Reviews posted on or before 12th March 2022 11:59 PM will be considered for Best Supporting Reader
Thank you so much Adi bhai... A super review by a super personEverything Is Binary ~ harshit1890
harshit bhau op, this is one of the best short stories I have ever read,
starting se leke end tak jara bhi story ka thrill khatam nahi hua, har badhte pal ke sath utsukta thi ke aage kya hoga,
I am a fan of science fiction stories aur sath me thriller ka tadka bole to gajab
phishing se leke duniya ke ant tak story ka pace kahi bhi kam nahi hua...
characters ke dialogues, unke actions chizo ko leke unke reactions was on point.. isme kahi bhi atishayokti nahi thi..
talking about characters vikrant aur dimitri ka character bahut sahi build kiya gaya hai, though vikrant aur dimitri ke background ka utna ullekh nahi hai aur wo samajh bhi aata hai ki aap 7k ki word limit me sab kuch nahi daal sakte but jitna hai wo samajhne ke liye kafi hai rahi baat pratiksha ki to sex is fine but mere hisab se uske character ka main kaam bas ek dialogue bolne ka tha... 'tujhe bas chori suit karti hai' aur yahi se akkhi kahani bani, isi baat ne vikrant ka ego hurt kiya aur bhai hologram ki madad se duniya badalne nikla, agar pratiksha ye line nahi bolti to shayad vikrant ka dimag use hologram ki baato ki taraf akarshit nahi karta
the story executed the concept of time paradox very well...
for me this is a perfect plot for a superhit movie or webseries bas koi badhiya producer aur director mile..![]()
Padhte hu samjhna vakai sirf ek sci-fi diwana hi samjh skta tha. Even gyani bhai said ki kya likh dia hai yeFlight ~ harshit1890
Harshit bhau ye USC me soch kar hi aye the ke logo ke dimag ka dahi banane ka hai aur wo kaam unhone bahut gajab tarike se kiya
this is not a normal story aur jo log Sci-fi ke fan nahi hai ya science ke concept se thoda dur hai unko is kahani ko samajhne me kafi dikkat aayegi
(kayi scenes par mera khud ka dimag ghuma hai :Sweat: )
this is a sci-fi masterpiece aur aisi stories aapko XF poar bahut kam padhne ko milengi..
kahani ka concept chunna aur fir usko itne badhiya tarike se sabke same pesh karna, time maze dizziness multiverse.. harshit1890 bhau deserves a huge applause for this story![]()
![]()
Karenge bhau ek din film bhi produce karengeThank you so much Adi bhai... A super review by a super person![]()
Is kahani ko lekar sabhi ne jis tarah se review diye hain usko mein bayan nahi kar sakta. Sabhi ke different. It is a mehnat vassul kahani...
Lagta hai group mein bolna padega thoda thoda paisa daal kar produce karenge
![]()
Thank you so much bhai... pleasure
Padhte hu samjhna vakai sirf ek sci-fi diwana hi samjh skta tha. Even gyani bhai said ki kya likh dia hai yeLimited readers ke lye hi sahi bas execution sahi hua hai ye review se padh kar malum chalgaya tha bhai... Thank you so much bhai...
![]()
Ispar aap movie produce kar do
Thanks Adi bhai for reading both stories![]()
Thank you bhai... bahut badhiya lagta hai jab ek behtreen writer aap ki story ki prashansa karta hai. Aap khud bahut hi umda writer ho.ये कैसी बिदाई । ~ SANJU ( V. R. )
emotianal kar diya sanju bhai, this story is beyond compitition,
mera dimag kahani padhte time uske scene ko kisi film ki tarah background me chalane lagta hai aur aisa bas kuch ki kahaniyo ke sath hota hai,
main bilkul bhi utna emotional aadmi nahi hu but is kahani ne dil ko chuu liya bhai,
purani filmo ki yaad dila di aapne, aajkal aisi kahani padhne ko kam milti hai jo ek maa ke dard ko bayan kare, uspe bhi xf par to shayad hi aisi koi kahani milegi.. is kahani par bolne ke liye shabd kam pad rahe hai bhai..
aapki lekhni bahut kamal ki hai jisne is kahani ke madhyam se bahut powerful impact chhoda hai..
this is one of he best story of this contest no doubt.
plot ke chayan se leke character ke gathan tak, dialogues ke leke emotions tak sab perfect
this one is a must read.![]()
Financer khojte haiKarenge bhau ek din film bhi produce karenge
Stories ready hai apne paas aapki gyani bhai ki bas paiso ka jugad ho jaye![]()
Thank youLove In Local Train ~ Jaguaar
bas ek hi sawal what do we call it love or arranged ?
a simple and well written love story jo padhne walo ke chehre par muskan le aaye,
ye ek aisi kahani hai jisse bahut log relate kar payenge aur unhe ye unki hi kahani lalegi
khas kar wo log jo mumbai se hai aur jinko local me kabhi pyar hua hai..
apne shahar se kahi dusri jagah jakar adjust karna aasan kaam nahi hai par agar kisi ka sath mil jaye to baat alag ho jati hai khas kar kisi khubsurat ladki ka, aman ke sath bhi aisa hi hua pehle sheetal se mulakat fir dosti aur fir pyaar..
writing ki baat kare to I know your writing skills very well to waha tipani karne ka koi matlab nahi hai, you are a phenomenal writer
it was an enjoyable read..![]()
लोकल ~ avsji
maine ye baat shayad chit chat me bhi kahi hai ye is USC me bahut sara quality content aaya hai and this story proves me right
this story truly shows writers experience in romance writing aur jis tarah se aapne local train uski jounnery ko bataya hai jis tarah se discribe kiya hai just amazing, is kahani me koi kami nahi hai..
main mumbai se to nahi hu ha par kayi baar mumbai gaya jarur hu aur local se safar bhi kiya hai so I can relate with the story,
bas meri story aur isme alag baat ye thi ke hamari najre to mili thi bar baat wahi khatam ho gayi
overall story was fantastic..![]()
Thank you dadaBuree Qismat! Phir bhi too milee ~ Destiny
thanks bhai light hearted story likhne ke liye,
back to back 3 sad story padhne ke baad this story was a breath of fresh air for me..
sara mood sahi kar diya ye story ne aur chehre par muskaan aa gayi..
waise to I don't relate that much with prabhu kyuki apun ghar me bada hai baki chhote se itne bhi kaam nahi karwaye jate bhai,
ha ab prabhu ki kismat ka kuch nahi keh sakte wo uske jivan me kab kya utpat macha de par ye bhi utna hi sahi hai ke agar kismat itni hi kharab hoti to wo khushi se dobara nahi milta..
baki kehne ko jyada nahi hai.. kahani achi hai sabse main main jaha post ki hai wo page bhi sahi hai, agar koi upar ki sari kahaniya padh ke aaye to use ye kahani jarur padhni chahiye, taki mood sahi ho jaye..
overall an enjoyable read.![]()
Thank you very muchEhsaas ~ Baban
that was an amazing story bhai,
story bas do characters ke around ghumti hai tanmay aur maya aur unka pyaar...
it was a perfect mix for emotions and superbly written dialogues...
tanmay and maya's conversation was gem....
kahani padhte time koi ye nahi keh sakta ke maya mar chuki hai aur ye bas uska ehsaas hai jo tanmay ke ander ab bhi jivit hai,
good job baban bhai..![]()