• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

★☆★ Xforum | Ultimate Story Contest 2019 ~ Reviews Thread ★☆★

Status
Not open for further replies.

Suryaa

सुन, हमसे कायदे में रहोंगे, तो फायदे में रहोगे😎।
Banned
3,821
5,379
143
Tiltle- Sathva tona
Writer- Vijay2309
Bhai kahani bhote acchi hai
And phele jabe meni es kahani ka title padha to mujhe laga ki y kahani sayade thodi boring hogi...kyuki mai tona totke par nahi manta lekine mai galate nikala jabe meni y kahani pdeni start ki tabe dire dire mujhe y kahani interesting nikle
Sach mai be honest kah raha hu
Kahani ka plot bhote aacha hai
And meri tarfe si es kahani ko

10 mai si 8 marks deta hu
Aur es kahani ka best dialogue
Vo dhwani pradusane wala hai
And once again kahani bhote acchi thi
 

kamdev99008

FoX - Federation of Xossipians
9,182
36,267
219
  • Like
Reactions: Aakash.

kamdev99008

FoX - Federation of Xossipians
9,182
36,267
219
KALA BHENSA ....
Hindi
Lovegaand
ek sexescapade............ wo bhi details ko kai kai bar repeat karke......... jaise pehli class ke bachchon ko samjhate hain......

10 me se 2
 
  • Like
Reactions: Aakash.

kamdev99008

FoX - Federation of Xossipians
9,182
36,267
219
Title : Khwaab-Ek Haqiqat
hindi
Milan2010
achchhi kahani hai.......... kahani se bhi jyada iska moral.......
jyada descriptive review nahi de paunga........

10 me se 8 ank
 

Milan2010

Well-Known Member
4,854
3,649
159
Review for - Khwaab-Ek Haqiqat
By Milan2010

bahut badhiya kahani hai dil ko chu liya bhai sabki madad karna achchi baat hai chahe insaan ho ya janwar ho magar hame help karni chahiye khud ke liye to sab jite magar hame is samaaj aur har jaruratmand ki help karni chahiye..mai aapko bhi 10 me 10 deta hun
:thanks: rahul bhai :dost: Rahul
jaankar acha laga ki aapko story pasand aayi :hug:
 
  • Like
Reactions: Aakash.

Milan2010

Well-Known Member
4,854
3,649
159
Last edited:

kamdev99008

FoX - Federation of Xossipians
9,182
36,267
219
वो कौन थी ??
हिन्दी
Chutiyadr
interesting thriller hai dr sahab..........
madhu to bhramit thi hi...........uski is beemari ka fayda uthaya akash ne......

lekin wo ye bhool gaya ki madhu pagal hai bewkoof nahi............
basically hum dono ko ek jaisa mante hain.... lekin dono bilkul opposit hote hain
pagalpan over capicity of memory hota hai.... yani dimag bahut jyada kaam karta hai...jarurat se bhi jyada
lekin bewkoof ka dimag bahut kam ya bilkul kaam nahi karta

madhu ke dimag me jo bhi shak tha use wo apne bhai ke roop me samne lati thi.... aur yahan tak ki apne bhai ki di hui pistol ki bhi yaad uske dimag ke kisi kone se nikalkar bahar a gayi.............
ye dimag ka self sustained auto mechanism hai.... jab ap bahut depressed hote hain to apki problem ke jo bhi solutions apke dimag me kabhi bhi kahin bhi store huye the automatically bahar nikalne lagte.... jo bayein ap bahut yaad karne par bhi yad nahi kar pate ya puri tarah se bhool chuke ho...... wo jarurat padne par apne ap yad a jati hain

khai ye bahut gehrai ka vishay hai

10 me se 9 ank
 

Badshah Khan

Active Member
1,498
3,688
159
Story : THE LUNCH BOX
Writer : Damha
Story bohut hi ache se likhi gayi hai
Aman aur raheela ke emotions ko bohut hi bakhobi darshaya
Story aisi hai ki koi bhi jaldi nahi bhul payega aur easily connect hojaega.
Story se ek sikh yahi bhi milti hai ki kabhi bhi zaroorat mand ki madad karni chahiye kab aur kaise apki achayi apke kaam ati zaroorat padne par
I think story is nice and full of emotions
 
  • Like
Reactions: Aakash.

Casinar

Dimaagh ka garam, Dil ka naram
Divine
18,429
125,584
259
My review for
Mamta ki ek murat Maa
By

zopion
Another story on mother and her unconditional love for her children.
Plot bahot purani hai aur eise seinkron kahaniyan already likhe jaa chuke hein iss liye iss mein kuch khaas nahin laga mujhe.
Balke 70's aur 80's ki kuch movies ke jhalak dekhne ko mile.
Zoppu bhai ne pata nahin kyun donon kahaniyon ko ek hi theme par likha.
Aur jeise English wale mein maa ke taraf se bete k liye ek khat chorra gaya tha wohi yahan bhi padhne ko mila. To mujhe repeated laga aur sach kahun to feeling, emotion bilkool bhi nahin dikha ya feel hua...
Sorry zoppu bhai jeisa feel hua kahani padhke wohi likh raha hoon.
Honestly kahani kuch khaas nahin tha.
Phir bhi all the best.
 

Rbcl.007

Active Member
591
1,425
123
DOSTI , PYAR AUR JINDEGI by Rbcl.007


Ek kahani jo batati hai ki ek ladka aur ek ladki sirf dost bhi ho sakte hain par samaaj ki gandi soch ladke aur ladki ke beech ki dosti ko gandi najar se dekh kar badnam karti hai .

Kahani achchi ban padi hai , bhasha par pakad kamjor hai writer ki lekin ek technical mistake bhi mila .

Ladke ne school chhoda .
"10th class ke ,mid term maine hi wo school change karliya koi family problem ke chal te"

Abb likh raha hai ki ladki ne school chhoda :hmm:

"Uske jaane k eek hafte tak toh doston ko maine jamke treat diya par dhire dhire mujhe uski kami satane lagi ."

Khair kahani ke ant me Vikas aur sonali ko rishte me baandh diya gaya jisase wo dono kafi samay baad ubhar sake .

Badhiya story jo badhiya sandesh deti hai . Thanks for writing wonderful story . All the best for contest bhai:love:
Thank you KR$NA bhai for your honest and beautiful review.. Actually mera native language hindi nahini hai to iss liye hindi pe thoda hath kamjor hai. Aur uss time mera original story ka thread Maine already start kardiya tha toh jaldbajimaine iss story ko likh ke post kiya tha aur mujhe utna time bhi nahini mila busy schedule ke chalte ku ache se ek baar check kar saku mistake.... Par thanks bhai galtiyan saamne lane ke liye seriously Maine abhitak notice hi nahini kiya tha.....
 
Last edited:
  • Like
Reactions: Aakash. and Rahul
Status
Not open for further replies.
Top