- 661
- 1,752
- 123
Thank you so much for your valuable feedbackvery nice update
Thank you so much for your valuable feedbackvery nice update
Thank you so much for your valuable feedbackBehad hi shandar update tha dear neelam ji______
Ye rohan aur deepak to maha ghatiya nikle. In dono ke to pichwade me mota danda daal kar us dande ko inke mukh se nikalna chahiye______
Ashok uncle naina ko le kar mumbai chal pade hain wahi ek taraf neelam ke dad aur sanjay uncle bhi mumbai aa rahe hain lekin ye log kya right time pahuch payege I think never______
Neelam is wakt sach me critical situation me hai. Par ye achha kiya usne jo ratan ko phone kar ke fir se sab kuch bata diya. Ratan ne use police ko phone karne ka suggestion diya hai aur neelam ne police ko phone bhi laga diya hai to ab dekhte hain kya hota hai______
Thank you so muchDear neelam ji aapke andar ek writer chhupa hua tha jise aapne baahar nikaal kar ye story likhi. Agar sach kahu to is wakt mujhe aapse jalan si ho rahi hai kyo ki aapne apni story ko complete kiya aur maine apni story ko rok diya hai______
Achhi story ko support jarur milta rahega aur main to yahi kahuga ki aap is story ke baad ek aur story likho. We always with you______
Thank you so much for your valuable feedback sanju jiनीलम उस वक्त जिस मानसिक तनाव से गुजर रही थी उसका बिल्कुल अंदाज लगाया जा सकता है । उस समय उसकी इज्जत तो खतरे में थी ही , जान पर भी आन पड़ी थी ।
एक अकेली जवान लड़की....हर समय लाड़ प्यार में पली.... जिसे दुनियादारी का कोई तजुर्बा नहीं..... वो भला क्या करती !
हद से हद अपने को बाथरूम में बंद ही कर सकती थी । उसके पास कोई औजार भी तो नहीं था जिससे उन दरिंदों का सामना करती !
लेकिन सौभाग्य से मोबाइल उसके लिए वरदान साबित हुआ । उसने पुलिस को काॅल किया । इसके अलावा दुसरा कोई ओप्शन भी तो नहीं था । उसके सगे संबंधि भी तत्काल उपस्थित नहीं हो सकते थे ।
शायद उसने पुलिस को काॅल करने के बाद पुलिस के वहां पहुंचने तक अपने आपको बाथरूम में बंद कर लिया होगा ।
बेहतरीन अपडेट नीलम जी ।
Thank you so much for your valuable feedbackGreattt neelam ji. Such a mind blowing update and your writing skills.
Neelam to sach me critical situation me hai. Ye dono to bade wale haraami nikle. Neelam ko ab khud hi apni hifajat karni hogi. Uske dad and udhar se ashok uncle lagta nahi ki right time par pahuch payege. By the way neelam ne ratan ko apni situation ke bare me bata kar achha kiya and ratan ne bhi neelam ko sahi salaah di hai. Ab to police hi use bacha sakti hai un dono hawsiyo se.
Neelam ko bhi ab realise ho gaya hoga ki andhe pyar me pad kar usne nakul ke sath ghar se bhag kar kitni badi galti ki thi. Parents se badh kar koi nahi hota and parents jitna apne kids ke liye karte hain utna koi other nahi karta. Anyways let's see what happens next.
Thank you so muchI can understand.
Achha laga ki aapne ye story likhi and hame ise read karne ka mauka diya. Really laga hi nahi ki ye aapne first time likha hai. Read karte time hamesha yahi laga ki kisi majhe huye writer ne likha hai ye. Anyways best wishes for your next next story. W'll always with you.
Leon 32 ji har jagah achhe bure log hote hain and wo jo kuch bhi karte hain apni samajh me achha hi karte hain coz isme unki khushi hoti hai. Galat unhe lagta hai jo aisa dekhte hain. I one more thing sahi galat to hamesa se hota aaya hai. Bade bade sadhu mahatma yaha tak ki devta bhi galat kaam kiye. Galat kaam karne se jab wo log nahi chuke to aam Aadmi kaise chukegaएक अकेली जवान लड़की....हर समय लाड़ प्यार में पली.... जिसे दुनियादारी का कोई तजुर्बा नहीं..... वो भला क्या करती
duniyadari ka tajurba nahi hai aur pyar karke bhag gayi ...
maine aise aurto ko bhi dekha hai jiske 2 bachche hai ( ladka ya ladki koi maayne nahi rakhta ) aur teesra pet me hai tab bhi wo pati ko chhodke premi ke saath bhag gayi hai ..
mera kehna yahi hai ki aajkal ki ladka ho yaa ladki apne pariwar ke baare me sochti nahi hai ..
ek incident batata hu real life ka ---- ek aurat jo 2 bachcho ki maa thi wo apne hi gaon ke ladke ke saath ( jo umar me usse aadha tha ) shadi kar li wo bhi bhagkar ( bina apne pati ko divorce diye ) ..
kya ye sahi lagta hai kisiko bhi ..
dono incident mere aaspaas huye hai jo real hai ..
kya us ladke ko us ladki ke pariwar yaa us ladki ke pati ke pariwar ke baare me sochna nahi chahiye ...
pyar karna galat nahi par uska natija kya hoga ye sochna chahiye ...
aur ek incident batata hu -- ek ladki ki mangni ho gayi aur uske baad wo kisi aur ke saath bhag gayi aur shadi ki ..
kya is matter me dono ki galti nahi lagti kisiko ???? ..
ye personal aur sachchi ghatna hai ...
kabhi time mile to ek sawaal private message me puchhunga aapse ..abhi koi fayda nahi sawal karke ...Leon 32 ji har jagah achhe bure log hote hain and wo jo kuch bhi karte hain apni samajh me achha hi karte hain coz isme unki khushi hoti hai. Galat unhe lagta hai jo aisa dekhte hain. I one more thing sahi galat to hamesa se hota aaya hai. Bade bade sadhu mahatma yaha tak ki devta bhi galat kaam kiye. Galat kaam karne se jab wo log nahi chuke to aam Aadmi kaise chukega