Chutiyadr
Well-Known Member
- 16,902
- 41,578
- 259
REVIEW
STORY - Swipe Left
WRITER- humtum
LINK – https://xforum.live/threads/★☆★-xforum-ultimate-story-contest-2019-entry-thread-★☆★.6804/page-5#post-743487
PLOT –is story ke kuch khas pahlu hai jo main samne rakhna chahunga
1.waqt,samay,time …ek chhota sa shabd lekin bahut mayane apne andr samte hue hai ,mayane kiske ??
Is jivan ke mayane
Aur sath hi iski khubsurati ye hai ki ise iska upyog hi meaningful banata hai,jaisa time ka upyog karoge jiwan usi disha me jata hai,ab ager iska upyog ladki patane me karo ya apne pariwar ki dekhbhal me …
2. paisa…ye bhi ek chhota sa shabd hai lekin duniya iske pichhe pagal hai,log pahale khusiyo ke liye paisa kamate hai aur fir paise me hi apni khusi dhundh lete hai
3.jarurte…ek aam insan ki kai basic jarurte hoti hai,aur kuch aisi jisme akarshan bahut hi jyda hota hai wo hai jism aur man ke sukh ki chahat….
Ab ye teen chije maine yanha isliye kahi kyoki ye story inhi chijo par ghumti hai ,ye ek transformation ki kahani hai ek insan me aaye ek badlaw ki kahani janha pahle to time ki kami se junjh rha tha paisa kamane me laga tha aur apni asali jarurt ko samjh nhi paa raha tha ,wahi ek ghtna aur usme badlaw aane shuru huye usne apna wakt apne pariwar ko diya,paise ko upyog ki wastu samjhane lga naa ki khusi ki ,aur apni asali jarurto ko samjha jo ki uska pariwar hi tha ……
Story line achchi hai,likha bhi achchi tarh se gaya hai ,ek msg ke sath story ko pesh kiya gaya hai…
Lekin jab maine padhna shuru kiya to mujhe isse thoda jyda ki ummid thi ,mujhe lag rha tha ki ek twist hoga aur kuch dhmaka hoga lekin aisa nahi hua dhamaka to nahi lekin ek sikh jarur writer ne di hai ,story ko justify bhi kiya hai jo ki bahut hi achchi bat hai ….
NOTE FOR WRITER – humtum bhai story apne bahut hi achchi likhi hai lekin jaisa maine pahle hi kaha jaise story shuru hui mujhe ek twist ke sath dhmake ki ummid thi ,khair aapne morality ke uper story likhi hai to meri dhamake wali ummid bekar ho gayi ,mere dimag me koi aur hi story pakni shuru ho gai thi ..
Mujhe laga ki wo kisi married ladki ke sath blind date ke liye taiyar hoga aur wo uski biwi niklegi sayad main is story ko likhta to kuch aisa hi hota ….lekin aapne ise kuch alg hi mukam me pahuchane ka plan kiya tha ,
Story aapne bahut achchi likhi hai,plot bhi naya laga aur styl bhi so padhne me maja aaya
Best of luck for contest….

Last edited: