Abhi kahan bhai abhi to waise hi hero ki halat kharab haiGift dene ke baad Kya hoga wo bhi imagine Kar leta
Nice update ?
Abhi kahan bhai abhi to waise hi hero ki halat kharab haiGift dene ke baad Kya hoga wo bhi imagine Kar leta
Nice update ?
Nice update.?..aman.bahut sah raha yr..Update 12
Mai to muskurate hue bike se pahuch gaya dukaan list me jitne saman the sab kharid liye fir ek achha sa chocolate pack karwa liya aur ghar chal diya... chocolate maine alag se rakh liya tha...aur mai ghar aa gaya ...ghar aate hi maine sara saman annu ko de diya...uske baad mai bola - wo mai aapke liye ye toffee laya tha ..ye bolkar mai toffee ka packet annu ko diya....
Chocolate ka packet dekhte hi Annu pahle uske price dekhi jispar 600 likha hua tha.
annu gusse se meri taraf dekhi aur boli- tuje sharm aati hai itna mahanga chocolate le aaye ho....ek to kamate nahi ho upar se itne paise kharch kar diye.
Mai- mujhe laga aapko chocolate pasand hai.
Annu- achha to mujhe impress karne ke liye chocolate late ho..sharm to aa nahi rahi hogi....arey mera nahi to apne maa baap ka to lihaj kar leta...itni mehnat se kama kar tujhe pocket kharch dete hai aur tu uda deta hai...
Mai to itna sun ne ke baad chup chap us room se nikal aaya....wahi annu gusse me wo toffee freege me rakh deti hai.
Aise hi 4-5 din aur bit gaye to ek din mai pawan baithe hue the...
Mai- mai kya karoon yaar ye annu khoosh hi nahi hoti kuch bhi kar leta hoon tab bhi khoosh nahi hoti.
Pawan- ek kaam kar kal use ye fool de dena ye to free hai...agar wo fool dekhkar muskuraye to I love you bol dena aur agar gussa ho jaye to happy teachers day bol dena kyonki kal teachers day hai.
Mai- waah waah kya idea diya hai rook saale mai tujhe batata hoon....ye bolkar mai pawan ko dauda diya aur wo bhagne laga
..ab to pawan hi tha jiske saath mai thode khushi ke time spend kar leta tha....
Fir socha akhir kab tak mai apne naseeb se bhagta rahunga kal I love you bol hi deta hoon chahe wo saare ya maare kam se kam unko pata to hoga ki mai unko baHut pyaar karta hoon.
Ye sochkar mai dukaan se ek love card ek flower le liya aur apne pass rakh kar ghar chala gaya....agle din mai subah subah utha fresh hua aur apne bag me se flower aur card kiya aur apne piche haath me chupa kar jaane laga lekin himmat hi nahi ho raha tha khair mai himmat jutaya aur ghoos gaya annu ke room .e lekin annu to room me thi hi nahi mai use idhar udhar dekhne laga ki tabhi bathroom ka darwaja achanak se khula aur annu mujhse takra gayi aur hua ye ki dharam se unbalance hokar mai annu par gira..annu abhi sirf ek towel me thi..aur mera hoth annu ke hothon ko galti se chu gaya....itna hote hi Annu gusse me apna towel sambhalte hue uthi aur chattaakkkkk chattaakkkkk karke do thappad mari.
Annu- tumhe sharm nahi aati mere room me kya kar rahe ho...maine pahle din hi kaha tha na ki hum doNo ek dusre ke room me bina kaam ke ya bina puche nahi aayenge....tumhe samajh nahi aati meri baat...humari shaadi ko 10 din bhi nahi hue hai aur tum mare jaa rahe ho mujhse romance karne ke liye...jabki mai baya chuki hoon tumhe kya karna hai abhi....
Apne padhayi par dhyan do samjhe na ki mere is sharir par...
Mai bas sorry bol kar us room se nikal aaya....aaj mujhe poora yakin ho gaya ki sayad mai annu ke liye nahi bana hoon lekin maine bhi apni maa se wada kiya tha isko khus rakhunga is kiye mai agle din se sirf padhai par dhyaan dene laga aur aise hi ek mahina aur nikal gaya ab hum dono ek hi ghar me the mai saare kaam karta tha jisse wo khush rahe bas baat hum dono ke bich naa ke barabar hoti thi...
Fir ek din aisa hua ki mai apne dosto ke saath canteen me baitha hua tha ki rohit kuch gundo ko lekar aa gaya aur mujhe na chahte hue bhi usse ladna pada jo annu ne dekh liya aur ghar me aakar mujhe bahut data...lekin aaj mere bhi sabra ka bandh toot gaya aur mere mooh se wo nikal gaya jo nikalna nahi chahiye tha....sayad.......
Annu- gusse me kyon dinbhar loafergiri karte rahte ho ...mujhe laga tha tum sudhar rahe ho lekin nahi tum to wahi awara ladke ho jise bas maar pit pasand hai.t une aur tere parivaar ne meri jindagi barbaad kar di.
Mai bhi gusse me bol diya- sirf tumhari jindagi hi barbaad nahi hui hai is shaadi se meri bhi hui hai...mere bhi sapne the...dream tha ..sab barbaad ho gaya aur uska ek karan tum bhi ho....tum to chahti hi nahi ho mere saath rahna...mujhe ghar ka majdoor bana kar rakh di ho...jab dekho tab mujhe daat ti rahti ho... Pati hoon aapka koi kutta nahi....
Annu- mujhe pata tha tum ho hi ghatiya insaan ye bolkar wo rone lagi.....
Aur mai bhi gusse ne apne room me aa gaya lekin mujhe ahsaas ho gaya ki gusse me maine kuch jyada hi use bol diya hai..uski jindagi bhi to mere hi bhai ne barbaad ki hai...aur ab mai bhi use khoos nahi rakh paa raha hoon. Uske baad maine 4- 5 baar alag alag din sorry bhi bola lekin ab wo mujhse bilkul na ke barabar baat karti thi....khair ek mahine aur nikal gaye ye ek mahina mai fir se sirf padhayi par aur ghar ke kaam par dhyaan diya lekin kahte hai na jab kismat hi foota ho to banda kya kar le....
Ek din fir college me meri ladi ho gayi...aur aaj fir annu ne dekh liya...lekin badkismati se aaj pawan ke sar me chot lag gaya jiske chalte use hospital me bharti karma pada aur mere pocket money khatm ho chuke the to mai annu se paise mange aur usne mujhe 10 hazar de diye....jiske liye maine use thank you bola aur pais3 hospital me de diye...aur fir 2 din baad hi fir se rohit ke group se humari ladai ho gayi aur aaj fir annu mam ne dekh kiya...itna hi nahi aaj rohit ne annu mam se complain kar diya ki mai hi ladai kar raha tha usse..wo to innocent hai ye sunkar annu mujhe college se ek weak ke liye suspend karwa di.....fir mai ghar aaya to annu gusse me mere saamne aayi aur boli- mai ab bardast nahi kar sakti ek mahine achhe se rahte ho gir ladayi suru... fir ek mahine achhe se rahte ho fir ladayi suru.... aise beparwaah ladke ke saath nai jindagi nahi bita sakti...mujhe divorce chahiye....maine aaj hi apply kar diya hai divorce ke liye...ye ko paper aur 2-3 din me sign karke de do....mujhe ab tumhare saath nahi rahna...ye sunte hi mai ghar se bike lekar nikal hi raha tha ki mujhe gaav se phone aaya...jo sunte hi mere haath se mobile hi choot gaya... Mai fatak semobile uthaya aur bhagte hue gaav jane laga.mai jab gaav gaya to pata chala mere maa papa ka accident ho gaya hai wo log bike se kahi jaa rahe the ki truck se takkar ho gayi....maa papa dono ko sir me kaafi chot aayi thi...mujhe abhi ke abhi 25 lakh chahiye the maa papa ke operation ke liye...lekin mere pass to itne paise the nahi mai gadbadi me apni bike showroom me bech kar aaya lekin us se ek lakh hi Mike fir mai na chahte hue bhi apna papa ke sapno ka ghar bank me girvi rakha diya lekin usse 23 lakh 75 hazar hi mile....mujhe abhi bhi 25 hazar aur chahiye the...iskiye maine annu ko phone karke bola ki mujhe 25 hazar chahiye lekin kyon chahiye ye batane ke pahle hi wo mujhe saamne lagi chillane lagi aur boli wo mujhe ek rupya to kya ek paisa bhi nahi degi...tab maine pawan ko phone kiya aur usne mere liye 25 hazar ka intejaam karwa diya .....lekin meri kismat me sayad ab maa papa ka pyaar nahi likha hua tha....un dono ka operation to ho gaya lekin fir bhi unki halat critical thi aur mai unse milne ICU me gaya jhan maa papa dono ne bas yahi kaha ki annu ko humesha khush rakhna wo jo mange hi use de dena
..ye bolkar dono chal base.....mai itna kangaal ho gaya tha ki mere pass pocket me ek rupaye bhi nahi the lekin pawan aa gaya tha mere pass aur is dukh ki ghadi me bas usne hi saath diya....mai apne maa papa ki anyim kriya kara diya....aur pawan ko bola mere kapde sahar wale ghar se le aaye....idhar bank ne mere ghar ko seal kar liya kyonki maine ise girvi rakh kar paise liye the....ab mere pass 6 saal the bank me paise 12 % interest ke saath chuka kar ghar wapas lene ka....idhar pawan mere ghar gaya aur annu mam se pooch kar mera sara saman le aya ..annu ne bhi usko kuch nahi bola ukta wo khush hi thi ki mai ab us ghar me nahi rahunga....idhar maine bhi divorce paper par sign karke use post kar diya....ab mere pass na paise the na hi ghat...pawan ne bola ki mai uske saath rah sakta hoon lekin mujhe ye manjoor nahi tha isliye mai chupchap apne gaav ke kuch ladko ke saath mumbai chal diya majdoori karne...
Bahut jyada hard bhaiUpdate 12
Mai to muskurate hue bike se pahuch gaya dukaan list me jitne saman the sab kharid liye fir ek achha sa chocolate pack karwa liya aur ghar chal diya... chocolate maine alag se rakh liya tha...aur mai ghar aa gaya ...ghar aate hi maine sara saman annu ko de diya...uske baad mai bola - wo mai aapke liye ye toffee laya tha ..ye bolkar mai toffee ka packet annu ko diya....
Chocolate ka packet dekhte hi Annu pahle uske price dekhi jispar 600 likha hua tha.
annu gusse se meri taraf dekhi aur boli- tuje sharm aati hai itna mahanga chocolate le aaye ho....ek to kamate nahi ho upar se itne paise kharch kar diye.
Mai- mujhe laga aapko chocolate pasand hai.
Annu- achha to mujhe impress karne ke liye chocolate late ho..sharm to aa nahi rahi hogi....arey mera nahi to apne maa baap ka to lihaj kar leta...itni mehnat se kama kar tujhe pocket kharch dete hai aur tu uda deta hai...
Mai to itna sun ne ke baad chup chap us room se nikal aaya....wahi annu gusse me wo toffee freege me rakh deti hai.
Aise hi 4-5 din aur bit gaye to ek din mai pawan baithe hue the...
Mai- mai kya karoon yaar ye annu khoosh hi nahi hoti kuch bhi kar leta hoon tab bhi khoosh nahi hoti.
Pawan- ek kaam kar kal use ye fool de dena ye to free hai...agar wo fool dekhkar muskuraye to I love you bol dena aur agar gussa ho jaye to happy teachers day bol dena kyonki kal teachers day hai.
Mai- waah waah kya idea diya hai rook saale mai tujhe batata hoon....ye bolkar mai pawan ko dauda diya aur wo bhagne laga
..ab to pawan hi tha jiske saath mai thode khushi ke time spend kar leta tha....
Fir socha akhir kab tak mai apne naseeb se bhagta rahunga kal I love you bol hi deta hoon chahe wo daate ya maare kam se kam unko pata to hoga ki mai unko baHut pyaar karta hoon.
Ye sochkar mai dukaan se ek love card ek flower le liya aur apne pass rakh kar ghar chala gaya....agle din mai subah subah utha fresh hua aur apne bag me se flower aur card liya aur apne piche haath me chupa kar jaane laga lekin himmat hi nahi ho raha tha khair mai himmat jutaya aur ghoos gaya annu ke room . lekin annu to room me thi hi nahi mai use idhar udhar dekhne laga ki tabhi bathroom ka darwaja achanak se khula aur annu mujhse takra gayi aur hua ye ki dhadamm se unbalance hokar mai annu par gira..annu abhi sirf ek towel me thi..aur mera hoth annu ke hothon ko galti se chu gaya....itna hote hi Annu gusse me apna towel sambhalte hue uthi aur chattaakkkkk chattaakkkkk karke do thappad mari.
Annu- tumhe sharm nahi aati mere room me kya kar rahe ho...maine pahle din hi kaha tha na ki hum doNo ek dusre ke room me bina kaam ke ya bina puche nahi aayenge....tumhe samajh nahi aati meri baat...humari shaadi ko 10 din bhi nahi hue hai aur tum mare jaa rahe ho mujhse romance karne ke liye...jabki mai baya chuki hoon tumhe kya karna hai abhi....
Apne padhayi par dhyan do samjhe na ki mere is sharir par...
Mai bas sorry bol kar us room se nikal aaya....aaj mujhe poora yakin ho gaya ki sayad mai annu ke liye nahi bana hoon lekin maine bhi apni maa se wada kiya tha isko khus rakhunga is liye mai agle din se sirf padhai par dhyaan dene laga aur aise hi ek mahina aur nikal gaya ab hum dono ek hi ghar me the mai saare kaam karta tha jisse wo khush rahe bas baat hum dono ke bich naa ke barabar hoti thi...
Fir ek din aisa hua ki mai apne dosto ke saath canteen me baitha hua tha ki rohit kuch gundo ko lekar aa gaya aur mujhe na chahte hue bhi usse ladna pada jo annu ne dekh liya aur ghar me aakar mujhe bahut data...lekin aaj mere bhi sabra ka bandh toot gaya aur mere mooh se wo nikal gaya jo nikalna nahi chahiye tha....sayad.......
Annu- gusse me- kyon dinbhar loafergiri karte rahte ho ...mujhe laga tha tum sudhar rahe ho lekin nahi tum to wahi awara ladke ho jise bas maar pit pasand hai.tune aur tere parivaar ne meri jindagi barbaad kar di.
Mai bhi gusse me bol diya- sirf tumhari jindagi hi barbaad nahi hui hai is shaadi se meri bhi hui hai...mere bhi sapne the...dream tha ..sab barbaad ho gaya aur uska ek karan tum bhi ho....tum to chahti hi nahi ho mere saath rahna...mujhe ghar ka majdoor bana kar rakh di ho...jab dekho tab mujhe daat ti rahti ho... Pati hoon aapka koi kutta nahi....
Annu- mujhe pata tha tum ho hi ghatiya insaan ye bolkar wo rone lagi.....
Aur mai bhi gusse ne apne room me aa gaya lekin mujhe ahsaas ho gaya ki gusse me maine kuch jyada hi use bol diya hai..uski jindagi bhi to mere hi bhai ne barbaad ki hai...aur ab mai bhi use khoos nahi rakh paa raha hoon. Uske baad maine 4- 5 baar alag alag din sorry bhi bola lekin ab wo mujhse bilkul na ke barabar baat karti thi....khair ek mahine aur nikal gaye ye ek mahina mai fir se sirf padhayi par aur ghar ke kaam par dhyaan diya lekin kahte hai na jab kismat hi foota ho to banda kya kar le....
Ek din fir college me meri ladai ho gayi...aur aaj fir annu ne dekh liya...lekin badkismati se aaj pawan ke sar me chot lag gaya jiske chalte use hospital me bharti karma pada aur mere pocket money khatm ho chuke the to mai annu se paise mange aur usne mujhe 10 hazar de diye....jiske liye maine use thank you bola aur paise hospital me de diye...aur fir 2 din baad hi fir se rohit ke group se humari ladai ho gayi aur aaj fir annu mam ne dekh liya...itna hi nahi aaj rohit ne annu mam se complain kar diya ki mai hi ladai kar raha tha usse..wo to innocent hai ye sunkar annu mujhe college se ek weak ke liye suspend karwa di.....fir mai ghar aaya to annu gusse me mere saamne aayi aur boli- mai ab bardast nahi kar sakti ek mahine achhe se rahte ho fir ladayi suru... fir ek mahine achhe se rahte ho fir ladayi suru.... aise beparwaah ladke ke saath mai jindagi nahi bita sakti...mujhe divorce chahiye....maine aaj hi apply kar diya hai divorce ke liye...ye lo paper aur 2-3 din me sign karke de do....mujhe ab tumhare saath nahi rahna...ye sunte hi mai ghar se bike lekar nikal hi raha tha ki mujhe gaav se phone aaya...jo sunte hi mere haath se mobile hi choot gaya... Mai fatak semobile uthaya aur bhagte hue gaav jane laga.mai jab gaav gaya to pata chala mere maa papa ka accident ho gaya hai wo log bike se kahi jaa rahe the ki truck se takkar ho gayi....maa papa dono ko sir me kaafi chot aayi thi...mujhe abhi ke abhi 25 lakh chahiye the maa papa ke operation ke liye...lekin mere pass to itne paise the nahi mai hadbadi me apni bike showroom me bech kar aaya lekin us se ek lakh hi Mile fir mai na chahte hue bhi apna papa ke sapno ka ghar bank me girvi rakha diya lekin usse 23 lakh 75 hazar hi mile....mujhe abhi bhi 25 hazar aur chahiye the...iskiye maine annu ko phone karke bola ki mujhe 25 hazar chahiye lekin kyon chahiye ye batane ke pahle hi wo mujhe daatne lagi chillane lagi aur boli wo mujhe ek rupya to kya ek paisa bhi nahi degi...tab maine pawan ko phone kiya aur usne mere liye 25 hazar ka intejaam karwa diya .....lekin meri kismat me sayad ab maa papa ka pyaar nahi likha hua tha....un dono ka operation to ho gaya lekin fir bhi unki halat critical thi aur mai unse milne ICU me gaya jahan maa papa dono ne bas yahi kaha ki annu ko humesha khush rakhna wo jo mange use de dena
..ye bolkar dono chal base.....mai itna kangaal ho gaya tha ki mere pass pocket me ek rupaye bhi nahi the lekin pawan aa gaya tha mere pass aur is dukh ki ghadi me bas usne hi saath diya....mai apne maa papa ki antim kriya kara diya....aur pawan ko bola mere kapde sahar wale ghar se le aaye....idhar bank ne mere ghar ko seal kar liya kyonki maine ise girvi rakh kar paise liye the....ab mere pass 6 saal the bank me paise 12 % interest ke saath chuka kar ghar wapas lene ka tha...idhar pawan mere ghar gaya aur annu mam se pooch kar mera sara saman le aya ..annu ne bhi usko kuch nahi bola ulta wo khush hi thi ki mai ab us ghar me nahi rahunga....idhar maine bhi divorce paper par sign karke use post kar diya....ab mere pass na paise the na hi ghar..pawan ne bola ki mai uske saath rah sakta hoon lekin mujhe ye manjoor nahi tha isliye mai chupchap apne gaav ke kuch ladko ke saath mumbai chal diya majdoori karne...