- 12,581
- 10,491
- 214
Index
Chapter 1 :Ulajhte Raaste
Chapter 1 :Ulajhte Raaste
Chapter 2: Wo Ladki Kaun Hai?
Chapter 3: Shayad
Last edited:
Is kamre me pendrive hai ye baat Smriti ne hi batayi hai... Pendrive me kya hai... Wo raaz age story me khul chuka haiकबीर तो खुद ही एक पहेली बनते दिख रहा है । एक तरफ स्मृति की फिक्र करता है, उससे मोहब्बत की बात कबुलता है वहीं दूसरी तरफ उसकी सारी इन्फोर्मेशन सेंट्रल मिनिस्टर को भी भेज रहा है ।
स्मृति ने कुछ लोगों को मिलाकर एक सिक्रेट टीम बनाई थी जिसमें सभी लोग उसके विश्वासी थे । आदित्य भी उनमें शामिल था , यह नहीं पता था ।
मेरा अनुमान था वो किसी ऐसे गिरोह के पीछे पड़ी है जो मानव शरीर के अंगों की तस्करी करते हैं । रोनी एक ड्रग्स पैडलर था और शायद उसका सम्बन्ध उन तस्करों से जुड़ा हुआ हो । और अब रघुवंश साहब को देखकर ऐसा लगता है जैसे यही साहब इस गिरोह के सरगना है ।
आखिर एक सेन्ट्रल मिनिस्टर को एक आला अधिकारी की जासूसी करने की नौबत क्यों आई ? उन्हें डर है कहीं वो पकड़े न जाए । उनके साथ पुलिस के बड़े बड़े अधिकारी भी शामिल है जो इस पाप में उनका साथ दे रहे हैं ।
कबीर को सस्पेंसन भी एक ड्रामा लगता है ।
लेकिन कबीर ने ऐसी घटिया हरकत क्यों की ? एक तरफ स्मृति के प्यार के कसमें खाता है , उसकी सलामती की फिक्र करता है वहीं दूसरी ओर उसकी सारी खबर उस हरामखोर मिनिस्टर तक पहुंचा रहा है । स्मृति ने उस पर भरोसा किया और उसने उसे धोखा देने का काम किया ।
कबीर सुगंधा और अनुभव के साथ जिस कमरे की छानबीन कर रहा है वो किसका कमरा था ? उन्हें एक पेन ड्राइव की तलाश है । क्या है उस पेन ड्राइव में ? और इस कमरे , इसमें रहने वाले और पेन ड्राइव की सूचना उन्हें कहां से मिली ?
ओह ! पेन ड्राइव से कुछ तो पता चला । लेकिन पुरी तरह से नहीं । यहां जो भी शख्स रहता था वो इन सबों के बारे में बहुत कुछ जानना था । उसने एक वारदात को रिकार्डिंग करके उसे पेन ड्राइव में ट्रांसफर कर दिया और उसे बहुत ही सुरक्षित जगह पर छिपा दिया । उसे शायद पुलिस या उस गिरोह से अपने जान का खतरा हो इसलिए आनन फानन सब कुछ नष्ट करके वहां से फरार हो गया । पर वो आदमी था कौन ?
वैसे पेन ड्राइव से तो यही लगता है कि कुछ लोग जो मेडिकल से रिलेटेड हैं , किसी लड़की का आपरेशन करने में लगे हैं । और यह आपरेशन मानव शरीर के प्रमुख अंगों को निकालने की हो सकती है ।
बहुत ही बेहतरीन और आउटस्टैंडिंग अपडेट La_Mujer ji.
bechare ko smrit na mili toh central minister se hi tanka bhira liya... ek ke pyar ke liye dooje se dhokha.. ab dhokha deta kisko hain smriti ko ya mantri jee ko ... iski loyalti kitni teji se badalti hain samajh na aata hain... iska charachter strong na hain bole toh hero maafik... khair apna chomu hain...
waise paise ka lalach isme bhara para hain... jeevan bhar aabhaw mein jiya hain baap ne kabhi na maa ke na hi iski parwah kee... sala ussi liye desh ko bech kar apna abhaw pura kar raha hain... ideological difference hi honge jo smriti aur kabeer ko alag kiye honge.. yeh money minded khud ke liye post ka use karna chahta tha aur smriti ko logo kee parwah thee...
yeh poori immandari se beimmani kar raha hain... where the fuck smriti ke liye kuchh karna aa gaya... he is cheating her since the first day... well double cross karega lagta hain... lekin iss halat mein launde ko dono taraf se lagni hain idhar se bhi aur udhar se bhi.. sunanda ko maloom chala toh saare prada ke brands ghusa degi...
akhir pen drive mil hi gaya... dekhte hain kaun sa gyan wardhak churan nikalta hain....
ek akeli sugandha in do lampato pe bhaari hain... waise yeh lampat abhi tak toh shatir hi nikla... shabko nachate aaya hain... mantri se le ke santri tak... aksar log kehte hain ek ladki ho ke doosri ladki ke saath kaise kar shakti hain... jaise duniya mein saare bure kaamo ka theka mardo ne hi le rakha hain... khair tracker dala gaya hain aur no. wise sabko identify kiya jata hain... toh jaroor kaheen toh database hoga aur un tracking device kee info....
agar yeh videos jyada purani na hui toh aise kitni ladkio tak pahuncha jaa shakta hain... mostly dhandha human organ ke trafficking ka lagta hain ya phir prostitution mein dhakelne ka... khair yeh harami mantri ko in mamlo mein interest kahe hain... political rivalry ya phir personal business interest...
Awesome UpdateeeUpdate 16
"Ok Kabir Sir... Mai cameras ki feed control kar paa raha hoon... Ap log north wale entrance se age badho... Waha ek warehouse jaisi jagah hai... Shayad kuch mil jaye..."
Sameer ke kahe anusar maine uska diya bug camere me laga diya... Ap wo cctv footage ki madad se hume age badhne ka raasta bata raha tha...
Hum 4 chote groups me age badh rahe the... Alpha, beta, delta, squadron. Meri team ko ek senion officer Ashsish lead kar rahe the... Ek team anubhav aur baki 2 teams me 2 aur honhar officers ki lead thi... Har team me 3 log the...
2 2 teams dono taraf se warehouse ki taraf badh rahi thi...
"Kya tum hume bata sakte ho aspass kitne log hai Sameer"
"Haan Anubhav sir... Maine count kar liya hai... Bahar total 7 log hai... 2 gate par... Do apke samne wali building ke dusre male se nazar rakh rahe hai... Aur 2 log ghum rahe hai... Shayad andar aur log ho sakte hai..."
"Sir... Hume building ki position le leni chahiye..."
Maine Ashish ko sujhav diya...
"Ok... Alpha and beta team mujhe follow karo... Baki do teams yehi raho aur apni position hold karo..."
Hum us building ki taraf age badh gaye... Humare shooter ne building ke neeche khade ek admi par clean shot liya... Us admi ko ek officer ne khinch kar thikane laga diya...
Hum upar pohche to wahan kuch logon se humari jhadap huyi... Hum sabne apni apni position li aur kuch der tak dhuyan dhar firing huyi...
Humne building ka entrance block kar rakha tha... Ek team wahan se ane wale logon ko thikane laga rahi thi aur ek team jisme mai aur Ashish the wo samne ke logon ko marte huye age badh rahe the...
Maine gaur kiya... Jitne bhi log aj humare sath aye the wo sabhi behad kabil aur umad kisam ke fighters the chahe wo goli chalana ho ya fir hand to hand fight... Maine itni acchi tarah aur itne sucharu rup se kisi team ko kaam karte nahi dekha... Shoiab ne sachmuch kamal ki team bana rahi thi...
Poori building samshan ban chuki thi... aur Ashish ke order se dusri do teams ne warehouse aur as pass ka ilaka ka clear kar diya tha aur bahar chaukanne khade the taki koi location se bhag na paye...
Hum building ke dusre maale ki seedi par khade the... Us maale me ek hi bada kamra tha... Sameer ne confirm kiya ki isi kamre me ladkiya hai...
"Bhulna mat officers... Ye ek Rescue Mission hai... hume panchiyon ko shikariyon ke changul se azad karna hai... Aur is dauran panchiyon ko kuch nahi hona chahiye... Unki suraksha humari pehli zimmedari hai... Clear..." Ashish sir ne us kamre me raid karne se sabka hausla badhaya...
"Clear..." Har officer ne ek sath jawab diya...
Panchiyan... Haan panchiyan to hai... Ladkiyan jo ek sadharan jeevan jeeti hai... Aur panchiyon ki tarah zindegi ek asmaan me hazaro rang bhar deti hai... Maa biwi behen dost boss... Aur bhi najane kitne... Par kuch aese shikari bhi is duniya mai maujood hai jinhe ye panchiyan kharidne bechne ke saman ke siwaye aur kuch lagti hi nahi...
Aj aese hi ek shikari ki mauth hone wali hai... Na koi report, na koi court kacheri... Na koi delay... Only shot dead... Meri ragon me khoon ubal raha tha... Mai darwaza tod kar andar jana chahta tha... Par maine khud ko sambhala aur Ashish sir ke orders ka intezar karne laga...
Ashish Sir ke ishare par ek officer ne darwaze ke neeche se ek smoke bomb sarka diya... Aur 10 second tak count karne lage... 2 4 seconds me hi andar se buri tarah khasne ki awaz ane lagi...
Ashish sir ke ishare pe mai age badh gaya aur lath mar kar darwaza tod diya... Us waqt mai itne gusse me tha ki mai insaniyat se kroson dur tha... Mai us waqt bas khoon dekhna chahta tha...
Darwaza khulte hi do guards khaste huye bahar nikle aur goliyan chalane ki koshish ki... Par unhe humare officers ne sambhal liya... 2 aur log ek leather jacket pehne admi ke sath khade the... Thodi der un teen logon se humari firing huyi...
Un logon ki halat smoke ki wajah se kharab thi... Humne masks pehna hua tha isliye humare pass advantage tha... Andar jate hi mai us learher jacket wale admi par toot para...
Usne mujhe goli marne ki koshish ki par goli mere kandhe ko chhu kar nikal gayi... Maine uska hath madoda aur pistol dur fenk diya... Mujhe is waqt bas uska khun dekhna tha...
Mai uske mooh par ghuse marta raha... Uska ek dant toot kar zameen par geera... Mujhe uska jabra apni jagah se hilta huya mehsoos hua... Uske seene par ghuse marte huye mai uske fenpro se saari hawa nikal dena chahta tha... Is duniya ki hawa pani par bojh bane in keede makoron me se ek ka no to kam ho...
"Kabir... Chhodo use... Chhodo use... Mar jayega wo... Chhodo"
Anubhav mujhe leather jacket wale admi se khinch kar dur le jane ki koshish kar raha tha... Par mujh par junoon sawar tha... Mai baar baar khud ko usse chhuda kar us admi par toot parta...
"For God sake Kabir... In ladkiyon ka to kuch lihaz karo..."
Uski baat se meri khun ki sanak toot gayi... Maine kamre ke dusre kone par dekha to mera dil dehel gaya... Maine aesa kuch kabhi nahi dekha tha... Meri ankhein anjane me hi nam ho gayi... Mere gusse ki jagah dukh aur taqleef ne le li...
Mai us din zindegi me pehli baar khush tha ki meri koi behen nahi hai... Warna samne ka nazara dekhne ke baad mai kabhi dobara zindegi me uski chinta me so nahi pata...
Do ladkiyon ko deewar par leather belt se 4 khambon par bandha hua tha... Hath ki kalaiyan aur pair par jahan bandha hua tha wahan se khun ris raha tha... Maine hathon ki taraf dekha to nakhun ukhad liye gaye the...
Unke sharir par kapde nahi the... Poora sharir kaale neele nishano se bhara hua tha... Jagah jagah se kate jane ka nishan tha... Dahine Pair me dono ladkiyon ke ek ek ungli gayab thi... Pata chal raha tha wahi se khun ris ris kar inki mauth ho gayi hai...
Humare sathi do ofgicers dono ladkiyon ko deewar se utar kar unhe safed kapdon me lapetne lage... Humme se koi kuch nahi bol raha tha... Us kamre se ek bohot buri badbu aa rahi thi... Khun ki mauth ki... Insaano ke besh me chhupe janwaron ki...
Maine kamre ki dusri aur dekha to wahan ek 2 by 3 feet ka chhota sa pinjra tha... Kutton ko rakkhe jane wala pinjra... Usme ek ladki baith kar kanp rahi thi... Ek officer ne pinjra khol kar bahar nikalne ki koshish ki to wo buri tarah cheekhne lagi...
Us ladki ki sochne samajhne ki shakti jaa chuki thi... Wo is waqt ye samajh nahi paa rahi thi ke hum use bachane aye hai ya fir uske purane malik se chhen kar dusri jagah bechne... Uski halat bhi inhi ladkiyon ki tarah thi... Wo thand me kanp rahi thi... Dhuye ki wajah se buri tarah khans rahi thi... Usme drugs ke na milne par hone wali dikkaton ke sare lakshan the...
Humari jagah ye kamine hote to use khinch kar pinjre se bahar nikalte... Par hum... Hum khun karte hai par abhi bhi insaan hai...
Maine ek pani ka bottle uthaya aur age badha... Mai uske pinjre ke samne jakar baith gaya... Wo mujhe shaq ki nigahon se dekhne lagi... Mai chup chap baitha raha...
Maine apne hathon ko age karke apne ghao dekhne laga... Aur aesa jatane laga ki mujhe bohot dard ho raha hai... Maine bottle ka dhakkan khola aur pani pine laga... Thoda sa pikar uski taraf age badha diya...
Wo abhi meri taraf dar bhari nigahon se dekh rahi thi... Maine bottle samne rakhi aur wahi baith gaya... Usne kuch der baad bottle utha li aur pani pine lagi... Ek baari me bohot sara pani pine se use thaska laga... Maine use aram se pine ka ishara kiya...
Maine apne sathi officer ko meri hatheli par marham patti karne ka ishara kiya... Wo gaur se us officer ko dekhne lagi... Thodi der baad us ladki ne khud hi apna hath age badha diya...
Officer ne jaldbazi na karte huye uske hath par bhi marham patti ki... Maine ishare se kambal dene ko kaha aur ek kambal khud odh liya aur jataya ki mujhe kitna aram mil raha hai... Wo bhi kambal mangne lagi... Maine ishare se use bahar ane ko kaha...
Wo kuch der darti rahi fir achanak bahar ki taraf ane lagi... Maine use kambal me lapet diya...
Maine use ek aur pani ka bottle diya aur wo pani pine lagi... Par is baar pani me dawai mili huyi thi... Wo kuch palon me behosh ho gayi... Ye wahi ladki hai jise humne video me dekha tha... Maine use uthaya aur neeche khade ambulance ki taraf le gaya...
Mujhe nahi pata ki Wo ladki kaun hai... Uska kya nam hai... Par maine aj is baat ka irada bana liya ki iski hifazat ab meri zimmedari hai!!!"
"Some Heroes are Born... Some Heroes are Made"
Chapter 2 Ends
Update 16

awesome super updateUpdate 16