
"Uski koi jarurat nahi hai." Ashu ne kaha.
"Kya jarurat nahi hai, yaa tum dono ka mere liye khana banane ka man nahi, tum dono ko bhuk naa ho, par mujhe hai, aur mujhe bhi to dekhna hai ki meri bahu kitni sushil hai."
Sulochanaji ki baat par dono sab log muskuraye. Sulochanaji ke pass sunny ki tarah kisi ko bhi jald hi apne sath sahaj banane ka gun tha. Upar se vo Ashu ko jaanti thi bass aaj hi vo unke liye bahu ban gayi.
" To thik hai , aaj aap dekhenge ki aapke beteki pasand kaisi hai." Ashu itna bolte hue odhani ko kamar se bandh liya.
Kuch der baad dono hath dhokar kitchen me chali gayi.
Main aur Sulochanaji bahar reh gaye.
Ashu puri lagan se khana bana rahi thi aur uska sath Amrita de rhi thi. Amrita ko ghar ke kaamo me itna interest nahi tha Ashu ko ye baat Amrita ne batayi hui thi. phir bhi
vo sulochanaji ke liye ye sab kar rahi thi.
Kuch der baad khana bana aur ham sab khana khane lage.
"Divya ka kya karenge." Sulochanaji ne hamari taraf dekhte hue kaha.
Maine Amrita aur Ashu ki taraf dekha aur phir sulochanaji ki taraf dekhte hue bola.
"Vo abhi samajh nahi payegi vakt aane par main use bata dunga."
"Main bhi kaha samajh paayi lekin in sab me tum khushi hai to main bhi khush hu."
"Dahi ki chatni chakhiye, aap ko pasand aayegi." Ashu ne paroste hue kaha. Vo behad khush thi.
Amrita bhi is baat par khush hui.
Khaane khane ke baad.
Ham sab kamre baithe hue the Sunny ki chije dekh rahe the. Main meri aur Sunny ki dosti ki kahani suna raha tha.
Baate batate batate achanak mere shabd niklne band ho gaya aur vahi rone laga.
Ye Sulochanaji bhi mere sine se lag kar rone lagi.
Ashu ne hame paani laakar diya.
Amrita ne Sulochnaji ke pass jaakar unka hath pakada.
"Aap ka beta jaha bhi hai khush hai, ye jaanakar ki vo jin logo se pyar karta hai Vo bhi ek dusre jaan lutate hai."
Sulochanaji Amrita ki baat se uski taraf dekhne lagi.
Kuch der aise hi sab kuch shant raha.
Kuch der baad Sulochanaji boli.
"Tum dono Aaj raat yahi rukogi main koi Karan Divya ko bata dungi, aur Kamal ko yaha dekh mujhe nahi lagta jyada sawal karegi."
kuch der baad main aur Sulochanaji akele the.
" Hame ye sab nahi karna chahiye, tumne jo kiya vo galat Kiya tha ham isase Sunny ko dhoka de rahe hai, vo dono bahut achhi ladkiya hai."
itna kahkar vo vaha se chali gayi.
__________
Ek aalishan kamre me palang saja hua tha. naye kapde pahnke sare kapade badal kar ek aurat kamre me aayi Shanti se baithe us mard ki taraf dekha.
"Karan"
"Hhh?"
Abby jaakar uske pass baith gayi, malham patti lage us sharir ko vo dekha.
"ab ham pati patni hai."
Karan ne Abby ke shabdo par mudkar dekha. Abby ki aavaj me ab darr tha.
"Tum galat mat samjhna, lekin tumhari bhi koi jarurate hogi, main agar use pura kar pau to mujhe khushi hogi."
"Abby, udhar mat...." Karan ne Abby se nirasha jata pata, tabhi use bich me kaatate hue.
"Karan mene bhi apno ko khoya hai, Aur main Samiksha ki jagah nahi Lena chahti bass thodi si jagah mere liyo ho."
achanak uthakar najar pherte hue Karan gusse se bahar jaane hi vaala tha.
" Jaao karan jao, tumhe bass apna pyar dikhta hai dusro ka nahi. Jaise Dukh to bass tumhe hi hota hai, mene bhi apno ko khoya hai karan."
Karan ne apni najar niche ki aur idhar udhar dekha Abby ki aankho me aansu the, Abby ke pass aakar use dhire se bola.
"Abby mujhe maaf kar do, Main samajhta hu ki tum par kya bit rahi hai, main nahi samjhunga to kon samjhega,ki is duniya me koi apna hai aur vo chala jaye to kaisa lagata hai."
Abby jiski aankhe gili ho chuki thi usne apni baho ko khol Karan ko sine se laga liya.
Apni saans karan ke baalo me chhodte hue halke se aansu ponchne lagi.
"Karan, main ye nahi kahungi ki tumhe ek achha pati bankar rahana hai, bass ham ek dost ki tarah ek dusre ki jarurat puri kar sakte hai."
Karan Abby se alag hua aur shanti se Abby ki taraf dekh.
"Tumhe pata hai tum behad khubsurat ho,
Tumhe har ek chij koi bhi de sakta hai jo main nahi de sakta.... pyaar,khushi ..sabkuch."
"Lekin mujhe bass tumhari jarurat hai, mujhe bass isi se khushi milegi ki tumhara dard kam kar pau."
Abby ne Karan ke ghavo par halke se hath phirate hue kaha.
"Nahi kar sakti."
"Shayad nahi, lekin mujhe thodi si bhi madat kar pau vo mere liye bahut hai."
"Mera dard tum samjh nahi sakti."
"Dekh sakti hu, kisi insaan ki chhati me talwar ghus jaaye aur uske sine me dard talwar se naa ho ye main dekh sakti hu."
Karan ne apni chhati se Abby ka hath hatakar apne apna sar Abby ki taraf kiya. Abby ka bachpan se dekhte aa raha chanchal chehra dekh muskuraya.
"Main tumhare layak nahi hu, tumhara pyar behad niswarth hai, Tum mere dard ko mitana chahati ho jisase khud tumhe taklif hogi."
Abby ne kuch bolna chaha lekin uske mulayam hothho par Karan ne ungliya rakh di.
" Samiksha jabse meri jindagi se gayab hui hai, jabse is baat ka ahsaas hua hai ki , jis chij ko sabse kimati maanta tha vo ab nahi raha, tabse jitni bhi taklif hui,vo mere liye ek ishwari ka diya hua... vardan hai, vo ab mere liye khudse jyada kimati ho chuka hai, ab ise bhi khona nahi chahata, kyoki mujhe pata hai ki main 'use' kho dunga, jo ki meri jindagi thi aur rahegi."
Pasand aaye to like kar dena. Story ke baare me kya khayal hai ye bata dijiye.
OkUpdate Aaj raat ko aayegi.
Badi hogi , kyuki iske baad update sidhe 24 ko aayegi. Tab Tak main busy hu. Exam hai 2 nd group ke.