Update-74
silent mode me apne honth hilate hue main class se bahar aaya....
.
Main wakayi me sudharna chahta tha, ghar me bitaye hue 15 dino ne mere andar ek gahri chhap chhodi thi....lekin is waqt main class ke bahar khada hokar hod ko gali de raha tha,kyunki hod sir aaj ,us kallu kurre ki class khatm hone se pahle hee aa pahuche the aur mujhe class ke bahar dekhkar unhone reason puchha...to maine sach bata diya ki main class me dhyan nahi de raha tha ,isiliye kurre sir ne mujhe bahar bhaga diya....
"meri class me bhi mat aana ab, samjhe..."
"teri maa ki...."sar jhukakar main bola"ok sir..."
Aur ab main lagatar do period bhar class ke bahar tha...upar se hod sir ne ye bhi kaha tha ki main class ke gate ke samne hee khada rahu, taki wo aur puri class jab bore ho jaye to mujhe dekhkar apna time pass kar sake...main kya karta,hod sir ki baat taal kaise sakta tha aakhir mera sara lekha jokha to unhi ke hath me tha...main puri period bhar gate ke samne khada raha aur recess hone ka intezaar karta raha...humari har ek class 50 minutes ki hoti thi ,to uske hisab se main pure ek ghante 40 minutes tak bahar khada raha, aur is beech pair itna dard dene laga ki ,recess hone ke baad main turant apne bench par jakar let gaya, apne bench par pair failaye to wo bagal wali bench se ja takraye ,aur maine bina kisi ki parvaah kiye hue do-do bench par pair pasare aur tab tak leta raha, jab tak Arun bahar se ghoom phhirkar mere pass nahi aa gaya....
"oye, uth...bahar teri maal hai..."
"kaun..Esha..."main turant uthkar baith gaya...
"nahi,Sherin hai...."
"sach bata..."
"Esha hai, lekin uske sath me Gautam bhi hai...."
"to kya main darta hoon usse ,jo mujhe bata raha hai..."main ekdum josh me khada hua phhir bola"chal aa bahar chalte hai..."
hum dono bahar aaye, bahar corridor me humare class ke kuch aur ladke the,jo anap-sanap baate karke apna time pass kar rahe the...main aur Arun bhi unke us anap-sanap gossip me shamil ho gaye....
.
Apne dosto se baate karte hue main beech-beech me Esha ki taraf dekhta, wo Gautam ke sath deewar ki tek liye hue baate kar rahi thi...main ,jo ki ab sarif nahi raha , Esha ko dekhte hee itna emotional kaise ho jata hoon ,ye meri samajh ke us waqt bhi bahar tha aur ab bhi bahar hai....us waqt main Esha ko dekhkar yahi soch raha tha ki "kya use koyi farak nahi padta mere hone ya na hone se.. Ya phhir wo mujhe ye show nahi karti...itni din ki ladayi ko wo itni jaldi to nahi bhool sakti...."
.
Main aage bhi bahut kuch sochta yadi Gautam ke mobile ki ring na baji hoti, generally college me sabhi apna mobile silent hee rakhte the,lekin us ullu ne aisa nahi kiya hua tha...usne call recieve ki aur phhir Esha ki taraf ishara karte hue bola ki use jana padega.......
.
"sale ki kya kismat hai...wo use chhod ke ja raha hai, tab bhi wo usi ke sath chipki rahegi aur idhar main uske liye engineering tak chhodne ko taiyar hoon,lekin wo ek nazar utha kar dekhti bhi nahi..."
"kuch jyada nahi ho gaya..."
"sach...le phhir main aise bol deta hoon ki main uske liye cigarette chhodne ko taiyar hoon...."
"beta,maine to pahle hee kaha tha ki ,is laundiya ke chakkar me mat pad...yadi iski jagah tune deepika mam ko teen-teen language me i love you bola hota to...ab tak tu use teen baar thok chuka hota...wo tera itna khayal rakhti jaise ki wo teri biwi ho...mast chudwati aur apni salary ka kuch hissa tujhe aish karne ke liye bhi deti...isse humara bhi kuch bhala ho jata..."
Ek pal ke liye mujhe bhi yahi laga ki mujhe Esha ko chhodkar deepika mam par dhyan dena chahiye tha lekin uske agle pal hee maine Esha ko ,jo ki ab akeli khadi thi,use dekhte hue Arun se bola...
"nahi yar..."
"kya nahi..."
"deepika mam, maaldar bhi hai aur shandar bhi...lekin unme wo baat nahi hai...."
"Esha se to har quality aur quantity me deepika mam better hai..."
"deepika mam ko dekhkar lund khada hota hai, deepika mam ko jab bhi dekhta hoon to nazar seedhe unke seene,chut,gand par hee ja ke rukti hai....lekin Esha ko dekhkar left side dhadakta hai...i love her yar,tu maan ya na maan..."
"chal prove kar..."
"kaise..."
"main ek kaam bolunga aur tujhe wo karna padega...."
"kaisa kaam "main army style me tankar khada hote hue Arun se puchha..
"aisi shakal kyun bana raha hai,main tujhe yaha se neeche kudne ke liye nahi bolunga ,befikar rah..."phhir apne hontho par muskan late hue Arun bola"kabhi Esha ko touch kiya hai..."
"hmmm...na,kabhi nahi,bilkul bhi nahi,zara sa bhi nahi...Esha ko to bas dekha hai..."
"aaj Esha ko jakar chhu ke dikha..."
"pagal hai kya be, sabke saamne izzat ki watt kyun lagwa raha hai..."
"hazar ki shart hai..."
"ghanta mujhe hazar rupaye se jyada apni jaan pyari hai...wo mera khoon kar degi..."
"phhir to main yahi samjhunga ki ,teri me wo dam nahi hai...jo romio me uski juliet ke liye tha, Majnu me uski laila ke liye tha, ranjha me uski heer ke liye tha..."
"dekh ,tu mujhe janta nahi...yadi main chahu to abhi isi waqt use kiss kar lu aur wo mujhe kuch bolegi bhi nahi..."
"pahle to use uski marzi se touch karke dikha..."
"main use nahi,wo mujhe touch karegi...lekin ek shart par, shart hazar ki nahi do hazar ki hogi..."
"done..."Arun khush hote hue bola...
.
ab jab Arun ke samne apni shekhi jhad hee aaya tha to use ab sahi bhi sabit karna tha...warna achchhi khasi reputation ki dhajjiya ud jati...main apne dimag me ek plan banate hue dheere-dheere Esha ki taraf badha...wo ab bhi waha akeli khadi thi aur kisi se phone me baat kar rahi thi, main usse lagbhag ek meter ki doori par khada hua aur intezaar karne laga us waqt ka,jab wo call cut kar de....jaise hee usne aisa kiya,main dheemi aawaz me gungunaya...
"tumhari nazaro me humne dekha...ajab si chahat jhalak rahi hai..."
Wo ek baar meri taraf palti aur mujhe dekhte hee gusse se bhar gayi, main uske karib gaya aur ek baar phhir se wahi gana gungunaya....
"kya hai..."
"tujhe kahi dekha hai, kal hostel me tu hee jhadu laga rahi thi na..mera room saaf karna bhool gayi,"
"dimag to sahi hai..."daant chabate wo boli...
"mazak tha..."
"mazak unse kiya karo,jo tumhare dost ho..."
"tu sach me chudail hai,..dayan kahi ki..."
"shut up...."
"apna to subah se shut down hai..."main uske aur karib jate hue bola"ye tera boyfriend,mujhse darta bahut hai...main jaise hee class se bahar aaya to wo khisak liya..."
"wo kisi se nahi darta.."
"aur ye tumhe kaise maloom ?"
"kyunki mujhe maloom hai ki wo yaha se kyun gaya..."
"kyun...?"
"kyunki use farewell party arrange..."bolte hue wo rook gayi "excuse me, main tumhe kyun batau ki wo yaha se kyun gaya..."
"chal gussa chhod..aur bata kaisi beete holiday..."
"that doesnot your business..."
"kuch naya ,kuch purana kuch to bata..."
"that doesnot your business..."
isi beech maine ek nazar door khade Arun par daali,jo apni ghadi me ishara karke mujhe bata raha tha ki recess ka time jald hee khatm hone wala hai...main Esha se aur bhi baate karta, uska sar kha jata...lekin time ki kami ki vajah se main seedhe point par aaya,...
kuch din pahle jab main ghar me tha to sar se stress door karne ke tareeke internet par taalash raha tha,tabhi mujhe kuch aisa mila jiske dwara hum kisi bhi shaks ko kuch pal ke liye hypnotize kar sakte hai, iska asar samne wale shaks par 5 se 10 seconds tak rahta hai aur is hypnotize ko apply karne ke liye bas kuch aisa kahna padta hai,jise sunkar samne wala kuch der ke liye hosh kho baithe....is tarah se hypnotize karne ke liye alag hee tone me bolna padta tha, jo ki depend karta tha ki aap kisi male ko hypnotize kar rahe hai ya kisi female ko....idhar Esha ko bhi time ka andaza hua to wo class ke andar jaane ke liye hui,lekin maine use aawaz di...
"i'm not interested to talk with you..."
"tere ishq ki vajah se yadi koyi mere seene me khanzar khonp de ya phhir dil nikal kar angaro ke beech rakh de..."uske baad maine aawaz tez aur bhari karte hue kaha" tere ishq ki vajah se yadi koyi mere seene me khanzar khonp de ya phhir dil nikal kar angaro ke beech rakh de..to mujhe iski zara si bhi parvaah nahi...,lekin tere aankho se aansu ka ek boond bhi nikla to wo mere liye kayamat hai..."
mera formula ekdum fit baitha tha, mere bolne ke andaaz se Esha ekdum shant hokar meri aankho me dekhti rahi aur tabhi maine apna ek hath uski taraf badhate hue kaha"de tali...isi baat par..."
Usne waisa hee kiya aur apna hath mere hath par rakh diya..aur jab uska hath mere hath se chhu gaya to main turant waha se Arun ki taraf badh chala....
"kyun be,heart attack aa gaya na, do hazar gaanwane ke baad..."
"tu to bhai hai apna...tu ab mere se paise lega kya..."
.
Main aage ki kahani bhi non-stop sunaye jata yadi usi waqt Nisha ka call na aaya hota to, is waqt sham ke 5 baje the aur bahar ka mausam badal ke ghire hone se ekdum badhiya tha aur man ko sukoon dene wala tha
"haan,Nisha..."maine call recieve ki..
________________________