• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Thriller Tujhme Rab Dikhta Hai... (paused)

Ankitarani

Param satyagyani...
2,959
12,528
144
अपडेट 30

कमाल का अपडेट.... 💝

पवन , रक्षिता के कारनामों के कारण उसकी तरफ पूर्ण रूप से आसक्त हो चुका है... उसे अब रब मिल चुका है... उसकी तपस्या पूर्ण हो चुकी है... रक्षिता के लिए वह अब जानवरों से दोस्ती भी करलेता और रक्षिता भी उसकी दोस्ती को कुबूल कर लेती है... क्योंकि इससे उसके मित्रों का फायदा ही था...

एक बार फिर अपने प्राणों की परवाह किये बिना, अपने बौद्धिक ज्ञान का प्रयोग करते हुए रक्षिता ने गांव वालों की और उस युवक की रक्षा की... एक बार फिर पितामह को उसके कारनामे का ज्ञान हुआ जो कि मात्र सैनिक के कन्या कहने से ही समझ गए....👌👌👌👌

थोड़ा सीघ्रता से कहानी को अब आगे बढ़ाना चाहिए मेम... रक्षिता के गुणों का आभाष अब सबको हो चुका है... और अधिक इस प्रकार से पढ़ने में सबको रुचि न हो... मुझे तो ऐसा ही लगता है बाकी सब क्या सोचते हैं नही पता...!!!

कहानी जल्द ही भूतकाल से वर्तमान काल तक आएगी ऐसी आशा करती हूं... चाहे तो मिक्सअप करलेना... बीच बीच मे उसके भूतकाल की झलक.. बाकी जो आपको उचित लगे...😁😁


अगले भाग की प्रतीक्षा रहेगी.... :waiting:
Thnkss swati ji...ab rakshita ke dosto ka mja hi mja hai...
Ye update..agr us lootero wale scene ko chhod de to...pura sirf pawan or rakshita pr tha...rakshita ka guno ko nhi blki in dono ke bich ki kahani chl rhi h ab...jo bht jruri h kuki ye kahani hi romamce catogery me h...

Bs ek do update or in dono ke...uske bad story raftar se bhwgegi..blki fr lgbhag khtm hu hai past....lekin in dono ki chamestry ko build krna b jruri h na
 
9,881
41,267
218
शायद आकाश ही पिछले जन्म में पवन था ।
लेकिन पवन के फैमिली में कौन कौन हैं ? उसकी मां की डेथ कैसे हुई और क्यों उसकी मां सपनों में बार बार आती है और उसे इमोशनल कर देती है ?

आरूषि जो गेम खेल रही थी वो हमने भी बचपन में लड़कियों को खेलते हुए देखा है । आकाश भाई का कहना बिल्कुल सही है कि आजकल मोबाइल और इंटरनेट के आने के बाद आउटडोर गेम्स का चलन ही बहुत हद तक बंद हो गया है ।

रक्षिता एक बार फिर से अपने नाम की सार्थकता सिद्ध कर दी । बिना सोचे समझे डाकुओं से भिड़ गई ।
इस पुरे सीन में गजब का कामेडी था । रक्षिता का तलवार को उल्टा पकड़ना और उस नौजवान घुड़सवार से उसकी बातें जबरदस्त लगा ।

पवन ने रक्षिता से एक तरह से अपने प्यार का इजहार कर ही दिया है । पर पता नहीं कि रक्षिता समझ पाई है या नहीं ।

राजभवन में भी रक्षिता के चर्चे होने लगे । लगता है उस भीषण महायुद्ध में भी रक्षिता की कोई न कोई भागीदारी होने वाली है । और उस की शस्त्र विद्या शायद वही अजनबी घुड़सवार कराए । शायद ! नहीं भी हो सकता है ।
पर चंदराक्ष कहां गायब है ? उसकी एंट्री कब होने वाली है ?

बेहतरीन अपडेट अंकिता जी ।
जगमग जगमग अपडेट ।
 
Last edited:

Ankitarani

Param satyagyani...
2,959
12,528
144
nice update ..pawan ko sapne aate hai apni mari huyi maa ke jisse wo rota hai apne dost ke saamne ..
pawan ko prem ho gaya hai rakshita se 😍..

gaon me lootere aa gaye aur ek budhe aadmi ko uske beti ke gehne laane ko force karne lage tab rakshita saamne aayi aur bina dare baat karne lagi ..
wo nakab posh kaun hai jo rakshita ki madad karne sahi samay par pahuch hi jaata hai ..

dimaag se kaam liya rakshita ne aur us ladke se betuki baate karke sainik aane tak ka samay nikal liya ...

aur ab uski charcha maharaj tak bhi pahuch gayi hai 🤩..
Thanks leon ji...hanji pawan ko prem ho gya hai ralshkta se....lekin ek side ya dono side kya pta....naqabpoah kon hai...ye bhi jald samne aayega.....

Rajamahl tak rakshkta ki charcha uski life me bahut bda bdlav lane wali hai...
Thaks again
 

Ankitarani

Param satyagyani...
2,959
12,528
144
It was now understood that on that day it was the boy Pawan who was lost in Rakshita's thoughts but what happened to Pawan's mother, why did she leave this world. Rakshita is such that everyone loved her, just once they understands her properly. By the way, Pawan likes Rakshita.
I have also seen the game that you told us in the story and even today children play it, but due to mobile games and computer games, now these outdoor games are gradually decreasing or people forget them.
Today or in the past, there are some bad people in the society who want to spoil everything. Rakshit showed bravery but his naive appearance made me laugh... It is said that do something for someone's interest, it relaxes the heart and it was happening to me today while reading the story.
As always the update was great, You are writing very well, Now let's see what happens next, Till then waiting for the next part of the story.

Thank You...
🖤🖤🖤
Thanks akash ji....pawan ki maa ke sath jya hoha...ye sb bs open hi hone wala hai....hmne bhu wo gao me bahut game khela hai...mja aata tha...pahle ke games ajkl ke bchhe kya janege...pahle pdos ke bchhe sham ke time lukanchhupai khelte the...ek dusro ke gharo me jakar chhipte the...wo najara hi or tha...

Thanks again akash sir...
 
Last edited:

Ankitarani

Param satyagyani...
2,959
12,528
144
शायद आकाश ही पिछले जन्म में पवन था ।
लेकिन पवन के फैमिली में कौन कौन हैं ? उसकी मां की डेथ कैसे हुई और क्यों उसकी मां सपनों में बार बार आती है और उसे इमोशनल कर देती है ?

आरूषि जो गेम खेल रही थी वो हमने भी बचपन में लड़कियों को खेलते हुए देखा है । आकाश भाई का कहना बिल्कुल सही है कि आजकल मोबाइल और इंटरनेट के आने के बाद आउटडोर गेम्स का चलन ही बहुत हद तक बंद हो गया है ।

रक्षिता एक बार फिर से अपने नाम की सार्थकता सिद्ध कर दी । बिना सोचे समझे डाकुओं से भिड़ गई ।
इस पुरे सीन में गजब का कामेडी था । रक्षिता का तलवार को उल्टा पकड़ना और उस नौजवान घुड़सवार से उसकी बातें जबरदस्त लगा ।

पवन ने रक्षिता से एक तरह से अपने प्यार का इजहार कर ही दिया है । पर पता नहीं कि रक्षिता समझ पाई है या नहीं ।

राजभवन में भी रक्षिता के चर्चे होने लगे । लगता है उस भीषण महायुद्ध में भी रक्षिता की कोई न कोई भागीदारी होने वाली है । और उस की शस्त्र विद्या शायद वही अजनबी घुड़सवार कराए । शायद ! नहीं भी हो सकता है ।
पर चंदराक्ष कहां गायब है ? उसकी एंट्री कब होने वाली है ?

बेहतरीन अपडेट अंकिता जी ।
जगमग जगमग अपडेट ।
Ji ha sanu ji...akash hi picchhle janam me pawan tha...isme koi do ray nhi...

Uski family ka background bhi jald hi samne aayega...
Apne sahi kaha...mobile jb nhi the to log aps me ek dusro se mil julkr time pas krte the...mobile ke jitne faeda usse jada nuksan hai...

Rajbhavan me rakshita famous ho gyi...isse uski life me bahut hi bda impect pdne wala hai...

Chandrakah abhi kahi busy hai.....use mt dusturb kro...jo kr rha hai krne do...jaise hi chandraksh ki entry hogi sb tahas nahas ho jayega....jb tk wo nhi hai tbhi tak sb sahi hai...

Anyway thanks sanju ji...
 

Ankitarani

Param satyagyani...
2,959
12,528
144
सत्ताईसवाँ भाग

बहुत ही जबरदस्त और लाजवाब।

आखिरकार अपने प्रतिबिंब को घर भेजकर रक्षिता सुबह तड़के शावक को अपनी पीठ पर बांधकर शेरनी को ढूंढने निकल जाती है। भूख प्यास से व्याकुल होते हुए भी वो नियमित चलती रहती है और आखिरकार जंगल के पास पहुंच जाती है।

जंगल में घुसने के बाद चंद्राक्ष की माता रक्षिता को पकड़कर बलि के लिए ले जाती है परंतु रक्षिता अपने बचाव में बांसुरी फेंककर मारती है परंतु ये सुदर्शनचक्र बन गया। बस फिर क्या था, सभी आताताई गाजर मूली की तरह कटने लगे। रुद्राक्ष का पिता भी मारा गया। शावक और शेरनी रक्षिता को अपने साथ अपनी मांद मे ले जाते है।

आपने बहुत ही संजीदगी से कहानी को लिखा है। बहुत ही बेहतरीन लेखनी है आपकी। आपके दिमाग ऐसे thought आते कहाँ से हैं।आपने पशुओं और मानवों के बीच जो सामंजस्य स्थापित किया है वो काबिले तारीफ है।


Thanks mahi ji..ha rakshita ne akhir kar shawak ko uski maa tak pahucha hi diya...uski ye achhai hi aage chalkar usle lie vrdan sabit hongi...thanks mahi ji story pahle se mind me hai to thought aane ki koi bat nhi...

Wese..
SANJU ( V. R. ) ji ko ek bar mene btaya tha ki mujhe ek spna dikha tha...
Sanju ji ne kaha ki spna kisi ko nhi btana chahiye...

Or sch btau usi spne se ye kahani bni hai....ag jo age chlkr 2uldate honge wo usi spne ke honge...ye spna mene meri story khamoshiya pr btaya tha...usi din se mai ye kahani sochne lgi thi...shayd sanju ji bhul gye honge...
 
Last edited:

parkas

Well-Known Member
26,254
58,602
303
UPDATE 30


"pawan....utha jaa beta....kb tak sota rhega..."ek dm hadbdakar pawan ki ankh khulti hai...or wo paseeno me nhaya hua ,uthkar beth jaata hai...

Pawan uthta hai...or paani peeta hai....
Uthkar nadi pr jaata hai...nhane ke lie...naha dhokar apne dost ke ghar chlaa jata hai...
Pawan apne dost ko awaaj deta hai ....
Uska dost...ravi bahar nikalkr aata hai ...
Ravi-aaj itne subah subah...
Pawan-haa ...aj fir se whi swapn....
Ravi -aaja...andar aa...
Pawan andar chala jata hai...
Ravi use khane pine ki puchhta hai...lekin pawan mna kr deta hai ..

Ravi-vistar se bto...kya hua..
Pawan-maata shree ka swapn dikha...
Itna bolkar pawan rone lgta hai...

Ravi use smbhalta hua-vilap mt kro mitra...tumhari mata tumhe bahut prem krti thi...islie wo tumhe swapn me dikhai deti hai....
Pawan-haa kintu....itna bolkar fir se pawan rone lgta hai...
Ravi jaise taise use chup krata hai...or use bahar ghumane le jaata hai...



Rakshita bethi hui khana kha rhi thi or uski bak bak start thi-mata shree...kya apko gyat hai...

Mala-kitna bolti ho...kya tum chupchap bhojan nhi kar sakti ho...vivah ke yogya ho gyi ho kintu tanik bhi buddhi nhi...

Rakshita-matashree meri baat to suniye....
Mala-haa bolo...
Rakshita-mata...pichle divas...ek yuvak aaya tha mandir me...ishwar ke sakshat darshan karna chahta tha....maine use tanik smjkhaya to usne mujhe murkh kaha...
Mala -achha...itna gyan hai use...

Mala rakshita ko dekhti hai wo khana khate hue ruk jaati hai...or muh fulakar beth jaati hai...

Mala muskurate hue-achha thik hai...fir kya use sankshatkar hue ishwar ke....?
Rakshita-nhi mata...wo kathor tap nhi krta...to kaise honge...kintu usne jb mujhe murkh kaha...to mere sbhi mitra...memne or kutte...unhone use bht maara...

Mala-achha...haa...pure anaaj to apne mitro ko hi khilaati ho...wo khala kyu tumhare bare me kuch sunege..
Rakshita-mata...tum meri bat achhe se sunti hi nhi ho...ye anuchit hai....

Mala haste hue kaam krne lgti hai...
Rakshita khana khakar hath dhoke fir se mandir ki taraf nikal jaati hai....


Mala-ye or iska mandir...yha aati hai to hi ghr me chahal pahal si hoti hai....wrna to esa lgta hai...jese koi rahta hi nhi yha...


Rakshita ko raste me arushi ek khel khelti hui dikhai deti hai.....isme dharti pr...ek bda sa rectegular shape me bnaya tha...fir ise 5 ya 6bhago me devide kiya hua tha...and than...uske sbse upr wale bhag...ko and bich wale bhag ko...sqare part me 2,part me baata hua tha...

Ek chhota...gol pathhar tha...jise arushi dur fenkti...or fir ek tang se un chhote chote parts k cross krke...ya usme per rkhti hui aage badhti hai...

Rakshita uske paas jaakr-arushi...chlo mandir...

Arushi us pathhar ke pas pahuchke pathhar ko uthake-kuli ankh ya band ankh...?

"Band ankh"uske sath khel rhi ladkiya bolti hai
hai...
Arushi ankh band krke...pichhe ki taraf...us bde rectangular me fenkti hai...or or or wo pathhar us rectegular ke ek part me jaa girta hai....

Arushi-yeehhh...mera ghar bs gya...
Rakahita-ghar bsane ke lie to vivah krna hota hai...
Sbhi ladkiya hasne lgti hai...
Rakshita-or nhi to kya...ye ghar to warsha aate hi khrab ho jayeha...

Arushi us rectangular ke ek part(jisme pathhar gira tha)me kuch design sa bnane lgti hai.....

Arushi-rakshita...yadi tum mera ghar bsa dogi to mai abhi chal dungi...
Rakshita-thik hai lao pathhar...
Rakshita usse pathhar leti hai.....or usme bde achhe se...fool pattiya bnane lgti hai.....
"Are wwahh.....kitna sundar bna rhi hai rakshita....dekho to"wha khadi ladkiya apas me fusfusane lgti hai...


Rakshita ko kuch hi samay lgta hai...or wo bht hi sunder design bna deti hai...
Rakshita-ye dekho...bs gya tumhara ghar....

Arushi-atiuttam rakshita...tumnw to bahut h sunder bna diya...
Rakshita-ab tumhara ghar bs gya na...ab chalo..

Arushi or rakshita chal dete hai......haste khelte ....

Wha pawan or uska dost ghumte firte fir se us mandir me aajate hai...mandir dekhte hi...pawan ka sara dr khatm sa ho jata hai...islie nhi ki wha ishwar ka waas hota hai...balki islie ki yha wo hoti hai...jisme use ishwar dikhta hai.....

Pawan idhar udhar dekhta hai...or use rakshita kahi dikhai nhi deti ..
Ravi-kyaa dekh rhe ho tum...
Pawan-kuch nhi...
Ravi-to aaj to tum ishwar se prarthna nahi kroge ki wo tumhe darshan dede...?

Pawan -kya prarthna kru yr....wo kanya aajati hai bar bar mere samaksh

Ravi-haa ....orr mujhe pichle diwas ke lie chhama krdo...tum to jante ho na...mujhe kutto se kitna bhay lgta hai...
Pawan-haa...mene chhama kiya...

Dost-wese pichhle diwas kuch jada to nhi hua tha...
Pawan yaad krta hai...kaise memno or kutto ne uski durgati ki thi ..
Pawan-nhi kuch nhi...mene kutto ko danta to wo bhag gye the...

Dost-achha...
Pawan-wese aaj wo kanya hai nhi...to aj mai ishwar se suvidhapurvak prarthna kr skta hu...
Dost-haa...sahi kaha....

Pawan-wese...ek baar sunishchin ho jata hu...
Pawan pandit ke paas jata hai-pandit ji...wo jo kanya yha rahti hai...wo kaha hai...
Pandit ji-abhi tak to nhi aayi...lgta hai aaj nhi aayegi...

Pawan wapas aata hai...or ishwar ke samne hath jodkar khada ho jata hai...
"Aaj tum yha nhi ho....mai vastav me aaj dekhna chahta hu....kya meri ankho kholne pr.. aaj bhi tum hi mere samne rhogi rakshita.....mai akhe khol rha hu...mujhe mere samaksh tum chahiye...rakshita me samne aajao....mai akhe khol rha hu..."

Or jaise hi wo ankho kholta hai.....uske chehre pr smile aajati hai...kyuki samne rakshita khadi hui muskura rhi thi ....
Rakshita-kyuu...kal ki maar yaad hai na...ab bolo...kon murkh hai...

Pawan-murkh...wo to tum ho...
Rakshita bura sa muh bna leti hai

Pawan-are are...suno to...mera tatparya hai ki...tumne kaha tha ki bina kathor tap ke ishwar ke darshan nhi hoge...kintu mujhe to ho gye...
Rakahita ke sath sath pawan...or arushi ki bhi ankhe fat jaati hai...


Rakshita-kyaa tum satya bol rhe ho...
Pawan-haa...mai satya bol rha hu...
Ravi-tumne mujhe kyu nhi btaya...
Rakahita-ye sambhav nhi hai...bina kathor tap kiye ishwar ke darshan nhi ho sakte...tum asatya bol rhe ho...or mabdir me khade hokar asatya holna arthaat...maha paap...tumhe iska dand awashya milega...

Pawan haste hue-are mai satya bol rha hu...mujhe ishwar ke darsha ho chuke hai...or satya to yah bhi hai ki...mujhe kai divas se prtidin ishwar ke darsham ho rhe hai...kintu sambhav hai mai hi samajh nhi paya..ye bhi smbhav hai ki ishwar ka prtitoop swayam mere samne ho...

Rakshita or sb muh khole pawan ki baate sun rhe the...
Rakshita uske dost ke paas jaati hai...
Rakshita-ye tumhare mitra hai na...
Ravi-haa...
Rakshita-tumhe inka dhyan rakhna chahiye na...are ye mandbudhhi hote jaa rhe hai...inhe mansik shtiti bigadti jaa rhi hai....kaise mitra ho aap...kisi nipun vaid dikhaiye inko...

Ravi hasne lgta hai...lekin pawan muskurate hue...rakshita ke chehre ko dekh rha tha...

Dost-are...tum muskuraye ja rhe ho...ye kanya tumhe mandbudhhi bol rhi hai...or tum...

Pawan-ha...kyuki mujhe param satya ka gyan ho gya...jise param satya ka gyan ho jata hai...wo esi bato or dhyan nhi dete...hey balak...tum bhi esi baato pr dhyan mt do...sadaiv muskurate rho...or chhama krte rho....
Pawan thoda sa masti ke moond me bolta hai
...

Dost-are...kya ho gya tumhe...ese bahki bahki baate.....lgta hai vastav me tumhari budhhi har li gyi hai...chalo mere sath....

Uska dost uska hath pakadkr chal deta hai...
Pawan pichhe mudkr dekhta hai...rakshita arushi se pawan ki baat pr has rhi thi...

Pawan-itni pyari hansi......tum me hi to mujhe ishwar dikhne lga hai rakshita...
Pawan sochte hue...or rakshita ko dekhte hue chla jaata hai...

Arushi-haa...vastav me wo bahki bahki bate krne lga...
Rakshita-hahahaha...or nhi to kya...bhala iswar yha kaha hai...or wo bolta hai ki ishwar to mere samaksh hai...mandbudhhi kahi ka...


Ravi-pawan...tum swasthya to ho na mere mitra...
Pawan-are mai swasthya hu...
Dost-to fir...tumhe ishwar ke darshan kb hue...
Pawan-jb is mandir me aata hu...roj hote hai...
Dost-dekha...tum fir se bahki bahki bate krne lge ho...bhala kaha hai yha ishwar...

Pawan-achha...tum btao...ishwar kya hote hai...kaha hai ishwar...
Ravi sr khujlata hua-are...mai nhi janta...tum hi btao...

Pawan-ishar ne hm sbko bnaya hai...hme paalte hai ishwar...hmara bharan poshan krte hai..hmse prem krte hai...wo ye nhi soche ki ye pawan hai.....ye uska mitta hai...isse adhik prem krna chahiye athwa usse km.....us kanya ko jante ho na...mandir wali...

Ravi-wo memne wali...
Pawan-haa...mujhe use me ishwar dikhta hai...
Ravi hairan hota hua-tum kya bol rhe ho...
Pawan-uske gun,uski achhaiya...uski sachhai....ye sb dekhkar swayam hi samman me uske samaksh natmastak hona ka mn krta hai.....thik wese...jaise ishwar ke samaksh....

Pawan-mere mitra...kitni sundar hai wo...kitni nadaan hai wo....jb hasti hai to lagta hai...jaise samast sansar ke pushp khip uthe ho...jb bolti hai to prateet hota hai...jaise kokila koi madhur sangeet suna rhi ho...

Dost-acha...ab samjha...to tumhe us ldki se prem ho gya hai...
Pawan-prem kya hota hai...mujhe to isme ishwarn dikhani dene lga hai...yadi ye prem hai...to ha...mujhe usse prem ho gya...or pta hai...jbse usse prem hua hai na...man jaise atyant prasann rahne lga hai...sadaiv muskurane ka mn krta hai.....orr mn krta hai ki...wo hi mere samakhs bethi rhe...

Ravi-us kanya ne sahi kaha tha......ki tum mandbudhhi ho gye ho....

Pawan-tum jao...mai thoda wha pahadi pr tahalna chahta hu......
Ravi wha se chla jaata hai...pawan ab whi ki ek chhoti pahadi pr beth jaata hai...


Rakshita-tum satya bolti ho arushi....kuch to yha sirf prashad khaane aate hai...inhe bhakti...sadhna se koi lena dena nhi....
Arushi-haa or nhi to kya....wo log to ishwar ke samaksh dekhte tak nhi...bs prashad ki or taakte rahte hai...

Rakshita-koi baat nhi....is bahane kmsekm aate to hai....
"Didi...tumhe matashree bula rhi hai..."piche se achank veer ki awaj aati hai...

Rakshita-are veer...tum...kya hua...kyu bula rhi hai...

Veer-mujhe boli rakshita ko bulakar lao...
Rakahita-thik hai...chalo...arushi tum dhyaan rakhna ...mai abhi aayi...

Rakshita or veer dono ghar ki taraf chal dete hai...
Veer-didi ap sadaiv is mandir me kyu rahti hai...
Rakshita-taaki ishwar ki bhakti kar sku...tumhe to khelne kudne se hi fursat nhi hai na....
Veer-nhi didi...mai to ghar ke bahut se karya krwata hu...

Ye dono ese hi bate krte krte jaa rha the...
Ki achank ghodo ki bhagne or hinhinane ki awaje aati hai...


"Lutere aaye hai...lutete...bhago...are drwaje bnad krlo apne apne...are koi maharaj tak samchar pahuchwao"charo taraf logo ka hahakar mach jaata hai... sbhi idhar ydhar bhag rhe the....

Rakshita-veer...chalo sheeghra....sheegra chalo...
Rakshita bhi veer ko lekar bhag leti hai.....lekin kaha tak bhagti...pareshan hokr wo ek ghar me ghus jaati hai un logo ke sath jo us ghar me bhagte hue ghus rhe the...

Rakshita bhi ghar me ghuskr darwaje ki ek daraaj se bahar ka najara dekhne lgti hai...koi khidki se to koi darwaje se...sbhi bahar ki taraf dekh rhe the...


Achank samne ghode aakar rukte hai....krib 10,12ghode the....
"Chlo.....dekho in gharo me kya milta hai...sainik kbhi bhi aate honge...usse pahle hi hme apna karya krna hai...chalo jaldi..."us toli ka leader apne sathiyo ko agya deta hua bolta hai...
kuch aadmi ghode se utarkar gahro ke drwaje peetne lgte hai...kuch gramvaasi darkar drwaje ko khol dete hai..jo nhi kholte unka drwaja todkar andar lootpat krne lgte hai...

"Jaldi kro...jaldi..."wo leader khada hua chillata hai...
Rakshita or sbhi ye sb dekh rhe the...

"Mere paas koi dhan nhi bai beta...mai kaha se du..."ek budha admi rota hua unke aage bolta hai...

"Vruddha vyakti...kuch bhi la kintu laa...jaldi kar anyatha tumhe apne praano ko tyagna hoga.."unme se ek admi bolta hai...or us budhe ko ghaseet'ta hua baahr ki tataf le aata hai...

Budha jmeen pr ghist'ta hua bahar aarha tha...or ro rha tha...
Usko laakr bahar fenk diya jata hai...

Budha pda hua rone lgta hai...
Leader-kya tumhare pas kuch bhi nahi hai vridhhya vyakti...
Budha-nhi ...mere pas kuch nhi hai...

Unme se ek aadmi-achha....suna hai teri putri ka vivah hone wala hai...or ghr me koi abhushan na ho...ye to asambhav hai...
Budha-nhi......meri putri ke vivah hetu kuch abhushan hai..kripya unhe na le jaiye...

Leader-chal ...jaldi se la iski beti ki abhushan....
Ek aadmi andar ki or chal deta hai...budha usle per pakad leta hai..
"Nhi...nhi kripya unhe mt le jaiye....."
Rakshita ki ankho me gussa tair rha tha ye sb dekhte hue...or uske sabra ka bandh jaise tuut sa chuka tha.....



Rakshita-bahut hua...
Itna bolkar rakshita darwaja khol deti hai...
"Putri....ye kya kr rhi ho...ruko ...didi ruko...didi..."us ghar ke andar se kuch admi or veer rakshita ko rokne ki koshish krte hai...
Lekin rakshita ghar se bahar nikal jaati hai...

Rakshita-nirlaj manishya..kya tumhe gyat nhi ki ek vrudhha vyalti ka samman kaise kiya jata hai..."rakshita baahr aakar chillate hue bolti hai...

Leader-kon ho tum...jao yha se...anyatha...
Rakshita-ye anuchit hai...tum log loot'te ho...wo anuchit hai...or ab tum log ek vridhha ke sath esa durvyavhaar.....
Leader-kanya...jao yha se...anyatha....

Rakahiya gusse me-anyatha kya.....kya kr loge.....
Leader-kya tumhe mrityu ka bhay nhi...
Rakahita-mai rakshita hu...or rakshiya to mrityu ko apni hatheli pr lekar ghumti hai...kintu tum socho dusht...jb tumhe tumhare kukarmo ka dand milega to to tum cheekhoge...chillaoge...or tb tumhe tumhare dware kie gye samast kukarm yaad aayege....ab bhi samay shesh hai...chhod do in baba ko....anyatha....

Leader -ek kanya...ek kanya hokar itna sahas...hme krodh mt dilao kanya....chali jao yha se...

Rakshita gusse me-ek kanya ko durga ka roop lene pr vivash na kro...anywatha tum sbko mrityu praprt ho jayegi ..chle jao yha se....

Rakshita is baar bht hi josh me botli hai...andar se dekh rhe kuch log or uska bhai veer bhi rakshita ka sahas pahli baar dekh rha tha...or hairan the sbhi...

Rakshita itna bolkar tej tej kadmo se us aadmi ki or chalne lgti hai...jisne us budhe ko pakda tha...
Uski chaal ek sherni ki trh thi...jisme jara bhi dar nhi tha...ek nidar chaal thi uski...

"Chataakkk"ek thappad mara rakshita ne us aadmi ko jisne us bujurg ko pakda tha...

Wo aadmi rakshita ki or ghorkr dekhne lgta hai...


"Tumhara ye sahas..."wo aadmi chilaata hua apni talwar nikalta hai...
"Ye lo"wo bolta hua talwar uthata hai rakshita pr war krne ke lie...
Rakshita dr ke maare niche jhuk jaati hai or apne sr pr hath rkh leti hai...

Jaise hi talwar ka war hua...
"Aaaaaaaaa...aaaaaa....ishwar..."chillane ki awaj aayi....or sbko ankhe ft jaati hai...
Talwar niche aane se pahle ki upr hi uski hatheli ke ek teer aa laga...seedha paar nikal gya teer hath se....or uska hath hawa me hi rah gya....


Apne hath ko pakad cheekhne chillane lgta hai wo....
Rakshita jaise hi upr dekhti hai...ek dm uske hath se talwar kheech leti hai....
"Dhadaaaammm"ek laat uske seene pr maarti hai rakshita...jisse wo gir padta hai...

Rakshita ke hath me ab talwar thi...or sbki najar thi us ladke pr jo chehre pr ek kapda bandhe ,dhanush baan liye khada tha...

Leader-achha...to tum lootoge is gao ko...
Ladka-mai loot:ta nhi...bsata hu...yadi apne prano se tanik bhi prem hai....to chle jao yha se...


Leader-tum...akele...hme lalkar rhe ho...
Ladla-lakaran yodhha ko jata hai...lutero ko chunauti di jaati hai...
Rakshita-or tumne ye kaise man kiya ki ye akele hai...mai hu inke sath... rakshita....

Rakshita ki nidar awaj sun sbki najar rakshita pr chali jaati hai.....

Wo ladka jaise hi rakshita ko dekhta hai...apne mathe me hath mar leta hai...
Ladka-rakshita...tumne ulti talwar pakdii hai...tumhara hath cut sakta hai aise to...

Rakshita-achha...chama krna...kitnu mai...sbko mar dungi...ye lo...
Rakshita talwar ko seedhi pakadti hai...
Rakshita-pakadli mene seedhi...ese hi pakadte hai na....

Ladka us leader ki taraf dekhta hua-uski baato pr dhyan mt do....wo to nadan hai...kintu tum...

Rakshita-are..tum kisko bol rhe ho nadan....mai nadan nhi hu...or...maine to wo talwar...swayam hi aisi pakdi thi...
Ladka-ha rakshita janta hu...kintu ...
Rakshita-kintu kya...kya tum jante ho...nadan ka tatparya kuch manushya murkhta se lgaate hai...


Leader dekhta hai ki wo dono apsi bato me lg gye...wo rakshita se thoda dur khade ek aadmi ko ishara krta hai...wo rakshita ki or badhne lgte hai...

Ladka-are...chup ho jao rakshita...tum itna kyu bolti ho....
Rakshita-arthat mai bahut batuni hu...dekho...tum sahi nhi kar rhe ho...mai manti hu ki tumne dvitiya bar mere prano ki raksha ki hai...iska ye arrth to nhi ki tum mujhe kuch bhi bologe....

Ladka presan hota hua-rakshita...dekho hm khada khade hai...mujhe chhama krdo...tum na nadam ho...na murkh ho...balki bahut gyani ho...


Rakshta -hmm...
Ladka leader ki taraf muh krke-to tum jaa rhe ho....athwa yudh me prajay hokar jaoge...

Rakshita bich me hi bol padti hai-or mai veer bhi hu.....
Ladka-rakshita...tum...mai unse baat kr rha hu...bich me nhi bolte...

"Veer to mai hu..."andar se veer chillaata hua bolta hai...
Ladka pareshan hota hua-ab ye kon hai...
Rakshita-iska nam veer hai....ye mera anuj hai....kintu vastav me mai veer hu....

Ek dm se wo ladka apne apne baaju se chhipaya hua chaaku nikaalta hai...or ekdm rakshita ki taraf prahar krta hai...

Rakshita ki ankhe bdi ho jati hai...usko lagta hai...aj to tu gyi...rakshita ekdm niche beth jaati hai...
Or wo chaku sidha rakshita ke pichhe se aarhe us aadmi ko lagta hai...
Rakshita ekdm khadi hokar ...jisko chaku lga tha us aadmi ke sr me talwar marti hai...

"Tannnn."..talwar lgi us aadmi ke sr me..lekin admi ko kuch nhi hua...bs uske hath jo chaku se ghayal hua tha...usi ko pakda khada tha...
Rakshita hairani se-maine use talwar mari...ye gira kyu nhi...



Ladka apni talwar nikalta hai... Or aage badhne lgta hai.....
Ladka-kyuki tumne talwar ese maari jaise danda mar rhi ho...

Darsal ralshita ne tslwar dhaar ki taraf se na markr plane side se maar di...

"Khachaaak...."wo laadka ek aadmi ke seene pr talwar se war krta hai...
Or is taraf wha in dono me bhayank yudh chhid jaata hai...us ladke or luteero ke beech...
Wo ladka bahut bahaduri se sbhi ko ghayal kiye jaa rha tha...

Rakshita khadi hui samajhne ki koshish kr rhi thi ki talwar se wo aadmi kyu nhi gira or na hi jakhm bna......wo bar bar talwar ko ulat palat krke dekh rhi thi...

Udhar wo ladka un sbhi lutero ko ghayal krta hua aage bdh rha tha.....

Leader ab khud utarkar aage bdhta hai...
Or achank pichhe se jakar us ldke ki peeth me laat maarta hai...
Wo ladka aage ja girta hai...
Ladka-peeth pr war kr rhe ho...
Leader-ye le to ab seene pr kha...
Leader jaise hi us ldke ko talwar maarne ke lie aage badhta hai...apni talwar ae war rokte hua wo ladka ek karaari kick us leader ke seene me de maarta hai...

Lekin ye kya .....itne me hi sainik aa jate hai...
Sainapati-pakad lo in sbko...
Sbhi sainik jakar in lootero ko pakad lete hai...

Senapati-tum kon ho...
Ladka-mai...graamvasi hu...
Senapati-gramvasi ho to muh kyu chhipaya hai...
Rakshita-kintu inhone kuch glt nh kiya...ye lutere hi yha lootne aaye the...
Senapati-in sbko pakadkar le chalo....
Senapati un sbhi lutero ko le jaata hai..


Rakshita-tumhe mera naam kaise pta...kon ho tum.....
Ladka-kyuki tum dusro ki raksha krne ke lie pure gao me vikhyat ho..or rumhara nam swayam pitamah bhishm ne krha hai...

Rakshita-apne mukh se ye kapda htao...
Ladka-nhi...ye nhi kr skta...
Rakahita-kya tum mujhe shastra vidya sikha sakte ho...

Ladka-hahaha....thik hai...samay aane pr...
Rakshita-tum vastsav me bahut achhe yodhha ho...dhaynvad ek bar fir se meri raksha krne ke lie....
Ladka bina kuch bole wha se chala jaata hai...

Veer bhaga hua aata hai-didi..mai matashre ko btaunga...ki...
Rakshita-chup...kuch nhi btana matashree...ko...anyatha tumhari pitai ho jayegi...

"Purti...tum us yuvak se vartalap kr rhi thi...kya wo samay uchit tha...is prakar vartalap krne ka..."ek vyakti aakar rakshita se bolta hai...

Rakshita muskurati hui-nhi...kintu mai un lutero ka, apni vartalap se unka dhyan btaa rhi thi taki samay rahte sainik aajaye....wo yuvak un lutero ka samna kr paata ya nhi...islie...

"Vaah putri...tum schme bahut hoshiyar ho"

"Or bahadur bhi..."achank ek vridhh vyakti rakshita ke per pkdta hua bolta hai.....

Rakshita-are...baba...ye kya kr rhe ho..mai to apki putri saman hu...apka hath mere sr pr hona chahiye na ki pero me....
Rakshita us budhe aadmi ko uthate hue bolti hai...

"Nhi putri...mene meri putri ke vivah ke lie kuch abhushan bnawaye the...kintu yadi wo lutere inhe le jaate to...anarth ho jata....tumne hi unhe roka ...tumhara sadaiv rini rahuga putri....

Rakshita-un lutoro ko to us yuvak ne roka hai baba...kintu yadi sbhi gramvasi un lutero ke samaksh aajate...to wo kuch nhi kr apate..or dobara aane ka prayatn bhi nhi krte....

"Tum kon ho putri..."wo budha kampti awaj me bolta hai.

Rakshita-pas wale gao me rahti hu...mai...ab mai chalti...





Senapati-maharaj...ye lutoro ko ek gao me lootpaat krte hue pkda gya hai...
Maharaj(dhritrashtra)-lutere...inka ye sahas...ki hmare rajyabke gao me lutpat kre...hm inhe uchit dand denge....



Duryodhan-inhe karagaar me daal diya jaye...
Mahatma vudur-putra duryodhan...dand ka faisla swayam maharaj sunate hai...isprakar bolkar unka apmaan na kro...
Duryodhan-kaka shree...apman to ap hmara krte rahte hai...

Dritrashtra-priy vidur...putra duryodhan uchit kah rha hai...or wese bhi...hmare bad to rajpat usi ko smbhalna hai na..
Vidur-chhama kre maharaj...kintu jo mujhe karya diya gya hai...niti ,aniti,kutninti,prashasan ,satya asatya,dharm adharm in sbse maharaj ko awagat krna mera karya hai...atah...



Duryodhan-kya pitashree ko in sbka gyan nhi...
Maharaj-putra duryodhan shant rho...Anuj vidur apna karya kr rhe hai...

Maharaj sbha ki or muh krke-putra duryodhan ke dwara sunaye gaye fainsle pr amal ho....in lutoro ko bandigrah me daal diya jaye....

Maharaj kuch sochte hue-senapati...inhone gao me kuch chhati to nhi pahuchai..

Sanik hath jodta hua-nhi maharaj...wo samay pr ek kanya wha aagyi thi...or usne...

Pitamah-kanya..?...kahi uska nam rakshita to nhi tha...
Senapati-ji pitamah...apne uchit kaha...uska naam rakahita hi tha...


Pitamah-hme gyat tha...wo hi ho sakti hai...ek wo hi esi kanya hai...jo itni chhoti aayu me bhi kadapi bhaybheet nhi hoti...btao senapati.....kahi us kanya ko koi chot ya koi chhati to nhi pahuchi na....

Shakuni-kya ap usko jante hai pitamah...kon kanya hai ye....
Pitamah-gandharaj...wo ek gramvasini hai...kintu uska sahas atulniya hai...yadi kahi bhi anhoni hone se bachti hai...to wo kanya hi uska karan hoti hai...yadi kisi ke prano ki rakshita ki jaati hai...wha wo kanya awashya hoti hai..islie uska nam rakshita hai....

Vidur-pitamah...jis kanya ki aap paransha kre wo knya awashya hi koi vishisht kanya hogi...
Pitamah-nahi vidur...wo vishist nhi hai...or wo vishisht hai bhi...usko vishisht bnaya hai...uske guno ne...uske sahas ne...uske pashu pakshiyo se prembhav ne...vishisht nhi to... Ham usko mahan awashya kahege vidur...wo mahan hai...

"Bhishm pitamah."..najane kitno ke adarsh...hastinapir aaj surakshit tha...to sirf inhi mahapurush ke karan...inke adarsh ,inke vichar logo ke lie pujniya the...ab bhala ese mahapurush ke mukh se koi shabd nikle...or shukuni ya anya logo ka us taraf dhyan na jaye...ye to asambhav tha....aaj pitamaha bhishm ke shree mukh se kisi mamuli kanya ki pransha hui thi...islie ab rakshita ko mahal me uske naam se sb jaan gye the..
Jaan gye the ki rakshita nam ki koi kanya hai...jinhe swayam pitamah bhishm me prashansha yogya smjha...lekin...is prakar mahal me rakshita ka vikhyat hona...rakshita ke lie uphar swarup hoga...ya fir uske lie ek nyi chunauti khadi krega....ya fir sansar me ek bde bdlaw ka sanket .....


Senapti ne rakshita ke bad pitamah or sbhi ko is kaqabposh ke bare me bhi btaya...jise sunkr sb thode hairan awashya hue...kyuki ye naaqabposh ka bahut baar nam samne aa chuka tha...lekin kisi galt ne nhi...blki kisi rakshan karya me uska naam hmesha aata tha...

Pitamah chate to us din naqabposh ka chehra dekh sakte the...lekin unhone ye jruri nhi smjha....akhir samast bharat varsh is baat se awagat tha....ki hastinapur se bdi se bdi shakti bhi takra nhi sakti.....jb tk pitahmah bhishm hai...hastinapur ko kisi ka bhay nhi hai....chhoti moti loot pat ,chori...ye sb to hote rhta hai...lekin koi hastinapur ya uske gao ki taraf kudrushtri daale ye to asambhav tha...or yhi karan tha...ki shakuni kisi shastra se nhi...blki dimak ke bal pr hastinapur ka nash krna chahta tha...kai pase to shakuni ne chal diye the...lekik kuch ko shreekrishna ne vifal kr diya tha.....ek matra shree krishna hi the ..jo unki yojnao ko smjhte the...islie shakuni ko sbse jada dr rahta tha to sirf vasudev shreekrishna se...kyuki ek whi vyakti the jo shakuni ke paanso ko kabhi bhi palat sakte the...




Mala-putri...chalo...sheeghrta se taiyar ho jao...aaj hme ganga mata ki puja hetu jaana hai....
Rakshita-matashree ganga mata to pitamah ki mata hai na...
Mala-putri...jao jaldi taiyar ho jao...koi prashann nhi...

Mala janti thi ki rakshita ke swal shuru hue to fir wo jaldi rukne wali nhi hai...
Gao ki kuch orte taiyar hokar ganga ki taraf chal dete hai...
Rakshita or uski sakhi bhi sath me thi...

Rakshita ne baalo me ful lgaye the...sundar chehra...mathe pr chhoti si bindi...bahut hi sunder lg rhi thi...or uski sunderta ko dekhkar khush ho rhe the...pawan ji...
Jo ped ke pichhe khada hua rakshita ko dekh rha tha...

"Rakshita...tum sadaiv hi pujan karyo me kyu lgi rahti ho...tumme to swayam ishwar ka waas hai ...."pawan muskurata hua...rakshita ko haste khelte jaata dekhkar bolta hai...


Achank rakshita pichhe kisi ko dekhti hai...or uski ekdm najar ped ke pas khade pawan pr chli jaati hai...jo khada hua dant dikha rha tha...
"Hey ishwar...isne to mujhe dekh liya"ghabrata hua pawan ekdm ped ke pichhe achhe se chhip jata hai...

"Ye mandbudhhi yha kya kr rha hai...lagta hai vastav me iski mansik sthiti bigad rhi hai...murkh kahi ka"rakshita sochti hui sidha chalne lagti hai....
Pawan fir se usko piche se hi sahi..dekhne lgta hai...

Rakshita ke chalte chalte na jane fir se kya mn me aata hai...wo firse pichhe mudkr dekhti hai....or pawan ko muskurate paati hai....pawan ekdm se fir se ped ke pichhe chhip jata hai.....jb use lgta hai ki rakshiya chali gyi hogi...to wo fir se dekhta hai...lekin bheed me use rakshita dikha nhi deti...

"Hey mandbudhhi"achank pawan ko pichhe se awaj aati hai...
Pawan dar jata hai...ro drta hua pichhe palat'ya hai...to pichhe bonhe chadhaye rakshita kahdi thi...

Rakshita-kya kr rhe ho yha...bolo...
Pawan drta hua-wo...mai to...wo...
Rakshita-bulau memne ko....
Pawan-are nhi nhi...unhe mt bulaiye...mai to bs...yha tahal rha tha...


Rakahita-acha...tumhe gyat hai is prakar striyo ko dekhne uchit nhi hota...yadi hm maharaj se tumhari shikayat kr de to...
Pawan-nhi nhi...aisa mt kro...mai..mai tumse chhama mangta hu...

Rakshita-hmmm..chalo uthhak bethak kro...
Pawan-kya...mai...or uthhal bethak...
Rakshita-sheeghra...anyatha hm maharaj se tumhari shikayat kr denge...

Pawan murjhaya sa muh lekar bethta hai...fir khada hota hai...
Rakshita-aise nhi...apne kaan pakadkar...
Pawan-oho...thik hai...
Pawan apne kaam pakadta hai...or uthhak bethak krne lgta hai...
Rakshita ginti jaati hai...
"1.........2......3......4............29...30"bs...ho gya...
Pawan hanfta hua upr uthta hai...
Pawan-isse uttam tha to tumhare mitra sja dete hai...


Rakshita-jao ab..or apni mandbudhhi ka kisi vaid se upchar krao...

Rakshita bolkar chal deti hai...
Pawan aram araam se uske pichhe jata hai...or ekdm rakshita ke balo me lga hua ek fool nikal leta hai...

Rakahita ekdk pichhe dekhti hai...
Rakshita pawan ke hath me fool dekhkar apne balo ka fool chek krti hai...
Rakshita-mandbudhhi...ye kya kiya....
Pawan-btau....
Rakahita-ha bolo.....

Pawan-prem...or pawan itna bolkar us fool ko chhoom leta hai...
Ralshita ki ankhe fati rah jaati hai uski baat sunkar or pawan hasta hua wha se chala jata hai...Kuch der bad rakshita ko yaad aata hai ki sb to ganga kinare pahuch gye honge...rakshita bhagi hui wha jaati hai...



Rakshita aaj bahut disturb thi...vajah tha pawan...ajeeb sa lg rha tha rakshita ko...kabhi gussa aata tha...to kbhi pawan ki harkat pr hasee...

Age din.....

Rakshita dekhti hai...ki pawan sbhi shradhhaluo ke bich mandir me hath jode khada tha...
Rakshita-arushi...ye le tum do unko prashad...mai nhi jaungi aaj
Arushi-thik hai....
Arushi wha khade sbhi aadmiyo ko prashad dene lgti hai....


"Mere ankhe kholti hi rakshita mere samaksh aati hai...kya aaj bhi aayegi...kyu na aaj mai mere bhagya ko aajmau...aj mai khud koshish krta hu ki rakshita mere samne na aaye..."pasmwan sochta hua pichhe ki taraf mud jaata hai...


Pawan ko lga tha aaj bhi roj ki trh rakshita ki parashad baant rhi hogi...or jb wo ankhe kholega to rakshita samne hogi ....islie usne bhagya aajmnae ke lie khud wha se hath gya...or ankh babd kiye pichhe ki taraf chalne lga...

"Rakshita putri yha aao..."pandit ji rakshita ko kisi kaam se bulate hai...rakshita wha jaati hai...
Pandit-putri wo...
Achank pandit ji wo koi wapas jaata hua dikhai deta hai...
Pandit-are...wo kon shradhhalu to bina prashad liye jaa rha hai...jao putri use prashad dekar ao...

Rakshita ko bhi pawan pichhe se pahchan me nhi aata...use to ye lag rha tha ki wo to ab bhi wha hath jode khda hoga..

Rakshita prahsad lekar uske pas jaati hai...or achaknk uske samne jaise hi jaati hai...ekdm uska chehra dekhkar rakshita ka mub
H fta rah jaata hai...kisi ke aane ke ahsas se pawan bhi ankhe kholta hai....

Or jaise hi ankhe kholta hai samne rakshita khadi thi...
Pawan muskurate hue-to mera bhagya tum hi ho...
Rakshita-mandbudhhi...tum...tumne pichhle divas mera fool liya tha na...abhi ruko... ..mittttttra.....jaldi aao.....


Ralshita chillate hue apne dosto ko awaaj dene lgti hai...or isi ke sath 2,3memne or 2,3chhote kutte or 2gilahari aajati hai....
Rakshita muskurati hui-ab dekho...
Rakshita-mitro....inhone mujhe murkh kaha...

Pawan-maine kb kaha...
Rakshita-Us divas..us divas kaha tha...
Kutte bhonkne lgte hai...memne ajeeb trh se paawan ko dekhne lgte hai...gilahriya hatho ko ese masal rhi thi jaise kisi ki dhulaai krne jaa rhi ho...sb jaanvar jaise bs rakshita ke "akraman"bolne ka wait kr rhe the...


Pawan muskurata hua-aaj se ye mere bhi mitra honge...jaanti ho kaise...
Rakshita kandha uchkaakar "kaise "puchhti hai...

Or itne me pawan rakshita se ladduo ki tokri chheen leta hai...
Or ekd laaduo ko un sb janvro ke samne bikher deta hai...

Pawan-aao mitra khao....
Bs fir kya tha...chhhote kutte punch hilane lge...gilahriyo ke muh me paani aagya...or memne bechare main main krke bhagkr bhikhre hue laddu khane lgte hai....

Pawan muskurane lgta hai unhe khata dekhkaar...
Pawan-dekha...tumhare mitra to....
Jaise hi pawan rakshita ki taraf dekhta hai...wo muskura rhi thi un janvro ko dekhkakar....

Ek gilahari laddu ka thoda sa tukda lekar achank rakshita ke paas aati hai...or uske kandhe pr chhadh jaati hai.....
Rakshiya use apne hath pr bitha leti hai...
Rakshita muskurati hui-arthat...tum ye laddu dekhkar merr khilaaf ho gyi.....

Gilahri rakshita ke hath pr bethe hue wo laddu ka tukda khaye jaa rhi thi...

Pawan-yadi tum meri mitra bn jao to...mai prtidin inhe bhojan khilaunga...
Rakshita pawan ki trf dekhte hue-tum asatya to nhi bol rhe ho...

Pawan-tumse jo asatya bolega wo paap ka bhogi hoga...tum jitni sachhi or achhi ho koi tumse aastya kaise bol sakta hai...mai satya bol rha hu...

Ralshita-thik hai fir...aaj se hm dono mitra...

Pawan-hm dono nhi....hm sb...
Pawan jaanvro ki or hath karte hue bolta hai...paawan or rakshita dono gilahari ko dekhne lgte hai...jo rakshita ke hath pe bethi hui laddu kha rhi thi...
Rakshita-ye kitni pyari hai na...
Pawan-kintu tumse pyari nhi...
Dono is baat pr muskura dete hai....



Next update will come soon....
Bahut hi badhiya update diya hai Ankitarani ji...
Nice and superb update...
 
Top