- 33,380
- 22,036
- 274
I just cant leave that character... No matter which story i write... His name will not be forgottonWese iss story me Arman ka bich bich me jikr karna sab gyani bhai ki chal hai hum jese logo ko story me uljhaye rakhne ke liyeapne gyani bhai bahut chalu hain.
Wo first laundiya i mean third laundiya ka naam Nivedita Rani hai.. Yaad rakhne ka.. Teesari ladki wahi haiBaat ye hai ki WE WANT ARMAAAAANNN and isme we har wo banda jisne 8th semster dil se read ki hai or hume bhi pata hai ki deep inside aapke dil ke andar jo black hole usme arman hi basa hai usse aap bhar nahi nikal sakte after all usne apni kahani khood likhwai hai aapse aur aapko kya lagta tha ki 8 th semester aapne likhi hai na ji na aap to kuch romantic chepne wale ye to Shri Arman 4th wall tod ke khooni ground me baithake aapse likwaya hai. Khair jo bhi but gyani bhau aise mat karo jab bhi is story me arman ka jikra hota hai tabhich rongte khade hote hai dil me khusi ki lehar ke sath dil tur jata hai. Dedo yaar ek or part arman ki story mat udao bey use aise. Btao ye koi end hota hai kya tony stark endgame ke baad parllel universe me job karta dikhe to kaisa lagega jisme shakal ke alawa tony stark ki personality hi nahi ho ustad ji samjha nahi paa rha me apne emotions ko writer nahi hu na aapki tarah par manjao bey aisa kya different try karoge life me arman pe hi likhte jao sari ummer bharat ratan hum dilwayege tumhe manjao bhau humko pata hai tumhare pass ideas jaror hai third part ke 4 th part ke 5 th part ke par bas likhna nahi chate kyunki darte ho ki ek baar likhna start kar diya to bhar nikalna muskil hi nahi namunkin hai par abhi bhi fase hi hue ho tabhi to is story me bhi har dusre update me jikra kar rahe ho isime hi ched do arman ki story or sach kehra har hint notice kiya hai is story me jaise ki starting ke hi updte me jab first laundiya (name yaad ni ) nagpur Transfer ki baat kehti hai to atharva bolta arey nagpur humara ek senior tha wha pagal khane me tha (itni bezti) matlab atharwa ko abhi tak arman ki death ka pata nahi chala par wo to college ki parking me mara tha jitna mujhe yaad hai ya me bhul gaya pata nahi ya fir ho sakta hai arman mara hi nahi ho bas pagal hi hogaya (underplan)
Jo bhi hai le aao bhai wapis apne arman ko waise bhi aisa lagta hai jaise wo aapki another consciousness hi ho manjao bey
6bara.. Ye to meri technique hai.. Ye is thread se baahar nahi jaani chahiyeapun bhi 2 baje tak piya or fir subah uthte hi 8th semester start ki dobara i mean 6bara
Main bhi sex story search krte hue xp pe aaya tha.. Horror sex story tab bunglow no. 13 mili thi8 th semester maine kai saalo phle padhi thi bachpan me nahi mera matlab 4 saal phle bas tab me xossip ki existence ke baare me bhi nahi janta tha wo to bas ek din gang bang ki story search karra tha google pe or a walk in the jungle wala chapter agaya read to sex scene ke liye kar ra tha par sala read karte karte sochne laga ye khooni ground varun, hostel ke launde or ye sala arman ka majra kya hai par apun fir bhi sex pe tika rha or sex dhundta rha par sala nahi mila
Thanks52 snjana ki feeling kuch samjah me nahi aa rhai hai....riya ko dekh kar lagta hai ki pat hi gayi hai...par jab flash back se reality ki jhalak milti hai to athrav single hi apna hath me pakda ghum raha hai....
Isi forum pe bahot se writer hai jo sb ki feeling show karte ladki kya sochti (in her mind) type ka chutiyapa kar k likhte....par tumhari baat alag hai Tum in sab chutiyape se door ho jo mujhe sb se achi baat lagti hai
Shivam ka next part padhne se acha yehi wali padhne kaIsase achha to shivam wali ka next part likhane ka bhut ichchha hai use padhane ki![]()
Ye to apun dhyan nahi diya... Ab se dungaUpdate 50, 51 zabardast ved jis update me hota us me meri hasi rukti nahi....zabrdast
Chalo koyi to nahi gariyaya bhatti koUpdate 49.....badhiya riya full response De rahi hai....ab athrava ko proof chaiye sine k baal ka hahaa
Atharva ke liye Sanjana kabhi friend thi hi nahiसंजना को देख कर अब थोड़ा बुरा फील हो रहा है... आखिर उसकी गलती ही क्या है...
हां माना उसका bf है पर बेस्ट फ्रेंड तो अभी भी अथर्व ही है ना,
तो उसे क्यों उससे दूर किया जा रहा है...
wo uski ek fiki muskaan...wo aankhein mein ankahin dastan.. bahot kuch baatein kah gayi bina ek shabd bole hi... Ki bas atharva ko na bhulane ki usne kasam le dali thi... chhod kar na jayegi, apni ye baat bhi us pratiksha mein dali thi .. ek agar ruthega to ushe dusra manayega... wade ye dosti aur pyar ke koi tod kar na jayega... wada nibhaya sanjana ne bhi,,, kal bhi aur aaj bhi... aur riya ke samne laaj bach gayi atharva ki bhi.. ab to agle janam mein milne ki aas bach gayi sanjana ki bhi ... kahe wo fiki muskan ki mukt karti hai atharva ko, uske bhoole bichhde waadon se... mat kare wo glaani kabhi... uske un sabhi adhure waadon se..
Deep oneBtw chaahe log lakh kahe ranjan ya uske pita ke baare mein buri baat par meri nazar mein dono hi epic kirdaar hai.... understanding, apne karm ke prati nishtha... ek dusre ke liye fikarmand.. chahe sharabi hi sahi par bete pe aaj tak aanch tak aane nahi diya wohi dusri taraf jis tarah se ranjan apni padhayi ke sath sath apne pita ko help kar raha dhava chalane mein... iske sapne jarur pure honge ek din.. kamyabi ke shikhar tak jarur pahunchaga..
Madhu bhi... Sabse phle to wohi reject hui hai. khas kar jafar, mini aur wo chudail bio wali teacher![]()
कल पढ़ कर रेभो देता हूं ज्ञानी भाई ।
Ab tag me suspence hai to kahi na kahi suspence lana padegaatharva jo jo kiya sab hi suspence me hai to yaad hai konsi baat....shayed Sanjana bhi atharva ko peyar karti thi tabhi to atharva ka kuch bolne se hi muskurahat aageyi thi chehre pe
Waiting for next update
These Daru pepulGreat update bro...bahut time baad aaj comment krne ka time mila hai. Keep it up.
A smile is a smile, wether it is for 1 sec or for 1 decade....but that smile was only for a while,
Bas bas in do ko nipta ke Niv ka number lagata hu...Hmm.. sab to bahut achha chal raha hai. Bas 'Niv' ki yaad aa rahi hai. Kuch uske baare me ya uske past ke bare me jaanna hai. bahut ho gya silky Aur Rosie ab Niv ke prospective se kuch bataye ki Atharva to chood aya job Niv kya soch raha aur kya kar rahi hai
Ashleel ladkiबायो वाली मेडम आज रंजन की वाट लगाने वाली है
ऐसे ऐसे क्वेश्चन करे कि प्रिंसिपल भी शरमा जाए
और रंजन फटाक से उसका जवाब दे,
You have described it perfectly. Whenever there is a jam on the road, the reaction of the people is the same and in such a situation, the mood is clearly bad. Well the way you made this scene funny, it touched my heart.
The story lacked a scary scene, now we'll romance with ghost,Poor innocent girl has been bothered by both of them,
I think she will push Veda and drop it in the ditch.
![]()
As always the update was great, You are writing very well, Now let's see what happens next, Till then waiting for the next part of the story.
Thank You...
![]()
Ghoom gaya dhudh ke laata hu...![]()
Thankslovely update
Hirani is my fav director from india.. Aur flaLagta hai GYAANI bhai aap 3 idiots se kuch jyada hi inspired hai isliye aapki sabhi story me present or flashback mix rehta hai.
.
Main darasal ye mention krna chahta tha story me.. Par fir editing me hata diya... Ekdum rapchik view biduSochne ki baat hai jab arman ki bahaduri ke charche chal uske school me chal rahe the tab uski college me khooni ground me pelai ho rahi hogi![]()
Hirani is my fav director from india.. Aur flashback to har story me hai mere...Lagta hai GYAANI bhai aap 3 idiots se kuch jyada hi inspired hai isliye aapki sabhi story me present or flashback mix rehta hai.
.
Too much pain bruKya batau bhai... Maja aageya hai.... Riya atharva ko shayed peyar karti thi.....liken alag ho geyi liken kyu.... Waiting for
Rote gate 10 ki speed me to chadhte hai truck waale... Paidal chalne waala daud ke chadhe, 2 jhapad maare aur daud kr nikal jaayewaise truck driver se zyada panga nahi lena chahiye, tab jab 2 wheeler pe sawar ho kya pata khunnas mein piche se thok hi de aage chalke....
Abe ghantasidhe se
pahuncha dene ka chakhne ka jugad apan khud kr lega
For Winning Award ab ye storie sticky se hatni nahi chahiye
![]()
revo kidhar hai![]()
Nicee![]()
Too funny...![]()
SuperB.....
Bhai aapne 8th semester 6 baar padhi hai lekin aapse yeh umeed nahi thi.
It's ARMAN not ARMAAAAANN
.
Shri Arman ko yeh pasand nahi koi unki naam galat pronounce kare.
रोड पे यदि जाम लग जाए तो वही फिलिंग आती है जो अथर्व और वेद को आई थी ।Chapter-12: BIG BOOM
Update-52
“ka hua… ka boli bio wali…” Ranjan chehra latkaye class me aaya toh maine puchha “saxsena kya bola…? tujhe quit karne ke liye toh nahi bola…naa”
Principal office se aane ke baad se hee Ranjan ekdum shant tha aur mujhe aashanka ho chali thi ki kahi... us bio wali ne Ranjan ko baahar ka raasta toh nahi dikha diya...? upar se Ranjan itni der se kuch bol bhi nahi raha tha , isliye ye aashanka aur badhti gayi...
“bol na... kya hua...”
“chodte hai…” hawa me dahina hath uthakar Ranjan aise gurraya
Ranjan aise gurraya, maano koyi jung jeet li ho usne... waise bhi us samay wo humare liye ek jung ke samaan hee tha... isliye Ranjan ka is tarah chillana shayad sahi tha... us par jab Nagdi Gang ko is-se nuksan ho toh fir kuch bhi karna sahi ho jata hai. atleast , us samay toh tha hee.
“toh matlab ab no mini, no madhu.. hai na..?”
“sab tension door… bas kal aur bulayi hai next 2 chapter se question karegi… kasam se bhai, first time zindagi me lag raha hai apni bhi value hai aur kuch valuable karne jaa raha hu… hum log jeet toh jayenge na…?”
“pata nahi, itna door ka nahi sochta main… bas tu bio sambhal le… waise main aur Ved bhi thoda-thoda bio rat le rahe rahe hai.. aur thoda-thoda se mera matlab... pura-pura”
“Bhatti, yar... first time mera kisi chiz me naam aayega. Main toh abhi se hee ekdum josh me aa gaya hoon... jab Vidhayak pure hall me waha maujood sabhi logo ke saamne mera naam announce karenge ki Sanskar Valley ko represent kar rahe hai…. Atharva, Ved Aur Ranjan. Sab kitne chaunk jayenge mera naam sunkar... par fir mere liye taaliya bhi bajayenge , cheer bhi karenge. Parents allowed hai kya…? Papa ko bulaunga main. Mujhse kabhi bola toh nahi unhone kisi chiz ko lekar lekin mujhe pata hai ki hare k ke parents ki ye expectation hoti hai apne bachcho se.. ki uska ladka ya ladki stage par khada ho aur baaki sab taaliya bajaye aur yadi jeet gaye toh fir.... wo kitne khush honge, Bhatti... par kya school waale allow karenge unhe...?? ”
“sab allowed hai… bas bol dena ki daru na peekar aaye warna josh-josh me question puchhne wale ko hee naa mashak de…”
“achchha thik hai, main nikalta hu ghar…”
“aajkal tu har din bhag kyun jaata hai lunch ke baad…?”
“ Mujhe dhabe pe jaana padta hai. do workers ko papa ne sharab ke nashe me buri tarah peet kar bhaga diya aur sham hote tak bheed itni badh jaati hai ki aadmi kam pad jate hai… teen din se raat ko ghar me nahi balki dhabe me so raha hu aur kal raat ko toh darwaja bhi toot gaya, ab sirf darwaje ko utha kar gate ke paas rakh leta hu… chal achchha... bye…”
“bye….”
Ranjan ke sath-sath main bhi class se bahar aaya aur class ke baahar khade hokar bio walo ki class ki taraf dekh Riya ko dhoondhane laga… kyunki uske liye main 120 rs wala chocolate laya tha… thanks to Mira. Main abhi bio class ki taraf Riya ko dhoondh hee raha tha ki mujhe seedhiyo se upar aati hui Sanjana dikhi aur Meri nazar Riya ko dhoondhna chhod seedhiyo se upar aate Sanjana par tik gayi. Seedhiya paar karke Sanjana jaise hee corridor me aayi , usne adatan meri class ki taraf dekha , idhar main use hee dekhe jaa raha tha aur isi dauran humari najre ek –dusare se jaa mili. hum dono ki najre jaise hee ek –dusare se mili.
hum dono jis position me khade the... jo kar rahe the waise hee jas ke tas khade rahe... maano hum dono me se koyi jara sa bhi hilega ya fir koyi harqat karega toh saamne wala turant ek pal me waha se adrishya ho jaayega. Maine Sanjana ko gaur se dekha.. bahut udas lag rahi thi wo. jiska karan bhi shayad main hee tha. Par main karta bhi kya…? Us din yadi uski khushi ki parwaah karta toh apni khushi gawa deta… uske chaahne wale toh fir bhi bahut the. upar se Ved ne already one girl at a time wala concept mujhe samjha diya tha jisme se yaa toh Riya Rose ya fir Silky Sanjana... mujhe in dono me se kisi ek ka chunav karna tha. Sanjana ke paas toh fir bhi Jafar tha, Ranjan waiting list me tha. Mere paas kaun tha…?
maine us din Riya Rose ki painting kyun choose ki maine ispar jyada vichar nahi kiya. Ved ne halanki ek sidhhant dekar explain kiya tha ki maine aisa kyun kiya. Par sach kahu toh maine ispar kabhi jyada vichar hee nahi kiya aur naa hee ab iski koyi parwah hai aur ab jyada sochne-vicharne ka koyi tuk bhi nahi. Kyunki jo hona tha , wo toh already ho chuka tha. lekin us din class ke baahar maine apna dahina hath utha kar wahi se khade-khade Sanjana ko hii kaha. Ofcourse usne meri aawaz nahi suni hogi, maine chilla kar kaha bhi nahi tha par wo samajh gayi ki main use Hii kah raha hoon. Jiska jawab Sanjjana ne ek feeki muskan ke sath diya... uski wo feeki muskan seedhe mere dil me chubhi aur maine turant jeb me rakha chocolate nikal kar Sanjana ko dikhaate hue hawa me lahrane laga aur ishare se us-se puchha ki… use chahiye kya..?
mere aisa karte hee Uski feeki muskan me feekapan kam hua aur wo sach me muskurane lagi…
“main aata hu udhar… udhar hee ruk…” maine kaha , ye jaante hue bhi ki use sunayi nahi dega… lekin wo meri harqato se samajh gayi aur wahi ruki rahi…
main hath me dairy milk lahrate hue khushi-khushi Sanjana ki taraf badha aur sochne laga ki chocolate dekar use style se sorry bol dunga aur sath me ye bhi kah dunga ki Riya Rose ki painting better nahi thi… wo toh use patane ke liye maine aisa kah diya tha. Kaha wo aur kaha Riya-Viya. Fir Sanjana mujhse pahle ke mafiq baat karne lagegi… fir life set. Fir mere ek taraf girlfriend aur dusari taraf girl friend. Mast threesome hoga humara... fir chat Sanjana patt Riya Rose. Yahi sab sochte hue hue main Sanjana ki taraf badh raha tha.
ki............ Riya apne muh me botal fasaye paani peete hue apne class se nikli. Riya ke class ke nikalte tak me Main lagbhag bio class ke paas pahuch hee chuka tha aur jab Riya ne pani peene ke baad botal ko apne juicy lips se alag kiya toh uski nazar mujh par padi...
“tum school aaye ho, subah se dikhe nahi toh mujhe laga absent ho…”
“Riiiiii… Yaaa…. Hiiii... tumhare honth sach me pink hai yaa lipstick lagayi ho...? wanna know my willd guess...? tumhare lips koyle ke mafiq kaale hai, par lipstick laga ke tum unhe chhipa rahi ho..."
"bilkul... yahi toh kaam hai mera... ki din bhar lipstick lagate rahu..."
" tumhari naak din me kyun laal hai.. ? abhi thodi itni thandi pad rahi hai…”
“pata nahi…. Apne aap meri naak laal ho jati hai… aur ye kya hai, chocolate…. Wow…”itna kahte hee Riya ne mere hath se chocolate apne aap le liya aur maine mana bhi nahi kiya “mujhe naa... ye wala flavour bahut pasand hai... thanks…”
Riya chocolate ka packet faadne lagi aur main thodi door me pichhe khadi Sanjana ki taraf dekha... uski asli muskan jo kuch der pahle lauti thi wo fir se feeki muskan me tabdil hone lagi… Sanjana ne mujhse kuch nahi kaha, bas mujhe Riya ke sath dekh feeke muskan liye muskurati rahi aur ungaliyo se ok gesture banaya , ok gesture..? arey wahi jisme index finger ko thumb se jodkar wow-vow kahte hai aksar… waisich…
Toh apni ungaliyo se mujhe, Riya ke sath dekhkar Sanjana ne wow kaha aur waha se chup –chap apne class ki oor badh gayi…. Main Sanjana ko rokna chahta tha, Riya se aadha chocolate lekar Sanjana ko dena chahta tha aur wo udas kyun hai uska kaaran puchhna chahta tha . lekin us samay maine aisa kuch bhi nahi kiya. Sanjana ke jane ke baad main wahi Riya ke paas khada raha aur Riya se baat karne me busy ho gaya….
“maine na.. painting complete kar li.. tumhe dikhau..”
“dikhao..”
“oOo.. sorry. Wo toh main layi hee nahi… ghar me hai… kal jab submit karungi tab dikhaungi.. ok..”
“ok…”
“ruko… do minute..”bolkar Riya apne class ke andar bhagi aur main palatkar arts class ki taraf dekhne laga… ki shayad Sanjana waha gate pe khadi hogi… par wo waha nahi thi aur tab tak Riya bhi wapas aa gayi…
“kasam se… had karti hai yar tu bhi… ab ye beanie pahnegi ... din dahade… bhagwan se toh dar”
“hahaha….. ho gaya tumhara… meri naak laal hona matlab mujhe beanie pahan lena chahiye…”beanie apne sar me daalte hue Riya boli
“berry beanie booo…”
“Evening at the park…?”
“nahi.. wo Ranjan ke dhabe pe jana hai. time nahi hai, apun ke paas....”ye maine aise hee kah diya, jab Riya ne mujhse park me aane ke liye puchha toh... jabki mujhe kahi nahi jaana tha. par us din maine aisa kyun kaha ,main aaj tak suspence me hoon.
“Evening at the park…? ”
“nahi.. wo Ranjan ke dhabe pe jana hai. time nahi hai, apun ke paas....”ye maine aise hee kah diya, jab Riya ne mujhse park me aane ke liye puchha toh... jabki mujhe kahi nahi jaana tha. par us din maine aisa kyun kaha ,main aaj tak suspence me hoon.
Waiting for next update aur wo abhi chahiye![]()
न्यू अपडेट
![]()
Shivam ka next part padhne se acha yehi wali padhne ka
Are meini to isme hi kope up nahi kar paa rah... is weekend ankh lagaunga isme ab.. aur padh dalunga.. .... Bhai Sah baat to ye hai... Gyani bhai ki koi bhi kahani aye... mujhe vo hamesha avval lagti hai... Yug Purush Bhai to ye bhi keh rahe the ki vo ek murder mystery lane wale hai.. Mere ko to uska bhi intezar hai.... Kuch bhi aa jaye...Ise to padha hi jyega bs isliye shuru nhi ki ye wali ki ju goli baaz aadmi ho men kahi apan padhte 2 beech me phuche or ju gyab ho jao or apan chutiya ki dhal waiting ka tag lgate rhe atamkami ki dhal
Btw A loner ko padh kr shivam ki yaad aa gyi bhut din huye sci-fi or magic type story padhe socha shivam padh kr ye ichchha puri ho jye waise bhi technology bhut aage ja chuki hai to ise time ka shivam ka part jyada hi alag or unique hoga kyuki technology ko dekhte huye soch bhi bhut develop ho gyi hai 2013 wali bhi mast thi pr 21 wali kis level ki hogi uska bs andaza hi lgaya ja skta hai atamkami ko sochkar isliye uske liye kaha
Kya kahte to harshit1890 bhai shivam 3 aani chahiye na![]()