• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy " Girls Hostel "

harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,647
8,436
219

~~INDEX~~

Chapter 1 ~~ " Supriya "
Chapter ~~ 2 " The Illusion "
Chapter ~~ 3 " Catatonic Schizophrenia "
Chapter ~~ 4 " A True Face "
Chapter ~~ 5 " The Antiquarian "
Chapter ~~ 6 " The Amazon "
Finale
Chapter 7 : " Book Of Hoax "

Some Comments for this story :love: (Late Add-on :sigh:)

सच में , यह पुरी स्टोरी दिमाग के परखच्चे उड़ाए जा रही है । कभी लगता है कहानी में सस्पेंस है तो कभी लगता है भ्रम जाल का ताना-बाना बुना हुआ है तो कभी लगता है जैसे कोई रूहानी ताकतें हैं तो कभी लगता है यह सिंपल स्टोरी है जिसमें आरूहि एक गम्भीर बिमारी से पीड़ित है ।

मुझे लगता है इससे बेहतरीन कहानी फिलहाल तो इस फोरम पर नहीं है । और सबसे बड़ी खासियत है आपके लिखने का स्टाइल और अंदाज । आउटस्टैंडिंग हर्षित भाई ।
thoos thoos ke khana khaya aaruhi ne jo ekdam majedar horror type scene tha ..
सही में , हर्षित भाई ! मुझे बहुत ही दया आने लगा है आरूहि पर । अगर किसी हरामखोर की वजह से उसकी हालत ऐसी हुई है तो उसे जहन्नुम का रास्ता जरूर दिखला दिजियेगा ।
WTF!!! Yahi pehla reaction nikalta hai is kahani ko poora padhne ke baad... Halanki pehle bhi maine is kahani ke kuchh 7-8 updates padhe huye the par jab is baar padhna shuru kiya to ek naya sa romanch har beet te update ke saath banta gaya... Bohot hi zyada behatreen tareeke se likhi gayi kahani hai ye, ab jis prakaar ka plot imagine kiya hai lekhak saahab ne uske baad ek nausikhiya bhi likhe to bhi kahani halki nahi ho sakti, aur yahaan jis level ka narration, aur scene specialization hame padhne ko mila hai, wo kaafi hai dikhane ke liye that this is, without a doubt,one of the finest stories available on XF... Chahe wo running stories hon ya fir completed, aur chahe future mein likhi jaane waali kahaniyan, is story ka ek alag hi sthaan bana rehne waala hai forum par... Aur iske liye writer saahab ki jitni bhi tareef ki jaaye wo kam hi hogi...

Fantasy genre ke saath shuru huyi ye kahani, kab alag - alag genres ke darshan karane lagi padhte waqt katayi pata nahi chala... Horror, Suspense, Thriller, Adventure, Romance and of course Fantasy, aur saath hi mein Erotica ke ansh bhi... Ek story mein is se zyada kis cheez ki apeksha kar sakta hai reader!? Again, one of the best stories I've ever read... Outstanding Stuff harshit1890 bhai... :bow: :bow: :bow:
Kya hi khubsurat kahani likhi hai aapne bhai... I'm just speechless, jitni bhi tareef karunga kam hi hogi... Erotica ka bhi bilkul sahi situation mein use Kiya gaya hai aur sabse important har kirdaar par lekhak ki shaandar pakad bani rahi hai... Har character ka kahani mein hona justify kiya gaya hai, kahin bhi koyi bhi character bina matlab nahi ghus aaya...

Ab dekhna ye hai ke Mehta waali meeting mein kaun kaun shaamil tha aur unka maksad kya tha? Aur Shruti is sab ki sachayi jaan bhi paayegi ya nahi? Aruhi sach mein kisi beemari ka shikaar hai ya kewal naatak kar rahi hai? At last, Ek baar ko apun ko ye bhi laga ke asal mein ye sab jo ho raha hai wo kewal Shruti ki kalpana hai... :dazed:

Outstanding Story & Updates Bhai & Waiting For Next...
Harshit bhai... Kayi horror stories padhi hain maine, joki poori tarah se horror genre par based hain but jis tarah ka scene aap create karte ho, taking into note ye story horror genre par based hai bhi nahi, that's phenomenal...
meghnath naam rakhne ke pichhe ki kahani bhi majedar hai 😍😍😍..
jab me TV nahi dekhta( waise tha nahi nahi ghar par ) tha bachpan me aur bas naam suna karta tha to khudko SHAKTI KAPOOR. kehta tha dosto ke bich 🤣🤣🤣..ye kissa padhke bachpan ki yaade taaza ho gayi 😍😍😍..
Slowly my interest is increasing towards the story full of adventure, fun to read, no doubt you are a great writer, thank you for writing such a beautiful story.
Have to admit, your story completely twists the thinking, sometimes it seems in the mind that it is just a disease and sometimes it seems like something supernatural. Your writing is commendable, even after writing this much there are many questions and there will be many such points which I have missed. In some scenes there was a combination of intensity as well as erotic scenes, which you have shown very well, what should I say now, now the words of praise are over understand my feelings.
harshit1890 Hats Off... enjoyed it. :applause:
but why were you making her nude everytime in front of everyone. :angry:
मुझे नहीं लगता दुनिया में कोई भी ऐसा माई का माल होगा जिसे इस कहानी की पहेली समझ में आ रही हो। गजब का दिमाग हिला रखा है आपने हर्षित भाई।
The whole incident, that Mansion one was written so beautifully that no words are sufficient to describe it! Ismein koyi doraye nahin ki maine aaj tak kisi ko bhi is tarah ka horror likhte nahi dekha hai... Haunted ko read kiya tha maine, kaafi pehle, aur main bilkul daave se keh sakta hoon, that you're the best,when it comes to generating real fear in readers, while they read the story..
Bhatt the phakk is this estory?:redface:
 
Last edited:

DARK WOLFKING

Supreme
15,567
32,007
259
romanchak update ..3 naam saamne aaye mehta ,vandana ,sarita jo us meeting me shamil the ..

par mehta ke alawa baaki 2 ladies kaun hai ye koi batayega kya ????.

waha aur bhi log maujud the jinka naam abhi pata nahi chal paya ..
par wo sabhi kuch na kuch tikdam chalake paise kama rahe hai jaisa mehta ne ek baat me kaha ki fund banana hai ..

lavanya ki death sabse pehle huyi thi aur wahi se maut ka silsila shuru hua hai ..
par meeting me nandni nahi thi to wo is matter se judi nahi hai aisa lagta hai 🤔🤔.
purane hostel ka majbut nahi hona ye reason saamne aaya mehta ke jariye ,aur usi wajah se usko band karna pada .
aur sabki baato se yahi lag raha hai ki unko bhi pata nahi ki students ki maut kaise ho rahi hai aur kaun kar raha hai ..matlab wo sab bas paise kamane ke baare me soch rahe hai .unme se koi bhi khooni nahi hai ,,

unke kamai par tala jo lag jayega agar hostel ka naam badnam ho .

ab ye shruti vishal ko kisne dekh liya cooler ke paas ,kahi peon to nahi kyunki wahi bahar nikla hoga sabse pehle ,,

aur ek baat ye peon ander kya dekhke mooth maar raha tha 😡😡 kya sarita ya vandana ki saree dekhkar 🤣🤣🤣..
 
9,994
41,823
218
" डेथ किंग ब्रदर " को देखकर बहुत बढ़िया लगा मुझे । वो मेरे फेवरेट रहे हैं शुरू से ही । जैसे कि लियोन भाई हैं ।
डेथ किंग एक बेहतरीन ही समीक्षक हैं । नैना जी भी थी लेकिन पता नहीं उनकी नाराजगी कब दूर होगी !

एम डी का अर्दली तो साला एक नम्बर का ठरकी निकला । सरिता मिस के पांव की पिंडलियों को देख देख कर अपना कीमती पानी बहा दिया । अगर उसे अर्धनग्न अवस्था में देख ले तो उन्हें पाने के लिए खून तक कर दे ! गर्ल्स हॉस्टल का बावर्ची / स्टाफ तो फिर भी उससे बेहतर था । दिन रात उन्हीं के सोहबत में रहने के बावजूद भी उन्हें किसी तरह का नूकसान नहीं पहुंचाया । बस एकसठ बासठ ही करता रहा । :D

आज के जमाने में एजुकेशनल इंस्टीट्यूट पैसे कमाने का बहुत बड़ा जरिया बना हुआ है । खास तौर पर प्राइवेट एजूकेशनल इंस्टीट्यूट । पैसे कमाने का नया नया तरीका ढूंढते रहते हैं । वैसा ही ट्रस्टी साहब मिस्टर मितल कर रहे हैं । यह कोई नई बात नहीं है लेकिन जितनी गोपनीयता बरती जा रही है मीटिंग के लिए उससे शक के कीटाणु मन में पैदा हो रहे हैं । जैसे जैसे खुफिया रास्ते बनाए गए हैं वह कुछ सवाल पैदा किए जा रहा है ।
कुछ तो भारी गड़बड़ है । कुछ तो अवैध व्यापार में लिप्त हैं ये लोग ।

पर मिस नंदिनी का इस मीटिंग में न होना हमें अचंभित सा लगा । क्या वो ट्रस्टी के गुड फेथ लिस्ट में नहीं है ? क्या वो अलग ही खिचड़ी पका रही है ?

हमेशा की तरह यह अपडेट भी शानदार रहा हर्षित भाई ।
आउटस्टैंडिंग एंड अमेजिंग एंड ब्रिलिएंट ।
 
Kya karna hai jaan kar... kaun tha.. wahan.. jaruri hai kya.. :redface: Nandini thi ya nahi vo aage malum chalega bhai aur agar nahi thi to kyun nahi thi shayad wo bhi.. :D
Nahi aisa mujhe nahi lagta ki unhe pata hai...
Han bhai fetish hoga uska tangein dekhne ka.. :D Thanks bhai :hug:
 
harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,647
8,436
219
" डेथ किंग ब्रदर " को देखकर बहुत बढ़िया लगा मुझे । वो मेरे फेवरेट रहे हैं शुरू से ही । जैसे कि लियोन भाई हैं ।
डेथ किंग एक बेहतरीन ही समीक्षक हैं । नैना जी भी थी लेकिन पता नहीं उनकी नाराजगी कब दूर होगी !

एम डी का अर्दली तो साला एक नम्बर का ठरकी निकला । सरिता मिस के पांव की पिंडलियों को देख देख कर अपना कीमती पानी बहा दिया । अगर उसे अर्धनग्न अवस्था में देख ले तो उन्हें पाने के लिए खून तक कर दे ! गर्ल्स हॉस्टल का बावर्ची / स्टाफ तो फिर भी उससे बेहतर था । दिन रात उन्हीं के सोहबत में रहने के बावजूद भी उन्हें किसी तरह का नूकसान नहीं पहुंचाया । बस एकसठ बासठ ही करता रहा । :D

आज के जमाने में एजुकेशनल इंस्टीट्यूट पैसे कमाने का बहुत बड़ा जरिया बना हुआ है । खास तौर पर प्राइवेट एजूकेशनल इंस्टीट्यूट । पैसे कमाने का नया नया तरीका ढूंढते रहते हैं । वैसा ही ट्रस्टी साहब मिस्टर मितल कर रहे हैं । यह कोई नई बात नहीं है लेकिन जितनी गोपनीयता बरती जा रही है मीटिंग के लिए उससे शक के कीटाणु मन में पैदा हो रहे हैं । जैसे जैसे खुफिया रास्ते बनाए गए हैं वह कुछ सवाल पैदा किए जा रहा है ।
कुछ तो भारी गड़बड़ है । कुछ तो अवैध व्यापार में लिप्त हैं ये लोग ।

पर मिस नंदिनी का इस मीटिंग में न होना हमें अचंभित सा लगा । क्या वो ट्रस्टी के गुड फेथ लिस्ट में नहीं है ? क्या वो अलग ही खिचड़ी पका रही है ?

हमेशा की तरह यह अपडेट भी शानदार रहा हर्षित भाई ।
आउटस्टैंडिंग एंड अमेजिंग एंड ब्रिलिएंट ।
Sahi kaha bhai Death king bhai ne jis tarh kahani khol di hai ab mujhe hi kuch karna padega :D Baki Naina ji Naina Ka kya kahe.. Ab ladkiyun ki narajggi to uppar wala bhi samajh nhi paya hai hum kya samjhenge.. hum to bas yahi kahenge ki apna enjoy karna chahie ... Unhe is baat ka bura laga tha jiske baad clear ho gaya tha lekin jaisa ki pata chala ki vo thoda off thi isliye humne bhi dil par nahi liya aur usi ke chalte hum unhe is kahani mein end tak tag karte rahenge. Protest with peace :redface:

Bhaiya ji fetish hai us budhau ko :D Education to dhanda hai bhai... dhanda... Abhi aage ki kahani mein sab clear ho jayega bhai... Thanks sanju bhai :hug:
 
harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,647
8,436
219
Dungeon Master Thanks for making this thread sticky.. Ab bar bar My threads par nahi jana padega direct Hindi section se khul jayega :hug:

Aur han... 1 mahine se pehle hata mat dena :bat:
 
493
992
93
WTF!!! Yahi pehla reaction nikalta hai is kahani ko poora padhne ke baad... Halanki pehle bhi maine is kahani ke kuchh 7-8 updates padhe huye the par jab is baar padhna shuru kiya to ek naya sa romanch har beet te update ke saath banta gaya... Bohot hi zyada behatreen tareeke se likhi gayi kahani hai ye, ab jis prakaar ka plot imagine kiya hai lekhak saahab ne uske baad ek nausikhiya bhi likhe to bhi kahani halki nahi ho sakti, aur yahaan jis level ka narration, aur scene specialization hame padhne ko mila hai, wo kaafi hai dikhane ke liye that this is, without a doubt,one of the finest stories available on XF... Chahe wo running stories hon ya fir completed, aur chahe future mein likhi jaane waali kahaniyan, is story ka ek alag hi sthaan bana rehne waala hai forum par... Aur iske liye writer saahab ki jitni bhi tareef ki jaaye wo kam hi hogi...

Fantasy genre ke saath shuru huyi ye kahani, kab alag - alag genres ke darshan karane lagi padhte waqt katayi pata nahi chala... Horror, Suspense, Thriller, Adventure, Romance and of course Fantasy, aur saath hi mein Erotica ke ansh bhi... Ek story mein is se zyada kis cheez ki apeksha kar sakta hai reader!? Again, one of the best stories I've ever read... Outstanding Stuff harshit1890 bhai... :bow: :bow: :bow:

Kahani ka pehla chapter yaani “Supriya”, ek perfect starting thi is story ke liye (Halanki aage chalkar pata chala ke wo starting nahi story ka mid part tha :noo:)... Starting se hi storyline par behad hi mazboot grip banayi rakhi aapne, nateejtan kahin bhi story boring ya extended nahi lagi... Kaaran, har scene ki explanation jitni perfect thi utne hi perfection ke saath dialogues aur conversations ka istemaal hua... And that's worth praising for sure... :applause:

Coming to the story, Supriya, shuruaat ke 20 updates padhkar kisi ko bhi yahi lagega ke Supriya hi is kahani ki main lead character hai but when you read the 21st Update, suddenly you realise that the all those updates were just an Illusion... Halanki, jab Supriya, Tanu se bachne ke liye Common Bathroom mein ja chhippi thi, aur wahaan jo ghatnayen huyi thi, (use Aruhi kehkar pukara jaana) tabhi mujhe aabhas ho gaya tha ke shayad kahani mein aage chalkar split personality jaisa kuchh dekhne ko mil sakta hai... Aur kuchh waisa hi hua, Chapter - 2 ko padhne ke baad samajh aaya ke jo kuchh bhi pehle 20 updates mein humne padha, wo maatra Aruhi ki kalpana ka hissa tha, haan kuchh cheezen satya bhi thi jo uske saath present time mein ghatit huyi, par usne apne dimaag mein sabhi characters ko ek alag hi naam se imagine kiya hua tha...

Supriya = Aruhi, Megha = Shruti, Aakash = Vishal, Sunaina Miss = Nandini, Guptaji = Professor Mishra, Tanu = Lavanya, Debu = Sonu... Aur bhi pata nahi kis kis ka ek alag hi naam Aruhi yaani Supriya ne imagine karke rakha tha... Halanki, kabhi - kabhi use khud bhi yaad nahi rehta ke wo ek alag hi parallel duniya banaye jee rahi hai... Is sab ke beech Tanu ya kahun ke Lavanya ki maut, jo darindagi ki sabhi hadon ko paar karti huyi thi, uske Baad Megha ki laash dikhna, wo hissa pehle chapter ka ant tha, ab ye pata nahi ke uska kya reason tha? Sirf ek wo hi ghatna hai jo kewal aur kewal Aruhi ke andar kaid hai... Megha ki maut se kahin naa kahin Shruti ke marne ki aashanka bhi huyi thi par ab nahi lagta ki waisa kuchh hone waala hai, lekin ab tak ki kahani padhkar ye to pata chal hi gaya hai ke, kya lagta hai, wo maayne kahaan rakhta hai? :noo:

Vishal, uska dost Gagan, Shruti ki saheli bani Manpreet aur Kim, saath hi ek hi baar kahani mein dikha Vidhu, sabhi ek ek kar kahani mein entry lete gaye... Halanki, aam taur par characters ka crowd badhne par kahani patri se utar jaaya karti hai, par yahaan aisa kuchh nahi hua... Starting se bani huyi wo grip, 71st update tak bilkul intact hai... Khair, iske baad pata chala ke Aruhi “Catatonic Schizophrenia” ki shikaar hai, jabki baad mein ye bhi saamne aa gaya ke wo maatra ek bhram jaal tha Nandini aur Dr. Alok ka... Ab tak ye suspense kaayam hi hai ke aakhir asal mein Aruhi ko hua kya hai?

Shruti aur Vishal, Rachna sang milkar jasoosi to kar rahen hain par abhi tak un teeno ko bhi koyi mazboot lead nahi mili hai jis se pata chal sake ke Aruhi ke saath, College mein huyi mauton ka kya connection hai! Dekhte hain ke Shruti, joki abhi tak bilkul Sherlock Holmes, I mean Lady Sherlock Holmes ke kirdaar mein nazar aayi hai wo is raaz par se kaise aur kab parda utha paati hai... Aur kahin wo raaz se parda uthane se pehle khud hi naa uth jaaye... Aakhir Aruhi ke sabhi imaginations sach to huye hain, to poore chances hain ke Megha... :whistle:

Ab agar vistar se kahani mein huyi sabhi ghatnaon ka vishleshan kiya jaaye to,

1.) Girls Hostel, yaani ki wo haunted, band ho chuka hostel... Wahin par us kahani ka mukhya bhaag chhippa hua hai... Uske band hone ka kaaran, sab students ladkiyon ke gaayab hone aur unki maut hone ko maante hain,par 71 Update mein Mehta ke dwara ki gayi baaton se kuchh aur lag raha hai... Kisi gair kaanooni dhande mein in sabhi ke shaamil hone ki poori sambhavna hai,saaf hai ke usi dhande se juda hone ke kaaran us Girls Hostel par taala lagana pada, aur uske nisbat unhe moti rakam bhi praapt huyi...

2.) Aruhi, joki abhi tak is story ki sabse mysterious aur important kirdar bankar saamne aayi hai... Uska khudko aur apne se jude logon ko alag roop mein, alag naam se imagine karna... Har raat ko band pade Girls Hostel mein jaana... Uske imagine kiye gaye tareeke se Lavanya (Tanu) aur Suraj ke dost ki maut hona... Uska nude haalat mein Hostel ke terrace par hona... Kya matlab hai in sab baaton ka? Aruhi ke baare mein aage baat karne se pehle, is pehlu par ek nazar...

[Mansion mein jo party huyi thi freshers party ke baad, jiska leader ek tarah se Vidhu tha... Wo ek important hissa rahi is story ka... Lavanya hi iklauti aisi ladki, ya insaan thi jo us Mansion mein bin permission kahin bhi jaa sakti thi, Kaaran uska “zac001” hona... Aruhi ka registration “zac69” ke taur par hua tha... Ye baat to tabhi samajh aa gayi thi ke shayad koyi Drugs Syndicate chalaya jaa raha hai, jiski ek important member, ya kahun ke College ke sabhi students mein se sabse important member Lavanya thi... Par Vidhu ne kaha tha ke “zac001” ban ne ki prakriya secret hai,jise bhi chose kiya jaata hai use apne aap pata chal jaata hai].

Coming back to Aruhi, I think ke use jo raat ke 3 baje calls aati thi wo shayad isi se Judi huyi thi... Aruhi ka Lavanya aur Suraj ke dost ki maut se seedha connection hai... Ye kehna shayad galat ho ke Aruhi ne hi unka murder kiya hai, shayad Aruhi nayi “zac001” ban chuki ho,aur wo position par pahunchne ke baad wo kisi se murder karwa sakti ho!? Doosra assumption ye hai ke, Aruhi ko shayad hypnotize jaisa kuchh kar liya gaya hai... Dr. Alok ne halanki, Nandini ke kehne par hi Schizophrenia waali baat kahi thi, par aisa sach much mein bhi ho sakta hai... Aruhi possessed hai ye baat Gagan ne sabse pehle kahi thi,aur baad mein Shruti aur Vishal bhi is maamle mein investigation kar rahe the... Wo books aur baaki sab, halanki possessed ka matlab Bhoot Pret se nahi hai, bas rk hypnosis jaisi condition ka aabhas ho raha hai mujhe...

Jaise kisi vyakti ko hypnotize karke ek trigger ke jariye us se koyi bhi kaam karwaya jaata hai... Aruhi ke saath bhi shayad waisa hi kuchh hua hai... Pehli baat to Aruhi naatak kar rahi hai,ye baat saaf hai... Us din canteen mein usne apni Maa se jo Periods ko lekar jhooth bola tha, jabki use raaton tak Excessive bleeding huyi thi... Jabki wo Shruti se aise behave kar rahi thi jaise wo kuchh naa jaanti ho... Aur uske baad uska phone ka lock change karna... Shruti ko kehna ke tujhe mere phone se kuchh nahi milega... Aruhi bohot kuchh chhippa rahi hai...

Aruhi hi nahi Urvashi bhi... Urvashi ne Shruti se pakka koyi past ki ghatna chhippayi hai... Now, I think ke Aruhi ke past mein kuchh aisa hai jiske kaaran uske saath ye sab ho raha hai... Urvashi bhi apne College days ko yaad karte waqt ek ragging ki ghatna ke baare mein soch rahi thi...

3.) Asal mein ye kahani present se zyada past se judi hai... Maslan, Nandini aur Alok ka matter... Messages se ye saaf hai ke Alok ne past mein kabhi Nandini ki mada ki thi, aur saath hi Aruhi waale matter mein uski madad ki, jiske badle mein Nandini ne use apna jism saunp diya... Nandini 28 ki hai, jabki Alok ki appearance se wo kaafi umra ka laga tha... To chats se ye lagta hai ke Nandini ko Alok par crush tha,par Alok kisi Raman ke chakkar mein pada hua tha... Maybe wo ab uski biwi ho? Par kahin naa kahin mujhe lagta hai ke is Raman naamak ladki ya aurat ka connection Manpreet se bhi hai... Urvashi ka bhi ek past hai... Cubicle mein Ravina ki maut ka bhi ek past hai... Aur Aruhi ki Dost jiska naam wo kabhi Ravina batati hai aur ek baar Nimi bataya tha... Jisne Aruhi ko pehla Lesbian gyaan diya tha... Bohot se raaz chhuppe hain bhootkaal mein jo is kahani ke ban ne ka ek kaaran hain...

4.) Shruti, mujhe abhi tak yahi ladki is kahani ki asli naayika lagi hai... Ek khuli kitaab ki tarah hai wo, jise koyi bhi padh sakta hai, par filhaal to kewal Vishal hi us kitaab ke rights reserved kiye hua hai :D... Shruti behad hi chalaki se Aruhi ki sachayi pata karne ki koshish mein lagi huyi hai jiske raaste mein wo apne Mysterious College ke rahasya bhi khoj rahi hai... Ab tak is kahani mein Shruti hi meri favourite kirdaar rahi hai... Jis kadar wo Aruhi ke liye sab kar rahi hai, us ladki ki jitni bhi tareef ho wo kam hi hai... Par Shruti ko latest mein ho rahi Mansion ki Meeting ki jaankari kab, kaise aur kahaan se mili!?

5.) Vishal, Gagan, Manpreet, Kim,Vidhu, Rachna, Ruhani... Sabhi as supporting characters story mein aayen hain aur mujhe lagta hai ke Manpreet ka kahin naa kahin is sabse ek bada connection hain... Wahin Meghnath naam ka kirdaar kya hai ye bhi ek secret hai... Ek aur baat, ye ki kisi ko Shruti message kar rahi thi, Main jaanti hun tum kaun ho!? Jiske jawaab mein usne Shruti ko milne bulaya tha, I'm sure wo Meghnath hi tha... Saath hi jise Shruti Vishal ke photos ko trade kar rahi hai wo Jaggu hi hai, Shruti ko galatfehmi huyi ke Jaggu ne darwaze ka kunda toda tha, jiska badla jaane wo us se kaise legi... Par ek baat nischit hai ke Jaggu ki dhajjiyan udne waali hain :D...

6.) Gatekeeper, arthat Debu ka gaayab hona bhi ek mystery hai... Uske gaayab hone se ek raat pehle Aruhi ne uske saamne apni T – Shirt utaar di thi... Aur uske baad uspar chori ka ilzaam lagna? I'm sure ke wo bhi mar chuka hai... Aruhi ne shayad use bhi shikaar bana liya hoga :lol:... Aur shayad is matter ko Dabane ke liye Shailja ne chori ka ilzaam uspar laga diya hoga...

Khair, bohot se raaz bane huye hain par ab tak jitna main samajh paaya hun wo hai ke Aruhi ke past mein kuchh hua hai,Ravina aur Kalpana se alag,jo uski Maa se juda hai... Jiske kaaran wo ghar jaane ki baat par alag hi react karti hai... Girls Hostel aane par Lavanya ke dwara ki gayi uski ragging se Aruhi ka wo past trigger ho gaya... Iske baad wo darne lagi aur fir shayad jo log us Drugs aur Books ke syndicate se jude hain unki nazar Aruhi par padi aur shayad Aruhi unka shikaar ban chuki hai... Unhi ke orders ko maan ne par majboor ho chuka hai Aruhi ka dimaag, aur is sabse nikal paana ab uske liye bohot mushkil hai... Khair, Aruhi ka bohot zyada neend lena aur saath hi uske baalon ka rang black se brown ho jaana, ye bhi ek mystery hai...

Kya hi khubsurat kahani likhi hai aapne bhai... I'm just speechless, jitni bhi tareef karunga kam hi hogi... Erotica ka bhi bilkul sahi situation mein use Kiya gaya hai aur sabse important har kirdaar par lekhak ki shaandar pakad bani rahi hai... Har character ka kahani mein hona justify kiya gaya hai, kahin bhi koyi bhi character bina matlab nahi ghus aaya...

Ab dekhna ye hai ke Mehta waali meeting mein kaun kaun shaamil tha aur unka maksad kya tha? Aur Shruti is sab ki sachayi jaan bhi paayegi ya nahi? Aruhi sach mein kisi beemari ka shikaar hai ya kewal naatak kar rahi hai? At last, Ek baar ko apun ko ye bhi laga ke asal mein ye sab jo ho raha hai wo kewal Shruti ki kalpana hai... :dazed:

Outstanding Story & Updates Bhai & Waiting For Next...
hariya kaku. me bhi always asaich review fenkne ko kochich karta hu but mese hotaich nhi :oops: well ye mere thought ka CnP revo samajh lo :checkpm:
 
harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,647
8,436
219
hariya kaku. me bhi always asaich review fenkne ko kochich karta hu but mese hotaich nhi :oops: well ye mere thought ka CnP revo samajh lo :checkpm:
Main apke dil ki vyatha samjh sakta hun :D
 
Top