• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

★☆★ Xforum | Ultimate Story Contest 2019 ~ Reviews Thread ★☆★

Status
Not open for further replies.

Casinar

Dimaagh ka garam, Dil ka naram
Divine
18,429
125,585
259
My review for
Winner of the Competition
By

king cobra
What a title :D
Looks like the winner of THIS competition:D
Really very interesting short story. Too cute I must say.
The story evolves around a cat who won a beauty contest and other cats around made her believe she should start to show and behave like some great personalities.
By doing so she becomes a big trouble for everybody and starts disturbing her surrounding.
It is a satire story which in fact is a lesson to human. If we replace the cat by a beauty queen who starts taking air after winning a beauty contest this is what happens around her.
Very good tale to give a lesson to those who starts believing and behaving like superior beings after achieving success.
Good descriptive narration from start to end.
Sad that it is a nin competing story otherwise it has great potential in the race.
Thanks for this cute one king cobra
 
  • Like
Reactions: Aakash. and Rahul

Vijay2309

Well-Known Member
5,907
5,855
189
Satva tona by Vijay

Waah kya kahani likhi hai royein khade ho gaye mere to :superb: Bilkul different plot jo kab shuru kab khatm ho gaya pata hi nahi chala . Aur bhi likha ja sakta tha waise:hmm2:

Ek ghatna ko kushalta se develop karke writer ne kahani banayi hai jiske har shabd mujhme utsukta bharta gaya ki ab kya hoga .

Mujhe sach me tona tokta se ghabrahat hoti hai kyu ki ham bhale chand par pahunch gaye hain par achambha nahi hoga yadi kal ko uske satah par koi jakar nimbu kaat aye :scared:

Ek bahut hi achhe se likhi gayi kahani hai , bahut achhi story jiska flow gajab ka hai aur ek do shabd chhod de to ashuddhi nahi hai .

Thanks for writing wonderful story . All the best for contest:love:
Sabse pahle to aapka bahut bahut shukriya is chalte firte rebu ka:slap:....
Thode confusion tha words ko lekar...isiliye shuru se hi story khinch ke likhni padi....lekin jab pata pada ki abhi kaafi words or hai mere paas tab tak story khatm ho chuki thi:dazed:shayad isi vajah se kuch shabdon ki ashuddhiyan rah gayi jo tum logo ko kahne ke baad bhi nahi hatayi gayi....:protest:
thanks again for the rebu:love:
 
Last edited:
  • Like
Reactions: Aakash. and Venom

Rahul

Kingkong
60,514
70,679
354
  • Like
Reactions: Aakash. and Venom

kamdev99008

FoX - Federation of Xossipians
9,188
36,287
219
Prefix - Romance
Writer - The Immortal

TITLE
AMAR-KALPANA (DEPTH OF LOVE)

kahani achchhi hai..... shabdon ka chayan aisa hai ki bandhe rakhta hai
suspence bhi last tak banaye rakha............

lekin sanyog aur wo bhi do logon ke sath............. kalpana hi jyada lagta hai......

is kahani ko 10 me se 7 ank
 

kamdev99008

FoX - Federation of Xossipians
9,188
36,287
219
TITLE - RISHTAY NATAY
hindi
Daamha (index me writer ka naam @Cutekameena kyon diya gaya hai.... MODS PLZ CHECK IT)

IS KAHANI KE REVIEW ME JO KUCHH BHI MEIN LIKHNA CHAHTA THA .... WRITER NE KHUD HI STORY KE END ME LIKH DIYA :D

SIRF ITNA KAHUNGA.............. superb

is kahani ko 10 me se 9 ank deta hoon
 
  • Like
Reactions: Aakash. and Venom

The Blue Prince

Active Member
1,373
602
113
TITLE : ISHQ WALA LOVE
LANGUAGE: HINGLISH
The Blue Prince
ek fantastic love story......... jindgi me humein apne sirf khushiya dene ko hi nahi milte......... gam bhi sabse jyada apno se hi milte hain.............sirf jati dharm ka masla nahi hai ye........... jyadatar maa-baap, ghar-parivaar ke log bina wajah bhi bachchon ki pasand ko isliye reject kar dete hain.... ki unko lagta hai ki bachchon ki jindgi ke faisle lena bachchon ka nahi maa baap ka hak hai...... aur is hak ko wo bachchon se bhi jyada ahmiyat dene lagte hain.............

is kahani ko 10 me se 6 ank

Thank you so much kamdev bhai for this wonderful review. Yeh aapki baat sahi hai apne sabse jyada Khushi bhi apne dete hain sir sabse jyada dukh bhi. Ajkal ke modern zamane main bhi honour killing aam baat hai.

Btw thanks again for sparing time to read and write review. :love: :dost:
 

Geralt of Rivia

The Witcher
Staff member
Moderator
14,375
10,710
229
Review of "Mamta ki ek murat- Maa" Writer "zopion"

Ye kahani pratyek maa ko samarpit hai. Ek Sudhiya naam ki mahila ki kahani hai ye jo bade jatan se gareebi me apne beto ko palan poshan karti hai aur unhe padati hai aur uske bete parh likh kar achhi naukari paate hain aur shahar chale jate hain. Fir shadi baad ke baad apni patniyo k prabhaw me akar bhaiyo ke sambandh apas me kharab ho jate hain aur patniyo ki baato me akar beto k sambandh apni maa se bhi kharab ho jate hain. ye to khair ghar ghar ki kahani hai jis prakar patniyo ke prabhav me akar log apni maa ko chhod dete hain. Kahani ke madhyam se lekhak ne ye pradarshit kiya hai ki kis prakar maa humare liye kitni kurbaniya deti hai. Yadi bete maa ko thukra den fir bhi maa ke man se beto ke liye duayen hi nikalti hain.
Khair ab kahani ki baat karen to ye gaon ki prashtbhumi par adharit hai parantu isme hindi ki beech beech kayi jagah angerji k shabd prayog kiye gaye hain jaise "parents", "okey beta" ityadi jo ki thode akharte hain. Kahani ausat hai parantu kahani k madhyam se lekhak jo sandesh de rahe hain vo sarahni hai.
 

The Blue Prince

Active Member
1,373
602
113
ISHQ WALA LOVE by the blue prince


Khoobsurat love story likhi hai writer ne jo honour killing par based hai . Ishika aur Rahul ki story hai jiska end sad hai lekin aksar love story ki end sad hi hoti hai :D

Plot old hai par writer ne bahut sanjidgi se develop kiya hai . Kahani me ek couple ke milne aur bichhad jane ko flashback ke madhyam se sundarta se darshaya gaya hai .

Kahani ka flow gajjab ka hai par shabdo ki ashuddhta ki wajah se samjhne me thodi dikkat pesh aayi, Bhasha par pakad to theek thaak hai par kuchh shabdo se sach me pareshan kiya .

Wakayi me ishq aur love se bhari huyi thi story . Mujhe wo shadi ki salgirah par picnic wale scene par bahut sad feel hua ki log jhoothi pratishtha ke fer me kitna neeche gir jate hain .

Thanks for writing wonder ful love story . All the best for contest :love:

Thank you so much bhai for wonderful review. A review is like a tonic for the writer which motivates him or her to write more. These are like blessings whether positive or negative.

Love you so much bhai for sparing time to read the story and writing a review. Thanks again Bhai :love: :dost: :love:
 
Status
Not open for further replies.
Top