• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Horror The Mirror..(complete)

Adirshi

Royal कारभार 👑
Staff member
Sr. Moderator
38,218
54,028
304
Lga hi tha ki kuchh tgda kaand hua h wade ke andr tbhi ye aatma aise bhatak rhi h aur waha ki aurto ki akaal marityu me uska hi hath ho skta h wo unke sharir me pravesh krti hogi aur aise hi roj roj hone se wo sbhi beemar hokr marr gyi hongi...to ab ye apna badla le rhi h usi ke mutabik ye sandhya ke samne bhi aayi taki us ghr ke har mard ko yauvan sukh umar bhar na bhog sake.. Ab to sara sach sandhya ke samne h dekhte h wo ye baat anish ka bta paati h ya usse phle hi kamini use fir se apne vas me kr legi..aur fir wohi hoga jo hota aaya h aur iss baar to sayd pura vansh hi khatam ho jaye kyuki anish aur sandhya ke to abhi koi aulad bhi nhi h...to dekhte h kya hota h ab aage..waiting brother👏👏👏👏👏👻👻👻👻💀
sabhi sawalo ke jawab aaj mil jayenge bhai
bahut bahut shukriya :thanks:
 

Adirshi

Royal कारभार 👑
Staff member
Sr. Moderator
38,218
54,028
304
Horror story my one of fav genre. So far story kafi promising lgti hai. Remainding me of another story but every story is different in there own way.

Sandhya ki utsukta ne use ab usi loop me fasa diya jisme uski family ki dusri ladies fas kar jaan gawa chuki. Kamini ki aatma ne yha sandhya ko apni story dikhayi iska to yahi matlab hai ki vo sandhya ko marna nahi chahti balki apna insaf chahti hai.

Aage dekhna intresting rahega ki sandhya ke sath kamini kya karti hai.
sare sawalo ke jawab aaj mil jayenge
bahut bahut shukriya :thanks:
 

Adirshi

Royal कारभार 👑
Staff member
Sr. Moderator
38,218
54,028
304
ahani ~ purkho zameen jaydaad, Karib chaar pidhiya raj karne wale us mahal numa wade ki panchvi pidhi yani rao sahab ki mrityu ke baad unka ek matra beta anish aur uski wife sandhya gaon us wade aur jameen jaydaad ko apne naam karne aaye... haalki ab bhi gaon nahi aate lekin agar nahi aate to gaon ki saari zameen, wo mahal numa wade pe sarkar hak jama lete..
gaon us us wade aane ke baad sab kuch normal hi raha par ek aisa mod aaya kahani mein jo shayad anish aur sandhya ki jindagi badal ke rakh de...
atit ke panno mein rao sahab aur anish ke khandaan ke sabhi mard hawas ke pujari the.... bas ek nanasaheb ko chhod ke... lekin jab nanasaheb apne bete aur kamini ki jhadap aur baad mein kamini ko rokte waqt uske adhnangi sarir ko dekha to nanasaheb ke andar hawas insaan jaag gaya... apni tharak mitane ke chalte kamini ko maar diya....
usne socha hoga ki chalo bala tali par badle ki aag ke chalte kamini laut aayi... kayi saari nuksan bhi ki hogi us wade walo ki....
Khair ab bari hai anish aur sandhya ki....
Shayad Ye dono akhiri shikar hai uski..
sab aage pata chalega
pasandida kirdaar koun aur kyun?

Waise abhi tak is kahani koi khas kirdaar pasandida na hai... Haan par ye kirdaar Kamini kaafi interesting lagi coz mul kahani shayad ushi pe adharit ho.. .. ..
aisa keh sakte hai
kya update mein vastavikta hai ?

Kuch baatein chhod baaki sabhi mod pehlu kalpanik hai... ... kyunki kahani mein jo ghatnaye ghati yeh aam jindagi mein shayad hi kahin dekhne ko mile...
har ek pehlu aur har ek mod ke baare soch ke kahani aur update ko Kalpanasheel lekin varnantmak roop mein pesh ki hai..
Btw writer sahab ne abhi tak ke kahani se samandhit ghatanao ko jis tarah shabdon ke roop mein sonjoya hai,, usme wo purn roop se kamyab rahe..
purnatah kalpanik
Abhi tak ke kahani ko leke koi anuman?

ek sandesh hai is kahani mein mein...

Har achhi dikhne wali cheej aapke liye achha hi ho..ye thodi na sambhav hai.. .. Kya pata wo cheej aapko barbad kar de ya aapki jaan tak le lein...
jaise wo wade mein...un cheejo ko aur us kamini ko aur bhi nazdik se jaanne ko ichhuk sandhya kaise sambhu pe jod de rahi thi batane aur dikhane ke liye lekin wo is baat se anjaan ki iska anjaam kitna ghatak ho sakta hai..
achi dikhne wali chize kayi baar ghatak sabit hoti hai
Update ka koi pasandida bhag aur kyun?

well pasandida to bhag to.... wo wade aur waha se related purani baatein jis tarah explaining kar raha tha sambhu wo bhag...

vishesh prakar ke drisya - udaharan ke liye dukhad drisya, tanav purn drisya...?

sabse tanav purn aur dukhad drisya.. us haramkhor nanasaheb aur uske haramzade bete ke chalte kamini ki maut ho gayi thi...
yaar ye mehal numa wade mein rehne wale log to gatar ki paidayash nikle... jaise gandi naali ka kide nanasaheb aur uska beta... :D
aage aur bhi aisa drishya aayega
Khair..... kuch mann ki baatein - - -
shaanadar update shaanadar lekhni shaanadar shabdon ka chayan....har shabd ek alag kahani bayaan kar raha tha mujhe update padhte waqt.. aisa laga jaise likha gaya har shabd jeevit ho utha aur mujhe ye kahani mein ghatit drishya dikha rahihai....
kam shabdon mein kaise ek badi sikh de jaaye is mamle mein update sarvashresth hai ki dikhne wali har achhi cheej sehat ke liye thik na hai... ..
ek readers ke liye sab se badi khushi ki baat yahin hoti hai ki aise update padhne ko mile .. bahut bahut dhanyavaad aapko jo itna achha sundar aur sikh dene Wai kahani ham sab pathakon ke madhya rakhe... .

.. The narration and the dialogues were perfect fit for the atmosphere of the story.
Also.. Adirshi sahab has done remarkable job in building the character of deep . ..
The end of the update(no 6) delivers a big social message . A big :applause: :applause: for that.
Kiye gaye gunah ko jitna bhi chupa lo.. ek na ek din sabke samne aana hi hai..
Brilliant update with awesome writing skills :yourock: :yourock:
thank you :thank_you:
Well.. well.... well.....
presenting - ek details ke sath presenting ki hai story aur characters related topics.. .... chahe wade aur waha ke rehne wale members ho ya wade kya kuch cheejen kaha kaha rakha gaya hai...
Btw agar story long hai details dena badhiya hota hai... lekin agar short story ho to adhe se zyada kahani details mein chali jaaye... baaki suspense, thrill aur horror ke liye bache hi na...
but kabhi kabhi details jaruri hote hai
Anubhav.... abhi tak ki is story padh kar?

suruwati daud mein lead kirdaar pe paranormal activities ne kabza kar liya....
suspense thrill yahi pe khatam ho gayi...
aur thodi der baad jo hua us paranormal activities matlab kamini ke sath uski details deke rahi sahi suspense, thrill ko bhi khatam kar diya.....
aage thrill ye bhi hai ke lead caracter usse apne aap ko kaise bachata hai
Overall..... Adirshi xp ke daud se hi romantic stories zyada thrill based story pe zyada dhyan dete the...
isliye aaj tak jitne Thiller prefix ke stories hai sab ek se badhkar ek the... aur wo stories aage bhi best thrilling suspense-filled wale kahaniyo mein gine jayenge...
thriller me kick hai :dazed:
lekin ye story.....:sigh:. The lounge jana kar karo yaar... Story line pe zyada dhyan dijiye .. ye pehli baar hai jab ju ki story related kuch mod aur pehlu ne nirash ki hai...

.........
suggestion noted
bahut bahut shukriya :thanks:
 

Adirshi

Royal कारभार 👑
Staff member
Sr. Moderator
38,218
54,028
304
Top