• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Serious *महफिल-ए-ग़ज़ल*

क्या आपको ग़ज़लें पसंद हैं..???

  • हाॅ, बेहद पसंद हैं।

    Votes: 12 85.7%
  • हाॅ, लेकिन ज़्यादा नहीं।

    Votes: 2 14.3%

  • Total voters
    14

Rohn.mak123

Member
145
830
108
Har koi ghalat hi Nazar aaya mujhe zamane mai,
Aaj sochta hun to kitna ghalat tha mai yeh samajh aaya.

Har kisi ko girakar chadha mai jis unchain par,
Aas pas koi apna na tha, mukam yeh bematlab hai yeh samajh aaya,

Mere dost,mere sathi,jinhone himmat di mujhe, unse hi kinara kar liya maine,
Bina sathi ke kamiyabi ke koi mayne nahi hai,aaj samajh aaya,

Apno ki yaad aati hai,unse judi har baat yaad aati hai,
Guzra waqt lautkar nahi aata yeh aaj samajh aaya.
 
The_InnoCent

शरीफ़ आदमी, मासूमियत की मूर्ति
Supreme
79,152
115,990
354

Bahut khoob,,,,,:claps:
 
  • Like
Reactions: VIKRANT

Rohn.mak123

Member
145
830
108
Yun hi pasand hai ghoomna banjaron ki tarah,
Basera mera bas ek hi jagah rahe jaroori to nahi,

Kisi ki aakhon ke jaam pike behakjata hun main,
Nasha sirf sharab me ho jaroori to nahi.

Kabhi tanhai mai khud se do baate kar lijiye janab,
Koi har waqt aapke sath rahe jaroori toh nahi.

Koi thukra de aur kahe ishq ke kabil nahi ho tum.
Woh aapke ishq ke kabil ho jaroori to nahi.

Yeh dil bhi gustaakh hi hai,kitno ke liye dhadakta hai,
Is dil pe aap ka ikhtiyar rahe jaroori to nahi.

Yun to hasin ek se badhkar ek hai har gali mohallo mai,
Mohbbat sirf ek se hi ho jaroori to nahi.?
 
Bahut khoob,,,,:claps:
 
  • Like
Reactions: VIKRANT

Rohn.mak123

Member
145
830
108
Hai woh aaj kisi ki Amanat fir bhi,
Ae dil use pane ki tujhe chahat kyo hai.

Na aayega wapas yeh bata gaya tha woh,
Fir bhi uske lout kar aaneka intzaar kyo hai.

Jate huye jisne ek baar bhi mudke nahi dekha,
Fir bhi yeh aakhe uske Deedar ki talabgar kyo hai.

Aakhir jab samjha liya dil ko ke badnashib hoon mai,
Kyo aaj samne hai woh aur aise bane halat kyo hai.

Kabhi baton hi baton mai waqt ret sa fisalta tha,
Hoth hai khamosh, kon kare suruat yeh sawal kyo hai.

Kabhi jo tajgi se bharpur tha chand sa roshan,
Aaj benoor yeh chahera itna udas kyo hai

Apni bewafai pe woh sharmida hai,yeh kahe raha hai woh,
Fir dil ko wafaa pe uski itna etbaar kyo hai.

Uski bhi aakho mai tadap hai meri bahon mai samane ki,
Fir bhi dur hai mujhse woh itna majboor kyo hai,

Lo waqt bhi hogaya,chal pade dono apne raste,
Milkar bicchadne ka yeh dastoor kyo hai,

"Fir milenge" yeh labz tere hontho se yun hi to nahi nikle,
Mujhe tera intzar rahega,tujhe yeh yakeen kyo hai.

Kyo aaj bhi dil ki har dhadkan mai uska hi naam hai,
Ae dil tujhe usase inti mohabbat kyo hai.
 
kingkhankar

Multiverse is real!
6,255
14,025
188

Itna kuch bolte bolte tumhe koi mama mama na bula le :)

Lekin kya feeling hey bhai lagta hey ek dum dil se nikla he yeh
 
Last edited:

Rohn.mak123

Member
145
830
108
Itna kuch bolte bolte tumhe koi mama mama na bula le :)

Lekin kya feeling hey bhai lagta hey ek dum dil se nikla he yeh
Har kisi ki chahat poori ho yeh jaroori to nahi,
Jise bhi mohabbat karo woh haasil ho jaroori to nahi.

Apne pyar ki khushi mai khush rehna yahin to mohabbat hai.
Woh kisi aur ke sath khush hai, aur mujhe taklif ho yeh jaroori to nahi.
 
The_InnoCent

शरीफ़ आदमी, मासूमियत की मूर्ति
Supreme
79,152
115,990
354
Hai woh aaj kisi ki Amanat fir bhi,
Ae dil use pane ki tujhe chahat kyo hai.

Na aayega wapas yeh bata gaya tha woh,
Fir bhi uske lout kar aaneka intzaar kyo hai.

Jate huye jisne ek baar bhi mudke nahi dekha,
Fir bhi yeh aakhe uske Deedar ki talabgar kyo hai.

Aakhir jab samjha liya dil ko ke badnashib hoon mai,
Kyo aaj samne hai woh aur aise bane halat kyo hai.

Kabhi baton hi baton mai waqt ret sa fisalta tha,
Hoth hai khamosh, kon kare suruat yeh sawal kyo hai.

Kabhi jo tajgi se bharpur tha chand sa roshan,
Aaj benoor yeh chahera itna udas kyo hai

Apni bewafai pe woh sharmida hai,yeh kahe raha hai woh,
Fir dil ko wafaa pe uski itna etbaar kyo hai.

Uski bhi aakho mai tadap hai meri bahon mai samane ki,
Fir bhi dur hai mujhse woh itna majboor kyo hai,

Lo waqt bhi hogaya,chal pade dono apne raste,
Milkar bicchadne ka yeh dastoor kyo hai,

"Fir milenge" yeh labz tere hontho se yun hi to nahi nikle,
Mujhe tera intzar rahega,tujhe yeh yakeen kyo hai.

Kyo aaj bhi dil ki har dhadkan mai uska hi naam hai,
Ae dil tujhe usase inti mohabbat kyo hai.
Bahut khoob,,,,:claps:
 
  • Like
Reactions: VIKRANT

The_InnoCent

शरीफ़ आदमी, मासूमियत की मूर्ति
Supreme
79,152
115,990
354
अच्छी सूरत पे ग़ज़ब टूट के आना दिल का।
याद आता है हमें हाय! ज़माना दिल का।।

तुम भी मुँह चूम लो बेसाख़ता प्यार आ जाए,
मैं सुनाऊँ जो कभी दिल से फ़साना दिल का।।

पूरी मेंहदी भी लगानी नहीं आती अब तक,
क्योंकर आया तुझे ग़ैरों से लगाना दिल का।।

इन हसीनों का लड़कपन ही रहे या अल्लाह,
होश आता है तो आता है सताना दिल का।।

मेरी आग़ोश से क्या ही वो तड़प कर निकले,
उनका जाना था इलाही के ये जाना दिल का।।

दे ख़ुदा और जगह सीना-ओ-पहलू के सिवा,
के बुरे वक़्त में होजाए ठिकाना दिल का।।

उंगलियाँ तार-ए-गरीबाँ में उलझ जाती हैं,
सख़्त दुश्वार है हाथों से दबाना दिल का।।

बेदिली का जो कहा हाल तो फ़रमाते हैं,
कर लिया तूने कहीं और ठिकाना दिल का।।

छोड़ कर उसको तेरी बज़्म से क्योंकर जाऊँ,
एक जनाज़े का उठाना है उठाना दिल का।।

निगहा-ए-यार ने की ख़ाना ख़राबी ऎसी,
न ठिकाना है जिगर का न ठिकाना दिल का।।

बाद मुद्दत के ये ऎ 'दाग़' समझ में आया,

वही दाना है कहा जिसने न माना दिल का।।

_______'दाग़' देहलवी
 
  • Like
Reactions: VIKRANT
Top