• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy shivam.. the warrior..

rebellover

Member
200
577
109
Writer Sahab chhutti per gaye hain come back Karenge Aisi Mujhe Asha hai
sach kahu bade bhai.. abhi mai honewale mama ji ka duty nibha raha hu.. 💗💗💗❤islie update ko pura nahi likh pa raha..
is lie jese hi update pura likh dunga update upload kar dunga.. sorry ap savko wait karvane ke lie..
 
Xabhi

"Injoy Everything In Limits"
10,210
42,638
174
sach kahu bade bhai.. abhi mai honewale mama ji ka duty nibha raha hu.. 💗💗💗❤islie update ko pura nahi likh pa raha..
is lie jese hi update pura likh dunga update upload kar dunga.. sorry ap savko wait karvane ke lie..
Tab to bdhai Ho Aapko Aap mama banne vale ho :congrats:
 
rebellover

Member
200
577
109
Tab to bdhai Ho Aapko Aap mama banne vale ho :congrats:
shukria
 
rebellover

Member
200
577
109
Congratulation bro
shukria bade bhai.. 😊😊😊
 
rebellover

Member
200
577
109

Update 17.. army together..​

Shivam riya and shilpi apne armour ko pahen kar udte hue manzil par pahoch chuke the.. who tino samundar ke kinare khade hue the aur Krishna ka wait kar rahe the..​

Shilpi : mujhe ek baat samajh me nahi aai ki tumne pari and Jarvis ko hamari dono labs ki security tight karne ko kyu kaha.. who sab chhodo kya use active karna abhi sahi rahega? Agar who bekabu ho gaya to use koi nahi rok payega.. jab tumhare dost ne tumhe use dia tha tab usne baar bar kaha tha ki jab tak sabse bada khatra samne na aaye tab tak use active karne ke bare mein sochna bhi mat warna tumhari ek galti puri humanity ko khatam karne ke lie kafi hogi..​

Shivam : kaal koi normal a.i nahi hai.. pari and uski team mil kar use tabhi hara sakte hain jab unke pas who hoga warna kaal hamara sab kuchh take over kar lega.. skynet hi ek matra rasta hai har tarha se hamare systems and hamari earth ko protect karne ka.. agar use rokna hai matlab skynet ko to hame hamare sare systems ko ek sath tabah karna hoga..​

Riya : nahi.. ek rasta aur hai par thoda risky hai.. hame kaal pari and Jarvis tino ko ek hi robo me dalna hoga.. and esa tabhi ho payega jab ham kaal ke os tak pahoch payenge.. hamare pas esa robo to hai par kaal ka main os kaha hai.. skynet ko rokna impossible se bhi jyada mushkil hai unhe kaal pari and Jarvis ki mili juli powers se jo banega wo bhi skynet ko takkkar nahi de sakta hai.. is lie hame jitna ho sake utna jaldi kaaal ka koi ilaaj dhundana hoga..​

Who tino discuss kar hi rahe the ki samundar ki bicho bich ke area mein ek ajib si laher uthne lagi jese kuchh bahar aane wala ho.. thodi hi der baad tino ke samne ek badi si whale ke shape wali submarine khadi thi jis ki chhat par Krishna khadi thi.. Krishna ne us whale / submarine ko tino ke samne khada kia and niche utar kar un tino ke pas aa gai..​

Krishna : thank you very veery much.. main nahi bata sakti ke aap tino ne meeting ke lie permission de kar ham sab par kitna bada ehsan kia hai.. mai hamare prince namor and king blackbolt ke behalf me aap tino ka welcome karti hun.. aap tino is submarine me enter karie taki main apko hamare city le ja sakun.. Shivam and family us whale numa saubmarine me Krishna ke sath enter kar gaye.. who submarine andar se kisi hotel se kam nahi thi.. usme dininng table, computer lab aur kitchen dikhai de raha tha.. “yaha par weapons bhi hai agar aap tino unhe dekhna and aazmana chaho toh..” Krishna ne kaha.. shivam yeh sab dekh kar kafi excited feel kar raha tha..​

Khair thodi der tak safar karne ke bad who ek gate ke samne aa kar ruk gaye.. is safar ke dauran unhe samundar ke kai sare creatures ko dekhne ka mauka mila who tino khush the underwater world ki khubsurati ko dekh kar.. Krishna ne submarine ke computer system kuchh type kia and us gate par bane ek scanner ne whale ki eyes ko scan kia and uske bad hi who sab andar jaa paye..​

Thodi der tak gate ki dusri taraf andar jane ke baad who tino ek mahal ke samne aa kar ruk gaye.. shivam and family apne suit ( armour ) me bane oxygen tank ki wajah se asani se saans le pa rahe the.. Krishna ne apne submarine ko ek jagah park kia and usne safely underwater palace ki zamin par utarne ka invitation dia.. who mahel design ke hisab se modern zamane ki housing designs se kafi alag and advanced + khubsurat + amazing tha..​

Krishna : welcome to our palace mr.shah and family.. yeh hamari city ke andar bani first building hai.. hamari city me sirf 3 hi buildings hai.. ek building mein hamara school + college hai jisme ham hamari generations ko har tarha ka knowledge dene ka kaam karte hain.. dusri building me hamara defense + bahari dunia ke sath realtions rakhne se related kaam hota hai jaha par main kaam karti hun is world me.. and third last building jo ki yeh palace hai jisme ham sab inhumans sath rehte hain..​

Thodi der baad sab ek room ke door ke samne aa kar khade ho gaye.. Krishna ne door ke side me bane scanner me apna finger print and ratinas scan kia jiske baad sab andar chale gaye jo ki shayad ek meeting room tha.. us meeting room ke bicho bich ek bada sa round table bana hua tha jiski sitting capacity shayad 100logo ki thi.. krishna ne shivam and family ko usi table par lagi chairs par bethne ki request kari jise shivam ne smile ke sath accept kia..​

Jawab mein inhuman king ne sehmati bhari smile di and unhone kaha, “ apki baat sahi hai mr.shivam.. mai Krishna ke hatho apko sari files pahocha dunga par is baat ka khaas dhyan rakha jaye ki yeh files bahot jyada hi confidencial hai.. in files ka kisi bhi galat hatho me padna kisi ki bhi jaan ke lie khatra peda kar sakta hai.. bahot khun baha hai us jang me and us jung se judi jankari ke lie bhi itna khun baha hai ki puchho hi mat.. is lie mai apse wada lena chahunga ki ap yeh files kisi aur ke haath me nahi lagne doge.. ”​

Shivam : I can understand your majesty.. main apni jaan laga dunga in files ko secure karne ke lie.. I assure you ki in files ka access ham tino ke alawa kisi ke pas nahi hoga.. and mai chahunga ki ham is jung ki abhi se taiyari shuru kar dein..​

Shivam ki baat sun kar inhuman king ne muskurate hue hami bhari.. uske baad unhone shivam ke sath hath milaya then who sab us meeting room ke side me bane dining room me chale gaye and dinner karne lage.. dinner karne ke baad shivam and family ne inhuman king and unki royal family ko good bye kaha and Krishna ne unhe safely samundar kinare pahocha dia jiske baad tino ghar ki chhat par aa gaye.. chhat par utar kar shivam ne ek button dabaya jisse diwar par ek secret door ban gaya and tino usme se sidha room me chale gaye and so gaye..​

Next day.. Morning.. 9am..​

Shivam and family ek so rahe the.. is bari tino ke room ka haal esa funny tha ke koi haste haste pagal ho jaye.. tino bedhange se so rahe the koi bed par adha latak raha tha to kisi ke par kisi ki pith par the.. tabhi tino ke phone ka alarm ek sath baj utha par unke phones ka koi thikana nahi tha.. nind me gussa ho kar riya ne shilpi ke bum par zor se jhapad maar dia isse jhalla kar shilpi ne nind me hi response karte hue laat mar di jo sidha shivam ko lagi jo ki aadha bed par so raha tha who niche gir gaya par uski nind par koi asar nahi pada.. thodi der baad pallavi ne door khola to room ki halat dekh kar apna sar pit lia and tino ko jagane lagi par koi response nahi aaya.. usne tang aa kar bathroom se baltibhar paani la kar tino par daal dia.. tino chillate hue ek sath jag gaye.. samne pallavi khadi thi hath mein balti lie..​

Shivam : kya chhoti maa ese bhi koi jagata hai kya who bhi itni subeh subeh? Baccho ki jan logi kya itna jaldi jaga kar?​

Pallavi thoda gussa hote hue,. “subeh ke bacche dopehar ke 12baj rahe hain koi kaam dhandha hai ya nahi.. ya office and study uparwale ke bharose chhod dia hai.. utho jaldi se and kaam par lag jao.. “​

Tino jag gaye the and fresh hone chale gaye.. tino fresh hokar niche dininng room me aa gaye jahan pallavi table par nashta saja rahi thi.. tino ne bari bari se pallavi ko hug kia and table par beth gaye.. tino ne nashta kia and apne hatho se pallavi ko bhi nashta karvaya.. tino ek sath car le kar office ki taraf bhage wese to koi emergency nahi thi par who sab pallavi ke strict work discipline ke bare mein itne dino mein wakif ho chuke the.. pallavi sab chizo me stress free rahna sikhati thi par who kaam and study ke lie indiscipline kabhi bardasht nahi kar sakti thi..​

Riya apne table par chali gai and shilpi apne cabin me and shivam company ke production department me chala gaya.. shivam us department me ban rahe har item har parts ka supervision kar raha tha and jaha par zarurat padti waha par apna guidance bhi de raha tha.. who pura department shivam ke aane se bahot excited and energetic feel kar rahe the..​

shivam ghumte hue interns area me aa gaya jaha par internship ke lie aaye hue students kuchh mini projects par kaam kar rahe the.. thode hi aage gaya tha ki uski nazar ek table par gai jaha par ek female intern ne ek telescope banaya tha jo ki ek forcefield ke aar par dekh pa raha tha.. tabhi shivam ko yaad aya ki pari and jarvis inhumans city ko ek force field ke wajah se hi nahi dhund pa rhea the.. shivam us intern ke pas gaya and uske project ko dekhne laga.. jese hi us intern ne shivam ko dekha who khada ho gaya and shivam ko greet kiya..​

shivam : kya tum apne is project ke bare mein batana chahoge.. it looks amazing and incredible.. a telescope with ability to look throughout the force fields..​

intern : yes sir and thank you for noticing my project.. mera naam rajni hai and mera project forcefield ke aarpar dekhne ke taiyar kia gaya hai.. maine kahi par suna tha ki hamare normal devices powerful forcefields ke aar par nahi dekh pate hain to maine kalpana kari ke agar hamare devices force field ke andar dekh paye toh kesa rahega is lie main is idea par kaam karne ka soch rahi hun..​

shivam : this idea is truly incredible miss rajni.. apka yeh upcoming invention defence systems ki duniya me ek naya badlaav le kar aayega.. I would like to approve this project officially from our company.. aapko is project ka in charge banana chahunga and apko is project ko taiyar karne ke lie ek team di jayegi.. I hope aap is opportunity ka sahi se istemaal karengi and hame nirash nahi karengi.. iske baad shivam ne apne h.o.d ko bulaya and rajni ke project idea ko approval dene ka order dia and use ek team dene ka bhi order de dia..​

rajni aaj behad khush thi aaj uska scientist banne ka sapna pura hone ko tha.. usne man hi man uparwale ka shukria kia and khud se wada kia ki who shivam ka bharosa nahi tutne degi.. shivam ne use good luck wish kia and apne cabin ki ore chala gaya.. aaj ka working day khatam hua and tino apni car me beth kar ghar aa gaye..​

evening time..​

shivam shiilpi and riya tino drawing room me bethe hue the.. shilpi and shivam thode thake hue the and ek dusre ke sath pyaar bhara waqt bitane ke lie taras rahe the.. and yeh baat riya and pallavi ko bhi malum thi.. tabhi pallavi ne riya ko kuchh ishaara kia uska ishaara pate hi riya ne apne phone me kuchh kia and who shilpi ka hath pakad kar upar room me le gai.. ese achanak hue hamle se shilpi thoda chaunk gai and fir bhi who uske sath upar chali gai.. wahi pallavi ne shivam ka hath pakda and usko shivam ke room me le gai..​

shivam : kya baat hai chhoti maa.. aaj ap and ria kuchh alag hi behave kar rahe hain.. koi serious baat hain kya?​

Pallavi ne smile karte hue wardrobe se ek blue rang ka blazer nikala and shivam ko dete hue kaha. “ koi khas baat nahi hai.. baat itni si hai ki tum meri bahu ko le kar thoda ghum aao use thoda pyar do use uska haq do.. mai nahi dekh sakti use tumhare lie tadapte hue.. mene dekha hai tum dono ko ek dusre ke lie tadapte hue..” fir pallavi ne apne hath se ek ring nikal kar shivam ke hath me de di aur kaha.. “ har premika ka sapna hota hai ki uska pyar apni manzil par pahoche.. aaj tum meri beti shilpi ka who sapna pura kar do.. yeh ring mujhe karuna ne di thi ab mai yeh ham dono ki bahu ko dena chahti hu.. “​

Shivam ne us ring ko bade pyar se Kabul kar lia and kaha.. “ mai wada karta hu chhoti maa .. main meri shilpi ko uska har ek haq dunga har khushia dunga jise who deserve karti hai.. “​

Dusri taraf shilpi ko riya ne ready karna shuru kar dia tha.. usne shilpi ko make up ki madad se ek jannat ki pari bana dia tha.. riya ne shilpi ko ek blue rang ki khubsurat saree pehnai thi and upar se khule baal uski khubsurati me chaar chaand laga rahe the..​

Riya : aaj maine and chhoti maa ne ap dono ki dinner date plan ki hai and apko apki life ka sabse bada and khubsurat surprise milne wala hai.. good luck for that surprise kehte hue usne shilpi ko aankh mar di..​

Arvind Sharma

Well-Known Member
2,046
4,731
143
nice1
 
Top