• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Raja

chaudhari

Member
178
137
43
Update 37


Idhar



Dhumketu- tumhari is jeet pr main tumhe is brahmand ke sabse khubsurat ladkiyon se milata hun jise dekh tum khud ko kabhi rok nhi payoge.



Mahesh- hmm tab to maza bahut ayega fir deri kis bat ki hain.


Dhumketu - to phir chalo kamu grah.


Mahesh- kamu grah ye kis trh ka naam hain?



Dhumketu- is grah ko kamu grah isliye kahte haiin kyunki is grah pe sirf ladkiyan hi hoti hain or sabhi log is grah pe apni pyas bujhane jate hain yahan tumhe pure brahmand ki ladkiyan milengi.



Mahesh- agar mujhe koi ladki pasand aa gyi to?



Dhumketu- tum use kharid sakte ho hamesha ke liye lekin tumhe iski jarurt nhi tum pure brahmand ke raja kal ke senapati ho tumhe jitne chahiye utne milenge chalo ab.



Mahesh- chaliye fir.




Kamu grah jahan sirf ladkiyan ka vyapar hota hain jiske man me jo aye kar sakta haain or jiske sath sona chahe uske sath so sakta hain.



Idhar



Pura kabila rang birange fulon or falon se saj jata hain sabhi log bacche budhe jawan sadi ki taiyari me jut jate hain .




Raja ko paramparik dulhe ke kapre pahanaye jate hai. Or rajkumari or sarojni ko dulhan ke kapre pahanaye jate hain undono ke dekh raja ka man dol jata hain.



Fir uske bad pramaparik tarike se teeno ki sadi hoti hain or kabile ke sabse kinare me bane mahal numa ghar me teeno chhod diya jata hain or aas pass ke logon ko wahan se khali kiya jata hain .



Unhe chhodkar ye bola jata hai. Ki ap teeno thoda vishram kar le kuchh der me jashan suru hoga us jashn me samil hokar hum sab ko anugrahit kare.



Rajkumari or sarojni alag kamre me pahunch kar raja ko apne trf akrashit karne ke liye khub sajti or swarti hain idhar raja bhi paramparik kapde pahan kamre se bahar niklta hain or dono awaj deta hain.



Raja- chalo hume der ho rhi hain.



Dono- bas ho gya hai.


Aisa hi kahte kahte dono 1 ghanta laga deti hain sajne swarne me .

Jab dono bahar ati hain to raja unhe dekh behosh hote hote bacha dono ek se badh kar ek lag rhi thi dono ki khubsurti bas dekhte hi banati hain.



Fir dono apne man me - aaj mera swarna saphal huya.


Uske bad dono raja ke karib jakar chutki bajati hain or kahti hain raja ko hosh me lakar.



Dono- kahan kho gye janab ? Itna bol dono has deti hain .


Dono ko haste dekh raja sharma jata hain.



Uske bad dono jashn me samil hote hain . Thada der samaye bayetit karne ke bad rajkumari raja ko ishare se ghar ke trf bulati hain uska ishara raja or sarojni samjh jati hain.



Rajkumari raja ko ishara kar ghar ke trf chal deti hain raja bhi uske pichhe pichhe chal deta hain .

Raja ko rajkumari ke pichhe jate dekh sarojni bhi un dono ke pichhe ghar ke. Trf chal deti hain.
 

chaudhari

Member
178
137
43
Update 38



Ghar me pahuchkar rajkumari darwaje ke pichhe khadi ho jati hain jaise hi raja ghar ke ander dakhil hota hain rajkumari turant darwaje ko band kar deti hain ye jante huye bhi sarojni daudti huyi ghar ke pass aa rhi hain.


Sarojni rajkumari ko aisa karte dekh gusse me lal pila ho jati hain or badbadati hain. Tabhi use ghar ke ander se raja ke chhekhne ki awaj ati hain. Sarojni ghabrati huyi apni shakti ka upyog kar darwaje ko tod deti hain.



Jab wo ander pahuchti hain wo dekh kar ashcharyachkit ho jati hain.

Huya yun tha ki jab raja ghar ke ander pahuchta hainto rajkumari ghar ka gate bande kar deti hain or raja ke pichhe pahuch use jod se gale laga leti hain raja ko apne pith pr yun achanak kisi ka sarir mahsus hote hi uski cheekh nikal jati hain jab raja cheekha to rajkumari has padti hain or raja ko jamin pe dhaka de uske honth ko apne honth se mila deti hain.



Tabhi darwaja ke tutne ki awaj ati hain jisase rajkumari pichhe palat sarojni ko dekhti hain rajkukari sarojni ko ignore kar wapas raja ko kiss karne lagti hain raja bhi is bar uske kiss me uska sath dene lagta hain.



Sarojni ye dekh jal bhun jati hain or rajkumari ko alag kar khud raja ko kiss karne lagti hain isbar raja ko bhi maza ane lagta hain tabhi rajkumari sarojni ko alag kar raja ko kiss karne lagti hai. Ye dekh sarojni rajkumari ko raja se alag usase jhagda karne lagti hain in dono apas me hi jhagdne lagte hain raja in dono ki ladai ko rokne ke liye unke bich jaa pahunchta hain jiska natija ye hota hain dono milkar raja ke kapde fad deti hain or raja ko alag kar ekdusre ke kapde fad deti hain raja dono nang awasth me dekh khud rok nhi pata or dono ko pakar kar ek kamre me le jata hain.




Jahan ye teeno apne pyar ko age badhane lagte hain rat me bhi kayi bar dono apas mee jhadga bhi ki lekin raja ke pyar ke age dono ka jhagda jyada der na tik saka .


Subhah ko raja ki nind jaldi khul jati hain raja jab jagta hain to dekhta wo or sarojni or rajkumari jo raja ko pakade hi soyi huyi hain mano ki raja ko koi unse chhin lega raja dono ki khubsurati me khoj jata hain or dono ke mathe pe ek ek kiss de dono ko jagata hain jab dono jagti hain to raja ke galon pe kiss kar deti hain.



Subhah me aisa romantic pal hone ke karan phir se teeno pyar ke gote lagane lagte hai. Uske bad teeno nahane waqt bhi ekdusre ko pyar karte hain.



Uske bad teeno sardar ke pass pahunchte hain jahan sardar unhe us sanp se raksha karne ko kahta hain jise sarojni ne sirf kaid kiya tha lekin wo kaid jyada waqt nhi rha or azad ho gya or phir se kabile ke wasiyon ke liye kal ban gya.




Ye sab jan raja rajkumari or sarojni us sanp ke thikane ke pass pahunch jati hain or us sanp se yudh karne lagte hain




Jab sanp ko harta na dekh raja apni talwar ko yad karta hain or apni talwar se us sanp ko mar deta hain jab sanp marta hain tabhi us sanp ke pet se nili roshni niklti hain or raja ke charo trf ghumne lagti hain or jab nili roshni samapt hoti hain to wo ek mani ka rup leti hain or raja ke ander sama jati hain .





Kuchh der paschat wahan sardar apne sathiyon ke sath ate hain raja ko dhanyawad kahte hain tabhi sarojni ko chakar aa jata hain or wo behosh ho jati hain.



Sarojni ko behosh hote dekh raja ghabra jata hain or wo saarojni ka name lekar cheekhne lagta hain sarojni ko raja god me utha rone lagta hain tabhi rajkumari or sardar use sarojni ko kabile me lejane ki salah dete hain .




Raja sarojni ko apni god me lekar kabile pahunchta hain jahaan vaid raj ko dekhaya jata hain .



Sarojni ke pure janch ke samaye rajkumari raja ka hoshla bada rhi thi jab vaid raj ate hain to or jo wo kahte hain use sun raja behosh hosh kho baithta hain?
 
  • Like
Reactions: Vaibhav

chaudhari

Member
178
137
43
Update 39



Kal - ye kya is kitab me wo mantr kyun nhi hain jiski talash me kar rha hun jis mantr se main raja ko mar sakta hun uski atma ko bhi nasth kar sakta hun.


Ki tabhi ek awaj gunjti hain.


Awaj- wo mantr sirf or sirf devon ke dev mahadev ko hi pta hain.



Kal- kon hain? Samne ayo



Awaj- main the golden magical book bol rha hun kal .



Kal- mujhe wo mantr janana hain.




Book- thik hain main tumhe wo mantr de sakta hun lekin tum us mantr ka upyog sirf ek bar kar sakte ho lekin us mantr seuski atma nasth nhi hogi sirf uska sarir bashm ho jayega.




Kal- thik hain mujhe wo mantr do.



Usi samye us kitab ke panne jo ki khali thi us pr wo mantr ubharne lagta hai.



Us mantr ko dekh man hi man khush ho jata hain


Kal( man me) - ab main amar ban jaunga is mantr se hahahhaha.


Uske bad kal us mantr ko padhne lagta hain




Idhar


Vaid raj kutiyan se bahar nikal kahte hain.


Vaidraj ( khush hote huye)- maharaj maharani ji maa banane wali hain ab ap pita banane wale hain ab inka dhyan jyada rakhiyega.



Raja khush hote huye nachne lagta hain rajkumari ke sath or pagal jaisi harkat karne lagta hain kuchh der me sardar ko kahta hain.


Raja - sardar pure kabile me jashnn manayi jaye.




Sardar- ji maharaj.



Uske bad raja ghar ke ander jata hain jahan sarojni raja ko dekh sharma jati hain . Raja dheere dheere chal uske pass pahunch kar uske mathe pr kiss karta hain pahle uske bad sarojni ka hath pakdta hain jisase sarojni sharma kar muh dusre trf kar leti hain raja sarojni ka hath pakad kahta hain.




Raja- main aaj bahut khush sarojni maiin bta nhi sakta kitna khush hun..
Tumne mujhe duniya ki sabse badi khushi di. Hain.



Raja - main tumhe bta nhi sakta ki main kitna khush hun aaj.love u ❤ sarojni.


Sarojni- love u to ❤ mujhe khushi dene main bahut achha lag rha hain ap khush to main bhi khush or apki khushi ke liye main kuchh bhi kar sakti hun.



Raja- love u to achha humdono ka baccha bilkul tum pr hi jayega .


Sarojni -nhi wo ap pr hi jayega


Raja- wo tum pr hi jayega.



Sarojni- nhi wo ap pr hi jayega uski ankhe nak chehra bilkul ap pr hi jayega ab koi bahash nhi.




Raja- thik hain lekin uska honth tum pr hi jayega waisa humare bacche ka kya naam hoga?
 
  • Like
Reactions: Vaibhav

chaudhari

Member
178
137
43
Update 40


Sarojni- waise uska naam agar wo ladka huya to rakesh hoga or agr ladki huyi to.


Raja- agar ladki huyi to uska naam mamta hoga.


Tabhi pichhe se rajkumari kahti hain


Rajkumari- ye kaisa naam hain uska naam to surbhi hoga or ladka ka naam shakti hoga



Sarojni or raja- ye bahut hi achha naam hain


Rajkumari- to ab age ka kya kab de rhe hain mujhe ye khushi



Raja- jab tum kaho.


Rajkumari- kya abhi mil sakti hai?


Sarojni-nhi abhi nhi jab tak mere bacche nhi ate or raja sirf mere sath waqt bitainge ab unka kaam dugna jo ho gya.


Rajkumari- ye apne thik kaha didi


Raja man me - chal bach gya



Sarojni- ab hume chalna chahiye age safar ki or

RajA- lekin is hal me kaise?


Sarojni-main thik hu.



Rajkumari- main inka khayal rakhungi.



Raja- thik hain uske bad raja ke sarir se mani bahar. Niklta hain or teeno ko le wahan se nave mani ke pass le jata hain.



Idhar


Kal golden magical book ko padhne ke bad apne kaksh se bahar niklta hain or dhumketu ko bulakar kahta hain.


Kal- dhumketu raksha ko bula kar mere kaksh me bhejo.



Dhumketu-ji malik


Uske bad kal apne kaksh me chla jata hain kuchh der bad raksha ati hain to kal kahta hai.


Kal-mujhe tumhe ek gupt chij batani hain jisase is duniya pe andheron or shaitan hi raj kare.


Raksha- thik hain .



Uske bad kal ka kaksh band hone se pahle kal dhumketu ko kahta hwin.

Kal- dhumketu mujhe koi bhi 1 month ke liye preshan na kare is 1 month me puri duniya ka malik tum hi ho. Samjh gye.


Dhumketu- ji malik


Uske bad ye kah kar kal apna kaksh band kar deta hain.


Kaksh me jate hi dhumketu or mahesh kamu grah ki or nikl jate hain.


Kamu grah jhinjha grah se 100 prakash varsh dur hain lekin dhumketu ke liye to ye kuchh hi second ki hain kuchh der me hi pahunch jate hain




Kamu grah jahan ki khubsurti dekhte banti hain us grah pe na koi raja hain or nhi rani wahan sirf ek aurt raj kartti hain jise log is grah ke maharani kahte hain.



Waise unki mrityu kayi barsh purv ho gyi chuki thi unhone is grah ki asthapna apne pati ke chalte ki thi kyunki unko rojana nayi ladkiyan or dusre grah ki ladkiyon me dilchasvi tha



Unki koi santan nhi hone. Ke karan is grah ko surkshit kar diya hain is grah pe koi bhi akraman nhi kar sakta hain or nhi is grah ko koi gulam bana sakta hain ye grah sirf kamukta ke liye banaya gya hain.




Jab mahesh wahan pahunchta hain to uske muh se lar tapkane lagta hain wahan charo trf sirf or sirf ladkiyan apne grh ke poshak me ghum rhi thi abhi wo log age badhe hi the ki tabhi wahan char nangn awastha me ladkiyan aa jati hain jiska chehra kuchh kuchh wolf ki trh tha



Mahesh ko laga ki wo apni grh ki basha bolegi lekin wo ladki


Ladki1- mere sath chaliye main apko pure trike se santust kar dungi


Us ladki ko hindi bolte dekh mahesh dhumketu ke trf dekhta hain



Dhumketu muskurata huya kahta hain.




Dhumketu- is grah pe log apni hi bhasha me bokte hain lekin sunane wale ko lagta ahin ki wo uski bhasha bol rha hain is grah ko is tarike se banaya gya hain ki yahan jo bhi aya use bhasha ko lekar koi dikat na mahsus ho sake wo dekh rhe ho chumabkiye trng bidhut shila.



Mahesh- you means tower ?


Dhumketu- haan ye sab usi ke karan hota hain usi ke karan tum inki bhasha apne bhasha hindi bhasha me sun paa rhe ho jab tum bologe to use apne grah ki bhasha sunayi degi mtlb use. Apni bhasha me samjh ayegi


Dhumketu- ab thik hain tum yahan ais karo main chalta hun wapas jab tak man kare yahan rhana tumse koi kuchh nhi puchhega or nhi koi kuchh bolega
 
  • Like
Reactions: Vaibhav

chaudhari

Member
178
137
43
Part B






Update 41


Ek sunsan si jagah jahan na koi insan hain or na hi koi parinda

Har tarf sirf or sirf ghar tute phute pade the har jagah se sirf hawaon ke bahane ki awaj aa rhi thi

Snssnsnsnsnsssnsnnsnsn.............


Teeno age. Badh ek ghar ke trf jate hain ghar me jate hi

Bmmmmmmmmmmmmmmmmmm.....



Idhar


Mahesh un teeno ko mana kar deta hain
Or age badh jata hain ki tabhi use ek behad khubsurat jagah dikhta hain jahan sirf ladke ek trf jaa rhe the


Mahesh bhi udhar chal deta hain age jate hi use kafi sankhya me bhid ek jagah khadi dikhti hain mahesh bhid ko chirta huya age chala jata hiann.



Jab wo bhid ke bichon bich pahunch jata hain to dekhta hain ki us bhid ke bich me ek murti thi jiske nichhe likha huya. Tha kamu grah ki maharani kamini.



Log unke ashirwad le wahan se nikal rhe the mahesh bhi unke sath chal deta hain jab mahesh bahar niklta hain to use kuchh samjh nhi ata hai.




Charo trh sirf nang awastha me bhin prakar ki ladkiyan maojud thi mahesh age badhta chla jaata hain to wo dekhta hain ki yahan to sirf hotel hai. Jispar sirf kamini maharani likha huya tha or hotel ka shape ladkiyon ke sarir ke bhin bhag ka bana huya tha.


Kuchh hotel ka shape ladkiyon ke chehre ka bana huya tha to kuchh ka sarir ke bich ka to kuchh ka sarir ke niche ka hisa bana huya tha.



Mahesh achambhit tab hota hain jab wo har hotel me jakar dekhta hain jahan reception pr sirf ladki nangan thi or pure hotel me sirf ladkiyan nangan hi ghum rhi thi sirf phark itna hi tha ki un ladkiyon ke kandhe pe star chipka huya tha jiska unke pad ko batlata hain .




Mahesh hotel me ghumne lagta hain wo har kamre ko check karne lagta hai. Use har kamre me koi darwaja nhi dikhta hain or har kamre se sirf kamuk awajein aa rhi thi.




Mahesh us hotel se nikal jata hain or market ghumne lagta hain market me use bhin prakar ke khane ki chijein milti hai jinko mahesh ruk kar khata hain or age badh jata hain.



Age badhte hi mahesh ko ek jhatka lagta hain samne ka najara hi kuchh alag tha



Wahan pe ladkiyon ko kute ke janjir me bandha gya tha or log use kode mar rhe the or unke sarir ke upper jalti mom giraya jaa rha tha ye sab dekh mahesh ek admi se puchhta hain jo ki kisi billi grah ka lag rha tha.




Mahesh- yahan aisa kyun ho rha hain? In pr kyun julm kiya jaa rha hain?



Bilii- ji ye unke ichha se kiya jaa rha hain ye ek trh ka maja hain khel hain isme samne wale ko dard di jati hain lagta tum naye ho?



Mahesh- haan main naya hun or mai kal ka senapati hun.



Jab mahesh sirf itna hi bola tha ki wahan maojud sab log chhuk jate hain mahesh ke age or jin ladkiyon ko dard di jaa rhi thi wo age badh kar mahesh ke pairon me gir jati hain or kahti hain?
 
  • Like
Reactions: Vaibhav

chaudhari

Member
178
137
43
Update 42



Ye awaj itni tej hoti hain ki pura ghar hilne lagta hain teeno apne kan ko apne hath se band kar ghar se bahar bhagte hain



Jaise wo bahar ate hain awaj or adhik tej ho jati hain sarojni khud ko bahut kabu karne ki kosis karti hain lekin wo kabu nhi kar pati or pyar ki nishani ko marne nhi dena chahti isliye usne apne shakti ki madad se khud ko behosh kar leti hain


Sarojni ko behosh hota dekh raja use sambhalata hain or rone lagta hain lekin awaj or tej ho jaati hain or kuchh hi der me rajkumari ke bardash ke bahar ho jata hain lekin ye kya kar rhi hain rajkumari to




Idhar


Mahesh un dono ko uper uthata hain ki tabhi dono ladki mahesh ke samne. Khadi ho jati hain sir jhuka kar



Mahesh- tum dono mere charno me kyun giri ?



Ladki1- hum to apke gulam hain kripya mujhe pyar kare



Ladki2- mujhe bhi




Ladki1- chaliyemere sath main apko.ek aisi jagah le chalti hun jahan apko maja ayega




Itna bol wo dono us sir jhukaye bhid ko chirte huye mahesh ko ek hotel me le jate hain




Ye hotel ladki ke nichhle bhag ka bana huya hain wo dono mahesh ko ander le jati hain ander ka najara hi kuchh or tha



Wahan sirf ladkiyan thi wahan ek bhi mard nhi tha syad yahan mard allow nhi the tabhi us hotel ki manger ati hain or un dono ko kahti hain.


Manager- yahan mard allow nhi hain kya tumhe pta nhi hain yahan sirf nayi ladkiyan ati hain or tumhari himat kaise hui yahan ane ki .




Ladki1- ji lekin.




Manger- lekin kya dafa ho jayo or is insani mard ko bhi le jao.




Ladki2- ji lekin ye kal ke senapati hain



Manager - kya kal ke senapati mahesh ke trf mud kar or uske pairon me girkar mujhe maf kare malik mujhse glti ho gyi




Mahesh gusse me - aaj tujhe to main noch noch kar khaunga or wo bhi yahin bahut akar hain na tujhme sari akr nikalta hun teri.



Manager- jaisi apki marji malik


Uske bad wahan us hotel me jitne bhi ladkiyan thi sabko niche bulata hain mahesh or kahta hain


Mahesh- main ek mahine is hotel me rhunga tum log ke sath or ye hotel ek mahine ke liye band kar di jaye



Mahesh ki agya man kar us hotel ko ek mahine ke liye band ghoshit kar di jati hain.


Uske bad jo hota hain wo ajtak us kamu grah pe nhi huya tha


Hotel band karne ke bad jab wo ladkiyan ander ati hain tabhi mahesh kahta hain.



Mahesh- ab tum sab ek line me khadi jao or tum (manager ki or ishare karte huye) age ayo.



Uske bad mahesh ua pr tut parta hain or kapde phadne lagta hain or usko ankh me anshoon aa jata hain



Wo gir girakar usase mafi mangti hain lekin mahesh uski ek nhi sunta or uske sath jabardasti karne lagta haain .



Sab ladkiyan yahi sochti hain ki ye wahi hotel hain jahan nayi ladkiyan is grah pe layi jati hain or yahin se boli lagti hain or is hotel se un ladkiyon ko bahar bheja jata hain.
 
  • Like
Reactions: Vaibhav

chaudhari

Member
178
137
43
Update 43

Rajkumari apne ko sambhal nhi paa rhi thi jiske kara. Wo pagal ho jati hain or raja pe akraman kar deti hain pass pade pathar se raja ye dekhkar apne hath ko upper kar deta hain jiske karan wo pathar hawa me hi jhul jati hain rajkumari yahin nhi rukti wo raja ke pass jakar us pr akraman kar deti hain.





Raja rajkumari ko hosh me lane ki puri kosis karta hain lekin rajkumafi ko koi hosh nhi rhta hain .


Rajkumari ko hosh ata na dekhkar raja rajkumari ke nash ko daba kar use behosh kar deta hain or charo trf dekhne lagta hain lekin use kuchh bhi nhi dikhta hain.




Achanak wo awazein or tez ho jati hain wo awazein itni tez ho jati hain ki dharti pe padi sari chizein hawa me uthne lagti hain raja ye sab dekhkar chankit ho jata hain



Uske chonkne ki sima tab had se bahar ho jati hain jab wo ye dekhta hain rajkumari to hawa me uth gyi lekin sarojni ka besudh sarir hawa me nhi balki jamin pe pada huya hain jiske karan raja ko sanka hone lagta hain or sochne lagta. Hain sarojni ke bare me jabse wo mili hain tabse abtak ke bare me




Raja( man me)- akhir sarojni kon hai ?
Kyun mani sarojni ko dekhkar kuchh bolna chah rha tha lekin bol nhi paya
Akhir kyun jangal ki devi bhi kuchh bolna chah rhi thi wo bhi nhi boli
Or to or sardar bhi kuchh kahna chah rhe the lekin kuchh kah nhi paye
Akhir sarojni he kon ?
Kuchh to hain jo mujhse chhupa rhi hain hosh me iske ate hi puchhunga akhir kon ho tum or kya raj hain tumhara?


Raja dekhta hain ki rajkumari ka sarir dheere dheere jamin ki or ane lagta hain or achanak awazein bhi kam hone lagi tabhi dur raja ko kuchh dikhai deta hain



Kuchh chizein dhul ki andhi ke sath raja ki or aa rhi hain


Raja ko kuchh samjh nhi aa rha tha isliye raja sarojni or rajkumari ke sarir ke charon trf aaggg or pani se bane shield me cover kar deta hain.




Abhi raja un dono ko surkshit rakha hi tha ki wo dhul bhari andhi ab us jagah ke sima me dhakil ho jati hain jab raja gour se dekhta hain to uski ankhe baahr ko ane lagti hain.



Asal me wo dhul bhari andhi nhi wo to wo to ek bisal kankalon ki sena thi raja unko dekhkar sambhal pata ki tabhi wo bishal sena raja ko ghere khadi ho jati hain.




Raja ghabra to jata hain lekin apni patni ke trf dekh kar uska himaat or adhik majbut ho jata hain or simbha ko yaad karne lagta hain



Simbha talwar ke sath raja ke hath me aa jata hain raja ke hath me talwar ko dekh kar haddiyon ki sena raja pe hamla kar deti hain.




Raja bhi iske liye taiyar tha


Uske bad suru hoti hain haddi or raja ke bich jang



Raja haddiyon ki sena pr tut padta hain or apne talwar ko gol gol ghumakar uun haddiyon ke gardan ko udate huye chla jata hain

Kuchh kankal raja ke upper se hamla kar dete hain raja unhe marte huye chla jaa rha tha kisi ka sir to kisi ke pair to hath ko katte huye raja un haddiyon pe kal ban kar hamla kar deta hain jitna raja unko mar rha tha or jis hauwaniyat se mar rha tha haddiyon ko dar hone lagta hain kuchh haddi sarojni or rajkumari ke trf badhte hain lekin wo agg ki lapton ko par nhi kar pate or wahin jal kar rakh ban jate



Ye sab hota dekh wo kankal achanak ruk jate hain unhe rukta dekh raja ko kuchh samjh nhi ata ki tabhi wo kankal ek line banate hain or apas me judne lagte hain wo sabhi kankal apas me jud kar ek bishal kaye janwar ka rup lelete hain kuchh dianasor jaisa dikhne wala




Uske bad wo raja pe hamla kar dete hain raja bhi us par hamla karta hain lekin raja unhe chot tak nhi pahuncha paa rha tha lekin wo raja ko bahut jagah se jhakhmi kar diye the


Raja ko gussa ane lagta hain or guss me dhahta huya wo akash ki trf dekhne lagta hain ki tabhi akash me se ek dragon nicche utarta huya dikhayi deta hain raja us dragon ko dekhkar muskurata hain or kud kar us pr sawar ho jata hain



Jaise hi raja us dragon pe swar hota hain raja ke kapre change hone lagte hain or ek maharaj ke kapre ane lagte hain.



Raja us draon pe swar hokar apne hath ko un kankal pe karta hain tabhi raja ke hath se ek tez hawa niklti hain jisase wo kankal hawa me uchhal jate hain raja un sabhi kankal ko hawa me hi marne lagte hai. Or dragon unhe apne agg se jala kar rakh ban deta hain asman se aisa lag rha tha ki rakh ki barish ho rhi ho raja un sabhi ko jab pure tarike se khatam kar deta hain or jamin pe jaise hi utarta hain wahan sirf or sirf rakh ki jamin lagane lagti hain



Abhi raja dragon ke pith se utara hi tha ki raja ko kisine pith pe war karta hain jisase raja dragon ke chehre se ja takrata hain ye chot itni bhayank hoti hain ki dragon behosh ho jata hain raja gusse me uth kar jaise hi pichhe mud kar dekhta hain usko ek muka apne gal pr padti hain jisase raja sarojni ke pass jaa girta hain
 
  • Like
Reactions: Vaibhav

chaudhari

Member
178
137
43
Update 44


Raja jaise hi uth kar dekhta hain uske ankhon pe vishwash nhi hota hain kya ye ho sakta hain jo main dekh rha hun kya wo sach hain



Raja apni ankho ko bar bar malta hain or samne ka drishye ko dekhkar use vishwash nhi hota hain



Samne ek ladki khadi hain apne hatho me kisi hathi ke haddi se bana ek gada numa aojar hain


Us ladki ka chehra bilkul sarojni ke jaisa hain uske gale me.sirf hadi ki har hain


Raja jaise hi uth khada hota hain wo ladki hamla kar deti hain or kahti hain



Ladki - tumhari himaat kaise huyi mere praja ko marne ki ab dekho main tumhe nhi chhodungi tumne kya socha tum kalika se bach jaoge



Raja- oh haddiyon ki maharani kalika maharani ki jaye ho



Kalika- dust tumhari hiiii..mmm..


Kalika ki achanak najar sarojni pe pad jati hain bolte waqt or achambha se sarojni ki trf dekhti rhti hain.


Abhi kalika kuchh kah pati sarojni or rajkumari ko hosh aa jata hain



Unko hosh me ate dekh raja unke pass jakar un dono gale laga kar puchhne lagta hain



Raja- tum dono thik ho na ?


Sarojni or rajkumari - hum thik hain


Rajkumari- ye apke vastr kaise badal gye ?


Abhi raja kuchh kah pata rajkumari chilane lagti hain



Rajkumari- didi wo dekho dragon wo hume kha lega mar dijiye ise abhi rajkumari or kuchh kahti uski najar kalika pe chali jati hain jo bilkul sarojni ki trh dikh rhi thi



Rajkumari kabhi sarojni ko dekhti to kabhi kalika or akhir me wo raja ko ghurte huye




Rajkumari- ye kon hain kalika ki trf ishare karte huye

Sarojni rajkumari ke ishare ke trf dekhti hain to usee bhi apni ankho pe vishwash nhi hota wo bhi kalika ko dekhne lagti hain.



Achanak kalika ki tantra tutti hain or bhagti huyi sarojni ke pass chilati huyi ati hain or gale lag jati.



Kalika- ddddiiiiiiiddddiiiii.
Ap aa gyi



Sarojni- main or tum.kon ho?



Raja- ye haddiyon ki maharani hain.




Kalika- didi apko to yaad hoga jab apka janm huya tha tab mani ke tukdon ke wajah se apka sarir do hishon me bat gya tha or wo do hissa
 
  • Like
Reactions: Vaibhav

chaudhari

Member
178
137
43
Update 45



Kalika - wo do hissa ek main hun or ek apka saya hain jo apse alag ho gya tha




Ye sab batein kala saya sun rhi thi kyunki wo ek kala moti ka rup lekar rajkumari ke ek har me maujud thi




Ye sab sun kala saya chonk jati hain or sochne lagti hain



Kala saya - kya main sarojni ka hissa hun iska mtlb raja mere pati hain he bhagwan ye main kya kar rhi thi apne hi pati ko mar rhi thi mujhe maaf kar dena bhagwan




Raja - ye kya faltu ka bol rhi hain sarojni ka janm mani se huya hain or iske sarir ke do hisse hain ek tum ho or ek sarojni ka saya



Kalika- agr vishwash nhi hota to jara batao didi ka saya kidher or meri jabki ap dono ki hain




Ye sun raja gor karta hain sarojni ke parchhai lekin use sarojni ki parchhai nhi dikhti





Ye dekh raja chonk jata hain or phir wo kalika ke trf dekhta lekin uski bhi parchhai nhi thi ab raja ko bhi kalika ke bat pr vishwash hone laga

Kalika- nhi na hain hum dono ki lekin didi apki parchhai kidher hain?



Sarojni - mujhe nhi pta


Raja- ruko jab sarojni se tum or uski saya alag huyi thi tab sarojni ko kaise nhi pta tumhare bareme



Kalika- aisa isliye ki kyunki jab didi ka janm huya tha tab inki urja adhik thi jiske karan inke sarir ne khud mujhe or saya ko alag kar diya jab hum dono alag the tab main inke sath hi rhna chahti thi kyunki main didi ka dil hun lekin kala saya janm lete hi pta nhi kahan chali gyi thi did ko hosh ane se pahle hi mujhe ek mani ki raksha ke liye mani ne chun liya jiske karan main apke ek mani ki rakshak bhi hun or haddiyon ki maharani jinka janm mani se huya hain





Raja - oh lekin sarojni ka kala saya ab kidher hoga abhi ye log soch hi rhe the ki tabhi raja ka dhyan rajkumari ke us har pr chali jati hain jo ki asal me kala saya thi
Raja ko thoda achambha lagta hain


Raja ki stithi ko dekh kar kalika raja ki njar ka pichha karti hain use bhi thoda ajib lagta hain jiske karan kalika rajkumari ke pass jakar us har ko tod deti hain or us kala moti ko jamin pr fenk deti hain



Moti ke tutte dekh rajkumari jaise hi gussa karne wali hoti hain usi waqt us moti se kala dhuya niklne lagta hain or ek ladki ka rup leleta hain jiska sarir kala tha wo or koi nhi kala saya thi
 
  • Like
Reactions: Vaibhav

chaudhari

Member
178
137
43
Update 46


Kala saya apne astitwa me ane ke bad raja ke charno me gir jati hain or uske pair pkr mafi mangne lagti hain.


Raja achambhe se khada rhta hain or use puri bat samjh ati hain wo kala saya se dur hat jata hain or use uthate huye kahta hain.



Kala saya- tumhe mafi mangne koi jarurt nhi hain.


Kala saya- nhi main papi hun mani se ajad hone ke bad main bahak gyi thi or bhatkne lagi thi tabhi main kal se mili or usase pyar kar baithi or uske bahkawe me akar apke raste me musbit khadi karne lagi.itna bol kala saya rone lagti hain





Raja - isme tumhari koi glti nhi hain tum bahak gyi thi ab chup ho jao or apna sarir dharan kar lo



Kala saya- kya mujh papi ko kabul karengi


Sarojni- haan isme tumhari koi glti nhi hain tum meri ek ansh ho tumhari glti meri glt bhi huyi mujhe bhi maf kar dijiye



Rajkumari- mujhe bhi maf kar dijiye maine apko sacchai didi ke bare me phle nhi bataya



Kalika-mujhe bhi maaf kar dijiye maine ap pr war kiya tha



Raja- apsab ko ho kya gya hain ? Maine kaha na mafi mangane ki koi jarurt nhi hain mujhse.



Charon- thik hain


Kalika- lekin ek bat samjh nhi ye dragon ke trf ishara karte huye kahan se aya or apke kapde kaise badal gye?



Raja- mujhe nhi pta achanak dragon kahan se aya or mere vastr kaise badal gye.



Tabhi dragon dheere dheere apni ankhe kholta hain or panchon ke trf dekhta hain.
Dragon ko apne trf dekhta pakar charon ladkiyan sahm jati hain or raja se chipk jati hain .


Wo dragon dheere dheere khada hota hain or akash me ud jata hain or raja ke upper ek round lekar nicche utarta hain or apne sir ko uakash ki trf kar apne muh se agg nikalta hain jise dekhkar wo charon or dar jati hain tabhi wo dragon apna sir raja ke charno me karta hain or kahta hain


Dragon- maharaj main apka vahn hun or main simbha ka bada bhai hun.


Tabhi simbha talwar se bahar akar dragon se milta hai.


Raja- achha to tum simbha ke bhai ho lekin mere kapde achanak kaise badal gye?


Dragon- main apko iska jawab nhi de sakta iska jawab apko khud mil jayega



Simbha- malik ab apka teesra hawa ki takat mil chuki hain ab ap nava mani hasil kar le



Raja - lekin wo mani kidher hain?


Tabhi mani raja ke sarir se bahar nikalta hain


Mani- mailk apka nava mani kalika hain or maharani sarojni ka kala saya jab kalika or kala saya apna asli sarir dharn kar leti hain apko nava mani mil jayega



Mani ke kahne pr kalika or kala saya wapas sarojni ke ander sama jati hain
Jab teeno ka sarir ek hota hain tabhi sarojni ke sarir se ek lal mani niklta hain or sath hi nava mani bhi lekin lal mani raja ke ander na jane ke wajaye rajkumari ke upper chla jata hain jabki nava mani raja ke ander sama jata hain



Lal mani ko apne upper dekh rajkumari dar jati hain or wo wahan se hat jati hain lekin lal mani bhi rajkumari ka pichha nhi chhodta hain or wo phir rajkumari ke upper chla jata hain jahan jahan rajkumari jati hain wahan wahan lal mani bhi pahunch jata hain.



Rajkumari ghabra kar raja or sarojni ke pass aa jati hain or sarojni ke gale lag jati hain tabhi lal mani rajkumari ke upper akr bolta hain.



Lal mani- rajkumari ji ab apka waqt pura ho gya hain ab waqt aa gya hain apko wapas mani me badal jaye or mani ka hissa raja me samlit kar de or baki ka pura sarir ko or mujhko kabul kar devi sarojni me sama jaye.



Teeno ye bat sun ek dusre ko dekhne lagte hain .



Raja- kya aisa nhi ho sakta ki rajkumari humare sath rhe.



Tabhi raja ke sarir se mani bahar nikl kahta hain.



Mani- nhi malik rajkumari ji ke sarir me jo mani hain wo dusre ka sarir tabhi tak dharan kar pata jabtak devi sarojni ka sarir wapas nhi mil jata lekin ab inko wapas pura sarir mil chuka isliye ab inko devi sarojni ke ander jana hoga




Sarojni- aisa tum nhi kar sakta main tumhari malikin or shakti hun meri agya hain tum aisa nhi karoge



Mani- prantu malkin agr aisa nhi hoga to rajkumari ka sarir apneap hi agl padao pe nast ho jayega


Sarojni-agr aisa hain to main kabhi purn sarir nhi dharn karungi main apni chhoti bahan ko kho nhi sakti.



Raja - mani kuchh to upaye hoga jo bhi upaye hoga chahe. Wo kitna bhi kathin kyun na rhe main wo apni dil ki rani ke liye karunga



Lal mani-malik koi upaye nhi hain iske liye agr devi sarojni bhi apna purn sarir ka tayag bhi kar dengi or ye jante huye bhi ki wo ek bar purn ho chuki hain to unhe apna sarir ka tayag karna padega




Raja- nhi aisa nhi ho sakta kuchh to upaye batao main kisi ko kho nhi sakta



Sarojni- main taiyar hun iske liye


Raja- nhi main tumhe or rajkumari ko kho nhi sakta



Raja or sarojni ke bich bahas chhid jati hain rajkumari jo abtak chup thi wo bolti hain.



Rajkumari- didi apko apna sarir taiyagne ki koi jarurt nhi apke garbh me meri jaan ke bacche pal rhe hain or waise bhi main thodi na kahin jaa rhi hun main to apme sama jaungi or main wapas bhi to aungi raja ke sath pyar karne ke waqt hehee


Sarojni roti huyi- nhi mujhe maaf kar do main tumse jalane lagti jab swami wo tumse pyar karte the lekin ab main tumse pyar karne lagi hun main tumhe kho nhi sakti




Rajkumari- nhi didi mafi mangani ki koi jarurt nhi hain main to apko janbujhkar tang karti thi mujhe maf kar do.


Indono ki nok jhok chalti rhti hain


Idhar raja apne ghutne ke bal baith rone lagte hain.

Jab rajkumari raja ko dekhti hain to wo uske pass jakar uska sir upper kar kahti hain .



Rajkumari- mere pyare patidev kya mujhe aise bidai dijiyega or main thodi na kahin jaa rhi hun main to ap dono ke bich hamesha rhungi or waise bhi main to apni didi ke sarir me sama jaungi to phir baitaiye main kaha jaa rhi hun apko chhod kar




Raja- rote huye phir bhi.


Rajkumari- sarojni ke trf dekhti hain jo apne ankhon me ashoon bhar ro rhi hain

Dono ke trf dekhkar kahti hain- ab chup ho jayie dono agr chup nhi hoiga to main abhi ap dono ko chhod kar chali jaungi.


Rajkumari ki ye bat sun raja kahta hain - nhi ruko mani kya mujhe ek rat mil sakta hain main apni rajkumari ke sath kuchh waqt bitana chahta hun



Mani- ji malik lekin subhah ki phli kiran ke sath hi devi rajkumari maharani me sama jayegi uske bad dono mani gyab ho jata hain
 
  • Like
Reactions: Vaibhav
Top