Chutiyadr
Well-Known Member
- 16,902
- 41,574
- 259
Dhanyawad kamadev ji ,aur sabse jyada khusi is chij ki hui ki main samajhana chahta tha use aapne samjha ...Ki Schizophrenia me insan ke dimag ki creativity bahut bad jati hai but aniyantrit rup se ...वो कौन थी ??
हिन्दी
Chutiyadr
interesting thriller hai dr sahab..........
madhu to bhramit thi hi...........uski is beemari ka fayda uthaya akash ne......
lekin wo ye bhool gaya ki madhu pagal hai bewkoof nahi............
basically hum dono ko ek jaisa mante hain.... lekin dono bilkul opposit hote hain
pagalpan over capicity of memory hota hai.... yani dimag bahut jyada kaam karta hai...jarurat se bhi jyada
lekin bewkoof ka dimag bahut kam ya bilkul kaam nahi karta
madhu ke dimag me jo bhi shak tha use wo apne bhai ke roop me samne lati thi.... aur yahan tak ki apne bhai ki di hui pistol ki bhi yaad uske dimag ke kisi kone se nikalkar bahar a gayi.............
ye dimag ka self sustained auto mechanism hai.... jab ap bahut depressed hote hain to apki problem ke jo bhi solutions apke dimag me kabhi bhi kahin bhi store huye the automatically bahar nikalne lagte.... jo bayein ap bahut yaad karne par bhi yad nahi kar pate ya puri tarah se bhool chuke ho...... wo jarurat padne par apne ap yad a jati hain
khai ye bahut gehrai ka vishay hai
10 me se 9 ank
Achhi rating ke liye bhi sukriya,kam se kam ye story to aapko pasand aayi