- 178
- 137
- 43
Update 19
Sarojni- ispeto kisi ne jadu kiya hain lekin kisne ye kaise ho sakta hain ?
Rajkumari - lekin kiya kisne hoga? Iska matlb ki hum is dragon ko kuchh nukshan nhi pahunch payenge.
Sarojni- pta nhi.
Flashback
Jab wo dragon raja ko lekar us jwalamukhi se niklata hain tabhi kala saya akar kal daura diya huya wo kala dhuya dragon ke ander pahuncha deti hain jisase wo dragon ek shaitan ban jata hain. Jab wo kala saya ye sab kar rhi thi ye sab raja nhi dekh paa rha tha kyunki wo behosh tha aisa isliye kyunki achanak dragon daura humla karne ke karan uske sir me chot lag jati hain jiske karan wo behosh ho jata hain. Jab wo kala saya dragon ko shaitan bana deti hain tab wo wapas akar in dono sarojni or rajkumari ki batein sunti hain jise sun use thoda chinta hoti hain or wo wahan se gyab ho jati hain.
Flashback end
Abhi ye dono apas me vichar hi kar rhi thi ki tabhi wo dragon inpe aag ka hamla kar deta hain jisase inke sarir pe chot pahunchti hain or kuchh jagah se inke kapde bhi fat jati hain.
Itni takat dekh sarojni ko pura vishwash ho jata hain ki is dragon ko kisine apne kabu me kiye huye hain kyunki iske aag ki takat ek sadharan dragon se adhik hain.
Rajkumari ko apne ap pr huye hamla se wo krodhit ho jati hain or wo pani se uspe hamla karti hai. Lekin us dragon pe iska koi asar nhi hota hain wo or gusse me un dono pe hamla karne lagta hain wo agg un dono ko chhu paye wo dono wahanse hat jati hain sarojni apni shakti se ek teer us dragon pe chhodti hain lekin us teer ko dragon apne ek fuk se use tod deta hain.
Abhi inka yudh chal hi rha tha ki tabhi rajkumari ko samjh aa jata hain ab ye yudh inke vash ki bat nhi tabhi wo raja ko dekhti hain or use jagane uske pass jati hain wo kafi hilati dulati hain lekin raja ko hosh ata na dekhkar rajkumari ek pani ki dhar raja pe chhodati hain jisase wo jag jata hain.
Raja jab jagta dekh sarojni dard se kahrane lagti hain taki raja ko ye pta na chale ki uske shakti hain raja sarojni ki kahrane ki awaj sun wo daudta huya uske pass jata hain or us dragon pe agg ka hamla kar deta hain lekin raja ki takat us dragon se bahut kam thi raja ki aag us dragon ko kisi gudgudi ke saman lagti hain uske bad raja pani ki dhar us dragon ke ankhon pe karta hain lekin issase bhi us dragon ko kuchh fark nhi padta tabhi sarojni apni shakti se ek talwar bana wahan raja ke karib rakh deti hain jab raja ka dhyan talwar pe jata hain tab wo us talwar se us dragon ke upper hamla kar deta hain in dono ke bich kafi der tak yudh chalta hain lekin ant main raja us dragon ko nukshan pahunchane me kamyab ho jata hain is yudh ke karan dono bahut thak jate hain tabhi raja ka sarir chamakane lagta hain. Tabhi maha guru daura diya huya simbha prakat hota hain or apni shakti se us dragon ko thik karta hain.
Dragon simbha ko dekh dar jata hain uske sath hi sath raja or rajkumari bhi dar jati hain siwaye sarojni ke wo sirf darane ka natak karti hain.
Simbha pichhe mud raja ke pass jata hain or uske charan me apna sir rakh jhuk jata hain .
Tabhi raja dar ke karan do kadam dur hat jata hain tabhi simbha ek dahad lagta hain jise sun rajkumari itna dar jati hain ki wo daud kar raja ke gale lag jati hain sarojni raja ko kisi or ke gale me dekh sarojni ko gussa or jalan ho jata hain or wo bhi darane ka natak karti huyi raja ke gale lag jati hain tabhi simbha kahta hain.
Simbha- malik main apka talwar hun apko mujhse darne ki jarurt nhi.
Raja- darte huye - dur rho .
Simbha- malik main apka gulam hun.
Raja jab simbha ki batein gaur se sunta hain to use yakin ho jata hain use wo koi nukshan nhi pahunchyega tab raja kahta hain.
Raja- hum kaise man le ki tum meri talwar or gulam ho.
Simbha- mahaguru ne mujhe apke hawale kiye hain. Or main tabhi ata hun jab ap koi musibat main ho .
Raja ko mahaguru daura diya huya shakti or bataya huya sab kuchh yaad aa jata hain or wo simbha ke karib pahunch jata hain.
Raja- simbha tum mere gulam nhi ho tum mere aaj se dost ho.
Simbha- lekin malik
Raja thoda uncchi awaj me- simbha maine ek bat bola na ki tum mere gulam nhi ho dost ho.
Simbha khush hokar raja ke gale lag jata hain lekin tabhi uski najar sarojni pe jati hain.jo ki muskurakar uske taraf dekh rhi thi or man hi man use pyar de rhi thi.
Simbha thoda achambhit ho bolta hain- dost ye sarojni ke trf ishara kar ke.
Raja - ye to sarojni hain meri patni .
Simbha -lekin dost ye to tabhi sarojni use na main ishara karta hain.
Raja- lekin kya simbha ?
Simbha- kuchh nhi main yekah rah tha ki jab bhi ap musbit me khud ko mahsus karetab ap apne talwar ko yaad karna main aa jaunga.
Raja - thik hain.
Uske bad simbha raja ke gale lag gyab ho jata hain uske sarir me.
Wo dragon darte huye raja ke pass akar usase mafi mangta hain .
Dragon- mujhe maaf kare maine ap pr humla kiya lekin kya karun main mani ka rakshak hun .
Raja- koi nhi ap apna dharam pura kar rhe the.
Dragon- chaliye ap mere sath uskebad dragon raja rajkumari or sarojni ko apne pith pe baitha kar wapas jawalmukhi ke pass ata hain.
Tabhi dragon kahta hain -
Ye jo ap talab dekh rhe hain ek gadha ke trf ishara karte huye.
Dragon- ye talab mere pasine se bana huya hain is talab me jo koi bhi ek bhi bina kapde ke nahata hain use ek jivandan milta hain. Meri ichha hain ki ap is talab me naha kar mere galti ke liye mujhe maaf kare.
Raja- iski kya jarurt hain
Dragon- isme koi dikat ki bat nhi hain ye apka hi kripya ap isme nahaye nhi to main samjhunga ki apne mujhe. Maaf nhi kiya.
Raja dragon ke age har man leta. Hain or ek pathaar kepichhe jakar bina kapde ke wo us gaddhe me nahane lagta hain .
Lekin idhar?