- 4,422
- 1,976
- 143
Update 18
Idhar aditya deepa ke upar giraa huaa hotaa hain aur ektak uski aankhon men dekhtaa jaataa hain. Deepa bhi sammohit hokar aditya ko dekhti rahati hain.donon itne kareeb hote hain donon ek dusare ki
saanse mahsus kar sakte hain. Dono kuchh der ke liye bas aise hi tham jaate hain achaanak se reshmaa aakar filen uthaane lag jati hain aur achaanak se wo deepa ko hilaakar uthaane ki koshish karti hain.
Reshmaa ki hilaane ki wajah se deepa hadbadaa jaati hain aur aditya ko dhakelne ki koshish karti hain par aditya kaa dhyaan to bas uski kaali kaali aankhonmen khoyaa huaa hotaa hain aur wo aditya ko hilaane ki koshish karti hain aditya kaa bhi sapnaa tut jaataa hain aur wo uth jaata hain aur deepa ko bhi uthne men madad karne lag jaata hain yah dekhkar ab firse prataap aur abhiman hansne lag jaate hain. Reshmaa ne uthaai huyi filen deepa reshmaa ko abhiman ke cabin men rakhne ko bolkar aur muh chhupaakar bhaag jaaati hain. Reshmaa bhi files rakhkar chali jaati hain par jaate jaate aditya ko ek baar aise ghur ke jaati hain jaise aajtak usne aisaa praani dharati par kahin dekhaa hi naa ho.
Aditya uske ghurne ke jawaab men bas ek badi hi naughty smile de detaa hain. Par man hi man men usko gaaliyaan de raha hotaa hain apni premaaradhaanaa todne ke liye.
Reshmaa chale jaane ke baad aditya jaraa saa sharmaate huye firse
cabin ke andar hi baith jaata hain aur firse us haseen khwaab ko dekh hi raaha hotaa hain. Yahi khushi aditya ke chehare par saaf jhalak rahin
hoti hain tabhi prataap bol padtaa hain “lo dekh lo romio kaa muh dekh lo”
Aditya sukar thodaa sharmaa jaata hain aur boltaa hain “saamne hi ek aur bhi hain use bhi dekh le” Aur firse sabhi hansne lag jaate hain Aditya achaanakse chehare par thodaa gussa dikhaana lagtaa hain to donon uski taraf dekhte hain tabhi pratap usko puchh letaa hain “ab
kyaa hua?”
Aditya kahtaa hain “are yaar yah reshmaa ko bhi isi waqt tapkanaa thaa?”
Donon hans dete hain aur abhiman kahtaa hain “haan tumhaari acchi khaasi premaaradhnaa men usne wyatyay daalkar usne bahut badaa paap kiyaa hain”
Aur abhiman ke chehre par ke bhaav dekh kar aditya hanstaa hain aur baadmen donon bhi usko join karte hain
Thik isi waqt aditya kaa mobile bajtaa hain aditya unse kuchh baat
kartaa ki ‘haan main aa rahaa hun thodi der men mujhe bhi aapse baat karni hain’
Aur phone rakhne ke baad hi abhiman ko “tere papa kaa hi phone thaa
ruk abhi unko bhi pataa kar aata hun”
Abhiman bas thumbs up dikhaakar “best of luck”..
Aditya seedhaa apni car nikaal kar full speed men chalaa jaata hain