Update-95
"haan yar, usne to totally ignore mar diya..."kahte hue maine apne chehre par hath setek lagayi aur Esha ko dekhne laga....jo ki Gautam ko pasand nahi aaya, wo apni jagah se utha aur seedhe meri taraf badhne laga....
Gautam ko apni taraf aata dekh mere andar ek hal chal si mach gayi aur apne dosto ke samne is halchal ko chhupane ke liye maine cigarette ka order de diya.....
"ye college Canteen hai ,tera ghar nahi...jo tu yaha beedi-cigarette ki farmaish karega to tujhe mil jayegi..."
"kuchh der baad main to daru ka order dene wala tha..."
"bakwas band kar aur ye bol ki basketball practice karne ka kya lega...."humare samne ek khali chair par baithkar Gautam bola"ye mat samajh lena ki ye sab main kah raha hoon ya phhir main chahta hoon ki tu humari team me aaye...aisa to coach ne kaha hai....pata nahi unhe kya dikh gaya tujhme...jabki humare pancho main players achchha khelte hai..."
"achchha khelna alag baat hai aur match jeetna alag baat hai...tum sab beshak court me damdar khel khelkar apni team ko aage rakh sakte ho ,lekin tum isase match jeet nahi paoge..."
"to tere kahne ka matlab tu wo player hai..."
"99 % ,sure hoon.."
"to phhir aaj sabke samne ek-ek match ho jaye...jisme sirf main aur tu rahenge...."
"sorry...not interested..."bolte hue maine canteen me order serve karne wale us chhote se ladke ko ishare se apne pass bulaya...
"bol na dar gaya..."
"Arman kyun isko jhel raha hai...tu bol to abhi isko pel du..."apne daant chabate hue Arun ne kaha....
"chal shuru ho ja..."Varun, jo ki samne wali ek table par baitha tha ,waha se uthkar seedhe humari taraf aaya aur sath me hostel ka wo senior bhi....
"haan bol ,kya bol raha tha..."Arun ki taraf nazar gadakar Varun ne puchha aur Sulabh ko waha se jane ke liye kaha...kyunki Sulabh city me rahta tha aur Varun ke kuchh dosto se uski dosti bhi thi....
"ab bol,challenge accept karega ya nahi.."Gautam ab bhi apni baat par atka hua tha....
"main tujhe apna final result batau ,usase pahle ek kahani sun....jab main 7th class me tha tab mere school ka principal mujhe bahut pareshan kiya karta tha...sala class me har uch-neech ka jimmedar mujhe thahrata tha aur phhir marta bhi bahut tha...us waqt na to mujhe wo Principal pasand tha aur na hee wo school...main chahta tha ki wo mujhe khud school se nikal de...isliye maine ek do baar bahut bade-bade kand bhi kiye...lekin mujhe school se nikalne ki bajay usne mujhe sirf mara-peeta aur phhir ghar par shikayat bheji...usase pareshan hokar maine ek din apne school ke principal ki beti ko jakar seedhe yahi kaha ki ""kya wo mujhe apni chut degi..."" aur uske baad Principal ne turant mujhe school se nikal diya...."
"is kahani ki batti banakar pichhwade me bhar le.."
"ye kahani sunakar main tum sabko ye samjhana chahta tha ki yadi mujhe jo chiz pasand ho to use hasil karne se tum sabka baap bhi nahi rok sakta...aur jo chiz main pasand nahi karta ,uske liye mera baap bhi kuchh nahi kar sakta...."
"kya tune aaj college aane se pahle ye socha tha ki aaj teri thik waisi hee pelayi hogi...jaise ki first year me hui thi..."
"Arun , Dangi uncle Ko phone laga kar bol ki kuchh ladke mujhe dhamka rahe hai..."
"Dangi kaun...S.P. "
"haan..."
"tu use janta hai..."
"aksar sham ki chay unhi ke bunglow par peeta hoon...yakin na ho to jakar kisi se bhi puchh lena...ya phhir last year Sidar ke hath se thukayi hone wale is gandul se puchh le..."
.
Us din Canteen me pakka koyi lafda ho jata yadi maine ain waqt par S.P. Ka naam na liya hota to...S.P. Ka naam sunkar wo teeno peechhe laut gaye aur hum teeno bade aaram se nikle....Arun mujhse hamesha puchhta rahta tha ki main ye sab kaise soch leta hoon...ekdum achanak se aise dhansu ideas mere bheje me kaise aa jate hai....jiska jawab maine use bas ek smile dekar diya lekin sach ye tha ki ye sab situations mere dimag me bahut pahle se chhap chuki thi...main apne man se hee khud ko kisi pareshani me daal kar usase bahar aane ka tareeka dhoonda karta tha....aur aaj jo kuchh hua ye to bahut normal si baat thi...yadi aaj canteen me 20 log bhi mujhe marne ke liye aaye hote to main un sabse nipat leta....aap chahe to mujhe Aeroplane se neeche fek de ya phhir beech Samundar me ship se neeche utar de...main waha bhi aapko zinda rahne ke kayi tareeke bata sakta hoon...kyunki maine aisi problems me khud ko kayi baar khwab me fasaya aur nikala hai...jisme Google maharaj ki bhi bahut badi kripa rahi hai....lekin mere dwara use kiye gaye techniques ki koyi guarantee nahi hoti ki wo hamesha fit hee baithegi...kya pata meri hee technique kabhi meri jaan bachane ke bajay mujhe aur kamjor bana de.....
.
"Arman aaj daru peete hai..."
"wo workshop ka fauji,humare upar machine chadha dega...yadi aaj copy check nahi karwayi to..."
"*** ki chut uski....sale ka lund todkar lathe machine se kaat dunga"
"chup kar be...ek to ye damyanti bore kar rahi hai,upar se tu aur... tu jakar kahi aur baith na..."
"bhad me jaye tu aur tera wo fauji aur teri maal damyanti....apun to daru aur Divya se hee khush hoon..."
"damyanti meri maal "...