- 1,127
- 929
- 129
update 21
Jab pandit ji janam patri bana chuke tab unke chehre p kuch chinta k bhav najar aa rai te
Reshma : kya baat hai pita ji aap kuch chintit najar aa rai hai.
I'm
Pandit ji : beti ye dono hi bache adbhut hai mgar inka jivan atyant sangarsh se bhara para hai.
Aur tumhari beti toh aur b adbhut hai samai k sath sath issme atayant chamtkari shaktiya aati jayengi mgar aaisa kyu hai mai nai janta aur ha tumhari putri tumhare bete se 1mahinee kibarii hai
Reshma :toh kya indono ki maa ek nai hai .
Pandit ji : ha beta in dono ki hi maa alag hai par unke bich kuch rista jaroor hai vee sambandhi hai ya mann ka jurao ye toh mai nai kah sakta par kuch jaroor hai in dono k mata k bich isliye ye dono
Aapas me hamesa ek dusre k purak k roop me rahenge jivan k har mor par sath chahe wo sath ho ya na ho. Pass
Mgar tumhara putra ek aam balak ki trah hi hai
Reshma : babu ji par mere bacho ka naam toh apne btaya hi nai
Pandit ji : ha wo toh mai btana hi bhul gaya. Tumhari putri tulsi ki trah pawan hai isliye iska naam tulsi mukherjee hai aur hamare nawase k naam atal mukherjee kyuki ye wiprit paristhitiyo me b apne nirnaya par atal rahega.
Reshma bhut khus hoti hai apne bacho ka naam sunn kar pandit ji b khus hote hai apni beti ko khus dekh kar par ek chinta unke mann me abi b ti jisse unhone reshma se chipa liya ta.
Atal ki janam patri se ye pata chala ta ki wo alpaayu hai uski umra bas 21 saal tak hi ti wo ye baat apni beti ko kaise btaye ye unhe samjh nai aa raha ta kyuki wo apni beti ki khusiyo me grahan nai lagana chahte te.
Idhar sumaila ko b pata chal chuka ta ish bare me mgarjaha apni beti ki shaktiyo k bare me jaan kar
Wo khus huyi ti wahi atal k bare me jaan kar uski preshani aur chinta badh gai aur bada dukh huwa.
.
Wo maan me bhagwan se sawal karti hai bhagwan tune aaisa kyu kiya meri maa k bhagya me aur kitne dukh tune likh diye hai jo shaktiya atal me honi chahiye ti ..wo tulsi Me hai.
Wo apne bhai ka sath toh jarur degi par alpaayu isme wo b kya kar payegi aur kaise samna kar payega wo chandraasen ka
Kalawati sumaila ko aati dkh khus ho gai ar apne bacho k naam janne ko bari adhir ho rai ti
Maa ko khus dekh sumaila ki uljhanaur b badh gai usse khuch samjh hi nai aa raha ta fir kuch soch kar kuch baate batane ka soch liya
Kalawati :aree beti mai kab se tera intjar kar rai ti sabse pahle hamari beti ka naam btao
Sumaila :kya maa aapki beti toh mai hun na wo toh aapki nawasi huwi
Kalawati : aree tu toh meri pahli beti hai lekin wo meri b beti hi hai aur nawasi b
Acha ab chal jaldi bata meri beti ka naam nai toh pitayi b lagegi
Sumaila:acha toh wo chutki k liye ab mujhe pitai b lagegi chalo issi bahane maa k hato se mar khane
Ka sukh toh milega .ab toh mai nai btati