• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Saurya - ek youdha (Completed)

Kya mujhe mere likhne ka tarika change karna chahiye

  • nahi aise hi sahi hai

    Votes: 130 91.5%
  • haa (to comment kr mujhe advice d)

    Votes: 12 8.5%

  • Total voters
    142

Ristrcted

Now I am become Death, the destroyer of worlds
Staff member
Moderator
41,183
36,491
304
Hi friend maine xforum pr kafi stories padi hai aur ab mai bhi apni ek story post karne ja raha hu ab jyada wakt na lete huye
story p chalte h jaise jaise log milte rahenge unke bare m batata jaunga .
so lets go

Update 1update 2UPDATE 3update 4update 5
update 6update 7update 8update 9update 10
Update 11update 12update 13update 14update 15
update 16update 17update 18update 19update 10
Update 1update 2update 3update 4update 5

Updateupdateupdateupdateupdate
updateupdateupdateupdateupdate
 
Last edited:

Rahul

Kingkong
60,514
70,676
354
badhiya update bhai ji
 
DAIVIK-RAJ

ANKIT-RAJ
1,442
3,833
144
UPDATE - 101

Ab tak

Saari planing ho gayi thi ki kis tarah se Maarcus ko bhi maar bhi diya jaaye aur saath hi future se Villain bhi naa aa paaye....

Ab aage

Shubah hui main dhyyan pe baitha tha...main utha aur fresh hua aur jaldi se bahar jaane ko hua....par nahi main nikalta usse pahle hi mujhe Mom ne rok diya...

Mom- Kaha chale...

Main- Wo bas aise hi bahar thoda....

Mom- Nahi tu kahi nahi jaa raha...thodi der baad malls khulenge humme le chalna shopping ke liye...

Main- shopping....main..

Mom- Haa tu chal ab chupchap ander....

Main- Mom main aa jaunga tab tak abhi jaane do naa..

Mom- Tu nahi aayega pata hai mujhe chal ander rah...

Maine Mom ko bahut bola par wo nah maani maine bhi haar mante hue ander jaana hi sahi samjha...

Main apne diye hue room mein chala gaya...room band kiya ander se teleport hoke Margret and team ke paas pahucha....unko jo bhi changes hue the plan mein wo sab bataya

Main- bas 2 din aur hai inn sab mein tum logo ko taiyaar hona hoga...uske liye jo bhi chahiye mujhe batana....

Margret- Nahi hum taiyaar hai bas waqt ka intezar kar rahe hai....

Main- wo Anguthi wala globe kaha hai usko dhyaan se rakhna aur usko lete hue aana yaad se..

Headmaster- Wo mere pass hai aur main lete aaunga....

Bas kuch aur baatein ki humne aur main waha se nikal gaya waqt dekha to mall jaane mein abhi bahut waqt tha to main pahuch gaya Nihaika ke pplanet pe...waha bas dekhne gaya tha ki sab sahi hai yaa nahi par waha mujhe Shilpa mil gayi...

Main- Tum...tum yaha kya kar rahi ho...

Shilpa- Kyun mujhe yaha nahi aana tha kya..

Main- Nahi..meraa matlab ghar pe....

Shilpa- Clone chod ke aayi hu...tumhari tarah bewakooof nahi hu....

Main- Kya matlab...

Shilpa- agar main nahi hoti aaj paaka kalyan hona tha tumhara....kab se darwaja peet rahe the wo log...

Main- Darwaja....kon..

Shilpa ne bataya ki Poonam Massi aur baaki sab darwaja peet rahe the...usne mera ek clone bana kar room ke ander chod diya...

Main- Oo mujhe laga koi nahi aayega...accha wo chodo tum yaha kya karne aayi ye batao...

Shilpa- Main main to milne aayi thi....

Main- Kisse..

Shilpa- kisse se kya matlab yaha bahut se log hai milne ko...

Main- Haa par ki...

Niharika- Mujhse milne aayi hai wo ab aane bhi doge usko yaa yun hi pareshan karte rahoge..

Main- Arre main to bas...

Niharika- Ha Ha pata hai chalo Shilpa hum chalte hai

Shilpa bbhi uske saath chali gayi...

Unn dono ka jana tha ki tabhi Kaal sarp aaya waha pe jiske sath Dristi bhi thi...Dono mere pass aaye..

Dristi uske paas se mere paas aa gayi aur usne mujhe kuch yaad dilwaya apni powers se jisko laane ka waqt aa gaya tha...

Mainunn dono ko wahi chod kar sheedha chala gaya Jinnlok...ab ghar ki koi tention thi nahi kyun ki waha clone to tha hi.....

Jinlok pahucha to waha sab mujhe dekh ke bahut khush hue....thodi der logo se baat hui fir main apne jiss kaam se aaya tha uspe lag gaya....main Jinlok ke shinghashan ke picche gaya...waha pe ek shurang bana hua tha....main wahi se ander jaane ko hua to picche se awaj aayi...

"Haa Haa kaha akele akele chal diye....thoda ruk nahi sakte...."

Maine picche dekha to waha pe Shilpa khadi thi...

Main- Tum fir se....piccha kar rahi ho naa mera...

Shilpa- Wo to kab se kar rahi hu...accha ye sab chodo aur ab chalo...jaldi karna hai ye..

Main- Tumhe kisne bataya mein yaha hu....

Shilpa- Tumhe kisne yaha ke baare mein yaad dilwaya...

Main samjh gaya kisne bheja isko...

Main - Haa samajh gaya chalo cchalte hai....

Hum dono hi aage badhe...

Waha pe shidhiyan thi hum unse hote hue jaa rahe the nicche...

Shilpa- Aacche se chalna yaha bahut se jaal ho sakte hai...

Main- Haa pata hai...main sab sambhal lunga...

Chaliye inko chode hum wapas Earth pe chalte hai jaha pe abhi 11 baj chuke the...pahle hum gaon chalte hai jaha pe panchayat baithi hui thi....

Sarpanch ji ne Dadaji au Nanaji ki bhi baatein sunni jinme wo kah rahe the ki Maa manhoos thi aur unke kisse sunna rahe the...abhi ye sab chal hi raha tha ki ek jor ki chinkh sunayi di waha....

Acchanak se garmi badhne lagi waha pe......hawayein tez ho gayi thi...

"murkh jinko tu manhoosh bol raha hai wahi hai wo jo iss gaon ka udhar karegi.."

Sab log awaj sun kar awaj ki dissa mein haath jod kar baith gaye...siwaye Dada aur Nanaji ke....Mama aur chacha yaha nahi aaye the abhi..

Sarpanch ji- Hey prabhu inke kiye ki sazza pure gaon ko naa de..shant ho jaaye..

Ye sab Jwala kar raha tha...uska pahla kaam tha gaon ke logo ko ye sab batana ki tha logo ko humare barre mein aur isme uski madad waha ke ek sadhu ne bhi kiya tha...

Jwala- inko sazza tumlog nahi doge naa hi main dunga inko sazza to tumhare masheha ke bete dwara hi diya jaana hai abhi inhe yahi chod do aur unko dhundho jo inse naraz hai...

Itna bolke wo nikal liya....uske jaane ke baad sab wapas se uthe....sab gusse mein the aur unn dono ko dekh rahe the...par ye dono alag hi khoye hue the...ye shuhani to maar gayi thi phir ye uska beta kaha se aa gaya....

Abhi wo soch hi rahe the ki....

Sarpanch - Kon hai jo naraz hai tumse....

Ye dono ek dusre ko dekhne lage....ab aise koi kisi se puche ki kon naraz hai to wo bhala kya bolega...usko ghanta pata hoga naa ki kon kon usse kis kis baat ko leke gussa hai...waisa hi kuch yaha bhi tha...

Bahut der sochne ke baad aur bahesh karne ke baad ye bola dono ne ki unki betiyan unse naraz hai wo nahi aati unke pass...

Ab kya tha...Gaon walo ne bhi ye samajh liya ki unhe hi lana hai waha..au wo sahi samjhe the...

Karib 1 baje ke aaspass...gaon se bahut se log saher ki oor nikle sab kuch pata laga ke ki kaha se kinko lana hai....

Hamla shuru hua matlab logo ko laane ka muhim..Sabhi gents ko pahle uthaya gaya...par isme Digvijay fufa ji bach gaye...agent jo thahre...parr unka bachna jyada kaam nahi aaaya...

Hua ye ki wo unn logo ke picche nikal pade dekhne ki kaha le jaate hai wo unhe saath hi unhone kuch hints chodne shuru kar diye agency ke liye...aur ek SOS message bhi chod diya tha...unka intezamat bahut hi accha thaa...jaise hi unka contact uss SOS message wale bande se tutta wo banda message ko sidha RAW headquarters bhej deta...

Par ye sab hone se pahle hi wo kisi ajeeb si situation mein fans gaye...hua ye ki jab wo picche pade hue the naa to Shilpa matlab unki beti jiski jagah pe abhi ek clonbe thi usne unko aise messages bheje jisse wo unko lage ki wo safe hai inke saath ye log kuch nahi karenge aur aapko bhi humare saath aana hoga...Ek paal ke liye to wo soch mein pad gaye par unko apni beti pe yakkin tha issi wajah se wo bhi khud hi unke pass chale gaye...unko dekh kar kuch gaon walo ne unhe Damadji kah ke sambodhit kiya...par ye baatein unke samajh mein hi naaa aayi...

Aise hi sabhi ko utha liya gaya aurgaon le aaya gaya karib suraj dhalne se pahle hi sabhi ke sabhi gaon pahuche jaha sabhi ka bade hi acche tarah se aadar satkar kiya gaya...unko bataya gaya ki unko yaha kyun laya gaya hai unka aur gaon ka kya sambhand hai...pahle to sabne gusse mein jaane ka kah diya par uss waqt gaon ke sabhi logo ne apne ghutno pe baith kar unko rukne ka aagrah kiya jisse unko bahut burra laga unn logo ne jaldi se sabko uthaya aur waha rukne ko razzi ho gaye....

Ye tha unn sab ke gaon aane ka varnan....ab inko chod ek baar hum Hero ki oor chalte hai...jo abhi latka hua tha ek rassi se...ab kyun latka hua hai ye wo hum agle update mein yaani ki last update mein dekhenge....sath hi ussi mein hum Maacuss ka azad hona au baaki ke kaikram bhi dekhenge....

Milte hai aakhri update mein...
Mind blowing update
Waiting for next update

My story
 
Ristrcted

Now I am become Death, the destroyer of worlds
Staff member
Moderator
41,183
36,491
304
UPDATE - 102

Ab tak

Humne dekha kaise sabhi log gaon pahuch gaye the..aur raat rukne ko bhi maan gaye the...saath hi ye bhi ki Saurya latka hua tha rassi se....

Ab aage...

Pahle latke hue Hero ke pass hi chalte hai...

To main ek rassi se latka hua tha...

Main- Rassi upar kincho....shilpa...

Main bole jaa raha tha par sayad wo sun nahi paa rahi thi yaa uss danav se ladne mein vyast thi...haa vyast hi hogi...

Ab dekhte hai ye danav kon hai Hum yaha kaise pahuche ye sab...

Haa to hum dono hi shinghasan ke nicche banne hue khufiya jagah mein gaye...waha andera tha to maine jaadu se roshni karne ka socha....par hua hi nahi...

Maine ek baar koshish ki...do baar koshish ki par nahi hua...aur mujhe aisa karte hue dekh wo Shilpa hasse jaa rahi thi...

Main- Ye mera Jaadu kaam kyun nahi kar raha...

Shilpa- ye jagah kon si hai...bhool gaye kya..

Maine apne dimmag pe jo dalla to yaad aaya ki ye wo jagah hai jaha Jinlok ke maharaj sab apni shaktiyon ko badhane aate the...yaha hota ye tha ki ander aate waqt hi unki shaktiyan khatam ho jaati thi aur wo tabhi wapas milti hai jab Raja iss jagah ke nadi mein nahata hai....

Main- Oo to ye wo jagah hai main bhul kaise gaya...

Shilpa- Bhulakad bhulega nahi to aur kya karega...chalo side hatto..

Mujhe side karte hue usne apne magic se roshni kari har jagah...

Main- Ek minute ye kya kiya tumne...ab wo aayega yaha...

Shilpa- Wo kon....

Main- Yaha ka danav....tumne jagga diya usko...tumhe yaad nahi ki yaha pe magic karna manna hai agar kiya to wo jaag jaayega aur humara safar aur muskil ho jaayega...

Shilpa- Main bhul gayi thi...

Main- Waah abhi mujhe sunna rahi thi aur ab khud....chalo ab chup chap chalna hai koi shor nahi....

Shilpa ne Haa mein gardan hilayi aur hum dono chal pade aage ki oor....

Thodi der chalne ke baad humme ek pull milla uske nicche thi ek bahut hi gahri khayi...

Shilpa- Ye wahi hai naa jo main soch rahi hu...

Main- Hmm bilkul wahi hai...ek baar agar iske ander girre to bas gir gaye..kisi bhi tarah wapas nahi aa sakte yaha iss duniya mein..

Shilpa- Haa pata hai...humme dhyaan se pull ko paar karna hogaa...

Main- Haa ye bhi koi kahane ki baat thodi hai..chalo tum aage aage chalo main tumare picche picche aa raha hu....

Wo bhi aage aage chalne lagi..par ye pull to tha hi yaha aaye hue logo ka test lene ke liye au wahi hua wo aage badh hi rahi thi ki achanak se pull bahut hilne laga aur wo bahut dar gayi...jiski wajah se usne Flying magic ka use kar liya....aur ho gaya bantadhar....

Jaise hi usne ye kiya do chije hui ek to pull dusri taaf se toot gaya matlab ki picche se ab wo to udd rahi thi usko kuch nahi hua par main....main to binna power ka tha...Maine uss pull ko acche se pakad liya aur latak gaya...Wahi dusri chiz ye hui ki uske magic ke karan wo danav aa gaya waha pe...

Ab Shilpa ne delha wo daanav aa raha hai to wo usse ladne ko taiyaar ho gayi..

Shilpa- Jaan thodi der latke raho main isko thikane laga deti hu...

Main- Arre mujhe upar kincho...

Par wo sunne tab naa wo to lag gayi ladne mein...

Main khud hi dhire dhire upar chadhne laga...

kuch der baad mein upar pahuch hi gaya...

Waha pahucha to wo daanav aur Shilpa dono hi ladde jaa rahe the...Shilpa ne bahut hi acche tarah se handle kiya tha usko....

Main dekh hi raha tha ki Shilpa ne uss danav ke upar ek vaar kiya jisse daanav ke haath se uska talwar chut ke gir gaya.....main jaldi se uss talwar ke pass gaya aur usko utha ke usse Daanav pe vaar ki...wo picche ki oor jaa girra...kuch der baad wo fir khada hua maine fir se waise hi waar kiya aur wo fir picche Shilpa bhi waar kiye jaa rahi thi uspe....aise ki karte karte ek mauka aisa aaya ki wo Daanav uss khayi ke bil;kul paas mein tha maine aur Shilpa dono ne ek dusre ki oor dekha aur smile pass kiya aur..ek saath waar kiya jisse hua ye ki wo danav uss khayi ke ander challa gaya...uske jaate hi wo jo talwar thi uski wo chamakne lagi aur ek campass ban gayi yaani disha batane wali yantra...

Main aur Shilpa usko dekhne lage ki awaj aayi...

"mujhe aazad karane ka shukriya...ab main aapka hu...iss waqt aapko disha batane wali yantra ki hi jarurat hai to main ye banna hua hu...battaiye kaha jaana hai.."

Ek paal ke liye hum dono hi shocked rah gaye...fir Shilpa ne usko uss Nadi ke baare mein bataya...

Campass ne turant hi humme waha tak jaane ka rasta dikhana shuru kar diyaa....par...yaha pe main aur saath hi Shilpa bhi ye bhul gaye ki yaha magic ka use hote hi waqt bahut dhime chalne lagta hai....ye bhi iss mayavi jagah ki khasiyat thi ki agar koi Raja aise hi jaldi mein takat badhana chahta ho aur uske liye koi anuchit tarika apnaye to yahi hoga....Hum dono hi chalte gaye...dhire dhire aur pahuch gaye uss naddi ke pass...par jaisa humne sunna tha ye jagah badal gayi thi...pata nah kaise Paani ka sthar bahut kam tha...

Shilpa- Jaao apni shaktiyan wapas lao aur fir unn chizon ko dhundhte hai....

Main gaya uss nadi mein aur ussi ke saath jhatka laga mujhe...har taraf dhuwa hi dhuwa fail gaya tha...mein girra pada tha...Shilpa to jaise ruk gayi thi...wo jaisi ki taisi khadi thi...

Dhuwa hatne laga aur mere saamne mera hi sharir pada hua tha jiske paas meri dhanush talwar kavach..khanjar...ye sab tha aur saath hi bagal mein saari kitabein aur baasuri bhi thi...matlab wo har chiz jiski talash thi mujhe...

Main jaha sab chizon ko dekh khush tha wahi apni body ko dekh pareshan...main bhala apni hi body ko kaise dekh paa raha hu....

Main uss oor badhne laga to samne Mother Elika....haa wahi wo mere saamne aa gayi...main unhe dekkhta rah gaya...

Mother Elika- Saurya...Samrath Saurya..lagta hai tumpe kuch nahi bahut jyada bharosha kiya maine...haar baar koi naa koi gadbad...upar se tumhari sangniya bhi waisi hi hai...

Main chup tha kya bolta...

M.E- ye ek mauka hai aakhri mauka iss baar to tumhe tumhare saari shaktiyan bhi milni hai...agar iss baar galti hui to shudhar nahi kiya jaa sakta...waqt kaam hai warna main aur bolti...jao uss sharir mein aur bahar niklo yaha se waha pe saare intezam ho chuklke hai...

Main- Kaha pe intezam....

Wo kuch naa boli wo chali gayi aur main khud uss body mein chala gaya aur dhuwa hat gaya... Sab kuch normal ho gaya tha..Shilpa bhi ab aankhen faade mujhe dekhe jaa rahi thi...

Shilpa- to tumhe sab kuch mill gaya....

Main-Haa chalo ab jaldi se bahar chalte hai bahut waqt beet chukka hai...humme gaon pahuchna hoga jaldi se...

Chaliye inko chodte hai aur hum chalte hai gaom mein jaha bahut kuch ho chuka tha...ye dono to yaha the aur yaha ka waqt dhemme chal raha tha.....

Gaon mein hua ye ki sabhi logo jo aaye the unko shubah gaon ke baare mein sab kuch bataya gaya ....par kisi ko yakkin hi nahi hua wo shrap ki baat aur aise hi sab kuch...

Ab gaon walo ne to puri koshish ki samjhane ki par ye naa mane...par gaon walo ki ek baat sabhi bado ne maan li ki unhe wahi rukna hoga....

Ab jab rukne ka tay ho hi gaya to sab ek baar ko nikal liye gaon ke shair ke liye...ye plan tha Pradeep ka taaki wo aur baaki ke log jo abhi waha the wo mil sakke aur jagah ka jaayeja le saake...

Wahi hua....Pradeep Kiran aur baaki sab mille ek jagah aur sabhi pahuche Manjulika ke uss kutiya mein jaha uski body hoti thi shubah ke waqt...par ander koi nahi jaa sakta kyunki wo ek adrishya kawach se dhakka hua hai jiske paar bas Manjulika ka koi apna hi jaa sakta hai aur koi nahi....

Sab log pahuche waha aur aur uss jagah ko dekh sab wapas...

Jab tak ye ho raha tha Ghar mein tapman badh chuka tha kaaran thi Saifali yaani Poonam maasi ki beti...waise karan usko kahna sahi nahi hoga usne to kuch kiya bhi nahi aur karti bhi kya abhi to uske magic powers active hi nahi the...

Ab hua ye ki Saifali Poonam maasi ko upar shidhiyon se bulla rahi thi...jab wo nahi aayi to wo nicche aane lagi aur gir gayi....nicche ke uss waqt Nani aur Dadi the..jab unhone dekha usnko girte hue to usko uthaya...par

Tabhi poonam maasi aur Divya bua aa gayi waha...dono ne bahut kuch sunaya apni apni Maa ko aur waha se Saifali ko le gayi...aur chod gayi unn dono ko aashuon mein...

Ponam maasi ne to yaha tak kah dala tha ki tumhari beti kahlana hi mere liye sabse bada durbhagya hai...aur bhi naa jaane kitne hi baate...

Raat hui...ye raat sabko shock dene wali thi...

Poonam maasi ko pyaas lagi raat ko par room mein paani nahi tha..to wo kitchen mein chali gayi....kitchen mein ek khidki thi jiske bahar usko ek aurat dikhayi di aise hi chalte hue...Poonam maasi ko laga ki wo wahi chorni hai jo sabko daati hai gaon mein ....Poonam maasi ke dimmag mein pata nahi kya aaya ki wo chor chor chilate hue bahar chal padi....

Par chillane ki wajah se log uth gaye...wo abhi darwaje se bahar jaati usse pahle B.Nani ne unko rok liya...

B.nani- Bola tha naa iss waqt bahar nahi jaana hai...

Poonam maasi- Chachi wo dekho wo chor hai wahi hai jo sabko darati hai main abhi sabak shikhati hu usko...

B.Nana- Wo chor nahi hai...

Mom- Arre wo dekho wo jaa raahi hai...

B.nani ne sabko rukne ko bola...aur khud kichen mein gayi waha se ek chaku layi aur apni ek anguli pe ek cut maara jo khoon nikla usko gate ke bahar ki oor fenka...jaise hi khoon gate ke bahar gaya...Manjulika ki body waha pe aa gayi...

Sabke hosh udd gaye uska chahera dekh ke...B.Nana ne jaldi se gate band kiya uar sabko soone jaane ko kaha.....par ab neend kisko aaye....sabne ye tay kiya ki wo kal yaha se nikal lenge...

Raat kat gayi subah hui....Aaj hi ka plan tha....Sab log pahuch gaye gaon mein....Kaal sarp se lekar Dristi tak....Margret se lekar Headmaster tak.....R.G bhi pahuch gaye...Maa aur Papa ke saath....Haa unhe kal hi hosh aa gaya tha...hosh aane ke baad unhe R.G ne wo sab bataya jo maine batane ko bola tha...

Ab Maa aayi to bhukamp bhi aaya waha jaisa ki aana tha...isse sabhi ko pata chal gaya ki Masheeha aa gayi hai..

Par koi bhi apne gharon se bahar nahi nikal paa raha tha wajah thi....Jwala ki shield...usne sabhi ke gharon ke bahar ek adrisya diwar bana rakhi thi....jiske aar paar bhi nahi dekh sakte the log...wo wahi dekh sakte the jo Jwala unhe dikhayega...

Thodi hi der mein Main aur Shilpa bhi pahuch gaye waha...hum sab jaldi se Manjulika ke kutiya ke pass pahuche....Ab ander bas mein hi jaa sakta tha....Main gaya ander aur Manjulika ko utha ya aur bahar le aaya..bahar aate hi uski aankhen khul gayi.....aur mujhpe humla kar diya...par ye sab planned tha sayad issi wajah se jyada waqt nahi laga aur wo kamjor ho gayi thi....

Ab main sabko position lene ko bola kyunki jaise hi Manjulika aur Maa ek hoti waise hi Maarcuss bahar aata....ussi waqt usko rokne ke liye sabko ready rahna tha...

Sab chale gaye apne apne jagah pe....Maine apne ek haath mein Manjulika ka haath pakda aur dusre mein Maa ka aur Jwala ko aawaj di....wo turant hi mere upar aaya aur...hum tinno pe pavitra agni se waar karne laga...isse hua ye ki Manjulika ki jo body thi wo pighalne lagi moom ki tarah aur mere through hote hue wo Maa ke body mein jaane lagi..isse bahut hi jyada energy fail raha tha charo oor......Ye hota raha aur kuch hi der mein Manjulika gayab ho gayi...Maa wahi pe behosh ho gayi...

Jaise hi ye hua ek baar aur Dharti hilli aur humare saamne Maarcuss aa gaya....takatwar maarcuss....par wo hum sabko dekh kar shocked tha.....

Usne socha hi nahi tha ki hum sab hinge waha

Main apni talwar upar ki aur ussi waqt Shilpa and party ko talwar pe apni shaktiyon se waar karne ko bola....Talwar ne unn sabke waar rook liye...par abhi bhi talwar puri tarah se ready nahi thi....Issi waqt Dristi ne kuch aisa kiya jisse hum sab shocked rah gaye....2 aur waar hue talwar pe par kisi ko pata nahi chala kaha se hue aur kisne kiye...yaha tak ki jinhone kiya tha unko bhi pata nahi chala...aur uss talwar se....maine ek waar kiya Maarcuss pe jisse wo wahi pe gir gaya...ek to banda shocked tha upar se acchanak se ye waar....maana Maarcuss takatwar tha par aise mein koi bhi haar sakta hai...main waar pe waar karta gaya uske upar aur wo waise hi chot khata raha....Ajeeb tha naa usne ek waar bhi nahi kiya tha....

Maine aakhri waar kiya aur wo khatam wo maar gaya...wahi pe gir gaya...par uske girte hi ek hassi phail gayi charo taraf....wo thi Zorawar ki....Haa yahi naam hai naye villain la Zorawar....

Wo aa chuka tha future se yaha par...lekin kaise....humne to Time shield bhi lagaya tha fir ye kaise aa gaya yaha....

Hum sab ek dusre ko bas dekhte rahe...

Zorawar- Abhi adhura hu main par pura ho jaaunga...dekhta hu kaise rokte ho mujhe tum sab.....hahahahahahaa

Issi awaj ke saath uski awaj aani band ho gayi aur....shiway mere isske baare mein kisi ko kuch yaad hi nahi baccha naa Shilpa naa Margret...kisi ko bhi nahi...sayad Drishti ko yaad rahe ye baatein yaaa kisi aur ko...

Insab mein ek baat aur hui thi Niharika ne wo Jordon ko bhi aazad kara diya....ye usne koi jaan bhujh ke nahi kiya tha ye ussi energy ke karan hua...jo nikal raha tha jab Manjulika aur Maa ek ho rahi thi...

Bahut se sawal chutte hue hai jinka jawab agle part mein hi milega...

Writer- Agla part aane mein waqt lag sakta hai kyunki usse pahle "R.D" ko complete karna hai aur "Immortals" naam ke story ki shuruat...par agla part aayega aur aasha hai usko bhi aisa hi support mille....

Jaate jaate ek aur baat Mera naam Harsh hai...isliye bataya ki koi kabhi Saurya bulata hai kabhi Samrath....waise fark nahi padta....

The End
 
Vk248517

I love Fantasy and Sci-fiction story.
5,746
17,796
189
Lovely eEND BRO.
 
  • Like
Reactions: Nevil singh

Vk248517

I love Fantasy and Sci-fiction story.
5,746
17,796
189
Waiting for next part
 
Nice mind blowing update
Baat aapane story ko bahut jaldi khatm Kar Diya
otherwise
Waiting for next part

my story
 
Last edited:

Ristrcted

Now I am become Death, the destroyer of worlds
Staff member
Moderator
41,183
36,491
304
Nice mind blowing update
Baat aapane story ko bahut jaldi khatm Kar Diya
otherwise
Waiting for next part

my story
jaldi kar di :shocking:
koi naa next part jyada bada hai issiliye usko waiting pe rakha hai...
 
  • Like
Reactions: Nevil singh
Top