• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Meri Behen Ek STRIPPER (XForum Exclusive)

Ye Kahani aapko pasand aa rahi hai?

  • Ha

    Votes: 120 94.5%
  • Na

    Votes: 7 5.5%

  • Total voters
    127
  • Poll closed .

Rajesh

Well-Known Member
3,576
7,996
158
UPDATE 39

Recap -

Tabhi meri wrist par ek bar aur vibration hua aur saath hi ek red light blink hui.


Ab aage -

Ye red light signal tha update ka, mene nazre idher-udher ghumai aur jab sure ho gaya koi nahi dekh raha to to watch ke side ka button press kiya jise uske neeche ka ek small portion open hua jisme do micro earbuds the.

Mene wo earbuds turant nikale aur kano me laga liya, aur watch ke dusri side wala button press kar diya, aur connection establish hone ka wait karne laga.

Kuch waqt baad connection establish ho gaya.

RANDHIR AHLAWAT
Kuch mat bolna, hame sure karne do ki channel secure he

Connetion hone ke saath hi randhir ne bola.

Kuch der me kuch nahi bola, bas aas-paas dekhta raha ki koi mujhe dekh to nahi raha aur saath hi ajeeb si aawaze sunta raha shayad wo log conncection securtity test kar rahe the.

Thodi de bad Randhir ki aawaz fir aai.

RANDHIR AHLAWAT
Ab sab secure he, Update?

Mene Randhir ko sari update di, jo mujhe pata chala, aur jo mujhe laga.

RANDHIR AHLAWAT
Tum is waqt kis jagah par ho?

Mene use apni location batlai. Meri baat sunkar Randhir se kisi se map mangwaya, aur audio mute kardi, mujhe samaj nahi aaya ki akhir ye log aage ka kya plan kar rahe.

RANDHIR AHLAWAT
Raj, tum sure ho ki main control centre wohi he koi aur nahi?

Mene ‘hmm’ karke hami bhari.

RANDHIR AHLAWAT
Okay, aur us door par kis tarah ka lock laga he, thoda deatils me batao.

Mene usnhe apni taraf se us lock ka best description diya. Mere discription sunne ke baad unhone audio fir se mute kardi.

RANDHIR AHLAWAT
Raj, tumhare description ke mutabik wo “M” series lock model he, jo market me nahi milte wo especially customize karaye jate he, hum apni taraf se puri kosis karenge tumhe kuch help karsake us control centre ke ander jane me, par possibility kam he kyuki wo hamare domain ke bahar ki baat he, Raj ab tumhe hi kisi tarah uske ander jane hoga, malum he kehena aasan he ye par karna mushkil, par hum bhi mazboor he isliye tumhe hi koi rasta khozna hoga.

Mene Randhir ki baate sunker thanda pad gaya, kyuki jab ye log to is kaam me expert he mujhe help nahi kar pa rahe to bhale me kaise ye kar sakta hu.

Me Randhir ki baat sunkar kuch waqt chup sa ho gaya.

RANDHIR AHLAWAT
Raj...Raj...tum Sun rahe ho?

Randhir ke lagatar mujhe bulane se me apne vicharo ki shrankhala se bahar aaya.

ME:
Ji me sun raha hu

RANDHIR AHLAWAT
Okay, abhi hamne apne agents se pata lagaya he Raka is waqt Iran me he, aur teen dino me wo India aa jayega aur agar tumhara andaza sahi he jo 99.99% Sahi lag raha he to wo seedha Club me jayega. To hamare pass sirf teen din he Raj, to hame kisi bhi tarah hame us control centre ka access do

Mene ‘hmm’ karke apne sehmati batai.

RANDHIR AHLAWAT
Nervous mat ho Raj, thodi himat se kaam lo, sanso pe kabu karo aur ab mera plan thoda dhyan se suno.

Randhir se dhnadas bandhne par meri thodi himat badhi, dubte ko kya chahiye tinka aur mujhe to ek pura support system mila tha, kher mene apne dar ko kabu me kiya aur Randhir ka plan sunne laga.

RANDHIR AHLAWAT
Dekho Raj, jis din Raka club me aayega use ek din phele hi meri team club ko ghe legi, jaise hi Raka club me enter karega uske kuch waqt baad hi hum club par attack kar denge, uske baad koi bhi club se bahar nahi ja sakta

Randhir ke plan se me chonk gaya, kyuki agar koi club se bahar nahi ja sakta to fir me aur Aanchu kaise bahar jayenge.

ME:
Lekin fir hum...

Wo meri baat samaj gaya.

RANDHIR AHLAWAT
Chinta mat karo uska bhi plan kiya he hamne, tum jaha is wqt khade ho uske left me ek darwaza he

Mene apni left aur mudkar dekha, waha wohi darwaza tha jise neeche basement me jaya jata tha.

Mene ‘haa’ me use bataya.

RANDHIR AHLAWAT
Tum us darwaze se neeche basement me ponch jaoge, basement ke corridor ko paar karke tumhe right me ek purana darwaza dikhega, jo is waqt lock he, par kal tak tumhe uski chabi mil jayegi, us darwaze ko kholker seedhio se tum neeche chale jana aur fir se tum ek basement me ponch jaoge, us basement ke bilkul samne tumhe ek aur door dikhega jise kholker tum ek gufa me ponch jaoge. Us gufa ko par karte hi tum ek jungli ilake me ponch jaoge, jaha se tumhe rescue kar liya jayega.

Randhir ne eek hi sans me sara roadmap bata diya.

RANDHIR AHLAWAT
To us din Raka ke enter karte hi hum tumhe watch par signal bhej denge ki hum attack karne wale he. Aur jaise hi disra signal, jo attack se bilkul pehele ka hoga tumhe mile, apni behen ko lekar jo rasta mene bataya se usi taraf dod padna. Samjhe?

Me “hmm” bolker jata diya ki me samaj gaya.

Bolne ko to mene bol diya tha ki me samaj gaya, par ander se dar se bura haal tha, theory me sab kuh acha lag raha tha, par jab practical ki baat aati aur kahi 1% unch-neech ho jati to uska parinaam behad khatarnak hota.

RANDHIR AHLAWAT
Raj, sara plan timhe pata chal hi gaya he, bas is puzzle ka final piece us control centre ke ander entry he jis me hum cha kar bhi help nahi kar sakte, to mere dost usme entry kaise karni he ye tumhe hi sochna hoga aur wo bhi jald hi, ek bar tumne control centre ka access hame diya bas baki ka kaam hamara raha. Okay, take care baad me baat karte he.

Randhir ne ye bolker connection kat diya, aur chhod diya us data centre ki entry jaise pahad kaam mere uper aur eek teen din ki deadline.

Randhir se baat karke me soch me padh gaya ki kaise us data centre me entry mili, in sabke socho ke beech mujhe pata hi nahi chala ki club kab open hue aur guest kab aaye.

Jab hosh sa aaya to paya bahut se guest aa chuke the, aur waitresses unhe server kar rahi thi, guards ne bhi apni positions le li thi.

Mene ek bar fir se us data centre hi aur dekha ki kahi usme jane ka koi dusra rasta ho par kuch nahi dikha, bas do hi ratse the ya to gate se ya uski deewar JCB se todkar.

Abhi me ye soch vichar kar raha tha ki, Jonny ka ek chele mere paas aaya aur bola ki Jonny se saath chalna se.

Me jana nahi chata tha, kyuki mere paas time behad kam tha par uske saat jane se inkar bhi nahi kar sakta tha, to man mar kar Jonny se saath nikal pada.


To be continued...

Update 39 de diya mitro, Comments karke apne vichar zaroor de...Keep Supporting
[/QU


Bhai week me 1 update bol ke to gayab hi ho gaye

Itne mahine baad update diye ho
Upar se apne zuban se mukar bhi gaye ye kya hai bro

Aisa Thodi na chalta hai

Aga koi problem hai to batado
Pehle problem solve karlo fir itminaan se update do

Ek update de ke 6 mahine gayab hi ho jate ho ye achhi baat nahi hai bhai
 

Dangi

New Member
47
118
33
Bhai week me 1 update bol ke to gayab hi ho gaye

Itne mahine baad update diye ho
Upar se apne zuban se mukar bhi gaye ye kya hai bro

Aisa Thodi na chalta hai

Aga koi problem hai to batado
Pehle problem solve karlo fir itminaan se update do

Ek update de ke 6 mahine gayab hi ho jate ho ye achhi baat nahi hai bhai
Sahi bil rahe ho bhai
 
  • Like
Reactions: kamdev99008

Siraj Patel

The name is enough
Staff member
Sr. Moderator
136,230
113,046
354
Hello Everyone :hello:

We are Happy to present to you The annual story contest of Xforum "The Ultimate Story Contest" (USC).

Jaisa ki aap sabko maalum hai abhi pichle hafte he humne USC ki announcement ki hai or abhi kuch time Pehle Rules and Queries thread bhi open kiya hai or Chit chat thread toh pehle se he Hind section mein khulla hai.

Iske baare Mein thoda aapko btaadun ye ek short story contest hai jisme aap kissi bhi prefix ki short story post kar shaktey ho jo minimum 700 words and maximum 7000 words takk ho shakti hai. Isliye main aapko invitation deta hun ki aap Iss contest Mein apne khayaalon ko shabdon kaa Rupp dekar isme apni stories daalein jisko pura Xforum dekhega ye ek bahot acha kadam hoga aapke or aapki stories k liye kyunki USC Ki stories ko pure Xforum k readers read kartey hain.. Or jo readers likhna nahi caahtey woh bhi Iss contest Mein participate kar shaktey hain "Best Readers Award" k liye aapko bus karna ye hoga ki contest Mein posted stories ko read karke unke Uppar apne views dene honge.

Winning Writer's ko well deserved Awards milenge, uske aalwa aapko apna thread apne section mein sticky karne kaa mouka bhi milega Taaki aapka thread top par rahe uss dauraan. Isliye aapsab k liye ye ek behtareen mouka hai Xforum k sabhi readers k Uppar apni chaap chhodne ka or apni reach badhaane kaa.

Entry thread 7th February ko open hoga matlab aap 7 February se story daalna suru kar shaktey hain or woh thread 21st February takk open rahega Iss dauraan aap apni story daal shakte hain. Isliye aap abhi se apni Kahaani likhna suru kardein toh aapke liye better rahega.

Koi bhi issue ho toh aap kissi bhi staff member ko Message kar shaktey hain..


Rules Check karne k liye Iss thread kaa use karein :- Rules And Queries Thread.

Contest k regarding Chit chat karne k liye Iss thread kaa use karein :- Chit Chat Thread.


Regards : XForum Staff.
 
Top