- 14,358
- 10,691
- 229
Review by of 'Mera Hero' by Casinar
This is first time when I m reading casi bhai's story. Kafi naam suna tha casi bhai ka xossip pe yahan unki story dekhi to socha parh k review de hi deta hu. Unki writing skill to sab koi jante hain kitni achhi hai. This story is very heart touching story, Ye story ek ladki Puja ki kahani hai jiske liye uska Pita yani jisne uska pala posa vo satish uska hero hai. Satish ek sadak chhap mawali hai par jub se puja uski life me ati hai vo ek achha insaan banne lag jata hai. Puja uski sagi beti nhi hai par vo uske liye sagi beti ya bahan se kahi zyada bad k hai aur vo usko usi roop me pyaar karta hai. Par twist ye hai ki Puja ka pyar alag hai vo Ishq karti hai Satish se....bole to jaisa Premi-Premika karte hain waisa wala ishq. Par apne hero ki khushi k liye puja apne pyar ki qurbani kar dusre se shadi kar parayi ho jati hai. Khair kahani is different and I enjoyed it. Kahani flow dialogue sub kuchh achha hai. Mumbaiya prashtbhumi par adharit hai. Sub kuchh kafi realistic hai. Thanks casi bhai for this story and all the best for USC!