Chinturocky
Well-Known Member
- 4,398
- 12,813
- 158
Bahut hi sadagi bhari Kahani aur masoom isake kirdar hai, aise hi masoomiyat banaye rakhe agale update ki pratiksha rahegi.
ऐसी ही मासूमियत कहानी को रोचक बनाएंगी।Bahut hi sadagi bhari Kahani aur masoom isake kirdar hai, aise hi masoomiyat banaye rakhe agale update ki pratiksha rahegi.
कहानी लिखने में भी समय लगता है।Bhia time bahut lag raha hai
धन्यवाद आपका सर जी।nice update ..to aakhir ho gayi shadi aur poore 20 hajar hi dene pade jute chori ke rasm ke..
ab college me mil gayi deepa aur pata chala ki jo bike se chhodne aata tha wo bhai hai uska..ab hero ki to chandi ho gayi deepa ko pata sakta hai ..
धन्यवाद आपका सर जी।
Behadd shandar Updates, kafi behtarin tarike se likha he Mahi Maurya
Personally mujhe ye story behadd pasand arahi he, aapki lekhni bhi kamal he, halaki mujhe Third Person View zyada pasand he lekin koi ni, aapki likhayi First Person View me bhi kamal dhaa rahi he, baat kare Updates ki to, Bhai ki shadi me akhir kaar humare hero ko uska didar ho hi gaya jise itne waqt se uski nighaye yaha waha dhund rahi thi, mausi ki baato ka koi asar Nishant par nahi pada, lekin unki baat sirf ek hadd tak hi sahi thi, zaruri nahi he ke har ladki apne pati ko pariwar se alag hi kare, or ha ye jankar kafi khushi hui ke wo bike wala ladka uska bhai tha, baato ka silsila aage badh raha he, Nishant to kabka apna dil haar betha he ab bari Dipa ki he, is bimari ne Nishant ko to apna shikar badi asani se bana liya, lekin Dipa.... Dipa par in sabka asar kab hoga? Besabri se intezar he agle Updates ka.
Keep writing Keep Posting ❤
अगला भाग कल दोपहर में।Waiting miss ...