Chapter-44: The Segregation
Update-172
Quote:
.jiske baad maine usi kagaj ke tukde ke dusari taraf apna final decision likhkar Arun ki taraf wo tukda badha diya...jisme maine likha tha ki...
"Plan No. 1- Respect Your teachers.
Plan No. 2- Quit Smoking as early as Possible.
Plan No. 3- Stay away from Girls. AND
Plan No.4- Never bunk the classes. "
.
Arun se pahli baar meri dosti college me hui thi aur dusari baar yaha Nagpur me...Arun jis din se Nagpur aaya tha,usi din se mujhe maloom tha ki ek din wo haste-muskurate mujhe 'Good bye' kahega aur chala jayega.
Aur aaj 7 din tak Nagpur me rahne ke baad Arun ja raha tha,lekin usne abhi tak mujhe 'Good bye' nahi kaha tha.jab main main aur Varun ,Arun ko railway station tak chhodane ja rahe the tab wo pure raste khud ko bahut cool,bindas dikha raha tha.wo aisa bartaav kar raha tha,jaise ki use mujhse door jane me koyi fark nahi pad raha hai....lekin haqiqat to kuchh aur thi..........
.
"Varun ,tu ek kaam kar,jakar TC ko pakad aur Mathura tak ki ticket jugad kar...."Jis Platform par train khadi thi waha pahuchte hee maine Varun se kaha...
"main bhi yahi soch raha tha..."mujhe daant dikhate hue Varun ticket ka jugad karne chala gaya....
Varun ke jaane ke baad maine Arun ki taraf dekha aur bola"dua kar lawde ki ticket ka jugad ho jaye,warna general dibbe me to tu chuda...."
"train me bheed dekhkar mujhe ab aisa lag raha hai ki mujhe yaha aana hee nahi chahiye tha...sala main do hee chizo se darta hoon ,pahla exam ke result se aur dusara train ki bheed se...."
"ro mat,jugad ho jayega...waise tune sahi kaha ki tujhe yaha nahi aana chahiye tha..pure 7 din tak tune mujhe bore kiya...mera dimag khaya..ab jab tu ja raha hai to i am very happy...."
"jyada bolega to yahi par shahid kar dunga....."
"mazak kar raha tha janeman...dil pe mat le, kahi aur le..."
"ghuma ke apne pichhwade me le le...ye dialogue bazi apun se nahi.... "ye bolte waqt Arun ko achanak kuchh yaad aaya aur wo tapak se bola"janta hai be, main jaha kaam karta hoon...waha apne sath walo ko college ke dino ke dialogue maar-maar kar chod deta hoon....abhi kuchh hafto pahle ki baat hai, mere sath join hue ek launda mujhse kisi topic par bahas kar raha tha to maine use kaha ki 'MC, dimag kharab mat kar...warna ek baar lund fek ke marunga to tera pura khandan chud jayega tera'....janta hai uske baad kya hua..."
maine apni gardan do baar na me hila di aur jamhayi lekar Arun ko indirectly batane laga ki main uski bakwas me interested nahi hoon.....
"uske baad se sala mujhse baat hee nahi karta...BC ,chutiya
"
.
Iske baad Main chup hee raha lekin Arun ko har do minute ke baad ek daura padta aur wo aisi hee ghisi-piti kahani mujhe suna raha tha....
Main waise to uski bakwas sunna nahi chah raha tha lekin sath me main ye bhi chahta tha ki wo aisi hee baate karke chala jaye...main chahta tha ki wo , wo sab baate na kare jiske baare me main usase baat nahi karna chahta tha....lekin sale ne jate hue aakhirkar meri dukhti nas ko daba hee diya....
.
"Arman,yaad hai tune ek baar kaha tha ki tu movie isliye dekhta hai taki yadi teri life me kabhi waisi problem aaye to tu waisi galti na kare jo movie ke characters ne ki thi...."
"kaha tha...to ? "
"phhir tune waisi galti kyun ki..."
"main kuchh samjha nahi..."dusari taraf dekhte hue maine kaha ....
"tujhse achchha kaun samajh sakta hai is baare me....main Esha ke baare me baat kar raha hoon..."
"dead topics par main faltu ki discussion nahi karta..."Arun ki taraf dekh kar maine kaha"aur tujhe ye baat jitni jaldi samajh me aayegi utna hee thik rahega...."
"kisi ko nazar andaaz karne se wo khatm nahi ho jati...aur yadi Esha tere liye dead topic hee hai to aaj tak tere mobile me uske dwara teen-teen different language me bole gaye ,i love you...wala video abhi tak kyun hai..."
Arun ne mera muh band kar diya tha ,mujhe ab kuchh nahi soojh raha tha ki usase kya kahu aur main apne hontho ke bheetari bhago ko apne daant se chabane laga....
"tu mujhse gale milkar jyega ya phhir mujhse laat-ghuse khakar...."maine haste hue kaha....
"tu waqt bewaqt situation ke according acting bahut achchhi kar leta hai...lekin mere samne nahi...isliye ab hasna chhod aur jawab de"
"Arun....."kuchh der ruk kar maine aage kaha"ladkiyo ko lekar,mera funda hamesha clear tha ki yadi ladki door ja rahi hai to phhir use pane ke liye apna jee-jaan laga do ya phhir use bhool jao....8th Semester ke baad ,jab Esha meri zindagi se chali gayi to maine dusara rasta chuna...kyunki wahi rasta mujhe aasan laga...lekin....baad me mujhe pata chala ki main 8th Semester ke baad chahe koyi sa bhi rasta chunta ,wo galat hee hota kyunki meri manzil hee galat thi....aur yahi hua..."
"koyi rasta galat nahi hota,Arman..har rasta hume kisi na kisi manzil se jodta hee hai...ab tu apne dusare raste ko hee dekh le, Esha ki jagah tujhe Nisha mil gayi..."
"Nisha....lekin..."
"lekin-vekin kuchh nahi...bas tu apne dil me Nisha ko Esha ki jagah replacement kar de...aur humara profession bhi to wahi hai ki jab kisi machine me koyi part kharab ho jata hai to hum us kharab part ka shok manane ki bajay ,dusare part se replacement kar dete hai...."
"par main koyi machine nahi..."
"abey maan le na ki tu machine hai..thik usi tarah jaise zindagi bhar hum har sawal me 'X' ko mante aaye hai.... "
"kafi achchhe-achchhe dialogues marne laga hai tu...."Arun ke samne apne hathiyaar dalte hue maine kaha...
.
"tu janta hai...aaj main bahut khush hoon, kyunki maine pahli baar tujhe muh-chodi me hara diya lekin main dukhi bhi hoon kyunki Varun abhi tak nahi aaya aur train ki bheed dekhkar mera khoon sookh raha hai...."
"chinta mat kar main Universal donor hoon....blood donate kar dunga tujhe...."
.
Arun ne ghadi me time dekha aur udas bhari nigaah mujhpar dali. Train ko chhutane me ab sirf 20 minutes hee baki the ki tabhi paseene se nahaya hua mera rahis dost Varun mujhe platform par aate hue dikhayi diya...
mujhe nahi pata ki Varun ne itni bhag daud kabhi khud ke liye bhi ki hogi ya nahi...lekin wo aaj mere sabse khas dost ke liye idhar se udhar bhag raha tha...tab mujhe laga ki zindagi ki yahi chhoti-chhoti ghatnaye vastav me humari sampatti hoti hai,jise hume kabhi nahi khona chahiye.....
Arun ke liye ticket ka jugad ho gaya tha aur uske jane ke baad jab main aur Varun wapas apne room ki taraf aa rahe the...to Varun ne car drive karte hue mujhse puchha....
"yaar, Seventh semester tak ki kahani to tune suna di...lekin Vibha mam ko to tune abhi tak nahi choda ....sale kitna alsi tha tu "
"par yahi sach hai...kisi ke pasand karne ya na karne se main apni kahani nahi badalne wala..."
"ok baby...8th semester ka thoda introduction de de...bole to trailor dikha de thoda..."
"abhi nahi...pahle main Nisha se milinga aur phhir baad me 8th Semester par pahuchunga....sala dil bahut udas hai,Arun ke jane se... "
_______________________